** सीमाऐं** कितना अच्छा होता जो न होती * सीमाऐं * खुली हवा कि मानिंद कोई कहीं भी जाए न कोई बंधन न कोई जकड़न सब विश्व इक घर हो जाए, जब हो इच्छा तुम जाओ* वहाँ * पर वे* यहाँ * पर आऐं, तुम ले के जाओ इडली-ढोकला वे बर्गर -पिज़्ज़ा लाएं | न हो जो कोई सीमा बंधन कितना सुंदर हो जाए बन के पक्षी ,प्रेमी जोड़े लंदन पेरिस में इतराएं न हो जो पचड़ा लफड़ा तो कोई क्यूँ वीजा बनवाए बस यूँ ही उठा साइकिल चलो लाहौर घूम आएं | ये सीमा बंधन नहीं ये आत्मा जकड़न है जो देता बड़ी प्रताड़नाएं आओ सब मिल इसे तोड़ इक आंगन बड़ा बनाए करे एक साथ बैले भांगड़ा सब मिल हुड़दंग मचाएं | ( हिन्दी version शेखू की poem Bordersका) (विजय-पदम) 15/5/2020
@poonamkashyap3342 жыл бұрын
Very nice 👍
@sonaliverma7064 Жыл бұрын
😊
@geetanjalipawar85362 жыл бұрын
Anulata mam superb story.... Thank uu so much.. ❤️
@farhatjahan56344 жыл бұрын
Wah!! Lajawab.
@anamikagupta80734 жыл бұрын
Wao...kya kahani hai..Mai bhi try krungi .....same thing.....anulta mam apka bhot bhot shukria....for Ur this type of great thought ❤️
@vikash-te7xz4 жыл бұрын
Sach me is kahani ne mere aakho me aashu la diye
@chinmayeedaschakladar82939 ай бұрын
Kitna sundar kahani.Mahabbat hoti hey jindegi ka anmol tofa❤❤
@santoshbarnwal29794 жыл бұрын
Aapki kahaniyan sunn kar mann bahut bechain sa ho gya hai. Kai sawaal umad pade hai ki kya sach m pyaar aur mohabbat jaisi chije hoti hai kya duniya m? Sach kaisa bhi ho par kahaniyan sukoon deta hai, le jata hai durr hakikat se khawab ki aur.😍 Pyaar mohabbat bahut acche sabd hai.♥️ Sukoon sapno m hi sahi 😌
@purnimakumari24374 жыл бұрын
Your po
@akankshaanvika12746 ай бұрын
Kitna sach kaha aapne mujhe lga koi ldki hogi lekin ldke v aisa sochte h bhut badi baat h
@VandanaMathukiya2 ай бұрын
Amazing story you always bring me into another world
@vidushikumaripandey28744 жыл бұрын
Aaj raat neend aachi aayegi Anulata Ma'am ki kahani Aur sir ki awaz. Thank you so much Sir😊
In every story I see myself thank you very much keep it up
@KnowHowIasPcs3 жыл бұрын
Sir i m a corona patient, i have to say this today that your stories are my only "sahara" and sleeping pills.
@karmafatemeandsongs20383 жыл бұрын
Hope you are doing well now
@KnowHowIasPcs3 жыл бұрын
Yess i have recovered..thanks for ur dearly enquiry ❤
@debanjandasphotographer11674 жыл бұрын
Mon bhar ayi..
