Quran ek sachi kitaab hai aur hadees or quran mein farishton ka zikar hai ! Jis tarhan humney Allah ko nhi dekha or uske honay ka yaqeen rkhtey hain Alhumdulillah isi tarhan hum farishton pr bhi emaan rkhtey hain Alhumdulillah ! Allah hamara test leraha hai ! Or hum Allah Pak ki batayi hui har makhlooq har cheez pr emaan rakhtey hain Alhumdulillah Allah sabsey behtareen ilm rakhne wala hai Beshak
@AffectionateBirthdayCake-ot4xp2 ай бұрын
Islam ki in sab baton ko baghair daikhay or Dil say yaqeen Karnay ko eman kahtay han
@lubnaahmed98022 ай бұрын
Beshaq ❤
@HayaH972 ай бұрын
Yes hazrat musa (A.S) Allah se baat krte the.or sea ko 2 parts mein devide krne k baray mein or wood ka snake bn jana Quran mein likha or Quran mein sab sach likha hai is bare mein no questions. Or hazrat jibrail (A.S) k baray mein Quran mein bhi likha hai or prophet Muhammad (P.B.U.H) ne bhi btaya hai to wo bhi humesha sach farmate the.❤
@WaniUxair562 ай бұрын
Continue the series about Prophet Muhammad saw ❤
@hinazia31702 ай бұрын
Allah ne poori kaynaat banayi h Or Allah ke lye koi mushkil nahi dariya ko divide Krna phir Mila Dena, Chand ke do tuqre Krna vagera Yehi to imaan h
@SuhaaniVlogsAndLaws2 ай бұрын
Yes thats true
@kashan02 ай бұрын
11:21 In sab ka logical answers Engineer Muhammad Ali Mirza ka channel par mil jayn gay
@mysteriouskhan70022 ай бұрын
🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
@MdJobayed-e9f2 ай бұрын
Give link...please
@musaffamashood53062 ай бұрын
Agreed best scholars nowadays baki sab apna manjan bech rahy
@mysteriouskhan70022 ай бұрын
@@musaffamashood5306 manjan to driving seat wala bech raha ha , ap nay shayad kabi mufti yasir nadeem wajdi or qaiser ahmed raja or b bht saray ha .
@nsayyed54692 ай бұрын
No
@zubairsaghir16102 ай бұрын
Milay gi nishani moaut k waqt jab Asrael A.S rooh nikalny aaien gy
@mdanishkhokhar-l3z2 ай бұрын
sahi bola😂😂
@halfmoon82962 ай бұрын
In Islam, a miracle (Arabic: mu'jizah) is an extraordinary event that goes beyond human capability, performed by a prophet through the will of Allah to confirm the truth of his message. These miracles serve as signs (ayat) to strengthen the faith of believers and as evidence for non-believers of Allah’s power. One of the greatest miracles in Islam is the Quran itself, which is considered a linguistic and intellectual miracle, unmatched in its eloquence, content, and impact. From the Islamic perspective, miracles are not difficult for God to perform because Allah is all-powerful (Al-Qadir), transcending all limitations of the natural world. He created the universe and everything in it, so to manifest miracles is simple for Him. Believing in an all-powerful God means acknowledging that what seems impossible to human beings is fully within the realm of possibility for Allah. The Quran emphasizes this concept in verses like: “Indeed, when He decrees a matter, He only says to it, ‘Be,’ and it is” (Quran 36:82). For believers, miracles serve as clear signs of Allah's authority and reaffirm their faith that Allah is fully capable of doing anything.
@mohmmadbinalfajkhan90542 ай бұрын
You are right prophet musa
@sameerahmad786922 ай бұрын
Yes,, wo prophet musa ALEHISSALAM hi the
@ArtofSadiqain-v6m2 ай бұрын
G bilkul Prophet Moses
@AbdulraqeebMeer2 ай бұрын
Brother and sister daikhay baghair yaqeen karna he imaan hai
@SadiaFarooq-m1f2 ай бұрын
Swaggy D i believe on Allah InshahAllah you both will convert into islam one day ..Ameen
@maliknaeem12482 ай бұрын
You will get the answer only when you read the Quran and understand it completely.
