Bahut hi shaandar video. Itna badhiya aur details me koi nahi batata hai. Keep uploading more videos related to this topic.
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
Thank you so much...sure will do that🥰🥰🙏🙏
@mdalam8253013 күн бұрын
Ha bhaijan aapne jo kaha 70-100 ra bachta hai online wahi offline me log 200 se 300 ke bich bachate hai maine ak product liya tha electronic jo mujhe offline 550 ka mila wahi inka dukan band tha or jaruri tha mujhe offline 349 me mila tha wahi products maine sare part khol ke bhi check kiya tha kiyonki mujhe business karna tha isliye check kiya tha student hoon or Farm bhi run karta hoon but isme utna nhi bachta lekin college + farm bahut mehnat hai iske saath saath main online karunga to mera kharcha ayega
@DeepikaArakh22 күн бұрын
Aap bahut aache se samjete hai.. Aapka vlog dekhkar aacha lagta hai.. 5th November ka wait hai 🎉🙏
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Thank you so much Deepika jee🥰🙏🙏🙏
@jaiparkashsharma46016 күн бұрын
Kya 2 lakh se business chalu ho sakta hain
@AnkitaDubeyOfficial16 күн бұрын
Aap bahut achhe se samjhate hai or motivation dete hai mujhe aapke 5 November ka intazar hai 🙏🏻
@NehaSaurabhVlogs16 күн бұрын
Thank you jee🥰💖🙏🙏🙏
@vivekbhatt312222 күн бұрын
Direct manufacturer hi online business me ghus gye hain, ab unse sasta kaun de sakta hai batao jara 😮😮😮 Log bina soche samjhe youtuber ki videos dekhkar motivate ho rahe hain aur online business ki bheed ka hissa ban rahe hain. 10 me se 8 seller ko nuksaan ho raha hai abhi ke time pe.
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Bhaiya Vivek jee...apko ek example se samjhata hu...phir apke samjh me aa jayega......Apple company ka naam sune hain.....uski khud ki website bhi hai,,,jante hi honge aap....aur unki khud ki outlets bhi hai offline ye bhi jante honge aap.....phir bhi log Apple ka product kharid ke bech rhe hain aur usse paisa kma rhe hain kaise???? kabhi soche hain? agr nhi soche honge to mujhse milne aayiyega baitha ke apko samjhaunga........1 nhi 1000 manufacturer bhi aa jayenge n,,,tab bhi log saman bechenge aur profit karenge.....to aap itna demotivate mat hoyiye......aur agr aap bhi un logo me se hain jiska loss ho rha hai to aap miliye mujhse main btaunga apko ki aap kaha pe mistake kar rhe hain jiski wjah se apko loss ho rha hai............meri baat ka bura mat maniyega..🙏🙏🙏🙏
@Motivational786-r1n22 күн бұрын
The power of business 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@Asrseemavlogs22 күн бұрын
Very good information sabhi ke bare m socha
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Thank you jee....🙏🙏🙏🙏
@viicky495322 күн бұрын
Bhai you r a good person brother Thanku bhai
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Thank you bhaiya🙏🙏🙏🙏🙏
@modernbano110022 күн бұрын
Very interesting & useful knowledge...💯💯💯
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Glad you think so!🥰🙏🙏
@alishavoice786013 күн бұрын
Full explain tutorial video ka intezar hai.
@NehaSaurabhVlogs13 күн бұрын
Thanks.🙏🙏 part wise aayega..ek ek chij achhe se sikhane ki kosis karenge hum🙏
@prashanttiwari763920 күн бұрын
Very motivational...😊
@NehaSaurabhVlogs20 күн бұрын
Thanks a lot 😊🙏🙏🙏🙏
@AayraAgrawal20 күн бұрын
Please make a detail video on how to register for gst, from wgere to buy inventory , whuch categiry perform best , messh better or flipkart in long run and profit. And in starting how much inventiry we shoupd have for individual item.
@Servicelinesell16 күн бұрын
Flipkart best
@shanaliali104021 күн бұрын
Sar GST ke bare mein detail Mein Thoda samjhaen pakka Bil Kaise ghataen kya-kya chijen chahie
@Fooddelicious.21 күн бұрын
Ap bhut acche se samjhte ho hum ap ki tarah ik din kamyab business man bnaege😊
@ShivanandSoy21 күн бұрын
New viewer hu Abhi tak apki 4-5 video hi dekha hu, but KZbin scroll karte karte apki videos dekhne se apki video dekhen bina scroll par nahi hota..
