Very useful video for students specially for those who are preparing for competitive exams thank you sir 😍😍😍🙏🙏🙏
@sanjaypurohit62374 сағат бұрын
जय गुरुदेव आपकी 😍😍🙏🙏🙏
@akash_yadav00034 сағат бұрын
❤❤😊 dil se dhanyawad
@shiveducation772 сағат бұрын
आप बहुत धैर्यशील हैं मेरे गुरुदेव मैं भी प्रतिदिन चाहता हूं कि मेडिटेशन करूं मगर कुछ दिनों तक कर पाता हूं और उसके बाद मैं भटक जाता हूं गुरुदेव मेरा मार्गदर्शन दीजिए आप मुझे आशीर्वाद दीजिएगुरुदेव कि मैं आपकी बताएं रास्तों पर चलता रहूं ❤❤😊
@poojachahar93278 сағат бұрын
Thanku sir❤🎉
@RishabhTyagi-k6dКүн бұрын
Dhanyavaad guruji aapki is mahatvapoorn salah ke liyee
@Yatharthtiwari-g1pКүн бұрын
Thanks guruji aap hm sb ko ek new direction ki our le ja rahe hai
@mohitgoyal73706 сағат бұрын
love from Punjab Dada ji ❤❤
@prashantgoswami958Күн бұрын
Aap ki baat se mann shant ho jata hai Thanks aap jese guru hai hamare pass
@LakshyaVarshneyAEКүн бұрын
Dadaji aese hi hume guide krte rahiye daily ek behtar jeevan ke liye hmare jisse ki hum aur baaki logo ki seva ke layak ban paayein!🙏🏻❤️
@Facts_382sisrtg12 сағат бұрын
Radhe Radhe guruji 🙏🏻😊
@bhagwatishriwas5895Күн бұрын
Thankyou thankyou thankyou..sir🙏✨🕉️🌍 aapne shii kha jb kiski kam me aanand aata h to bo kam apne aap hone lgta..thanks for remind me 🙏
@ektabalotiya3447Күн бұрын
Thankyou sir😊
@rohitrawat21315 сағат бұрын
Guruji, mai aapki videos dekh raha tha aur beech mein aapne do videos ka zikr kiya. Unhe dhoondhne mein, lekin wo mili nhi . Kya aap aise kar sakte hain ki jab aap kisi video ka mention karein, toh uska link auto-pop ho jaye ya description mein add kar dein? Aapki videos dekhkar meri life mein bohot positive changes aa rahe hain. Dhanyawad, Guruji! 🙏
@AnandDwivedi3693 сағат бұрын
achha .......link dena seekhoonga
@PriyaPandey-mi5kgКүн бұрын
Guruji you are my guru...congratulations your 1 suncriber is gained❤
@manojrayamajhi0369Күн бұрын
🙏🙏🙏
@jjkkllnbvfhnmmmkkКүн бұрын
Respected sir आलस किसको कहते हैं?? आलस के क्या सब लक्षण है, इसपर एक video बना दीजिए pls 🙏
@AnandDwivedi369Күн бұрын
jo turant action na le
@shiveducation772 сағат бұрын
Right Guru dev ❤❤ ji 😊😊@@AnandDwivedi369
@jashananttal5661Күн бұрын
🙏🙏
@naveenm9269Күн бұрын
आनंद जी गोरखनाथ पे आपके views क्या है??? Please एक वीडियो बनाईए
@AnandDwivedi369Күн бұрын
ek video banaya tha.....shayad ALAKH NIRANJAN
@naveenm9269Күн бұрын
@AnandDwivedi369 जी हां याद आगया 🌷🙏
@himanishgulati4184Күн бұрын
But shayad zindagi mei koi jawab mile hi na ki passion kya hai kyuki cheeze krke hi maloom hoga. Life hi hit trial hai. Secondly phir earning ke liye apko kuch chaiye to sustain in life . Baki sab aap sath mei kr skte ho kyuki agar 24 ghanta ka din hua 8 ki neend 10 ka kaam toh 6 phir bachenge
@VijayYadav-me5jtКүн бұрын
Dada jii app ki video mast hoti hai ❤ sir kissi bhi subject ko sochate hai ki aaj se ye subjects pade ge per 1,2,3.....kuch dino k bad constansi nahi ban pati hai sir rose nahi ho pata hai. Sir please reply 🙏❤️
@AnandDwivedi369Күн бұрын
DRIDH NISHCHAYA ki jaroorat hai
@Karishma_sakhare11 сағат бұрын
Dadaji Mujhe doctor banna hai bachpan se aur mujhe is chiz me bht jyada ruchi bhi hai khud ke body ke baren me janne ki lekin mujhe abhi jo padhai hai vo karne ki icha nhi hoti lekin mujhe jo mbbs ki padhai hai usme bht jyada ruchi hai lekin mai abhi padh nhi pati hu kyuki mijhe aage ki jindagi pasand hai doctor banne ke badd ki magar abhi ki nhi mujhe kya karna chahiye