@yumnaanas26452 ай бұрын
Walikum Assalam ❤ Ap me bhot tabdeli ai hai MashAllah ❤️ Allah pak ap dono ko Iman ki dolat se nawaze Ameen
@sam-239-.2 ай бұрын
Jo waqyat physical laws ko follow nhi kartay unhi ko maujzaat( miracles) kaha jata hai Aur majzaat sirf Prophets ke pass hi thay aur kisi insaan ke pass nhi ho saktay
@samiazaheer19602 ай бұрын
After some time you will be on right path inshallah.. may Allah guide you. I never seen reaction videos without you..
@Gulchih2 ай бұрын
ASKING QUESTIONS (respectfully.... like you) IS HUGELY ENCOURAGED IN ISLAM
@aashijamil55032 ай бұрын
Assalam o Alikum ap dono ko Allah humesha khush rakhy aur islam ke trf lekr aye aur apny pasand deda bndo main shamil kry ammeen ap ke videos main kb se dekhti arhi ho good work ❤ both are. Love From Pakistan 🇵🇰
@Noor_i.2 ай бұрын
Bina daikhy imaan rakhna yaqeen rakhna issi ko tau kehty hain mojzy ya miracle hmari limited aqal/ilm smjh nhi skti 12:47 Mgr jo khulli nishaaniyaan hain hmara wajood(our self), ye kainaat( universe) ALLAH ki uncountable makhloqaat (zameen smandur aasmaan ki hr trha k janwar yehi kafi hain Allah ko sucha maan'ny ko
@mahiraejaz122 ай бұрын
Please continue the series of AP SWW and this was a beautiful video
@AsiyaSultana-v7w14 күн бұрын
Yes ur Right Musa alihi wa sallam
@RoohulTaqwa2 ай бұрын
jab Hazrat Musa A.S ney laathi maari toh samandar phat gaya tha or woh or unki qoum wahan sey nikal gaye lekin jab Firaun or uska lashkar samandar mein pohncha toh samandar un pr girgaya ! Or scientifically Firaun ki jo body hai us mein sey ( Salt ) k particles miltay hain jo samandar mein hota hai toh yeh is waqiye ki bht bari nishani hai !! sochnay wali baat hai k firaun or uska lashkar bilawajah kyun samandar mein kood kr apni jaan detey jab aisa waqiya hua hi na hota ! Beshak Allah ney Quran mein jo kuch farmaya hai Haq or Sach farmaya hai Beshak ❤
@uqbahashmi8882 ай бұрын
11:45 by the will of Allah bro Sari nabhi Allah k hukam sy woh kam karty thy or woh jo jata tha Laken hazrat isa A.s murdo ko zinda kar daty thy is he tarha sari nabi Allah k hukum sy karty thy
@mohammadkhan91102 ай бұрын
Masha Allah Subhan Allah
@aayanraja10272 ай бұрын
Take a few seconds and say Astaghfirullah x3 SubhanAllah x3 Allhamdulillah x3 Allah-hu-Akbar x3 La ilaha illallah x3 Congratulations good deeds for both of us ❤️
@Quran.o.sunnah15 күн бұрын
Aj bhi dil nikal k oprate hty hain to insan zinda rehta hy.to wo to Allah k frishty thy jinhon ny Allah k hukum sy kia aur jinka kia unko rasool bnana tha to unka dil dunya ki muhabbat aur insani ghltion sy paak krna tha.
@peacesfz032 ай бұрын
If one believes in Allah the most powerful and the supreme power then Allah can do anything.. No one should have doubts about this.
@muddasarmughal95462 ай бұрын
Miracle brother.
@Zuki_BOB42 ай бұрын
Walaikum aslam❤
@AslamAziz-tv8fl2 ай бұрын
MashAllah apn ne salam kiya❤
@uqbahashmi8882 ай бұрын
1:47 har cheez ko pada karny wali zaat Allah pak hn Chaly woh living things ho ya nonliving things everything in this universe and beyond this sub ko Allah pak na pada kia hn
@thalabahahmed88062 ай бұрын
Brother I m request from past 6 days to react on islam talk meaning of life and mathematics miracle of quran 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 do it
@maliknaeem12482 ай бұрын
Muslims keep the whole world at the mercy of first party Quran and Deen Islam.