@ShriRam-g7x12 күн бұрын
Maine ek se do saal tak online selling ka business kiya lakin loss ka alawa aur kuch nahi mila bahut sir dard ka kaam hai bewakoof ban jata hai jab return aate hai
@NehaSaurabhVlogs12 күн бұрын
Apko thoda sikhne ki jarurat hai sayad.....Apka naam bahut achha hai Shri Ram to apko success na mile ye nhi ho sakta.....Aap chahe to mere paas aake sikh sakte hain...live dikha dunga apko kaise profit kiya jata hai.....🙏🙏
@JK-ib6qz11 күн бұрын
Fine but how do u sell...
@gulabgupta46555 күн бұрын
Bhi mai villege se hu aur mera tel macine ka bussiness hai mai sarso ki khal (cake) sell karne ki soch raha hu lekin weight jyada hone ke karan kharch jyada aa raha hi samjh me nhi aa raha hai. Weighted item ko sell kaise kare and aur us par charges ke bare me video banaiye
@nitinkumarmaheshwari15956 күн бұрын
Wah Badiya
@NehaSaurabhVlogs6 күн бұрын
Thank you😊
@Afsanakitchenvlog-v2f16 күн бұрын
Ap konsa item sell karte ho jee
@eduegurukulgk15 күн бұрын
Coorier return ka kya karan hota hai.
@mithi570321 күн бұрын
Bhaeya aap ne bahut achha se smjhaya.✨🌸🌸
@SalmanKhan-kp8ff9 күн бұрын
Good sir
@NehaSaurabhVlogs9 күн бұрын
Thank you jee🥰🙏🙏
@FinalRevieww22 күн бұрын
Bhai roz aapki video dekhta hu mast video rehti hai
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Thank you jee...🥰🙏🙏
@shivrahul533121 күн бұрын
5 November se jo tutorial aa rahe hai wo KZbin pe free hi honge na , ya course banake sell karoge aap
@designtoexplain200922 күн бұрын
Waiting for the tutorial videos
@kuttutv878519 күн бұрын
Bhaiya hame start krna ho to, starting me kon sa products select kare jisse kam krna aa jae thoda easy ho...??
@shareforcare921221 күн бұрын
bhai agar 50 order per 15-20 return aney lag gaye toh pakka loss hai, 10% sey uper return online per online seller survive hi nahi ker sakta,
@NehaSaurabhVlogs20 күн бұрын
Mujhe pta hai aap mere reguler viewer hain,🥰🥰,,maine apke bahut sare comments padhe hain,,,,achha lagta hai apka comment,,👍👍,,,,Roj 15-20 nhi aayega...kabhi kabhi kam bhi aayega..and Sunday ko to aata hi nhi hai....so average kam hi padega...waise agr main maan lu ki 15 ke hisab se roj aa rha hai and usme 6 customer return bhi nikal jaye and us customer return me se 1 product daily fake ya damage nikal jaye...tab bhi profit hoga.....isko main kisi vlog me samjha dunga bhaiya...🙏🙏🙏🙏🙏
@rajeshkundu995314 күн бұрын
Sir, apki tarah online seller keise bane uski details video step by step details me banaiye
@NehaSaurabhVlogs14 күн бұрын
Ok jee..🙏🙏
@rajeshkundu995314 күн бұрын
@NehaSaurabhVlogs sir, ye request hain apse, taki ham vi apki tarah ek successful seller ban sake
@gulabgupta46555 күн бұрын
Bhai koun koune se item sell karte ho pure saman ki video banaiye
@ShwetaSingh-ik2ro21 күн бұрын
Bhiya mko Shopify p apni website s sell krna h.. Pls y btayea agar prepaid order hota haii jbbhi bhi RTO hota h kya?????? Pls reply bhaiya 🙏
@royalhvrgaming885622 күн бұрын
Mene bhi thoda thoda hi chalu kiya hai Amazon Flipkart pe me vese to jyada product Lana hoto la sakta hu lekin dhire dhire karne me maja hai
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Bilkul sahi.....this the right way to do a business.....Good...all the best for your business journey🙏🙏👍👍👍
@royalhvrgaming885622 күн бұрын
@@NehaSaurabhVlogs thanks you bro vese to me pese vale ka beta hu mere madhar fadhar teacher hai 2 lakh month salery lekin kamyabi jaldi nai dhire dhire milti hai vese to sabko ek din me carod pati banana hai lekin nai ban sakte
@Smita96221 күн бұрын
Bhai kaise krte hai mujhe bhi btao
@zakiabegum918722 күн бұрын
May meesho par without GST footwear sell karna chahti hau...kya yah sahi hoga
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Nhi jee,,,pahle aap GST le lijiye phir sell kariye.....without GST aap Books sell kar sakti hain..🙏🙏
@RiyaJi-n3c22 күн бұрын
