Thank u mam aapki video se bahut Kuchh sikhane Ko Milta Hai poshan tracker per kam karne mein maja Aata Hai
@SmitamehtaMehta15 күн бұрын
E kyc me bahot problem aa rahe he Captcha to aisha di rahe he kitni baar dal te he tab ek bar hota he
@SmitamehtaMehta15 күн бұрын
E kyc ka work me bahot time lagta hai Aur net work problem bhi bahut aa rahe he
@sihrasadarbilaspur182715 күн бұрын
1 tarik ko hi THR dete h or usi din net problems aati h isiye benefisries ke saath ekyc option rkhiye tiki hm kbhi bhi ekyc kr ske
@CHANDRAWATIDEVI-zo4dy7 күн бұрын
Ye bahut hi kathin kaam hai jo labharti ka naam add hai poshan tracker me wo labharti ki mata ya pita kendra par na aa kar uski bua ya dadi aati hai aap kiska kiska face capture karte chaliye ga
@Yogendra-m9t4 күн бұрын
Kya kyc every THR distribution me krna hoga Ya ek hi baar krna hoga jb tk benificiary registraterd hai??
@sixrun70017 күн бұрын
Hello madam Hamara child kon kon din present thi ye mein keise janenge?
@NMVyas-kw6nm8 күн бұрын
E kyc me bahut problem ho raha he OTP nahi jati network problem ho raha he