@AnandDwivedi36910 сағат бұрын
jismein jara sa interest ho wahan se shuroo kero ........upni shakti badhao--dhyan ke abhyas se , natural food , brahmcharya , vigorous exercise se
@Karishma_sakhare10 сағат бұрын
@AnandDwivedi369 thank you dadaji
@viyanyadav6748Күн бұрын
sir please suggest some good non-fiction books for a beginner
@AnandDwivedi369Күн бұрын
JONATHAN LIVINGSTON SEAGULL
@SatyamShukla01Күн бұрын
Mai software engineer banna chahta hu par coding me Intrest nhi hai to mera sawal hai ki ab intrest develop kaise kare ye bata dijiye 😊
@ROOTLESS_VIPULКүн бұрын
m jayda pasand kerta hu apka video...... dadu ek bat btao muje .. phele ka samaj jab ladke ki sadi hoti thi tab jayda yeah nhi dekhta tha ki ladka kama rha hai ya nhi yar fir sarkari naukari hai ya nhi hai........ lekin today societies ko govt. hi servant hi chahiye apne beti ke liye to apko dadu yeah nhi lagta hai dadu marriage bhi ek important factor hai baccho competitive exam and stress anxiety depression m dalne ka.... apki ispe kya opinion hai ......?. aur humbly with due respect kya apke time itta pressure hota tha ya fir apko hua sadiko leke ya fir jab apki wedding hue ? apke reply ka wait rhega dadu.....
@AnandDwivedi369Күн бұрын
maine kabhi pressure accept nahin kiya........ghar se door chale jao.......upne pasánd ki jindagi jiyo .. maine to aisa hi kiya.
@Charvi112Күн бұрын
Society tumse ye sab chahte h , main issue h ki tum kya chahte ho?
@ROOTLESS_VIPULКүн бұрын
@@Charvi112 muje bss shanti aur happiness chahiye i to tried from working and working
@Admintotl20 сағат бұрын
Guruji.. उम्र 30 साल हो चुकी है aur Interest ka pata nahi career choice har wakt badal jaati hai..kya karu smj nahi aa raha hai
@AnandDwivedi36918 сағат бұрын
ek chij pakad lo or us per dridhta se aage badho
@sachinranolla7892Күн бұрын
Agr pta lgana h kisi cheez m intrest h ya nhi kya usse 1 mahine krke dekhna chaiye ya jhi ya bss acha lgg rha h iss basis pr decision leclena chahiye
@AnandDwivedi369Күн бұрын
ek week karke deka lo poori energy se
@sachinranolla7892Күн бұрын
@AnandDwivedi369 I will try it and come back will tell whats the progress.
@vasudevsoni1804Күн бұрын
jivan k lakshy ko kesy dundy ..kesy pta kru ki khud k liy konsi journey best rhygi . m neet ki prep kr rha kafi salo se seltion nhi hua abhi tk guru ji ......ghr ki halat itne ache nhi h ki koi aur bussins wali line pdku aur age bhi kafi ho gai h agr is age pe koi nya rasta chunuga to shadi tk settel nhi ho pauga dimag me kafi ulajne h ..konsi disha jindgik liy shi rhygi kesy pta kru guru ji
@AnandDwivedi369Күн бұрын
philhal koi bhi chij ker lo jismein interest ho.......sath sath meditation bhi kero.......future ki mut socho.......jo hoga achha hoga
@MrArelaКүн бұрын
Dadaji bachpan se mene bahut negative mahol dekha hai or jhela bhi hai, or jiske karan mere andar ki jo sahakti thi kuch naya krne ki kuch naya jannae ki, har waqt active rahne ki na jane kahi gayab se ho gayi hai man hi nahi krta, na hi koe josh aata kuch krne ka, samajh me to aata hai ki creativity, curiosity bahut aachi chizz hai pr feel nahi hota. Aspas ke logo ki wahi bateen wahi kaam wahi harqateen dekhkr isscha hi nahi krti kuch naya krne ki.