Ok@@NehaSaurabhVlogs
@Theroshanshow21 күн бұрын
Bro aap bas aapne state me without GST sell kar sakte ho 😊
@Apnachannelyt10021 күн бұрын
Sir aap online business me kya sell karte ho please bta do
@manojpanchal34822 күн бұрын
Amezing Video Bhai ❤❤ Bhai Aap Apne 5 November se Tutorials Video Start Kijiye Aap Bahut Saare logo ki help kar sakte ho Extra Earning Karne me
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Thank you...jee jarur karunga...mera maksad hi hai jeevan ka logo ki help karna......aur mera tag line hai...khud bhi aage badho dusro ko bhi aage bdhao🥰🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@deepaktirkey12122 күн бұрын
@@NehaSaurabhVlogsbasic se batyi
@SkKumar-ic6mu21 күн бұрын
Achha lagta business
@NehaSaurabhVlogs20 күн бұрын
Thanks🙏
@AneesSultana-pu2ew13 күн бұрын
Is beznas kaliya invest kar na hay kiya
@giftofnature488022 күн бұрын
🎉🎉 Great Sir
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Thank you jee🥰🙏🙏🙏🙏
@Zameer758122 күн бұрын
Namshkar bhai 🙏 main apka video dekh kar kafi motivate hua hun...aap ayse product ke bare main bhi bataiyega jismain investment tou karun par profit and sell ziyada ho please🙏
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Namskar bhaiya🙏 iske liye to phir apko hamse mil ke discuss karna padega...🙏🙏
@Zameer758122 күн бұрын
@@NehaSaurabhVlogs Thanks for reply, tou bhai milne ka process kiya hai apse ?
@ashk00721 күн бұрын
@@NehaSaurabhVlogs Sir mein aapse Face to Face milne aa sakta hu bus aapse milna chahta hu Online business start karne se phle 😍😍
@chheksadishorts21 күн бұрын
Good business dada❤
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
Thank you dada💖🙏
@neturefeelingwithmeditatio319916 күн бұрын
Bhai add bhi chalate h ki aise hi order aa jate h plz reply
@NehaSaurabhVlogs16 күн бұрын
Organic orders aate hain bhaiya,,Ad abhi nhi chalata hu main🙏
@arunnask129921 күн бұрын
Good morning brother, i m also awaiting nov 5,aur haan aap room main tv ka details bata sakte Hain , mujhe bhi lena hai, please don't mind
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
Good morning jee...thank you🙏 TV to maine 2018 me hi liya tha,,,ye MI ka hai 43 inch...18 thousand ka pda tha mujhe..🙏🙏
@sukhdev.mandal21 күн бұрын
sir mene abhi gst liya h aur mujhe samjh nhi a raha gst kese bharu ya kisse baru, kaab bharu please help kr dijiye
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
Tension mat lijiye,,,sab kuchh bta dunga thoda wait kariye pls🙏🙏
@Smita96221 күн бұрын
Bhai start kaise krte hai
@paul723622 күн бұрын
भईया ads ke baare me bataiye aap shuru me kese lagae kitte rupee lagae kuki main cheez to the wohe hai orders laane ke liye visibility barane ke liye ।।। Ads ke baaree me batae detail me bhi or practical bhi
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Ads ki jarurat nhi padi hame kabhi....haan agr FK apni taraf se free me kuchh paise deta hai to uska hum run karte hain🙏🙏 aap kaha se hain,,,agr Delhi se hain to aake miliyega sikha denge..aur uska koi charge ya fee nhi lenge apse...🙏🙏
@paul723622 күн бұрын
@@NehaSaurabhVlogs acha bhaiya... Aree shukriyaa bhaiya bhot khushi hogi mjhe ... Actually me bhi gaziabad hu Aaj kal and me social media manager hu ... KZbinr hai ek unka insta and youtube channel manage krta hu .. like Video ka SEO krke aache se views Lana content script and content creation ka kaam hai ... But me business ki taraf thoda diyaan dera hu isliye apse poch leta hu shukriyaa bhot bhot apka
@esselkay424821 күн бұрын
bhai aap GST fill krne k liye purchase kha se lete ho kyunki CA purchase mangta h or wholesaler bill dete ni h to wo aap kha se arrange krte ho
@chichora10321 күн бұрын
Bhaiya ek bat batao maine mera GST meri jo gaon ka pincode hai us ko dekar nikala tu abb mai town mai rent mai rehta hu tu mai rent room se E-commerce business kar sakte hu?
