Bina koi problem ke sarvice karta hai ola wala koi nahi karta 😢
@soumyasai20242 ай бұрын
😅first time ola ka service video dekh raha hun 😂😂😂
@bangalibabu958542 ай бұрын
Mera s1 pro gen 2 hai... 2 bar service kiya... 1 hour ke andar service ho gaya...
@Ranaji99271Ай бұрын
Hai bhai bilkul hai meri ola s1x hai 4 kilowatt. Me te log bolte hai ki 160 ye 150 chalegi pr meri mushkil se 110 y 105 chal rah hai or koi bhi sun nhi rah hai or bol rah hai ki itna hi chalta hai
@raj2010anil3 ай бұрын
Mere tvs jupiter ka 8 saal ho gaya, abhi tak koi bearing ka problem nahi hus. Aur yahaan naya 1_2 saal me baring khatab. Tvs wale bolte hai bearing sealed hota hai, koi maintaining nahi hota hai
@rahulrbk60443 ай бұрын
Kitna jhuth bol rhe dono 3 mahine se service nhi mili 4 bar complet kar di he abhi tak ak bar bhi dekh ne nhi aaya he koi bhi hmare jile me showroom band ho gya he
@MrNitinkhandelwal2 ай бұрын
fir itni line ola service center par lyo lag rhi h, problem vali gadi to fix ho nhi rhi h or kah rha h ki 3-4 month me aakar dikha jao.
@kadeerahmad95253 ай бұрын
YAH MUJHE LAGTA HAI SAB BAJAJ KI PLANNING THI OLA KO BADNAAM KARNE KI
@amulmaurya80682 ай бұрын
Ola ka service Sahi nhi hai mera new scooter 2 month me hi kharab ho gya service centre Wale 1 month ke bad diye Mera scooter
@bibekroy55842 ай бұрын
Splendor life time chalta hai, Ola me Qui problem ate hai 😂😂😂
@RakaChoudhary19863 ай бұрын
Dost motor discount krne ke leyeMCU wire kaise nikalte hai video to h nahi vo bhe banao
@03_hetax2 ай бұрын
Ola s1 pro gen 2 ka service ka video banaiye
@upgaming5776Ай бұрын
Ye Bering kitne number ka hai ❤
@upgaming5776Ай бұрын
Brek show ko ghisna chahiye thoda sa vo nahi ghisa
@raj2010anil3 ай бұрын
Bearing problem, cycle hai kya Bhai..
@upgaming5776Ай бұрын
Full charge 150km 😂 itna bada majak 😂 70-80 chlta hai sirf😂😂 mere paas bhi hai ola s1 air or ye s1 air hai😂
@BadalRajput-tt6oh3 ай бұрын
kaun sa scrive centre hai
@skm87863 ай бұрын
Ek hi gadi ki service karoge ya 100 gadi ki v.. afwa itni ho gai ki ccpa ke pas complain v chali gae apne aap ... Ev vehicle are not for indiaan market ... Parts market me avail nahi karwaoge khud hi karoge aur khud hi pesa kamaoge .. ta hoga kese bhai ...baki ke gadi v ta parts avail karwate hai na ta bekar he ev india me ...