Mashallah bahut acha program h is tarha ki maluma logo me hona bahut zaruri h
@remyjaorawala28042 жыл бұрын
Marraige life condition o per nahi per sachchi niyaato per tikata hay ,loving n caring n respect to each other is main pillor of marraige life
@mohdrehan39262 жыл бұрын
Masha allah bahot khub muhashre ko or duniya zarurat h in sab ki and rahnumai ki magar kahna padta h log dekh rahe h bas sun rahe h bas amaal nhi krege hum hi log [ahle bait ki seerat ko Peeth dekhate h or amal nhi krte allah maghferat kre hum logo ki
@Mahfoozali5152 жыл бұрын
Keep your face always toward the sunshine, and shadows will fall behind you.”
@rabikaabidi44832 жыл бұрын
Mashallah ❤️❤️
@syedzaidi86258 ай бұрын
Mashallah
@shaynazaidi73182 жыл бұрын
Masha'Allah bht achha lga poora program sunkr... I was just looking for this kind of pre-wedding lesson... Bht Shukriya !
@Anchorsajidrizvi2 жыл бұрын
Alhamdulillah shukr hai 😊🤲🏻
@sajjadhusain91812 жыл бұрын
Mashallha
@remyjaorawala28042 жыл бұрын
Very nice nikah nama
@mohamadrafiksunasara97422 жыл бұрын
Mashaallah 🌹
@horserider97962 жыл бұрын
Nikahnama aur Talaq nama ye dono certificate bahot ahm hain is liye in dono ka na sirf ye k proper format hona chahiye balke local regional and international language teeno zabano me ek sath hona chahiye ta' k serkari kamio me insan ko takleef na ho. Aur shion k talaqname me to ye baat khas taor per likhi honi chahiye k ye teen talaq nahi hai.
@Mahfoozali5152 жыл бұрын
Dargah-E-Aliyah Hazrat Abbas A.s Muzaffarnagar baghra
@daniyalmehdinaqvi93512 жыл бұрын
Work should be divided by thair physical strengths
@remyjaorawala28042 жыл бұрын
Islam ka bahut achhchha aur sachcha picture samnay rakha hay warna Islam to hijjab , less education , mulla ilm aur backward k nissano ki hi pahchaan bana diyah gaya hay , aisay programme ki bahut zaryraat hay
@farhat5172 жыл бұрын
Sabse buri ye cheez hai ki maa baap ke waha jane ke liye reason dena padta hai ladkiyo ko🙁
@remyjaorawala28042 жыл бұрын
Assalamun alaikum , bahut achhchha programme , mangni say pahelay ki mulakaat say sahi malumaat nahi milti assal chehra to Shaadi k baad hi samnay atta hay , pahelay to buddy buddy dikhta hay aur baad may ulta 🤔
@rahisasheikh508214 күн бұрын
Jo bhi aalim ho ya aalima ho to kya jaruri nahi hai ki wo apne chehhre ka bhi parda kre. Namehram k samne chehre ka parda nahi hai kya islam me