@pritiprakashprajapati3 жыл бұрын
कहानी हमेशा की तरह उम्दा और मर्मस्पर्शी है। मेरी सिर्फ़ एक जिज्ञासा है कि मुसलमान होते हुए भी Shoaib saahab को विभाजन के समय लाहौर छोड़कर दिल्ली क्यों आना पड़ा।
@missmamatapatil93555 ай бұрын
Aise kafi sare muslim log the jo vibhajan ke doran Pakistan me rukne ke vajay bharat aa gaye.. Jab ki kafi kam aise hindu the jo bharat chod kr pakistan gaye
@KAAYA19904 жыл бұрын
bahoot hi umda tareeke se kahani sunai haai aapne.. :)
@chinmayeedaschakladar82939 ай бұрын
Excellent story and excellent presentation ❤❤love it❤❤
@sunitag59603 жыл бұрын
Very beautiful & heart touching story with great voice
@AshokKumar-cf8om3 жыл бұрын
आप की कहानी सुनाने की Kamal hai सर पहले रेडिओ पर सुनता था bhot achi लगती the kuki उसमे सोग होते थे love you❤❤❤❤❤ सर
@anupriya-po9hu4 жыл бұрын
Amazing ,heart touching 😍😍
@vandanagupta63583 жыл бұрын
बहुत सुंदर कहानी
@shyamalakrishnamurthy2640 Жыл бұрын
What a great love story💕👍💕👍💕👍
@manisharughwani37934 жыл бұрын
Neelesh hi pls add songs also
@jahidali72322 жыл бұрын
Anukata raaz nair is perfect writter unki likhi story mujhe bahut pasand h unki story r motivational hi hoti h baise to baki bhi sabhi h but she's my fvrt writter ❤️❤️❤️❤️
@Mrgrowth-e2y3 жыл бұрын
All Stories very nice
@Akshaykoul_194 жыл бұрын
Love you u make my childhood so memorable. Jab mere ps dad ka nokia 1100 hota tha uspe FM lga k sunta tha raat ko
@ShikhaJoonSwadesiInPardeS4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/oXqmqKWBf76Yr5o
@Akn90442 жыл бұрын
Mee too Samsung wala papa ka chhota phone🙂wo b kya din the
@asmrhealwav.53212 жыл бұрын
Aur me apni best frnd ke saath marine drive pe beth ke sunta tha 😊
@rky30 Жыл бұрын
Ham be bhai
@MDMUMTAZ-ji8gv Жыл бұрын
Same here
@annuradhavyas46132 жыл бұрын
Apki story Dil me utar jati hai...
@Farmankhan-bj3hi3 жыл бұрын
Heart touching story
@khushboovarma78402 жыл бұрын
Itni achi voice hai ki nind hi a jati hai 😍😍
@AshwaniKumar-jx2bh4 жыл бұрын
Shandar jabardast jindabad 👍 sir ji
@vikassahu44432 жыл бұрын
nice story Dil ko छू गई
@Asinha-pn5bj3 жыл бұрын
I just want to meet you once in my lifetime,because u made my college days(when i lived alone without smartphone,without family) awesome and memorable ❣️❣️🙏☺️☺️❤️❤️❤️ A lot of love and respect to u sir🙏🙏❣️❣️
@munmunmahanandia273 жыл бұрын
Same here
@Asinha-pn5bj3 жыл бұрын
@@munmunmahanandia27 🙂
@maninderkaur27152 жыл бұрын
Me too
@seemathakur2222 Жыл бұрын
सर आपके द्वारा सुनाई जाने वाली सभी कहानियां बहुत अच्छी लगती हैं क्या मैं भी अपनी कहानी आप तक पहुंचा सकती हूं
@sinhanisha12310 ай бұрын
Neelesh sir aishi or v stories daliye na apne channel pe....i m ur big fan since childhood
@mrunmaideshpande3 жыл бұрын
I just love anulata raaj nayar kahani
@piyanidey2 жыл бұрын
Bohot khub.... 👌
@pragatislife4 жыл бұрын
Bahut acchi lagi
@soumyamishraroll96789 ай бұрын
Bahut khaash thi yeh kahani ❤
@pranalichirme40354 жыл бұрын
Amazing voice👌
@santupapola59314 жыл бұрын
All parts is its best ending Nd happy ending 🤩
@smitamadhusamal41044 жыл бұрын
Sir Ap Ka Voice is amazing
@sapanakumarpadhy31864 жыл бұрын
Sir 🙏 I like your voice , way of talking stories and it just show a live picture of those stories infront of us.. 🙏 And all the stories are best.. I am listening your stories from above 6 to 7 year by live redio and now on KZbin. Thank you so much for such nice live feel of all good stories..🙏
@amanthakur-mm5di4 жыл бұрын
abhi maine just ek video garib dukan walo par banayi hai. kzbin.info/www/bejne/hXyknZmCareBmrM aapke support ki zaroorat hai.
