Namastey mam🙏 very well explained about your new sewing machine.
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
Thank you so much dear bharti 😊🥰
@Tradition.threads2 күн бұрын
Mam usha machine mai velvet per kon c. Needle use hogi?
@dailyuserozka24 күн бұрын
usha s2 vs jack f4/f5 me s ekaunsi longterm tak tikegi? service wagerah?
@NOORfashionworld22 күн бұрын
Main usha s2 use kr rahi hu to main iska hi bta sakti hu ki iski after sale sevice bahot achi hai apki location par hi aa jate hain technician thik karne ke liye agar koi problem ho to... wese inme problem hoti nahi salo saal.
@dailyuserozka22 күн бұрын
@@NOORfashionworld thnks
@musiclovers9643 Жыл бұрын
Mam isme stretchable Kapda bhi stitch Kar sakte he kya?
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Han
@maliknemo880911 ай бұрын
Thank you , I was looking for this question and thank you ma'am soo very much for ur responses
@TuSukhkarta Жыл бұрын
Link share kro... description se open nahi ho rahi hai
@jayam.v86378 ай бұрын
Can we stich heavy materials like denim one or two fold
@NOORfashionworld8 ай бұрын
kzbin.info3SKU8JI238E?si=sXRKXp_9a1vFzu8a
@Blessedarya2 жыл бұрын
Kitna electricity power use hota hai is machine mein plz reply
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
Bahot kam power consume karti hai ye machine,
@Chikuonline5 ай бұрын
can we operate it manually also i. e by feet
@NOORfashionworld5 ай бұрын
No... moter is inbuild so you can't operate it manually
@BholeBaba-dm8he4 ай бұрын
Mam iska singal foot kha milega
@NOORfashionworld3 ай бұрын
Jahan silai ka saman milta hai wahi milega
@itsmefuture_cs5 ай бұрын
Ye manual bhi hai?? Matlb agr kabhi light gai tohh bina light k chal sakti h.. Mujhe leni hai same aisi hi plzz bataoo
@NOORfashionworld5 ай бұрын
Nahi... ye bina light ke nahi chalti
@tanzilaayanaliaanakounan67062 жыл бұрын
Hello maam mujhe salwar aur dresses ki cutting please dikhaye finishing stitching seekhna hai
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
aap meri ye video click kr k dekh lein aapko achhe se samjh aa jayega 👇 kzbin.info/www/bejne/jHqraqxoirNjjcU
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/h2LMeZ9oi9tmiJY
@lifewitherastyle102 жыл бұрын
Isme single foot, pico,or interlock ho jata h pls,jrur bataye 🙏🙏
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
Single foot lag jata hai
@sunitabhatti2122 Жыл бұрын
Mam in machine se interlock Pico ho jata had foot change krke pls btaaye
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Ji haan aise foot milte hai jo pico or interlock or gether ho jata hai is machine me
@sunitabhatti2122 Жыл бұрын
OK ji
@sunitabhatti2122 Жыл бұрын
Mam hm HP se hai or yeh machine Lena chahtay hai yah kaha pr multi hai usha company ki or agr isme koi problem Ho toh repair Ho jaati had najdeek me hi
@nareshrathod9795 Жыл бұрын
Patala kapada ki silay or les lagane ki ho to kese lagaye ge
@nazneenkhan36762 жыл бұрын
Congratulations Ma'am...
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
Thanks a lot
@parmeshwarbhojaneparmeshwa243611 ай бұрын
Mam bobbin full nhi hora ku aise kisliye
@Fashionfussion60369 ай бұрын
Hello mam isme interlock ya koi or stich function hai kya
bobin me dhaga bhrne pr lock honi ho rha kaise bhre help pls is pr video bnaiye usha s2 me
@NOORfashionworld6 ай бұрын
Ji bilkul
@shresthabhowmick2.a.365 Жыл бұрын
Tension kinta lungu patla fabric par
@NOORfashionworld11 ай бұрын
3 number pr rakhen patle fabric k liye
@Jai_sanatan8952 жыл бұрын
Congratulations mam! Plzz batao ki industrial or umbrella machine ki salia same hoti hai ya kuch fark hota hai. Mam plzz reply jarur karna mujhe sewing machine Leni hai
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Silai same hoti hai. speed ka fark hota hai, speed jyada hoti hai aur kuch features hote hain Industrial me
@Fashionfussion603610 ай бұрын
Hello mam niche vale stitch shi nhi aa rhe tb kya kre?
