Very good vlog 😊😊😊 Pizza 🍕🍕🍕 looks so oOoOO tasty and 🥕🥕🥕 Halwa so oOoOO Delicious 😋😋😋
@Mayaal987Күн бұрын
❤
@MiikyMiiky2 күн бұрын
Beri soni
@ismatNaqvi-x5pКүн бұрын
Kon se brand ka butter ap use krti hen ghee nikalny k ly plz bta den
@PakistaniVloggerMominUKКүн бұрын
Lurpak butter
@BlueOcean-c2yКүн бұрын
Zaberdast MashAllah apki cooking to hoti hi lajawab hay ab aik baat kahoon gi aaj bahut dill udas hay mera beta 14 years ka hony wala hay pahly to bahut nice rehta tha ab teenage mai hay to rudely behave kerny laga hay asy behaviour ko kasy handle kia jaye saaf lafzon mai kahon to bahut badtameze hota ja raha hay abhi year 9 mai hay or asy andaaz mai to ghabra gai hoon koi tips dain apka beta bhi mery khayal say isi age ka hay is liye aap betar guide karain gi
@PakistaniVloggerMominUKКүн бұрын
Yhn bachey jb high school jatey hain whn advence mahol dekh kr mis behaviour krtey hain. Mere bachey hansi mazk tk theek hai but main badtameezi bilkul b bardasht nhi krti aur is mamley main buhat strict hon. Main un mobile phone internet bnd kr deti hoon. App ko as a mother strict hona padhey ga. Maa ka behaviour hi easa hona chahiye k bachoon ko apni limit ka pta chaley.
@PakistaniVloggerMominUKКүн бұрын
Yhn school main b mis behaviour bardasht nhi krtey school se nikal detey hain. Apney husband se b kahain.
@BlueOcean-c2yКүн бұрын
@PakistaniVloggerMominUK ji bilkul theek kaha aap nay high school ja ker mera beta bahut change ho gia hay mai usko friends k sath bahir nahi bajhti bas school ki had tak hi friends k sath hota hay phir bhi us per rang charh gia hay gher mai mai unko sirf larny say or misbehave kerny per rokti hoon lakin woh nahi samjh raha uska dill chahta hay jasa bhi woh chahy sab wesa karain even khana bhi mai ziada usi ki pasand ka pakati hoon werna woh angry ho jata hay mai bahut upset hoon please aik video zaroor banai is per mai apki her video dekhti hoon
@saimafarook3221Күн бұрын
Allah pak reham farmay ameen suma ameen or sub ke bacho ko naik or ankho ki thandak banay ameen suma ameen. always pray for children, be friends to them. instead of listening to parents, I noticed they listened to siblings .
@BlueOcean-c2y22 сағат бұрын
@saimafarook3221 Ameen you are right they listen to siblings and keeps distance from parents