@AnandDwivedi369Күн бұрын
aapko upni poori responsibility leni hogi.......past mein jo bhi hua khatm ho gaya.......ub naye sire se upni jindagi banao.....jo chijein jara bhi achhi lagein unse shuroo kero........MEDITATION jaroor kero
@Charvi112Күн бұрын
Guruji Pranam 🙏🏻 Ye samaj to puri ulti Ganga bahata hai. samaj kehta hai ki : esa kuch kar mat Lena jisse Jeevan me Ras aye 😅 Mujhe to Ajkal adhyatma aur vigyan me Anand a rha hai . Dekhte hai Jeevan kha lekar jata hai 😊 Apki videos se Jeevan me bht parivartan aya hai. Dhanyavad guruji 🙏🏻
@AnandDwivedi369Күн бұрын
GREETINGS !
@ravindersingal5679Күн бұрын
How important is daily bath?
@AnandDwivedi369Күн бұрын
as ritual not important at all
@Dr.KarlTerzaghi19 сағат бұрын
Guruji Mai uttarakhand se hi hu mai apke pas kuch din k liye rahna chahta hu... Mujhe meditation or bhi Gyan apse lena hai prabhu ji
@AnandDwivedi36918 сағат бұрын
contact MOHAN PANWAR. .....ph .......7895695417
@kalashattri8272Күн бұрын
Baba ji mera toh asa rahta hai bass turt result chiye ..
@AnandDwivedi36918 сағат бұрын
theek hai .lekin last mein ye prayer : THY WILL , O GOD , NOT MINE BE DONE.........
@greatsuccess28934 сағат бұрын
How to overcome failures And struggle time pr kase sochna chahiye
@AnandDwivedi3693 сағат бұрын
failure nahin hota.......her experience ek learning step hai
@grvshrma4028Күн бұрын
Sir phone ka addiction kese kam karein ek din kam use krta hu lekin phir 2-3 din wapis use krne lg jata hu
@AnandDwivedi36918 сағат бұрын
sim nikalker aisi jagah rakh do ki aasani se nikal na sako
@prativamishra4325Күн бұрын
Guruji ek vdo bramha charjya palano le ker karo please...kitina time uthungi or sone ke jaungi...kiya kiya karungi..ek student keliye
@AnandDwivedi369Күн бұрын
ideally 9pm per so jao or 4am per uth jao........lekin suit kare to.. aap student ho to padhai ka wah samaya rakhna padega jab attention achha ho
@motivtionalknowthyself7153Күн бұрын
Good morning sir Sir hmm toxic and manipulator kyu bante h ? Kya toxicity and manipulation with bron h?
@AnandDwivedi369Күн бұрын
lower insticts animal past se humare saath hain shayad
@motivtionalknowthyself7153Күн бұрын
@AnandDwivedi369 Kya permanently transformation ki ja skti h ?
@AnandDwivedi369Күн бұрын
jee.........fully enlightened hone per
@motivtionalknowthyself7153Күн бұрын
@@AnandDwivedi369 Okay thank you sir
@ravindersandhu7175Күн бұрын
Jab hum koi bhi meditation kare,vicharo ko dekhna parega hi,Hume pata keshe chalega k hum behosh ho gae he
@AnandDwivedi369Күн бұрын
jab vichar se created experience REAL lage
@02AdyaSankritayan5 сағат бұрын
Gururji main neet ki pariksha hai or mere pass sirf t mahine reh gaye hai main kaise ekagarh hoke padhu.
@AnandDwivedi3693 сағат бұрын
exam bhool jao......jo jo interesting lage wahi padho
@02AdyaSankritayan3 сағат бұрын
@AnandDwivedi369 but guruji mujhe doctor banna hai or woh padhyai mujhe interesting lagti hai lekin main padh nhi lata hu pura focus se. Bahut distractions hai. Or ye exam mere lie bahut hi jada jaruri hai
@ranjanagond6613Күн бұрын
baba jo books rakhi hai apne padhi hai kya sari?
@AnandDwivedi369Күн бұрын
nahin
@ranjanagond6613Күн бұрын
@AnandDwivedi369 apke family me kaun kaun hai?
@AnandDwivedi369Күн бұрын
akela hoon.........teachers ke saath
@sachinranolla7892Күн бұрын
Apaase milna h kaha miloge aap
@AnandDwivedi369Күн бұрын
mera address hai mere channel per
@jjkkllnbvfhnmmmkkКүн бұрын
अगर मैं कोई काम करती हू या मेरा कोई लक्ष्य है तो मेरी speed slow है, मैं वो काम धीरे2 करती हूं तो क्या ये आलस है या मेरी कैपेसिटी ही इतनी है!!!!?????
@AnandDwivedi369Күн бұрын
samaya ho to dheere achha hai.......or isei meditation banaya ja sakta hai
@ranjanagond6613Күн бұрын
baba mera padhne me man nahi lagta
@AnandDwivedi369Күн бұрын
direction badlo.......meditation ka abhyas kero ...phir guidance milegi ki kya karna hai