Since I am a Bengali I could not understand the language of this video. Probably this is not Urdu, which also I don't understand properly. Anyway I am a great fan of you.
@Hellobrother-d1s29 күн бұрын
West main mazhab aik personal cheez hai, humain ye bachpan se sikhaya jata hai ke ap ki her herkat se mazhab tapakna chahiye.
@drfarrukhmahmood317829 күн бұрын
My dear please pay attention over stress and pause, lack of this factor makes your precious talk less effective.
@irfanelahi541126 күн бұрын
Awais Iqbal sahib ap nay Sajid madni k Sath apnay aik vlog mein kaha k agr madressa k bachon ko inkay sawalon k jawab chahiyay hon tou woh bhi aayen mere pas mein doonga inko inkay sawalon k jawab . Tou Meray Chand aik sawalat Hain . Kindly inkay jawab de dijiye . 1 ) ap nay kaha k time or space ki beginning big bang k Baad hui . Big bang se pehlay Kuch exist he nahi kerta tha na exist kr Sakta tha is liyay Allah exist he nahi kerta . Tou Mera sawal yeh hai k big bang se pehlay phir singularity point of big bang kaisay exist kerta tha ? 2) or Kahan exist kerta tha ? 3 ) Big bang theory k mutabiq hamari universe har guzartay waqt k Sath expand ho Rahi hai . Agr is universe se bahir space he nahi or Kuch exist he nahi kr Sakta tou phir yeh expansion of universe Kahan ho Rahi hai ? Keunkay physics k laws k mutabiq Kisi bhi object ki expansion k liyay space ka hona zarori hai .
@kassimkassim584223 күн бұрын
Nahi day ga ye jawab apney app ko Aqal -e- Qul samjtha hay -- Negative approach hay is ki
@SureshKumar-zr1yh23 күн бұрын
Khote da putar
@AakashBhanwala27 күн бұрын
SIR PLEASE MAKE SHORT VIDEOS ALSO IT INCREASE YOUR SUBSCRIBERS ❤
@humanityfirst561729 күн бұрын
Very good
@AzmiIbrahim-i7y29 күн бұрын
زبردست یار ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@shazuam9 күн бұрын
Please use some high quality mic awais bhai
@NADEEMKHAN-zd4yw29 күн бұрын
Awais Iqbal ❤❤❤🎉
@narigara28 күн бұрын
Wow awaisbhai maja aa gaya 🔥
@shahzadasif944629 күн бұрын
Good job awais
@Hellobrother-d1s29 күн бұрын
Awais bhai hum itni tezi se nahin samajh saktay agar ye 15 minutes ki video hoti to behtar hota.. content acha hai per speed ziyada hai.
@NAFARAT1129 күн бұрын
IQBAL SIR NAMSKAR 🙏 ❤😊
@Hellobrother-d1s29 күн бұрын
Qainaat aik khilona hi hai or agar Allah hai bhi to aik chotay bachay se ziyada kuch nahin.
@IND789.29 күн бұрын
Please make it in easy language for understanding
@RithikPal2227 күн бұрын
easy language is for uneducated people. i prefer high quality.
@Junaidkhan-x4y5m23 күн бұрын
Jiyoooo
@DanishSaleem-gu8eg29 күн бұрын
Good 👍 Video
@abdullahkhanabdullah737629 күн бұрын
Behtreen Urdu...
@DrVJ-med29 күн бұрын
بھائی خدا کی قسم مجھے ایک لفظ بھی سمجھ نہیں آیا۔
@rkdixit124528 күн бұрын
Your language is hard Urdu and difficult to understand. However Philosophy in the present program is great.
@RithikPal2227 күн бұрын
Improve your language skills then.
@MustafaSajjadHaider_Dramatist28 күн бұрын
Meri aankhen num ho gaee hen.
@Junaidkhan-x4y5m23 күн бұрын
H😂 aaaala
@m-educate751629 күн бұрын
Sir, I listen you regularly from Bangladesh but your urdho is so hard compared to others it difficult to understands....
@DrVJ-med29 күн бұрын
اویس بھائی آپ کس زبان میں بات کر رہے ہیں؟ ایک لفظ بھی سمجھ نہیں آیا
@navaidrizvi128 күн бұрын
اردو اپنا مطالعہ تھوڑا وسیع کریں۔
@khalidmufti446328 күн бұрын
اردو ٹھیٹھ اردو
@Wasaf_gamer27 күн бұрын
خالص اردو ہے اور آ پ خالص جاہل
@farahniazi975229 күн бұрын
Heart touching talks😢
@MuhammadAwais-vc8tv28 күн бұрын
چوداں گھنٹے میں صرف ایک ہزار ویو 😅😅 اور بیس کمنٹ 😅😅
@ZubairAlam-o7o27 күн бұрын
Eh sab science ki taraqqi ki pichhe God ki policy aur thought kar farma hai, insan ka brain tu etna bebas hai ke woh apna Nan bhi bhol jata hai,
@Mus1217627 күн бұрын
Science lol , are you people scientist? 😂
@krishnavedant996329 күн бұрын
Awais Sahab Zara Aasan urdu boliye jo sabaki samaz aa sake aisa lagta hai aap sirf pakistani logon se bol rahe hain? अवैस साहब ज़रा आसान उर्दू बोलिये जो सबकी समझ में आ सके ऐसा लगता है आप सिर्फ़ पाकिस्तानी लोगों के लिए ही बोल रहे हैं
@GuzzarAwan29 күн бұрын
Pakistan me urdu jitni Persianised ho usko utana achcha samajhte hain 😂 Jabki India me javed Akhtar is method ko bilkul galat samajhte hain . Unhone bola hai urdu jitna Regional vocab ke saath ho utnaa behatar hai . Unke hisab se urdu ka Janam hi Persian se Regional langauge ki taraf Jaane se huaa. Isiliye Pakistani national anthem itna heavy Persianised hai ki Irani usase Samajh jaate hai lekin Pakistani khud nhi samajh paate.
@RithikPal2227 күн бұрын
I prefer this way of speaking tbh Society ko highly intellectual hona chahiye