Bhai jaisa aapa ne bataya ke rust jaldi aarah hai pr jab aap uska part replace kr de te hain tb replaced part ke saat bhi kya aisi hi problem kitne taime pr aati hai ya nahin aati Please koi video es topic ko dhyan me rakhkar bhi banayen...
@ArifKhan-zs8cp9 сағат бұрын
HLO SIR.. Meri electra 2012 uce model mein ek dikkat aa rhi hai... Uska 1st gear theek dal rha hai.. Lekin jab bhi 2 gear ke baad koi bhi gear daalo to 2 click mein lgta hai... Aur agar galti se 1 click lga diya to kind of neutral si ho jaati hai... Aur ye cheez har gear mein hota hai... Mene clutch plates change krvaali.. Mene gear changer change krvaa liya.... Aur ye dikkat itni badd gyi ki ye ek din 3-4 gear ke beech mein band khadi thi.. Mene kick marke start kri to hogyi... Aur ek gear down kra ye soch kr ki 1st gear lga hai... Lekin lga 3rd... Mechanic se baat kri to bol rha hai ki engine khulega aur gear ki jalebi change hogi.... Pls help and suggest ki mujhe ye krvana chahiye ya nhi.. Mein karnal , haryana mein rhta hoon..😢😊
@sarvejeetsehrawat31426 сағат бұрын
Good job 👍
@SAHILMALHOTRA4 сағат бұрын
bhaiya hunter ki video?
@Shibun19928 сағат бұрын
Thank you rummy bhai
@ManjeetSingh-xq9cq5 сағат бұрын
Sir interceptor ka idol m RPM needel fluctuate kyu krta rehta hh 100+/- thoda bht needle hilta he rehta hhh, perfect stop ni krta ek point pr
@razzcrazyxyz70637 сағат бұрын
hi rummy bro ❤❤❤❤from hyderabad
@alipdebnath6968 сағат бұрын
Yamaha RX 💯💪💪
@jitendrasinhgohil72753 сағат бұрын
Bhai Rajdoot kab aa rahi he
@RAUNAKKUMAR-gu9rx9 сағат бұрын
Lml m b Acha current aata tha😂😂😂😂😂
@sayanbiswas91479 сағат бұрын
❤❤❤ gt650 ❤❤
@sayanq33375 сағат бұрын
bhaiya mera interceptor 650 mei problem hai ek… engine ka kaam hua tha uska block gasket fatt ke oil leak ho raha tha… local mechanic se thik karwaya maine he parts lake dia tha… usne thik karne ke baad galti se spark plugs open karke bike dho lia and lagake start kia toh ek side se fire karne laga tha… toh uske baad clean karke start kia toh missing karne laga and both exhaust se hone laga and engine check light on ho gaya… uske baad plugs, plug caps, ignition coil change hua firr bhi same problem… kabhi kabhi engine check light on ho jata hai… im from west bengal please help me… abhi chalata hu toh missfire karta hai and 5k rpm pe lock hojata hai and uske baad bhi continue rakhta hu throttle toh achanak power ata hai and idle pe ajeeb sound karta hai engine… help me please reply
@KR-bn3xp8 сағат бұрын
Re ke dono engine i.e j series aur twin yeh dono hi vulnerable hai.
@sayanbiswas91479 сағат бұрын
❤❤❤❤
@RageClash8 сағат бұрын
Bhai meri new Gt650 mein starting se ghade mein jati h tho khat khat awaaz krti hai, sevice centre 10 baar se jayda jaa chuka wo log nahi theek kr paa rahe h
@satyanarayan44888 сағат бұрын
Bhai ye sari gt650 ya int650 me hai.. meri gt me bhi same problem hai.. pareshan mat ho 180 pe bhagao maja ayega
@RageClash8 сағат бұрын
@ aapke gt mein v h ye problem mere GT mein 1st service ke baad ye problem aayi h
@satyanarayan44887 сағат бұрын
@@RageClash han bhai.. ye pehle se rehta hai par 1st service ke bad hi pata lagta hai thodi chalne k baad..
@noodu48069 сағат бұрын
bullet 500 carburetor model ka twin spark plug ka part no batao
@letsdosomething75533 сағат бұрын
Bhai itne din se kaha ho bhot din baad deedar hua aapka?
@abhijitkundu18793 сағат бұрын
Bhai 🌹❤️
@nsengineering60859 сағат бұрын
पानी की वजह से मॉइश्चर होता होगा
@Sukhvir_Rider8 сағат бұрын
Bhai aap apna address do plz..muje meri bullet ka handal problem solve krwani h e..
@Harry186789 сағат бұрын
Sir ji turbo project ka kya huya🤔❤❤
@rasheshjinwala48819 сағат бұрын
Fail ho gaya...
@anishparab20999 сағат бұрын
Ussne last video mai bolta ka ki "maine wo part order Kiya" bas utna he bola baad mai kuch nahi
@DaXxToR-h5o9 сағат бұрын
Bhai Aram Aram SE Bola kro ap BHT tezi SE bolte ho ..mind na krna