@NOORfashionworld10 ай бұрын
Bobin ko dekhen jada tight ya fir jada dheela toh nahi hai
@AshuASingh-c9k8 ай бұрын
Isme dhaga ni fasta h kya
@NOORfashionworld8 ай бұрын
Fasta hai isme bhi
@tarunatikariya93 Жыл бұрын
Isme koun koun si stich ho jati h
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Only simple stitch
@Myyt-l3e4 ай бұрын
Tread timmer he kya isme?
@NOORfashionworld4 ай бұрын
Nhi isme nhi hai iske dusre model me aata h shayad
@Myyt-l3e4 ай бұрын
@@NOORfashionworld ata he.... Without trimmer humare yaha pune me 24k he nd with trimmer 27k with gst same model... Apne kitne me lia aur kahade?
@PujaKumari-cn2vz Жыл бұрын
Isme over lock kese krte h
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Over lock nahi hota
@fathimaShaik-3377 Жыл бұрын
Kya is machine mein worelock kar sakte hi.?
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Nahi
@fathimaShaik-3377 Жыл бұрын
@@NOORfashionworld thanks for rply
@j.kachopsgarden90232 жыл бұрын
Hello ma'am..kya isse interlock ho jata hai..?
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
Nahi
@latharani8271 Жыл бұрын
🙏namasthe mara bi same machine he silaneme needil ki thahe babinthak jare mager babin ki thahe nahi aare needil ki thahe thudjathe kya karun
@seemykreations2 жыл бұрын
Madam single foot gather foot hem foot pico foot lagthey hai kya pls reply
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Han lag jate hain
@sanjanabishokarma8294 Жыл бұрын
Is machine m pico ho sakta h kya plz bataiye, mere paas normal machine h bt muje pico ya overlock karne k liye alag se machine lena h apne shop k liye kya bata sakte h kaunsi machine achi rahegi
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Koi bhi foot laga sakte hai
@mahipatidar9587 Жыл бұрын
Sui shtar me atak gyi plizz meri help kare
@misstebivlogvideos.5186 Жыл бұрын
How much amount this machine? Ma'am
@NOORfashionworld Жыл бұрын
24000 thousand
@shivnarayanyadav3075 Жыл бұрын
Ab yeh machine kitne ki ha iski needle normal yaa special
@NOORfashionworld Жыл бұрын
aap meri ye video click kr k dekh lein aapko achhe se samjh aa jayega 👇 kzbin.info/www/bejne/o5SrenewbNtqZ7M
@ffakash1293 Жыл бұрын
23000 thousand
@Vaishali123432 ай бұрын
Hi mam.aap kitne din se use kar rahi ho ye machine.. Isme koi problme to nhi aya apko use karte huye? Plz bataiye muze lena hai? Kyoki ye costy hai to kitne sal ham isko chala sakte hai?
@NOORfashionworld2 ай бұрын
Hi Vaishali, Mujhe ye machine use karte hue dhai-teen saal ho gaye hain, aur abhi tak koi problem nhi aayi aur na hi saalo saal iss tarah ki machine me koi problem aati hai bas time to time oil change katre rahe aur koi chhoti moti problem aati bhi hai to 200-400 me thik ho jati hai.
@Vaishali123432 ай бұрын
@@NOORfashionworld ok thanks.. ❤️
@pinkeychauhan6069 Жыл бұрын
Madem machine tu achhi h,eski sui normal h kya ya wo bhi special h or madem ye sabhi hard kapdo par bhi use kar sakte h or madem ghar ke liye hi thik h kya
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Hi pinkey Sui to iski same hi hoti h pr ye hard kapdo ko bhi asaani se sil sakte hain iski speed jyada hoti hai pr ye professional use k liye thik hai jab aapko bahot jyada aur der tak kam karna ho warna to aap chhoti umbrella machine ya koi multi stitches wali machine le lein
@pinkeychauhan6069 Жыл бұрын
Ok madem,thanku
@Srishticomputereducationcenter5 ай бұрын
maim error 11 Aaaya tha kya
@alkaverma8010 Жыл бұрын
how is your mechime working since it has been 4 months as i am planning to buy the same mechime
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Very nice machine wonderfull work 👌👍I enjoy stitching on this machine❤️
@AkashKumar-jf7pbАй бұрын
Kitne rupaye ki milati hai
@NOORfashionworldАй бұрын
22 se 23 hazaar me mil jayegi
@laxminarayananboutique1434 Жыл бұрын
Didi mere pass bhi yhi machine hai meri machine mai niche ki silae kharab aarhi hai
@yasmeentajquraishi28992 жыл бұрын
Error2 delayed de raha hai , shuttle Mai dhaga be nahi phasa wire footstep le be teek hai kya kare
@karutosart7731 Жыл бұрын
Aap per silai karti hai mujhe kpdhe banwana h
@karutosart7731 Жыл бұрын
Address please
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Indore
@devikani Жыл бұрын
What stabilizer are you using Mam? Please mention name and model. Thanks. 🙂
@NOORfashionworld Жыл бұрын
I don't use stabilizer for machine.