@NehaSaurabhVlogs20 күн бұрын
Haan kar sakte hain,,,,GST portal pe apko wha ka address update karna hoga...uska rent agreement lga ke...koi dikkat nhi hogi phir🙏🙏
@nishabajpai30997 күн бұрын
Maine bhi flipkart pe kam shuru kiya tha 8 month ho chuka hai women's clothing product's hai pr abhi tak 1bhi order nhi aaya hai mere liye aapke pas koi sujhav ho to mujhe bhi btaye
@SkKumar-ic6mu21 күн бұрын
Flipkart se kaise jude aur Registration kaise kare
@NehaSaurabhVlogs20 күн бұрын
iske upr 5 November se mera tutorial video aa rha hai jee🙏🙏
@SkKumar-ic6mu10 күн бұрын
@@NehaSaurabhVlogs ok
@SuccessmeansModicare22 күн бұрын
Product Ki photography kisse karte mobile se yadslr camera se
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
I phone se ya phir DSLR se...🙏🙏
@wsdadgh5 күн бұрын
kitne ka product liya h apne like metal car and becha kitne me
@aamaadmipartyfanclub386322 күн бұрын
Sourabh sir pls ye btao aap toys section me kya product sell krte or buy kis market or shop se karte ho delhi me pls I have humble requested to you I will wait for your answer
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Metal toys, die-cast cars sell karta hu..baki jo aap puchh rhe hain uske upr jaldi hi detail me vlog aayega mera..🙏🙏
@tanmoymandal946815 күн бұрын
GST chiya kaya??
@NehaSaurabhVlogs15 күн бұрын
Yes
@ajithu19314 күн бұрын
Hello brother how to start this business, kindly tell me. I have lot of loan too repay it, but don't know how to do it.
@NehaSaurabhVlogs2 күн бұрын
Is kaam ke bare me agr jankari chahiye to apko mere vlogs ko dekhana padega kyuki comment me batana muskil hai, aur ek vlog me bhi isko nhi bta payenge, isliye vlogs hi dekhna padega usi me main iske bare me batata rahta hu, aur mere tutorial videos bhi aap dekh sakte hain aur usse bhi bahut kuchh sikh sakte hain. Hamare channel se judne ke liye apka bahut bahut dhanyawaad🙏🙏🙏🙏
@tapastripura201521 күн бұрын
Sir, tell about document requirement❤❤
@ashk00721 күн бұрын
Sir kya hum Amazon FBA se initially start kar sakte h? 🙄 Aur plz product suggest kar dijiye kyuki usme sabse jyada confusion h 🥲🥲
@NehaSaurabhVlogs20 күн бұрын
Kar sakte hain,,,but sure hona chahiye ki apka product achha hai aur orders bhi achhe aayegne...agr sure nhi hain to pahle khud se hi dispatch kariye,,,phir jis product ka order achha aayega usko aap FBA me bhej dena...🙏🙏
@JitenderSharma-j6d4 күн бұрын
Sorabh bahi mai bhi Ganesh nagar mai rehta hoo east delhi
@NehaSaurabhVlogs2 күн бұрын
Okay, good.👍
@MJkavlograipur14 күн бұрын
Bhaiya namaskar..mai v apki tarah kaam krna chahta hu ..mai kis tarah ka product sale kru..kch guide kriye aur bhaiya apka product kya hai..
