Bhai mere pass nord CE 2 5g hai uska charging input 0.6 le raha hai humne uska sub bourd our treep chenge kiya phir bhi charging input 0.6 hi le raha hai usko koi solution batao
@TCRamesh10 ай бұрын
Charging jeck ke pas + point h us +ke pas jo point h use + ke sath joint kar do solution ho jayega
@MarutiHanuman-v6i11 ай бұрын
Battery badalwane me kitna paisa lagta hai bhai ?
@TCRamesh11 ай бұрын
800💸
@MarutiHanuman-v6i11 ай бұрын
@@TCRamesh aur iss problem se software me bhi kharabi ho jata hai kya bhaiya ....Mera ye same problem kal se ho rha service centre kal khulega dar LG rha kahi data na chala jaye 😔
@TCRamesh11 ай бұрын
@@MarutiHanuman-v6i koi problem nhi hone wali es se na to software hoga na hi aap ka data jayega aap ka jesa Mobile h wese hi rhega Koi tensan wali bat nhi h injoy life ❤
@AayatNur-w9s4 ай бұрын
Mera same model hai problem bhi same hai... Ek friend ka charger use kiya tha tab se charge nahin ho raha hai... Aap wala process karke theek ho jaega ? Main ek beginner technician hoon...
Bhai mara OnePlus nord 2t ha heating issue or battery drain issue a raha ha kasa thik kara please solution
@TCRamesh9 ай бұрын
Es Mobile ke mother bord ko aap ek bar Sarvis Center dikha lo Mobile me kuchh component short ho jata h to wo heat hone lagta h jis se battery jaldi down ho jati h
@moin-saifi13 күн бұрын
Sir mera phone charge to ho raha hai but aage nhi badh raha hai kiya problem ho sakta hai
@TCRamesh13 күн бұрын
@@moin-saifi charging jek replace kra lo
@moin-saifi13 күн бұрын
@@TCRamesh thank you sir ho jayega sahi phir me charge pe laga ke phone use kar raha ho to na to kam ho raha hai na badh raha hai or jab bhi charge pe lagata ho to 5 second ke bad charging show hoti hai to charging port kara do chag
@moin-saifi13 күн бұрын
@@TCRamesh bolo bhai
@TCRamesh13 күн бұрын
@@moin-saifi ha par shop kipar ko ye bolna ki jek ke sare pin achhe se lge hone chahiye Kyu ki m us se data transfer krunga ye jarur bolna jek ke sare connector lge hone to data transfer hoga nhi to nhi hoga Es se aap ko ye benefits hoge ki aap ka Mobile fast charging krega Or jab Mobile lene jao to tab charging lga ke dekh lena ki wo fast charging show kar rha h ya nhi
@amanbhartivlog074 ай бұрын
Mera phone 2 months phle pani me gir gya tha display ktm ho gyi thii 2 month baad display tikh krai dissplay work kr rhi h but charging nhi ho rhi h charging flex bhi change kra liya but phir bhi nhi hua charge or ampere aap me 170 amp dikha rha h please solution btao bhai kya kru bhot paresan ho gya hun me
@TCRamesh4 ай бұрын
@@amanbhartivlog07 charging jek chenj kra liya kya
@Ruhi3883 күн бұрын
Mera v one plus nord 2 hai , totally mbile charge nahi le raha hai , kya karu bhaiya abhi ?? Mbile abhi yese para hai😢
@TCRamesh3 күн бұрын
@@Ruhi388 Mobile ki battery totally discharge ho jaye to wo charging se nhi uthegi or na hi charging legi Us ke kiye Mobile ko opne kar ke battery ko ak bar ke liye alag se charging karna padega jis se wo fir charging lega suru kar degi Or ye 5v se charg nhi hogi ese 6.5v chahiyega ak bar uthane ke liye jese mene es video me kiye h
@ReeelsShortsss4 ай бұрын
Mera OnePlus nord ce 5g pani thoda spill huA tha display gaya 2 month baad display change kiya uske baad vooc charge nhi hor rha hai normal ho rahi hai solution plz charger change karke bhi dekhli
@TCRamesh4 ай бұрын
@@ReeelsShortsss us ka charging jek chenj kra lo fir dekho
@ReeelsShortsss4 ай бұрын
@@TCRamesh thanks
@SamShahbaz-y5z4 ай бұрын
Bhai mera phn 70 percent tak jaldi charge hota ga phir bhot time lagta ha aur battery jaldi down hote ha
@TCRamesh4 ай бұрын
Kisi professional shopkeeper se charging jek Cline kra lo Kyu ki us me dust jam jati h jo ki hame normal dikhai nhi deti h tu use wo Cline kar dega or aap ka Mobile pehle jese charg hoga Mere pas esi problem ko lekar din me 4 - 5 log aate hi h
@_RoyalkhanPrank9 ай бұрын
Good education ❤
@sitarambharti68799 ай бұрын
Good news
@Sardha-ho7wp Жыл бұрын
Mere pas bhi yehi problam aa rhi thi
@SamShahbaz-y5z4 ай бұрын
Bhai mera phn 70 percent tak jaldi charge hota ga phir bhot time lagta ha aur battery jaldi down hote ha