SONG # A1 - Musical Genre: Ram Bhajan. (Introd) He Rā..m, he Rā..m, he.. Rā...m. 0. Kab tak āo mere Rām, kab tak āo Bhagavān. Din aur rāt pukār hai…, kab tak āo Bhagavān. Tere sharan mai', ājā Prabhu-jī…, tere sharan mai', ājā Prabhu-jī…; hāth pakar pukār hai... (ĀĪŪṛāīū) (Ref) Kab tak āo Bhagavān; kab tak āo mere Rām. Din aur rāt pukār hai, kab tak āo mere Rām. When will you come Lord; till when will you come my Ram. Day and night I'm calling out; when will you come my Ram. 1. Bhaktī bhāv mai', phūla chaṛhāo. Bhaktī bhāv mai', mālā pehanāo. Nām tūne kar mai' to jogan banāo. (2) Mere Rā..m, Rām, Rām, Rām re. (Ref) 2. Darshana binā tum, pyāsa lage ham. Darshana binā tum, bhūkha lage ham. Darshan binā mai' to prān kā jā tū hai.(2) Mere Rā..m, Rām, Rām, Rām re. (Ref) 3. Jab jab yād hai, āye tumhāre. Jab jab yād hai, āye tumhāre. Tab tab ā'sū bahāne lage. (2) Mere Rā..m, Rām, Rām, Rām re.(Ref) .
@Ramkabharosa2 жыл бұрын
SONG A5 - Naiyā pār lagāne vāle (Shiv bhajan) 0. Naiyā pār lagāne-vāle, bigaṛī banāne-vāle; Bholī bhalī re, Bholā nāth ho. (2) Bholā nāth ho; Bhole nāth ho, Gaurī nāth ho. Hāy re, Bhole nāth ho, Gaurī nāth ho. 1. Akhiyanā mere, darashana pyāsī. Akhiyanā mere, darashana pyāsī. Āte darshan dekhanevāle, bigaṛī banāne-vāle; Bholī bhalī re Bholā nāth ho. (2) Bhole nāth ho, Gaurī nāth ho. Hāy re, Bhole nāth ho, Gaurī nāth ho. (ĀĪŪṛāīū) 2. Tere bhajana se, sab sukha mil se. (2) Damarū ke dhūndh se, sab ko nachā de; Āte damarū bajāne-vāle, bigaṛī banāne-vāle; Bholī bhalī re Bholā, nāth ho. (2) Bhole nāth ho, Gaurī nāth ho. Hāy re, Bhole nāth ho, Gaurī nāth ho. ------------ Movie: Shri Ganesh Janma (1951), Singer: Manna Dey & Geeta Dutt Lyricist: Bharat Vyas, Music: Khemchand Prakash & Manna Dey, 0. Bholānāth re, Bholānāth re, Bholānāth re, Bholānāth re. Naiyyā pār lagāne vāle, bigaṛī banāne vāle. (Refrain) Bhole bhāle hai’, Bholānāth re. O sohe gorī Gajānan dono’ sāth re. (ĀĪŪṛāīū) Bholānāth re, Bholānāth re, Bholānāth re, Bholānāth re. 1. Shīsh jatā me’ Gangdhār, bah gale rund mālā hai. (2) Kar me’ shobhit hai trishvl, aur kat me’ mrig chhālā hai. (2) Tan me’ bhasmī ramāne vāle, damarū bajāne vāle. (Ref) 2. Baṛe baṛe dushto’ ko tumane, pal me’ pār utārā. (2) Kāmadev ko nain tīsre, se tumane sanhārā. (2) Hamko dukh se chhuṛāne vāle, mukti dilāne vāle. (Ref) .