28:01 gopal goswami established radha raman temple. he was in nepal, when some shaligram stones would miraculously enter his pot each time he would dip his pot in gandaki river. so he brought those shaligrams to his house, and on one full moon night, one of those stones took the form of krishna playing the flute. he then established this temple around the stone which he believed to be the manifestation of lord krishna.
@cybernauticx3 ай бұрын
During my college days we used to complete the parikrama (both - totaling 21 Kms) in less than 4 hours. During Badi parikrama one briefly enters Rajasthan before coming back to Uttar Pradesh. The best food apart from Aloo Wali Jalebi ( made so that people who are fasting can eat it as well), is Radish, topped with Chat Masala and Lemon Juice😂 There is place during Badi Parikrama called Chutar Teka ( Butt Resting Place), how simple and straightforward our ancestors were. One is supoosed to sit and rest at Chutar Teka, before resuming their Parikrama. There is one giant block of Shri Goverdhan Parvat at Radha Damodar Temple at Vrindavan. It is believed that 4 Parikarma's of Radha Damodar Temple are equivalent of completing 1 parikrama of shri Govardhan Parvat and Radha Kund (total 21 Kms)
@AshishKumar-bm5ho3 ай бұрын
Mai Dubai mey rahta hun , jab bi India jata hun , Hamesha Goverdhan Jata hun .
@Rkeshav3493 ай бұрын
Bhagwat Gita 9.34: Always think of Me, be devoted to Me, worship Me, and offer obeisance to Me. Having dedicated your mind and body to Me, you will certainly come to Me.
@vvreddyother3 ай бұрын
……..you will become me “ 🙏
@AkshaySinghal-n2b3 ай бұрын
21:24 yugal mean radha rani and shri Krishna in one vigrah(idol - although we don't call them idol) Because anyone can't touch radharani so that's why radharani is in the vigrah of radha raman, banke bihari and radhavallabh ji Although in everyone worship specifically to radharani in braj but she is kept very secretive in all vedas and even bhagwad. Everyone can't even reach her
@MasterG173 ай бұрын
Hamara yaha bahut log roj karte hain is parikrama ko ❤❤
@DP198803 ай бұрын
Jo baba ji parikrama let kar rahe the....wo kuch mangne k liye ya mannat k liye nhi kar rahe the....wo oonki bhakati thi wo dunia se mokash pane karne k liye kar rahe the...taki is duniya se jab jaye to oonhe dubara janam na mile oonhe bhagwan pairo m jagha mile.
@NikhilAnand-lv7cx3 ай бұрын
27:36 Woh saari Tulsi Mala aka Kanthi Mala thi. Tulsi mala is made by stringing beads from the tulsi plant's twig,stem,roots isko kaise banate hain iske piche ka mechanism lamba hai yaha par nahi poora samjha paunga. Vaishnavs gale mein pehente hain aur Bhagwan ke naam ka jaap bhi Tulsi mala se karte hain gale waali alag hoti hai aur haanth waali alg. Tulsi mala dharan karne wale follows this rule : No Meat, No Onion & Garlic, No intoxication and No gambling.
@rrr85233 ай бұрын
Parikrama could also be for spiritual upliftment and evolvement of the soul & also cutting their karmas of many lifetimes to get over all the impurities of the soul...many may do it for materialistic and social gains
@jaisalmerwarriors53823 ай бұрын
24:11 both mannat and bhakti possible... people do such parikramas for various reasons. Rig veda mandated it first. buddhists also do it around the stupas.
@SawaiHimanshuSingh3 ай бұрын
Banaras (Uttar Pradesh) Ke Raja Vibhuti Narayan Singh Ji ne bhi kaafi contribute kara tha Mathura Vrindavan mein. Jai Raja Ram 🙏🏼
@NikhilAnand-lv7cx3 ай бұрын
21:24 "Yugal Roop" means "Jodi mein/ as Pair" jaise Radha Krishn, Sita Ram ,etc. Yahan par Bhagwan Shree Shree Radha Krishn ji ki baat ho rahi hai. "Yugal" sabd hi awadhi bolchal mein "Jugal" kehte hain jo singing mein use hota hai "Jugalbandi" when two singers sing in rhythmic continuity.
