nice singing...who is composer and lyricist of this beautiful song?
@chaitralipatil1311 Жыл бұрын
संघ मे है यह gana
@vaishnaviwavge13745 ай бұрын
Atal Bihari Vajpayee Ji
@vfun_done Жыл бұрын
Kiski rachna hai ye kyu nh btate ho?? Ye kavita Atal Bihari Vajpayee ji ki hai isliye unka nam v sanlagn kro.
@krutarthdnyanhub Жыл бұрын
भाई नाम के बिना अर्थ नही समज आता नही है क्या
@vfun_done Жыл бұрын
@@krutarthdnyanhub apki smajh aur lakhsya dono bahut chhoti hai. jab kisi rachna k sath rachnakara ka sandarbh prastut krte hain to kai labh milte hain 1. jiski rachna hai use uchit samman milta hai jise v appreciate krna ho to use pta rhega kis rachnakar ko krna hai ,kiski kalam se likhi gyi hai. kahi yesa na ho ki kam kisi ka credit koi aur le jaye. choro ki kmi thore hai 2. agar kisi ko kavita k anulagn thora aur pdhna ho to use pta chal skega kha se mil skta hai. 3. agar kavi ko follow kiya jaye kavi aur kavita mil skta hai jo sayad isse better rachna mil jaye. 4. jab ye pta chal jata hai ye kavita kin paristhithi me likhi gyi hai to ye bhav jivant ho jata hai jese agar kavita kargil k yudh k samay likhi gyi ho to wo bhavna v kavita k sath sancharit ho jati hai.
@SUNILKUMAR-zg8fr Жыл бұрын
Ye swayamsewak nahi hei balki, rajneta hei
@krishangopalrathikeshav30784 ай бұрын
संघ यानि RSS के गीतों की यहीं विशेषता होती हैं कि इसमें रचनाकार का नाम नहीं होता हैं।