@muhammadashir26642 ай бұрын
Or aik bt hazrat musa A.S ki qoam jo k bani Israel wale the unk lye start ma khana asman se ata tha apko is ma b video banani chye.
@ArsalanTanwari2 ай бұрын
good nice reaction ab Dekho ap k doubts kitny clear lag rhe.. or b Angel haain unpe b reaction den
@sagirali84422 ай бұрын
Qayamat ki 10 nisaniya
@ishratsheikh48442 ай бұрын
Hamari Dua hai k ALLAH TA'ALA aap dono ko Iman ki dolat ata farmae Ameen subah bakher ❤
@beenishjavaid26342 ай бұрын
1:40 Farishto ko b Allah ne hi paida kiya hai apni ibadat k liye
@MD_RAZZAQ1322 ай бұрын
Sub se pehly humre Nabi pak ko banaya gya
@entertainmentforu45152 ай бұрын
In sab chezo ka answer ye hy KY agar ksi NY smandar ya darya ko bnaya hy to usky liye usy to tukray krna bi muskil nahi hy wo create kr Sakta hy jab wo cheez exist nahi Karti thi to exist Karny KY bad 2 tukray krna asan Kam hy same logic Chand per apply hota hy banana muskil hy 2 tukray krny sy isi liye agar ap manty ho KY creator hy to usky liye ye sab mushkil nahi agar nahi mantay to phir ap proof krdo KY creator nahi hy proof krdo scientifically ham bi man ly gy
@KOFAME-fv3tr2 ай бұрын
Sab prophets ki koi na koi unique khoobi Hoti hai Jo Allah deta tha to jibrael farishtay sab prophets k sath miltay thay mgr Hazrat Musa prophet ki khoobi ye thi k Allah unsay apni awaaz me khud BAAT karnay bulatay thay Koh e toor mountain pe dunya k andar , mgr Sirf awaz aati thi, aur last prophet Muhammad s.a.w ki unique BAAT ye hai k Allah ne unko ek raat 7th aasmaan pe bulaya jaha Allah hotay hein khud BAAT karnay k lye aur 5 times namaz gift kia dunya k logo k lye ta k Allah k nazdeek rahay log qyamat se pehle dunya me gum hojanay ki technology aaj jitni hai agr namaz na Hoti to hum Allah se door hojatay, aur jaha prophet Muhammad Allah se direct BAAT karnay gaye apni Zindagi me waha jibrael farishta bhi NAHI ja saktay unkay parr jal jayengay ,
@aqeelmusa24602 ай бұрын
Ma Sha Allah
@muzamilkhan11482 ай бұрын
Plzz continue the series is tarha mix kr ke tho ap ko khuch b smj nai ahe ga trust me jb ap series pori daikain ge tho ap ko ziyada interest hoga islam ke bare me janne ka ❤❤
@NaziaHassan-mm7sj2 ай бұрын
Wslm Allah hedayt farmaye Ameen 🤲
@mysteriouskhan70022 ай бұрын
hamesha yaaad rakhna , is dunia ma or is k bahir jo kuch b ha sab kuch ALLAH nay paida kia ha.
@muhammedtasleem85272 ай бұрын
Allah taala k liye sab Koch asaan he ... Agr ap 1 khuda par yaqeen Karo ge... to.. Baqi sab par yaqeen aa Jay ga....