@queenofgalaxy53182 жыл бұрын
What purpuse P&S
@nileshanandpara2252 Жыл бұрын
Thanks
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Most welcome 🥰
@SonaKhan-x4o Жыл бұрын
Kya price hai machine ka
@NOORfashionworld Жыл бұрын
22, 23 hazar ke kareeb.
@MukeshYadav-si7vm2 жыл бұрын
Machine me oil Kitna daalte hai
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Neeche tank me ek lavel tak daalte hain Vo adha liter k kareeb hota h
@tabassumkhan2302 ай бұрын
Kya kare
@indermohansingh4895 Жыл бұрын
Madam this machine for only commercial
@dhanashrigaikwad3377 Жыл бұрын
Congratulations mam Aapne mashin ka niche hissa dikhay oil vala to oil jo dalte to pahla oil nikal dete ki usmehi dalte dusra oil & o kese oil bdlana ho to kese kare
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Thank you so much 😊 Oil jab khali ho jaye tabhi oil dale clean karke
@gvenu95838 ай бұрын
Namasthe Babi, Me Usha S2 Review Very good. I will give a gift to my wife. How much is the price? And an overclocking machine is good. To work for household expenses.
@NOORfashionworld8 ай бұрын
23000
@sunitajalotra60172 жыл бұрын
Good
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
Thanks😊
@sunitajalotra6017 Жыл бұрын
Mam mene iske sath ki hi machiene le li
@sunitajalotra60172 жыл бұрын
Noise jyada tou nhi krti
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
Ji nhi.... bahot kam krti h !
@Jai-Bholenath0 Жыл бұрын
Aapko kuch puchna tha
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Hanji Puchiye ?
@shashibhushankumar78092 жыл бұрын
Price bataye Pelease.
@NOORfashionworld Жыл бұрын
22- 23 hazar k kareeb hai abhi
@madhuriurkude26632 жыл бұрын
Ma,am is machine ki jo hote hai o minimum kitni honi chahiye please muze bataye
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Kya kitni honi chahiye ? main samjhi nhi apka sawal
@usharathod36842 жыл бұрын
Hello ma'am Mai 3 saal pehle ek black and white a line kurti Li thi aur ab try kar rhi hu to side me tight ho rha h me chahti hu ki usko loose karu par side me margin hi nhi h to kapda join karna chahti hu lekin kaise karu plz ek video banao ma'am straight kurti hoti to kar leti lekin aline h isliye samaj nhi aarha h
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
aap meri ye video click kr k dekh lein aapko achhe se samjh aa jayega 👇 kzbin.info/www/bejne/b5KnkICimJmtY7c
@usharathod36842 жыл бұрын
Mai wo video dekhi hu lekin a line kurti ko kaise loose kare
@SuribabuParvatham Жыл бұрын
Price sir
@NOORfashionworld Жыл бұрын
22 to 23 approx
@niranjanpilibhit Жыл бұрын
इस समय ये मशीन कितनीं कीमत की है, और मैं पीलीभीत. उ.प्र. से हूँ कहाँ से कैसे खरीदना उचित रहेगा। धन्यवाद! अच्छी जानकारी दी।
@NOORfashionworld Жыл бұрын
aap shop se pata kr lein
@priyakesharvani9938 Жыл бұрын
Ma'am muje bhi 23,500 ki padi hai
@NOORfashionworld Жыл бұрын
😊❤👍
@tabassumkhan2302 ай бұрын
Single kapde per taka achcha aaraha aur Double kapde per dhaga tot raha
@jatindhingra15732 жыл бұрын
Mam price??
@NOORfashionworld2 жыл бұрын
Video me bataya hai
@Jai-Bholenath0 Жыл бұрын
Hello mem
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Hi
@sanjaymandawat69559 ай бұрын
Hello meadm good afternoon yeh machine aap ne kaha se le he muje uske company walo ke mobile number sent Karo please
@jbasheer1989 Жыл бұрын
MRP price telme
@NOORfashionworld Жыл бұрын
22-23 hazar k kareeb hai price abhi
@mazharkhan7932 ай бұрын
Hamari machinemote Kapde p taka tod deri
@dineshsen2411 Жыл бұрын
मोबाइल नंबर कहां से खरीदी है यह मशीन
@NOORfashionworld Жыл бұрын
Indore me usha machine dealar se
@merajuddin50832 жыл бұрын
Happy new year lots of kisses u respectfully please u r my favorite girl