@mrunmaideshpande3 жыл бұрын
kzbin.infopEI0_XNpwCw?feature=share
@pragyashrivastava40703 жыл бұрын
Moderation of Your Voice is truly Appreciable
@Devyanirajiv3 жыл бұрын
Very nice story, presentation is excellent as always.thanks
@sapanabasanet2363 жыл бұрын
wow your voice 😊😊😊😊😊😍😍😍
@shraddharaul9377 Жыл бұрын
Very nice story!!! 🌹
@RaashidKalani2 жыл бұрын
Bohat Khoobsorat...
@sujatasingh55672 жыл бұрын
Thank you Sir 🙏 you are just amezing
@Vickysingh-lz3lh3 жыл бұрын
Love you sir
@subhp39173 жыл бұрын
Lovely ❤️
@lovelillysingh12304 жыл бұрын
Amazing story !
@roqaiyazareen94524 жыл бұрын
Old story but beautiful
@nisha47635 ай бұрын
Maine kbhi radio pr to su a nhi pr aapko KZbin pr sunna suru kiya h now i am addicted to your voice 😊
@whateverIcook-dailybase2 жыл бұрын
Mai aapko tb se sun rhi hu jb se maine apna hosh sambhala h...your voice is like sleeping pills. Love your voice.
@sushmayadav34314 жыл бұрын
Superb 👌sir aapki khani ekdam real life me le jati h
@shahanahussain70394 жыл бұрын
Lovely 😍
@deepakranjan37984 жыл бұрын
Wow
@charusaraswat2594 жыл бұрын
Nice.
@cynosuregirl74733 жыл бұрын
Anulata mam"s story and your voice ❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣
@annapurna5514 жыл бұрын
Your biggest fan sir❤️
@ShikhaJoonSwadesiInPardeS4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/oXqmqKWBf76Yr5o
@pranjalighode28452 жыл бұрын
Wow!!!
@naturesmilesatus5 ай бұрын
Man kitna unmukt udaan bharta hai... Story mein do bilkul anjaan log jo alag alag desh se hote hain, train mein apni apni family ke saath hote hain, fir bhi ek train journey aur kuchh ghamto k safar mein hi ek dusre ko apna dil de baithte hain aur sabse bagawat kate huye zindagi bhar saath rahne ka faisla kar lete hain.. ye sab kitna kalpanik sa lagta hai but aisa hota toh hai hi kuchh logo ki zindagi mein... Ek ansuljhi si paheli jo mujhe aaj tak andar tak kuredti hai woh shaam ka waqt Meerut ka woh bus stand aur jaha main apne bus ka wait kar raha tha Dehradun ke liye.. Bus ka koi pata nahi tha, enquiry counter par puchhne par pata chala tha bus raat k 9 baje thi shaayad. Thandh ka mahina tha aur main yatriyo ke liye baithe wali ek bench par baith kar bas apni mobile k saath kuchh time pass kar raha tha tabhi kuchh 17 -18 saal ki ek teenage girl jo behad masum aur ghazab ki khubsurat thi, haath mein kuchh bhi nahi tha uske siway kuchh rupayo k, pareshaan si idhar se udhar aa jaa rahi thi.. badi uljhan mein thi woh... Mujhe bahut pyari lagi thi woh aur ji chahta tha usse baat kar ke puchhu ki kya pareshani hai use but ek anjaan sehar aur us par itni khubsurat naajuk si masum si ladki aur meri aur uski umra ka takreeban 10-12 saal ka faasla.. ye sab soch kar ruk gaya ki tabhi woh ladki khud hi mere paas aa jar mujhse puchhne lagi ki aapko pata hai ki Baraut ki bus kab milegi... Maine use bataya ki mujhe toh nahi pata but enquiry counter pe puchhna hoga.. usne bataya kuchh nahi pata chal raha... Maine enquiry counter pe puchha toh kahne lage saari buses nikal gayi hain Baraut ki, ab toh morning 6 baje bus milegi. Maine us ladki ki haalat samajh kar usko himmat dene ki koshish ki ab toh bus morning mein hi milegi . Tum akeli kyu safar kar rahi