@rahilasamad40262 ай бұрын
Quran sab se achaa zaria hai janne ke lia
@iampakistani40922 ай бұрын
Yes Musa AS Allah say direct baat krtay thay
@kainatkhalid85212 ай бұрын
react on THE MEANING OF LIFE by talk islam,,, you'll get goosebumps after watching this video
@muhammedtasleem85272 ай бұрын
Wa lekom Salam ap dono khush Raho
@Chefshaam2 ай бұрын
Agar scientific facts ky sath janana hai to ali mirza saab is the best person
@mirzaytcreation2 ай бұрын
Inki 1 or video hai jisme hazrat hamza ne dekha tha nabi s.a.w. ke chaca ❤
@AliMaher55122 ай бұрын
Mosa a.s thy directly clam krty thy
@QureshiEstatelhr2 ай бұрын
Mojza hota ee wo ha jo aam insan nai karta bul ALLAH PAK APNAY KHAS BANDO OR RASOOLON KO ATA FARMATA HA....OR WO ALLAH K IZAN SAY KARTAY HAIN...hum aam insaan kamzoor or bay bus hain agar daykha jaae to hum say zada taqatwar to shetan ha jo poori dunya ma lamhon ma ghoomta phirta ha or even k insan k khoon ma daurta phirta ha ....to agar ALLAH PAK apnay mardood dushman ko itni taqat day sakta ha to phir apnay KHASS BANDO OR RASOOLON KO Q NAI
@Qatar.Asadkhan.official2 ай бұрын
Awesome Reaction Guy's . Lot's of Love 😘
@farehamalik23782 ай бұрын
Yes prophet. Musa A.s direct baat krty thy he is called kaleemaullah witch means Allah se bat krne Wala ya kalaam krne Wala
@ZeeshanHussain-x8p2 ай бұрын
Bhai aapka Manana ya na Manana mayne Nahin Rakhta Allah Har chij per Kadir hai aur beshak vah Sab Kuchh kar sakta hai❤
@QasimAli-kx5ce2 ай бұрын
In the Quran, Jibrael (Gabriel) is the chief messenger angel responsible for delivering Allah’s revelations to the prophets, most notably revealing the Quran to Prophet Muhammad over 23 years (Surah 2:97). He also appears in stories of other prophets like Ibrahim (Abraham) and Musa (Moses), conveying divine messages and guidance. In the Bible, Gabriel is a messenger angel who explains visions to Daniel (Daniel 8:16) and announces the births of John the Baptist and Jesus to Zechariah and Mary (Luke 1:11-38). He plays a key role in revealing God's plans.
@iampakistani40922 ай бұрын
Miracle woh hota hay jo kay science kay laws torh skay Phir woh mircle nahi rehta jo science kay laws ko nahi torhay Aor jo bhi Mircles kie hain jitnay bhi prophet nay woh sab Allah krtay thay prophet kay zarye Ye nahi kehna chahiye kay prophets nay khud kie
@mycolorworld78652 ай бұрын
Walaikumsalam ❤
@ahadnaqvi13452 ай бұрын
Apart from Quran, Angel Gibrail is also mentioned in holy bible( book of Christians) and Hebrew bible ( book of jews )
@FarukAli-ub1zo2 ай бұрын
Hazrat zibril welesalam pe Full video reaction kro 😊
@97-sumayeakhatun492 ай бұрын
Main ap loguo k reaction dekhti hu Bangladesh se,aur mujhe bohot maja ata hai dekh kar,kiukeh mere ap loguo ka jab reaction dekhti hu to mujhe lagta nehi hai ap fake reaction de rahe ho.. Jayse k me hamesa islam k related jo chise hai bohot ,aise bohot cizye hai jo bohot jeyada gehra hai,par jeyada tar us videos English main hai..main dekhti hu to mujhe pata hai,hamare is subcontinent main loguo ne jeyada tar sref jo sikhaya jata hai us par baat karte hain... question nehi karte,isi liye jeyada tar un ko religious perspective se pata hai,oihi cizein bahar mulk main jin loguo ne Islam me atein hain ,ap lekho ge keh bohot gehre andaz se dekh patein hain,aisi un ka iman vi zeyada hai,kiun k un loun ne bohot gehrayi se padh kar islam k taraf atein hain.. lekin Quran main vi question karne ko liye kaha giya,gour se dekhne k liye vi kaha giya.. Ap log English agar dekhna caten ho to main suggest kaungi.. Aur ab atein hain ap ki sawal ki taraf.. 1.Nabio aur raulou ko Islam mein kuch mujeza di jati hain (ye koi magic nehi hai, magic jo karte hain o islam me haram hai)takeh loguo ne khuda par iman laye,agar koi am chiz ho har dorse kar sakte hain to loguo ne to oyse vi nabio ko believe nehi karni.. Prophet moses(Islam me jin ko musa nam me jana jata hain)oise to ye vi prophet moses ki ak mozeza tha jo Stick se darya ko phar dena..,jo Allah ki taraf se di jati hain,aur muzeza jin prophets ko jo di jati hain un k liye o khas hoti hain.. Islam me ye believe kiya jata hain k Hazrat isa(bible ki Jesus)jo prophet hain unhu ne bin baap poyda huye the, loguo ne is bare main saual puchte hain kayse..lekin Allah agar Adam aur un ki wife hawa ko bin ma baap ki bana sakte hain,to kesi ak ko baap k begayer banana un k liye koi difficult work thori hain.. Islam mein believe kiya jata hain k Impossible is human word,Allah sref kahtain hain,"kun"yani 'ho jayo' Aur o ciz ho zate hain... Aisi tarah nabuo ko Allah jin ko jo muzeza diya o Allah k hukum se ho jatein hain loguo tak islam pohachne k liya... Sayed main answer de paya...