@sonaslifendbeauty35219 күн бұрын
Agar aap day k 5 hajar kamate ho to aapka life style aisa kyun hai or aapko utube par kyun ana pada
@NehaSaurabhVlogs8 күн бұрын
bahut badhiya question hai apka....apne to comment kar ke puchh liya bahut sare logo ke man me ye sawal hoga aur unhone comment nhi kiya hoga......but aaj main bta deta hu jiske bhi man me ye sawal hai usko pta hona chahiye... 1st.... 5 hajar daily business se nhi ban pata hai kabhi kabhi return jayada aata hai to uski wjah se kamayi kam bhi hoti hai aur kisi din nhi bhi hoti hai. 2nd... maine pahle bhi bataya hai ki is business me mera ek partner bhi hai to jo bhi main kamata hu uska 50% uska hai. 3rd...meri lifestyle kaisi hai ma'am? Pichhle 3 mahine me hi maine lagbhag 2.5 lakh ka saman liya hai apne use ke liye aur ye chije maine apne vlogs me dikhaya bhi hai....har weekend pe hum bahar jate hain, aur Delhi me bahar nikalne me kitna kharcha hai ye aap Delhi me hogi to apko pta hi hoga.... 4th.... Jo bike mere paas hai bhi uski kimat 2.5 Lakh se upr ki hai aur uska mileage bhi bahut kam aata hai aur uski maintenance cost bahut jayada hai. 5th....iske baad jo bhi meri savings bachti hain uska aage bahut bda use hone wala hai ek bahut hi achhe business me...... 6th...KZbin pe kyu aaya hu ye pahle bhi kayi videos me bta chuka hu...uske liye aap mere videos ko dhyaan se dekhiye.....aur meri baat pe viswaas na ho to sachhayi dekhne ke liye abhi kuchh mahine aur is channel ke sath jude rahiye phir sab kuchh live dekhne ko milega apko To umeed hai ki ab apke sawalo ka jawab apko mil gya hoga ma'am🙏🙏🙏 Thank you so much for giving your valuable time🙏🙏
@rainbowtv75921 күн бұрын
Bhaiya me rular ariea madhya predesh ke gaon kese start kr sakta hu mujhe kya kya dikkat ayegi
@collgyz42322 күн бұрын
This is my request kal ke video ek isse thora sa cover kigiye
@sugandhasingh108222 күн бұрын
💞
@funnyvideo-cq6gw21 күн бұрын
Sar mera cloth ka offiine business hai hame online bachne ke liye kitna contty chaye
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
Sir, jayada nhi chahiye....pahle jo apke paas hai usi ko online bhi bechna,,,main sab bta dunga kaise hoga.....phir jab sell achha ho to quantity bdha dena👍👍
@kaushikbiswal3161Сағат бұрын
Bhaiya is business start karne ke liye kon sa course karna padega or iske liye kya kya knowledge rakhna jaruri hai ..
@NehaSaurabhVlogsСағат бұрын
aap chaho to Digital marketing kar lo...Google ke bhi kuchh certification ke course hain chhote chhote wo kar sakte hain..👍👍👍
@rajusaha8629 күн бұрын
Wholesale market dekhaiye konsa product ka business Karo samajh nahi aah rahe hai
@NehaSaurabhVlogs9 күн бұрын
Bhaiya Delhi ka Sadar Bazar hai,,,main uska ek vlog jaldi hi bnaunga aur aap logo ko dukan bhi dikha dunga....waise main ab maal wha se kam hi leta hu...ab mere khud ke contacts hain market me..🙏🙏
@Diwakxi10 күн бұрын
Aap ne ye kha se kiya or kase kiya please bataye
@NehaSaurabhVlogs10 күн бұрын
aap jo puchh rhi hain, iske upr mere channel pe ek vlog hai ki maine kaise suru kiya aur kitna paisa lga....wo aap chahe to dekh sakti hain🙏
@funnyvideo-cq6gw21 күн бұрын
Bhai stating inbsatment kitna rahta hai
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
aap kya bechna chah rhe hain uske upr depend karta hai🙏🙏
@funnyvideo-cq6gw21 күн бұрын
@@NehaSaurabhVlogs Bhai kids ware sale karna chata Hu or bhai gst bhai lagta ha paging material flipcart datea hai
@tejindertejinder13418 күн бұрын
Hello sir flipkart ka business kaise shuru krna hai full details bta dijiye
@NehaSaurabhVlogs8 күн бұрын