ho aur saath mein koi saamaan bhi nahi...Maine usse puchha Usne mujhe phone se kisi number ko mila kar uske bhai se baat karane ko kaha.. maine detail mein use sab batane ko kaha toh usne kaha woh Ghaziabad se Baraut k liye nikli thi din mein but direct Baraut ki bus nahi thi toh Meerut tak ki bus mein baith gayi thi. Conductor ne bataya tha Meerut se use dusri bus Baraut k liye mil jaayegi. But raaste mein bus kharaab ho gayi thi jiske wajah se woh Meerut hi evening ko pahuchi. Darasal uske Bhaiya bhabhi aur Mummy Papa ek din pahle hi Baraut chale gaye the kisi emergency ki wajah se but chuki uske exam ka koi paper tha jiske wajah se use ek din baad jaana tha.. sab kuchh planned tha aur uska saara samaan bhi uske parents saath hi le gaye the aur distance jyada nahi hone ki wajah se woh din mein ye soch kar nikal gayi thi ki kuchh hi ghanto mein woh Baraut mein hogi. Mujhse baatein karte huye use kuchh sukun ka ehsaas hua tha. Maine uski baato pe yakin karte huye uske bataye kuchh numbers pe dial kiya but unfortunately kisi se uski baat nahi ho paayi. Maine use samjhaya ki woh pareshan na ho. Meerut mein do sarkari Bus Stand hain aur jaha hum the woh shaayad veeran si ho jaati thi raat ko, shaayad waha se buses ki frequency kam thi. Sunsaan sa lagne laga tha, waha ki light aur baaki facilities bhi proper nahi thi. Maine eis situation mein ek akeli ladki ko jiski bus morning 6 ko milni thi, akela chhorna uchit nahi samjha. Thandh badhti jaa rahi thi aur us ladki ne na koi shawl liya tha na koi sweater tha uske paas, thandh se woh kaap rahi thi .. maine inner pahna tha aur upar ek sweater bhi daala tha... Maine us ladki ko apna sweater utar kar diya aur kaha woh use pahan le warna thandh mein beemar ho jaayegi. Fir usse baatein hone lagi... Humne ek dusre ko apna parichay diya.. woh Muslim thi aur main Hindu hu. But usne mujhe bataya ki uske jyadatar dost Hindu hain aur woh Hindus k jyadatar reeti riwaj se wakif hai.. in fact usko dekh kar sabhi yahi samajhte hain ki woh ek Hindu ladki hai jab tak woh khud se bata nahi deti apne baare mein.. usne kaha woh Hindu Devi devtaon, festival sab ke baare mein jaanti hai.. Uski masum aur pyari pyari baaton mein ek gazab ka aakarshan tha... Main barbas uski taraf khicha jaa raha tha. Higher studies aur job ki atruggle aur fir nayi nayi job in sab k beech umra ka achha khaasa padaav nikal gaya tha but kabhi life mein pyar naam ki chidiya se satchhatkar nahi hua tha mera tab tak.. pyar yaani do tarafa pyaar. Man ki tarange us ladki ki baaton mein kho kar usse na bichhdne ki jid karne laga. Maine Dehradun jaane wali bus ko jaan bujh kar chhod diya kyuki us ladki ko subah bus mein bithana jaroori tha, sath hi us ladki ki phone pe kisi se baat nahi hui thi. Aur fir uski masumiyat... Tin chhaar ghante guzar gaye ab raat k 9 baj chuke the tab tak hum bhi baatein kar k chup se ho gaye the aur meri mobile pe time pass ke liye hum Ludo ka game khel rahe the. Maine usse khane ko puchha toh usne mana kar diya tha fir kuchh snacks laa kar hum dono ne khaya tha. But aisa akalpaniya wakya hua ki jiska aaj tak malaal aur pachhtawa hai mujhe .. tab se 7 years guzar chuke hain... Main aaj bhi lonely hu