@NikhilAnand-lv7cx3 ай бұрын
28:01"Prakat hue" pe aapko do cheeze dekhni padti hai ki kab hue ,Agar Kalyug mein hue toh uska matlab alg h yadi Dwapar ya Treta mein prakat hue uska matlab kuch aur hai. yaha par Goswami ji jo bol rahe hai wo Kalyug yani abhi ki baat h 475 saal pehle ki jab Bhagwan Shaligram (a black fossilized stone or ammonite collected from the riverbed or banks of the Gandaki River, Nepal) stone se Flute bajate hue mudra mein Bhagwan Shri Krishn ki murti ke roop mein aaye poornima ki raat ko ,now amazing part here is that Shaligram se bhagwaano ke Vigrah (Murti) bante hain & Shaligram itself worshipped in the form of stone as manifested form of Bhagwan Shree Vishnu/Shree Krishn/Shree Ram same as Shivlingam the manifested form of Bhagwan Shiv Shankar. Shaligram se bhagwan apne aap nahi bante usse Sculptor(Murtikaar) banata hai but yahan apne aap ek murti ke form mein bhagwan presnt hogaye Shaligram se.
@loveindia95593 ай бұрын
Parikrama is done both for Bhakti & Mannat. Some ppl devote their whole life for devotion.
@Hanuman-d5i3 ай бұрын
Goverdhan parvat parikrama bhakti bhaav ke liye karte hai mannat magne ke liye nahi
@prashantsingh-ul1fb3 ай бұрын
God blessed me to do this parikrama Forever great full to my beloved lord
@venisingh63713 ай бұрын
If you're doing 21 kilometers parikrama don't you think its good for health too your body stays healthy... When you walk it maintains ur heart health too..
@VikashChandra-v3d3 ай бұрын
Radhey radhey
@MithleshRai-y9e3 ай бұрын
Mannat or bhakti bhi hoti hai n nange pair parikarama karni hoti hai radhe radhe 🙏🏻
@MasterG173 ай бұрын
Ye 21 kms nhi hai jyada hai 😂😂 me yahi ka hu chhale ho jate hain jai ho girraj ji ki
@kahaaniyon_ki_awaaz3 ай бұрын
Tulsi ki ek maala pehenne wale ko yamraaj ji nark nahin bhejte
@avichalpachori3 ай бұрын
Me bhi Bharatpur Braj se hi aapki video dekhta hu daily 😊
@muskansingh70573 ай бұрын
Hare Krishn ❤️ Radhey Radhey ✨
@kcsharma61743 ай бұрын
What's means of sleepers.
@kahaaniyon_ki_awaaz3 ай бұрын
Koi mannat ke liye karta hai, koi bhakti ke liye
@Theanilgupta3 ай бұрын
Prakatya ka matalab apne aap murti prakat hue h kisi ne karigar ne banayi nhi h
@NikhilAnand-lv7cx3 ай бұрын
24:11Main reason Ek Bhakt ki apne Bhagwan ke prati Bhakti jo log bhi jaate hain waha ek baar zaroor parikrama karte hain Giriraj ji ki. I suggested you a vlog of a girl name Shipra who loves Brajbhumi uske vlogs dekho Vrindavan ke.
@rahuldubey17423 ай бұрын
Bhagwan hote hai,hamare me Lord naam ka kutch nahi hota😊
@बनारसीगुरु-थ7ग3 ай бұрын
Pramanand maharaj ji ka video dekho jindagi badal jayegi aap dono ke
@MasterG173 ай бұрын
Harr din bhi karte hain bahut log
@I.Boy-z5i3 ай бұрын
Jai Shri Ram 🚩 Jai Shri krishna 🙏🏻♥️🚩
@saragammishra3 ай бұрын
Kisi kisi ki mannat hoti h lekin jo sadhu sant hote hai unki koi mannat nahi hoti h unki sirf bhakti hoti h.
@yashgediya61063 ай бұрын
React more videos of sanatan dharm ❤❤
@jaisalmerwarriors53823 ай бұрын
27:10 "deja vu" feeling... already seen. "deja odeur" feeling... already smelled.... in french. deja odeur happened with moazzam.
@sudhanshuswami23043 ай бұрын
23:32 ek maala mein 108 beads / mnke hoten hai. Parikrama ke us tareeke ko Dandwat parikrama, (us tarah letkar prnaam karne ko dandwat pranaam kahte hain) log Dandwat parikrama bhi karte hai, aur yeh 108 baar mein ek step karte hai jismen itna time lag raha hai ! Jyadatar log mannat lekar parikrama karten hai. kai parikrama mannat poori hone ke baad karte hain.
