No one can compete Karna in sacrifice. In short,Karna is the winner of the war not looser. Winner of every one's heart. - Priya
@ysminhoque134025 күн бұрын
Aashique2 koi fake id se nehi kr rahe me bhi to keh rahi hu Aashique2 dekhne keliye kyuki 2013 me best movie thi Aashique2 zaroor dekho
@aayushipandey398428 күн бұрын
Itne din bad dala h km se km 4-5 episodes dalo. Ya fir roz dalo ab plz
@AIBot35428 күн бұрын
Kyu unka reaction dekhe bina tumko chain nahi aayega kya?? 😂
@aayushipandey398428 күн бұрын
Episode 207 se yuddha shuru ho jaega isliye ab dekhna ise roz
@ParthaChakraborty-ur6hl28 күн бұрын
arjun karn k samne kisi kam ka hi nehi hai.karn bohat strong arjun se wase serial mein arjun ko zyada dikhaya jata hai lekin real power karn hai always
@AIBot35428 күн бұрын
Wo to sabko pata hai ki karna Arjun se jyada shaktishali tha lekin karn adharm ki taraf se ladh raha tha aur Arjun dharm ki taraf se isliye Bhagwan Krishna ne Arjun ka sath diya karn ka nahi
@ParthaChakraborty-ur6hl28 күн бұрын
karn k adharmi hone ka mul karan uski maa hi hai mata kunti.jisko mantra ki shakti ko pata nehi tha.main guilty kunti
@AIBot35428 күн бұрын
@@ParthaChakraborty-ur6hl yar tumko pata wata to kuch hai nahi bas apne man se kuch bhi bake ja rehe ho 😂 Life me tumhare sath kuch bura ho iska matlab ye nahi ki tum adharm ka sath do. Kintu ne karna ke sath jo Kiya wo samaj se Darke kiya kyuki uss wakt uski shadi nahi huyi thi aur log uspe bin shadi ki maa karke uske upar lanchan lagate...bhalehi usne galat kiya lekin janbuzke nahi kiya balki darr ke karan kiya...lekin karn ne jo Kiya wo adharm tha..bhalehi usne khud koi adharm na kiya ho lekin adharm ka sath dena bhi adharm hi hota hai aur yahi bhagwan Krishna ne karn ko samzaya tha aur yuddh se dur rehene ko kaha tha lekin wo nahi mana.
@AIBot35428 күн бұрын
@ParthaChakraborty-ur6hl kya kuch bhi bol rahe ho...kya kunti ne bola ne karn ko adharmi duryodhan ka sath dene?? Karn ko to uss wakt pata bhi nahi tha ki wo kunti ka beta hai...kunti ne jo kiya wo samaj ke darr se kiya aur karn ne jo kiya wo soch samaz kar bina kisi ke dabaw aaye ya bina kisi darr se kiya.
@ParthaChakraborty-ur6hl28 күн бұрын
re vai jitna situation aya kunti k karnama se.uski waje se karn ko sutputra kaha gaya .karn k zindagi sangharsh se var gaya jab sangharsh aya to duryodhan uska sath diya aur phir tab kunti ji bol rahe hain pandav ki tara jao.kyun pehle kunti ji kyun karn ko apna putra kyun nehi bola.agar putra lene ka darkar nehi to suryadev k samne kyun mantra para.mantra vi para apne marzi se karn ho te hi karn ko baha diya.sab kya apne marzi se hi hota hai kya.sabse bara papi wohi kunti hai