* Sir jaise business rule according mein hai oct 24 wala baccha 2027 attempt ke liye elegible hoga * lekin mene jan 2024 mein jee bhi diya hua toh bhi vo 2027 ke jee attempt ke liye elegible hoga * maine april 2024 mein nios ke liye form bhara tha * lekin usse pehle jee 2024 exam jan ka bhi form bhara tha but usmein jee clear nahi hua * Aur nios ki April 2024 ki exam fees bhi miss ho gyi * phir meine oct 2024 mein exam fees submit karke exam de diya * Ab uska result 15 sept ke baad aayega toh business rule ke According 15 sept ke baad ka nios ka result next year ka mana jaata hai * Toh vo 25 ka mana jaayega toh mein 2025 2026 2027 ke liye elegible honga ya jee mains 2024 2025 2026 ke liye elegible honga * kyuki ab mera result oct 2024 ka hai matlab 15 sept ke baad ka nios mein 15 sept ke baad result next year mein count hoga toh mein 2025 ka mana jaunga
@senliyorgo6224Ай бұрын
stream1 block 1 4 subject complete April 2023...1 subject remaining...now pay 2024 exam April may...but sir exam fees not eligible bol raha hai... .abhi mei kia kru ...sir please reply🥲