Radhe radhe ji 🙏 bahut bahut accha video banaya hai ❤❤❤
@Kishorikripa2 күн бұрын
Thanku so much 🙏
@manjeetbhardwaj6857Күн бұрын
Didi last ke panch din कार्तिक स्नान मे kya kren or us samay yadi pried aa jaye to Devuthani ekadsi ki puja kese kren
@KishorikripaКүн бұрын
Jaldi hi aapko video milega
@manjeetbhardwaj6857Күн бұрын
Thanks di
@krishnadaasi4032 күн бұрын
Radhe radhe di 🙏 very nice video 👏👏❤❤
@Kishorikripa2 күн бұрын
Thanks 🙏 radhe radhe
@manjeetbhardwaj6857Күн бұрын
Mene navratra me mene 5 morpankh liya tha or apne pars me rakh liya bina kisi pujapath ke to unhe kahan kahan rakhun or kab. Please btao
@dikshasingla27122 күн бұрын
Is bar aawla navami ravivar ki hai to kya ped me jal or dudh dal sakte hai ?
@Kishorikripa2 күн бұрын
Haa ji bilkul jal aur dudh chadha sakte hai bas tulsi puja nahi hoti sunday ko
@Krishnapyaresakha2 күн бұрын
Hare Krishna Radhe Radhe
@Kishorikripa2 күн бұрын
Hare Krishna 🙏
@myfamilykitchen28Күн бұрын
Radhe Radhe
@KishorikripaКүн бұрын
Radhe radhe 🙏
@ShyamaSundar212 күн бұрын
राधा वल्लभ श्री हरिवंश❤❤
@Kishorikripa2 күн бұрын
Radhe radhe 🙏
@manjeetbhardwaj6857Күн бұрын
Di kya pried me ham kartik snan ki katha kahani sun sakte h or m last me aarti karti hu to vo chodni padegi or bati m ful bnna shubh hota h or aaj thursday ko din me jab time ho mandir saf kar sakte h kyonki subah to time nahi milta bas puja hi ho pati h
@KishorikripaКүн бұрын
Ji agar periods aa gaya hai to aise mein aap kartik snan kar sakte ho bas paani me gangajal mat dalna aur katha sun sakte ho aur thursday ko mandir ki safai nahi karni chahiye aap kal kar lijiyega
@manjeetbhardwaj6857Күн бұрын
Di kya sir me tel nahi dal sakte to ek mahina kese chalega please btao
@KishorikripaКүн бұрын
@manjeetbhardwaj6857 dekhiye jin logo ne kartik ke niyam kiye hai unko tel lagane ki manai hoti hai aur agar aapne itne din tel ka tyag kiya hai to dear ab to samjho aapka niyam pura hone wala hai 8 din aur bache kartik samapt hone me
Ji anvla navmi ke din hame anvla daan karna chahiye haa ek do anvla hum prasad ka apne liye alag nikal kar rakh sakte hai aur agle din kha sakte hai
@swetagupta87332 күн бұрын
@Kishorikripa aanwala use din nahin khana chahie
@Kishorikripa2 күн бұрын
@@swetagupta8733 ji bataya to nahi khana chahiye jaise guruvar ko jab hum kele ke pedh ki puja karte hai us din hum kele nahi khate bilkul vaise hi anvla navmi par anvla na khaye agle din kha sakte ho
@swetagupta87332 күн бұрын
@Kishorikripa ok thank u 🙏
@GaurimyhopemydreamКүн бұрын
Aap Awnla itna Hara bhara..... Mera to Sukh raha h
@KishorikripaКүн бұрын
Ji aap us par thodha jal chidhakte rahna jisse vo sukhe na