@AshokKumar-gd9ei3 ай бұрын
All tarriost hota ha?
@prasannabhoyar5553 ай бұрын
Vo bharatpur ke raja surajmal jatt ne bnaya
@SachinKumar-pe3tw3 ай бұрын
Ha bhai yahan bhi cast ghusa de
@prasannabhoyar5553 ай бұрын
@@SachinKumar-pe3tw jat always fight for sanatana no offense
@SawaiHimanshuSingh3 ай бұрын
nahi beti. Maharaja Surajmal Ji of Bharatpur was a Thakur/Rajput Ruler.
@IndianMemory3 ай бұрын
For pilgrimage tourist (teerth yatri) most of the holy places some organisation or owner of company like T series etc have organised Bhandara (free food). Like at Vaishno Devi @ Jammu 365 days free food being served by T Series owner . It was started by Gulshan kumar founder of T series music compnay and now legacy carry on by their son. Parikrama by walk or by lying down (dandvat) dedicated to god ).
@rekhakumari49113 ай бұрын
बोल गिरिराज महाराज की जय
@shivanshshukla8803 ай бұрын
Why you people removed Premanand Maharaj motivational video.. i saved it to watch later but now its gone
@MasterG173 ай бұрын
Vrindavan vrindavan hai mitro ❤❤❤
@yashgediya61063 ай бұрын
Please react kavad Yatra ❤
@kahaaniyon_ki_awaaz3 ай бұрын
Radha naam❤🙏🙏
@ritikaprasad093 ай бұрын
React on GKD Dwarkka Dham❤
@sundipmittal3 ай бұрын
Yugal means "double" . Here Yugal refers to Radha-Rani & Krishna.
@uc89723 ай бұрын
Yugal means couple not double
@AmanKat773 ай бұрын
@@uc8972 pair not couple...
@uc89723 ай бұрын
@@AmanKat77 a yugal of shoes !!!!!
@kantathakur-lf4nt3 ай бұрын
Aapko nahi ye aapke liye hi vlog hai aap agar aagey panhuchantey hai to samajh jaana
@charanjitsingh12083 ай бұрын
Kuchh logo ne individual and some group of people has arranged free meals for all on the way in pilgrimage yatras everywhere in India. But maximum people eat from their own pocket so that needy people may enjoy such sewa. Radhe Radhe
@suryavanshikushwah20233 ай бұрын
My district bharatpur Rajasthan
@AmanKat773 ай бұрын
Radhey Radhey 💗🧡💖 🪴🕉️💐
@puransaha69853 ай бұрын
Jai Shree Krishna❤
@VikashChandra-v3d3 ай бұрын
Jay Shri Krishna 😊
@Bharatverse3083 ай бұрын
Now it's Ganesh festival in India React on Astavinayak darshan (8 avtars of ganpati in Maharashtra)
@AmitDasVlogs3 ай бұрын
Jai Shree Krishna 🙏🔱🛐🚩
@nabamahanta37913 ай бұрын
Mujhse aap logo ko bohut kuch milega.... Agar aaplog soche toh mei kuch korne liye hajir huu
@AnnuChundi3 ай бұрын
M goverdhan se hi hu Sirf aur sirf bhakti hoti hai
@shailyarjun90753 ай бұрын
parikrama bhakti me krtey hai h vaha log hotey hai jo sath me mannat bhi leke chaltey hai .....
@gauravkumar-cg3wn3 ай бұрын
Hello............. Iman Moazzam
@sudershansharmavats3 ай бұрын
Respected sir and Madam Hmare hero local hai Koi arbi ya videshi nhi
@roshansharma51962 ай бұрын
एक बार वृंदावन पधारो
@sanjivpratap88003 ай бұрын
Sab log apna dhanda kar rahe hain, bhagwan ke naam pe, koi youtuber hai, mithaiwLa, pandit, purohit etc.... Jo chij humko nhi samjh aai wo dharm ho gaya, kuchh logo ka rojgaar ho gaya, jinko dharm bilkul samajh me nhi aaya wo is business ke coustmer ho ho gaye
@wyse_trade_3693 ай бұрын
unko Bhagwan k sibaye kuch nehi chahiye taaki wo jiban mrityu ki bandhan se nikal jaye, ye mukti chahte hai aur bhagwan ko apna devotion se please kar rahe hai.... bhagwan apne bhakt k saath communicate jaroor karte hai, aur wo anubhooti ki kaano se bhagwan ki guidance ko prapt karte hai..... 😅 kuch aayi baat samajh mai?