but uski yaad bahut aati hai. Woh waqt tha hamare bichhdne ka.. 100 no. Waali police van aa kar lagi bus atand mein aur van ki flash light hum dono par daalte huye ek police wala hamari tarf aaya aur puchhne laga hum dono waha kya kar rahe hain .. maine use bataya ki main ek govt officer hu aur kaam k silsile mein woha aaya tha aur mujhe ab return hona hai Dehradun but ye akeli ladki jiski bus chhut gayi hai ab next bus morning mein hai usko Baraut jaana hai toh hum uski bus ka wait kar rahe hain. Fir woha do police waale aur aa gaye aur sabne ladki se puchhna shuru kar diya ki woh akeli kya kar rahi hai... Jo numbers usne mujhe diye the usne unko bhi diye but police wale bhi waha contact nahi kar paaye aur unhe ladki pe shak hone laga.. Bhagwan jaane woh usko protect karna chahte the ya uski majburi ka fayda uthana chahte the kyu ki raat ka waqt tha, sunsaan area aur itni khubsurat masum teenager girl woh bhi akeli. Unhone ladki ko police station chalne ko kaha unke saath... Maine mana kiya ki ye kaise ho sakta hai.. ladki ko apne parents k paas pahuchna hai aur woh use p.s. le jaane ki baat kah rahe the woh bhi jab ki koi lady constable saath nahi thi. Mere oppose karne par woh mere saath bhi shakht ho gaye, id dikhane bola.. apni diary mein mera naam address aur phone no. liya aur mujhe us ladki se alag ho jaane ko bola. Shaayad ye sab unki tactics thi. Meri nayi nayi govt job thi, probation par tha.. dar gaya tha shaayad aur thodi door chala gaya waha se.. but rhodi hi der mein man nahi maana wapas socha ki uske liye thoda toh police walon se dobara request karni chahiye, jab tak pahucha dekha woh log ladki ko apne saath le jaa chuke the. Toh yehi woh last moment tha jab maine us ladki ko dekha tha. Maine bhi 10 baje k around ek dusri bus Dehradun ko mil gayi thi jis par chadh kar rawana ho gaya tha but pure raaste khud ko kosta raha agar police waale buray huuye toh us ladki ka kya hua hoga... But woh ladki bhi toh anjaan thi mere liye agar fight karta bhi toh kaise.. ye kasamkas aaj bhi jaari hai... Bas Eshwar se yahi prathna hai woh sakushal apne ghar pahuch gayi ho . Us raat uske saath kuchh bura nahi hua ho. Kaash ki woh meri ye story jo uski hi aap biti hai woh padh sakti... Kaash ki woh jo ab 26 -27 years ki hogi kabhi mujhe dobara mil sake... But kya use bhi main yaad hunga jis tarah main use aksar yaad karta hu... Woh kasak dil mein abhi tak hai... Woh ladki galat nahi thi... Kayi ansuljhe prashna hain jaise uske numbers ka nahi dial hona, uske haaath mein ek purse tak ka nahi hona bus mutthi mein lipte kuchh sau rupaye... But mujhse dur jaate waqt mere mana karne k baawajud usne mera sweater tak utaar kar mujhe lauta diya tha.. uff kitna nirdayi tha main use thandh toh lag rahi hogi naa.. aisi ladki galat hoti toh mujhse monetary help maangti.. aisi ladki galat nahi ho sakti... Woh bahut sachchi aur masoom thi. Woh jaha bhi ho bahut khush ho.. Eshwar uski life mein khushiyan hi khushiya bhar dena🙏
@Urmila-t2r3 ай бұрын
Your story make me cry😢
@naturesmilesatus3 ай бұрын
@@Urmila-t2r Thankyou at least someone read my story and felt for it. It was long but a true story of my own life so I believe in such stories!