@samiyajahan71342 ай бұрын
❤from Bangladesh 🇧🇩
@samiullah-yh9wd2 ай бұрын
Bhai ap dozak k azab py ik vedio hn us py reaction kry please
@hayasyedkiduniya50662 ай бұрын
Hazrat Nuh Alehissalam Ki Kashti Turkey K High Mountain Par Aaj Bhi Mowjood Hai. *Allah Ne Her Prophet Ko Miracle Ata Farmaey Thay. Kisi Ko Koi Kisi Ko Koi Isi Liye Aese Miracles Huwe Jo Allah Ki Taraf Se Thay. Unko Koi Insan Anjaam Nahi De Sakta*
@DeepThinker-m1z2 ай бұрын
Any miracle can't be proved scientifically, It is done by only the person who has special power gifted by Allah
@lifeinframes2502 ай бұрын
When musa (a.s) undo the gap between water phroan was died in that river , now a days scientist found that same body and believe that it was died in water The case of splitting moan is that some scientists still believe that moan was once splits into two halves but most of think it didn't happen On the other hand at that time the king in india was( Cheraman Perumal Rama Varma Kulashekhara) he witnessed that once he saw moan splitting into two
@Sarkar.uk072 ай бұрын
Prophet musa ne jo sumndar k do hisay ker diye thay os ka saboot aaj bhi moojud hai firoon bhoot saray firoon ki died bodies abhi b eygpt museum main mojud hain jo sumandar se mili thi
@farooqmengal61972 ай бұрын
Sister Quran k ilawa Ahadeese Qudsi hai jo allah pak ki baate hai aur ahadees e Nabwi hai jo Muhammad s.w ne ki hai bhot si baate un se sabit hai detail k saat
@shayanhussain22822 ай бұрын
Bro these all are miracle. Allah kuch bhi kar sakta hai
@Naz-g9u2 ай бұрын
Being a non muslim, u pronounced very well to name of our Beloved Prophet Sallallahu Alihye wasallam.
@shabbirahmed-p4y2 ай бұрын
Yes bro this was also told in this same video that prophet Moosa AS talk directly to ALLAH Means he has not seen but thru voice orally he was able talk to him..and i think he is only prophet who talked..
@artistki64882 ай бұрын
Scientific proof ke bad yakeen krna hai to yakeen science py Howa ALLAH TALA py nahi ... Dekhny k bad sb ko yakeen aa jata bin dekhy ALLAH py yakeen krna emaan hai
@MOINKHAN_01222 ай бұрын
PART 2 PLEASE
@ShaikhZaid-i5b2 ай бұрын
11:42 beta usse miracle bolte hai wo unusual thing hoti hai usse Miracle bolte hai aur zam zam ka Pani aj tak hai aur qayamat tak Rahe ga Jo Jibreal A.S ne apne wing Zameen Mai marke nikala tha
@ShaikhZaid-i5b2 ай бұрын
Agar usmai hum science doonde gai tou phir wo miracle nahi rahega by definition
@ArsalanTanwari2 ай бұрын
or b bhtt videos haain angel jibril pe unpe b reaction den
@Hadee-zr7hr2 ай бұрын
Hasi tv videos best and authentic❤
@Chshakil7862 ай бұрын
Dr israr ki Creation of this world ki video pay reaction krain bohat ziada informated video hai
@zairishsaroosh75392 ай бұрын
Allah k han har cheez impossible hai
@LordTitan012 ай бұрын
React on Mufti Yasir Nadeem debates from his playlist of 'islam vs hinduism' ❤
@AbdullahMubeen-b5z2 ай бұрын
Ye mojze the jo Allah ne apne nabion ko diay the hazrat musa ne rassi phainki Allah k hukm se wo sanp bun gae ar hazrat musa ko Allah ne hukm dia k apni lathi pani pe lgao to us ma se rasta nikal aya ye mojze hain hmare liay ye chize namumkin hain par Allah k liay kuch mushkil nae wo to sirf kahta hai kun yanni ho ja aur wo ho jata hai.