@DMIndia_Official3 ай бұрын
Temple food high quality hota hai, majority sponsored by Temple trust (received donations etc)
@mahendratiwari77573 ай бұрын
Jo letkar parikrama karte hain wo dandawat parikrama hai jisame prikarama karane wala jamin per letate hue khud ko puri tarah bhagawan ke surrender karna hota hai. Rudraksh mala Bhagawan Shiv se related hai jabaki tulasi mala Bhagwan Vishnu se.
@gauravkumar-cg3wn3 ай бұрын
Kaise ho aap dono......
@amberchaturvedi99343 ай бұрын
bade-bade seth ya companies ke trust ki taraf se aise bhojan+aalay (bhojnalay) chalte hain......is liye saaf-safai aur quality bhi rehti hai - jagah aur khane, dono ki.........kuch jagah rehne ka bhi intezam hota hai......Ekal (Ek+kal) = Single - Sri Krishna akele & Yuagal (Yu+gal) = Jodi /dual - Radha /Krishna jode mei
@NarinderSingh-bn3xm3 ай бұрын
Pakisthani ho pakisthan ko be permot karo hum Indian hai hum apne desh ko pyar karte hai kia ap nahi karte ho Pak ko pyar
@BharatDesh293 ай бұрын
Bolo Giriraj maharaj ki jai
@AkshaySinghal-n2b3 ай бұрын
24:11 mannat ke liye nhi kr rhe bhai ye s. Ye sant sirf bhagwaan shri krishna ko pane ke liye kr rhe hai. Moksh bhi nhi chahiye inko keval krishn . 1000 beads, 2100 beads wale bhi sant hote hai jinki puri jindagi hojaati hai
@shailyarjun90753 ай бұрын
apko vrindavan ki kuch bhi janna ho detail me clear krungi ap mujhse baat kree
@jiwanmanral28183 ай бұрын
Aapne in videos par pahle bhi reaction diya hai
@nabamahanta37913 ай бұрын
Aap logose me khopha hu.... Mei aaj 2 years se subscribe r huu. Bohut sara msg v kiya... But koi respond nehi.... Mujhe kharab laga. Mei Assam, northeSt India ki ek film Actor
@RajeshSharma-ig1vo3 ай бұрын
Radhay Radhay app ko
@DontWorryBeHappy-y8d3 ай бұрын
Bhakti hoti hai ji ❤❤
@ansumanpal7063 ай бұрын
Ap dono yahan ana ke liyea ap ka majhab bura manega kya
@ajeetverma80173 ай бұрын
Kaafi time ho gaya hai tha hmne socha aap log bhul gye
@Anujsharma_devotee3 ай бұрын
In teeno yugal roop ko kisi murti wale ya kisi insaan ne nahi bnaya khud prakat hue h
@shashikant-ts6gi3 ай бұрын
Friendship quality zero.likes comments subscribe the video is your intension.Not coloborate quality in your
@mopash3 ай бұрын
I emailed you couple of videos links. I don’t know how to communicate with you. You never respond to any message or mails.
@RajeshSharma-ig1vo3 ай бұрын
I am done prikarma
@AkshaySinghal-n2b3 ай бұрын
28:18 radha raman ki story pr react kro
@shailyarjun90753 ай бұрын
kund hajaro saal purana h krishna bhagwan ke samay ka .... sb kuch vaha renew kia jaa raha hai......
@kantathakur-lf4nt3 ай бұрын
Nahi yah parikrama govardhan me hai aur isse dharti par bapas nahi aana chahte hai vo lagate hai kabhi kabhi vah par bal budhe jawan ke rup me krishn aate hai pahle to pata nahi chalata phir bhagwan man la hi dete hai mere sath bhi hua hai par vrindavan me nahii i am krishna devotee
@sumitbadiger883 ай бұрын
Jai Shree Radhe krishna❤ 🕉🙏
@DarsanRajput-t9c3 ай бұрын
Inko comment karne ka koi fayda nhi ye reply hi nhi dena chahte 😂😂