@salmakhanofficial6678Ай бұрын
May be she is fine
@WolverineOfficial2 ай бұрын
Mujhe to uss bande ke liye bura lag raha hi jiski mangetar matr 10-12 ghante ke safar me kisi aur ko dil de gai, maana mera take kaafi alag hai comments waale logon se, but aaj kal ke jaise log hain 99% + ladke jo ladki ke itne pass aur itne kareeb aur forward aajate hain itne kam time me vo bure aur faeda uthane waale hi hote hain, sometimes you just cant trust your gut for few things! Khair this is my opinion and we can agree to disagree.
@deviprasad96394 жыл бұрын
Wonderful voice of yours
@rajninair18524 жыл бұрын
Nice! Brought back memories of our own partition experience. Thank you.
@anaks91272 жыл бұрын
This is a very nice story a bit of partition scene... ✨ Our partition scene...
@glory170 Жыл бұрын
Nice ❤
@anchalpandey75133 жыл бұрын
Happy ending 🤗🙃😇
@SYEDMOHAMMADRAZAHUSSAIN4 жыл бұрын
Ye kahaani to hazaron saal pehle saavan app par suni hai
@ShikhaJoonSwadesiInPardeS4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/oXqmqKWBf76Yr5o
@jatinvora44102 жыл бұрын
L
@jatinvora44102 жыл бұрын
Pool
@majgharrk25613 жыл бұрын
Sirji aapki aawaz bahot achchi aor apnisi lagati hai 👍 Anulataji aapki writing ka javab nahi
@ucfdehradun93134 жыл бұрын
i listen to your stories every night writhing notes of my school
@pulkit_maurya4 жыл бұрын
😊
@PoojaChauhan-yl5iq4 жыл бұрын
Same here 😊
@atulsharma-dz6me3 жыл бұрын
Sir ek story aplord kar do ishq ki ziyarat
@shreejagannathjewellers4182 жыл бұрын
Bhai इस स्टोरी में लड़का अपनी माँ की आखरी इक्षा पूरी करने राजस्थान जाता है .......
@shreejagannathjewellers4182 жыл бұрын
वही पर उसको एक लड़की मिलती है जो उसको मजार के दर्शन करता है।
@trilokpatel70184 жыл бұрын
निलेश जी सभी मित्रों को नवरात्रि की बहुत-बहुत शुभकामनाएं
@amanthakur-mm5di4 жыл бұрын
abhi maine just ek video garib dukan walo par banayi hai. kzbin.info/www/bejne/hXyknZmCareBmrM aapke support ki zaroorat hai.
@Neelamsingh-nx5el4 жыл бұрын
Love the story ❤️
@ShikhaJoonSwadesiInPardeS4 жыл бұрын
@Jay Prakash kzbin.info/www/bejne/oXqmqKWBf76Yr5o
@chhotubhaisukhiyani40493 жыл бұрын
Kya baat hai
@avigyavegashunyata11084 жыл бұрын
please add english subtitles. reminded me of my school days of late 90s listening to the stories on AIR FM. thankyou
@anamikagupta80734 жыл бұрын
Plz don't say ki vo in baton ko English me bole...Hindi wali feelings se hi ye feelings aati hain...and plz don't take it otherwise...🙏
@avigyavegashunyata11084 жыл бұрын
@@anamikagupta8073 read again i said - english subtitles
@DeepakYadav-ly7ph4 жыл бұрын
Kahaani sunte sunte khwab me doob jaana aacha lgta par jab ad aate to maza nhi aata
@oreomistfanchannel91552 жыл бұрын
Aadat si ho gii ab to aapki....eaise hi khani sunate rhiye...