@peacesfz032 ай бұрын
Science should not be the base to validate islam...
@vnaveedahmed54662 ай бұрын
Please React to the Merciful servant 1.Kingdom of Allah, it's best one and 2.who is Allah 3.Meaning of life and many more Guaranteed 200%
@aishaafzal52292 ай бұрын
SB Sy brhi nishani to Quran Pak ha jisy ksi insan NY nhi LIKHA that was delivered via Hazart jibrail obviously
@ffOp-js1xj2 ай бұрын
Engineer Muhammad Ali Mirza video reaction❤
@HassanJaan-w3t2 ай бұрын
Quran ki ayat hai ghib par emaan lao ghib Mai yi hai ki Allah or fareshty or qayamat or taqdeer ham Muslim zeyada question nahe karty q k hamy ghunah melta hai in jezo ki bary Mai pochna ...bss Jo Allah kahy wahe manty gai
@deenislam20852 ай бұрын
Brother mojza law of nature k khilaaf e hota hy jis k zarye Nabi prove hoty thy k ye waqai Allah k khaas hain inko science k zrye nai smjha ja skta han moon split wala to nasa b confirm krta hy k moon k drmyaan m ik boht lambi line hy jis se mehsoos hota hy k ye 2 hiso m bat gya tha kabhi
@AsadkhanCheeta2 ай бұрын
Jaisy hum insan ha ak makhlooq is trha Jinaat Bhai makhlooq ha magr hum unki ni Dekh skty is fristay Bhai Allah ki makhlooq Han ye Allah ne prophets KY Kisi per in do makhlloqat KO zahit ni Kiya Apka ana wajood gawai de ga k hum Bhai ak Allah ki makhlooq Han sister JIS trha baqi Han. emaan lany Waly man jayen gy Jo smjh aur tehqqeeq krty Han baqi Allah ki zimadari hai Hadeyat Dina Jo khud rasty dhoondy ki koshish krty han
@maliknaeem12482 ай бұрын
Whatever is written in the Quran, All words are true one by one
@farehamalik23782 ай бұрын
Payamber Yousuf A.S series plzzzzz
@Quran.o.sunnah15 күн бұрын
Moosa As sy Allah ny kalam kia. Posible kesy ni hoskta jis zaat ny samander bnaya samander to usi k hukm sy chlta hy usky hukm sy ruk bhi skta hy.
@SaymaTasnim-e3n2 ай бұрын
Muhammad sab k liye ep 8
@lommitrixpower42892 ай бұрын
Along with the Qur'an Muslim also believe in sahih Hadith and there are very scientific ways to verify the authenticity of the hadith
@itallabouteverything...21202 ай бұрын
Hazrat musa As un ko Allah Pak baat krty ty but parday sy....
@uqbahashmi8882 ай бұрын
1:52 in ko bhe Allah pak na banaya h Allah na 3 makhul creation bani hb insan jin or angle Insan ko mati or pani sy Jin ko aag sy Or angle ko light sy
@ayazahmed56852 ай бұрын
Miracles are beyond science
@Exclu_Pak2 ай бұрын
Please react on Furqan Qureshi series on different topics
@farhansyed84182 ай бұрын
I bear witness there is no god except Allah and the prophet Muhammad (Peace be upon him)ﷺ is the last messenger of Allah ﷻ
@ZeeshanHussain-x8p2 ай бұрын
Bhai dekhiae koi Mane Ya Na Mane Ek Sach Jo Hai vah Kabhi Nahin chhupta Ek Din Sab Kuchh Sach Samne a jaega Allah hai aur Allah Hi Tha aur Allah Hi Rahega❤❤❤