Hello jee....full detail ek video me to nhi bta paunga..but sikhana maine suru kar diya hai...uske liye pahle aap mera 5 November ko jo vlog dala hu wo dekhiye...🙏🙏
@fmkhoja71022 күн бұрын
3:45 aapne jo kaha kee offline me profiit jayada he lekin unke pass number of amount hee customer he ya perticular area hee he to vaha pe unko per day estne order mil hee nahi sakte
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Jee haan,,,wo bhi maine bola hai ki unke paas limited sell hai...aapne sayad suna hi hoga...🥰🙏🙏🙏🙏🙏
@itvinodsharma21 күн бұрын
Sir mai village se hu hamare yaha flipkart ki courier service nahi h mai kaise start karu
@ayutrishasaxena20422 күн бұрын
Without GST ni dal skte hai.. product
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Jee nhi....only books bech sakte hain🙏🙏
@likejanhavipasalkar606321 күн бұрын
Gst ke bare me bataiye Gst compulsory hai kya
@NehaSaurabhVlogs20 күн бұрын
iske upr 5 November se mera tutorial video aa rha hai jee🙏🙏
@Mayramohibvideos21 күн бұрын
Bhaiya apke ghar wifi connection hai kya gav se kar sakte hai
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
Haan kar sakte hain,,,5G chala lena aap mobile hotspot se🙏🙏
@cyberpunk431821 күн бұрын
Kya aap product mere liye bhejwa skte ho.online ragistration kaise kare eska first step kya hai please btaye
@lifeyatravlog22 күн бұрын
Apka meesho par shop ka kya naam hai
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Hum Meesho pe abhi sell nhi karte hain jee...🙏
@lifeyatravlog22 күн бұрын
@@NehaSaurabhVlogs Flipkart or Amazon par
@sairakhatoon-bg9xf22 күн бұрын
Hi bhaiya aap gahr me apna bussiness karte hai Flipkart ka but me Flipkart ka as a TL post pe job karta hu sbhi chij same hai bhaiya ❤
@Preetypakwanshakwan22 күн бұрын
Sir i want to start my ecom business of artificial jewelleries ,isme profit margin kitna hota h.Aur wholeseller kaha se milnge,please reply🙏
@esselkay424821 күн бұрын
Ap delhi se ho to SADAR BAZAAR h
@Preetypakwanshakwan21 күн бұрын
@@esselkay4248 thanks,can you suggest some of good wholesellers whose quality is best..
@itzsubbu182021 күн бұрын
❤😊
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
🥰🙏
@ayutrishasaxena20422 күн бұрын
Meesho par to business sahi chal raha h but Flipkart par product dal hi nahi raha h without GST
@preet-y1b21 күн бұрын
Sir I am from Orissa. Can I do this business? Please sir bataiye na.
@ashokkumarkumar964312 күн бұрын
Ok
@rishi36634 күн бұрын
Sir Toys ka business Amazon par karne key liye ( BIS) certificate chahiye
@NehaSaurabhVlogs2 күн бұрын
aap khud toys bnayenge kya?
@rishi36632 күн бұрын
@NehaSaurabhVlogs nahi sir..mey to seller hu
@Motivational786-r1n22 күн бұрын
Aapne trademarks registration kraya hai
@navneetnavneet8563121 күн бұрын
Shuru mein kitne peace rakhni chahie ek design ke
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
5-10 bahut hai
@Motivational786-r1n22 күн бұрын
Sir aapne laser thermal printer purchase kar liya
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
abhi nhi kiya hu sir,,,thoda time lagega..🥰
@Shyampremi11-l6i22 күн бұрын
Sir mere husband ki mens garments ki shop thi jo ki lockdown m bnd krna pda .ab market m shop ka rent 40000 h jiske karan shop nhi le p rhe but ghar se bechna suru kia .kuch din to chla wo v bnd hi gya.ab maal rakha h kya krna chahiye
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
agar apko lag rha hai ki kapde ki quality achhi hai to phir sell kar dijiye online hi...kyuki wo sell ho gya to phir apka online business chal padega..🙏🙏
@Marketmanthan668820 күн бұрын
Waise mai to west bengal se hu par apse Delhi ja kar milna chahta hun agar aap allow kare to...