@nirupamasamanta80732 жыл бұрын
It's a dream story for teenagers
@randomindian44464 жыл бұрын
working and listing the sweet story Sir Neelesh sir..
@ShikhaJoonSwadesiInPardeS4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/oXqmqKWBf76Yr5o
@mintukumari95323 жыл бұрын
Kahani ka theme bahut pyara hai
@smitamadhusamal41044 жыл бұрын
Ap ka story rat ko na sunu to nid nahi atii
@shyamyaduvansi37774 жыл бұрын
Good night sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@geetikagaurisan66884 жыл бұрын
Nice. Story. Suni hui. Hai. Pahele. Aise. Lagta. Hai
@Anagh-c4k4 жыл бұрын
Sir, am fan of ur stories. I keep searching the stories with songs which makes it so touching. Where I will get that? Pl suggest.
@asishbehera32182 жыл бұрын
Waooo
@aafreenfirdous74624 жыл бұрын
40:25 wala background music mera favourite h
@RoshanKumar-jk6zh4 жыл бұрын
♥
@aafreenfirdous74624 жыл бұрын
Bht hi zyda pyari stroy thi sir ☺️☺️ Fm pr new stories kb aaegi sir
@kazehaya28494 жыл бұрын
♥️♥️♥️♥️♥️
@amanthakur-mm5di4 жыл бұрын
abhi maine just ek video garib dukan walo par banayi hai. kzbin.info/www/bejne/hXyknZmCareBmrM aapke support ki zaroorat hai.
@kazehaya28494 жыл бұрын
@@amanthakur-mm5di waha toh kuchh aur hi content hai Kya matlab bhai
@amanthakur-mm5di4 жыл бұрын
@@kazehaya2849 pura video dekhiye....wahi content hai
@ShikhaJoonSwadesiInPardeS4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/oXqmqKWBf76Yr5o
@kazehaya28494 жыл бұрын
@@amanthakur-mm5di okay
@manvendrasingh0422 жыл бұрын
#जो प्यार के रिश्ते हम बनाते हैं, उसे लोगों से क्यूँ छिपाते हैं, ☝️☝️ #अगर होता है गुनाह किसी को प्यार करना, तो बचपन से सब प्यार करना क्यूँ सिखाते हैं,,!!💯💯 💖
@babujohn25494 жыл бұрын
👍👏
@Kashikomal03154 жыл бұрын
❤️
@beenapandey9084 жыл бұрын
👌👌👌👌👌👌🙏🙏🙏
@babujohn25494 жыл бұрын
Aap video hahani sunayiyo. Love from kerala.
@GopalRay-c7oАй бұрын
Mujhe achha lagta hai aesi kahaniyan sunana usme kho jana
@shazyaali4882 ай бұрын
Ek Jaana pahchana ladka chhod ke Chand ghanto me kisi se mohabbat ho Jaana hamesha mahfooz nahi hota
@deepaarora1031 Жыл бұрын
Nice story 👏👏🫡🫡
@bpsirclasses29644 жыл бұрын
😀♥️💕❤️
@uncreatedartistmanish.jale29614 жыл бұрын
Sir bde din bad
@ShikhaJoonSwadesiInPardeS4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/oXqmqKWBf76Yr5o
@sadhanapandey64169 ай бұрын
Pitaji bina Jeevan jeena aasaan nhi hota
@sayimashowkat40334 жыл бұрын
Meri muhabaton ki do gay misal tum fursat may karo gay khudi say sou sawaal tum
@amanthakur-mm5di4 жыл бұрын
abhi maine just ek video garib dukan walo par banayi hai. kzbin.info/www/bejne/hXyknZmCareBmrM aapke support ki zaroorat hai.