@NehaSaurabhVlogs20 күн бұрын
Sir, jarur miliye...aap logo ka pyar aur Ashirwad rhe bas....🙏🙏 10 November ke baad kabhi bhi plan kar sakte hain koi dikkat nhi hai👍👍
@RajUpadhyay-j5t14 күн бұрын
Bhai Ham ye kaam Bharat k kise bhi jagha se start kr sakte hai ripley plizz
@NehaSaurabhVlogs14 күн бұрын
Haam kar sakte hain jaha pe FK, Amazon ya phir koi courier service provider ho🙏🙏
@RajUpadhyay-j5t14 күн бұрын
@@NehaSaurabhVlogs delhi m kha se ap sir
@alokalok149321 күн бұрын
Bhaiya ye bataiye ki jo product 99 me rahta h 109 me rhata h ya 129 me bhi aur shipping bhi free to usme kya amazon Flipkart apna commission wagairah nahi lete h kya???
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
😍😍😍 sab lete hain...wo product sasta hota hai and uspe margin bhi bahut kam rakh ke bechte hain seller.🙏🙏🙏🙏
@Imtiyaz50abc14 күн бұрын
Sir aapke comoany ka naam kya hai?
@NehaSaurabhVlogs14 күн бұрын
Sir, abhi hum apni company ka koi product nhi bechte hain...🙏
@lifeyatravlog22 күн бұрын
Toys ko pack karne ke liye packing box kaha se kharidna hai
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
Jab aap suru kariyega to main sab bta dunga...🙏 waise suru me aap chahe to Sadar bajar se le sakte hain but wha pe thoda mehnga hi padta hai..🙏
@lifeyatravlog22 күн бұрын
@@NehaSaurabhVlogs Abhi hamne starting kya hai meesho par kuchh books or toys upload kiye hai. Lekin amazon or Flipkart par account to bana liya lekin product upload karna nahi aata
@shardarinayat307 күн бұрын
Bhaiya mujhe bhi krna h kaise kya krna btayege na
@nitya.fashion.stitching21 күн бұрын
Bhai Mai kpdo ki shilai krti hun meri chhoti si dukan he usme mujhe kpdo ki dukan bhi dalni hai
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
jarur sell kariye agr aap achha design me kuchh product ready kar sakti hain to....hunar hai to koi rok nhi sakta hai aage badhne se kisi ko bhi.....main btaunga sabko kaise kaise karna hota hai..
@Rujitameenavlogs0722 күн бұрын
❤❤❤❤
@NehaSaurabhVlogs22 күн бұрын
💖💖💖💖💖🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@marketingtips452822 күн бұрын
Online business start karne ke liye Kitna investment chahie Mere pass laptop aur GST number hai
@NehaSaurabhVlogs21 күн бұрын
Good apke paas sabse badi chij GST hai...so aage ka kaam easy hai....investment to product ke upr depend karta hai ki aap kya sell karta chahte hain...🙏🙏
@BeenBest-u6l5 күн бұрын
Agar meesho sa galat parcel aaye seller ko to kya kra?
@NehaSaurabhVlogs5 күн бұрын
SPF claim daliye🙏🙏main to meesho pe kabhi kaam nhi kiya hu🙏
@BeenBest-u6l5 күн бұрын
@NehaSaurabhVlogs kya meesho Or flipkart Or Amazon pa apna product ki open box delivery kra skta h kya ya possible h
@BeenBest-u6l5 күн бұрын
Seller fraud ka kio. Solution hai.??
@ZaibaFathima-fg8qy15 күн бұрын
I'm from Chikmagalur mujhe kam ki bahut zarurat hai plz
@shinning309021 күн бұрын
Bhaiya ...wait nei horahi hai😂😂❤❤
@BankingAspirant2024410 күн бұрын
bhaiea aap delhi me rhete ho kia agr haa tho mere bhi help kr do y kaam kesse start kesse kru please
@NehaSaurabhVlogs10 күн бұрын
Jee haan jo bhi ho payega jarur help kar dunga...main Ganesh Nagar me rahta hu jee🙏🙏