pr apki seva bhav bhut uch hein..apka pyar bhot uch h. JAI SHREE RADHESHYAM
@prithvisharma21125 жыл бұрын
आपसे सीख के मैंने 2 moti dress बनाई है,thnk u so much
@funnmasti86818 жыл бұрын
jaisi ye poshak he proper moti ki waise hi pagri bhi bataie.
@nidhirana72778 жыл бұрын
very nice and beautiful dress for laddu gopal ji
@SonuSharma-mb8hx6 жыл бұрын
Very nice didiji,, Shri radhe radhe ji adarniy didiji sadar chran sparshji adarniy didiji🌹🙏🌹
@nidhirana72778 жыл бұрын
kya is tarhaki radhaji aur ambe maa ki drees bansaktay hai to please video upload kijie
@nishasharma-fq6hh6 жыл бұрын
Pls.di aap batyengi ki ye dress aapne kitne no.kanha ji ki banaai h
@diksharadhikachugh82968 жыл бұрын
pr apki seva bhav bhut uch hein..JAI SHRER RADHESHYAM
@alkakhandelwal38348 жыл бұрын
Hii di mene bna li ye dress aap ka bahut bahut shukriya
@alkakhandelwal38348 жыл бұрын
Hre Krishna
@alkamulay17178 жыл бұрын
namaste shyam divaniji.can you please tell me how to make a decorative coconut from moti.
@neepavasani15946 жыл бұрын
I want to buy this pp and how to order it full set
@radhaykrishna55017 жыл бұрын
radhay radhay ji. fabric ya beads ke dress agar jugal jodi ji ka ektha ek hi vigrah ho to kasay bnay.
@diksharadhikachugh82968 жыл бұрын
HARE KRISHNA didi 😊😊💗 nd ya we lv u alot.. m mere frndz..hm sb..
@diksharadhikachugh82968 жыл бұрын
apko yh khyal rkhna chahiye ki jo hm kr rhe h unke lie cmfrtable ho.. aap imagine kro agr aap bin fabric k koi pearl ki dress phno to kaisa lgega..kitna chubhenge.. aur SHYAMASHYAM to waise bhi bahot koml hein
@neelamarpita78578 жыл бұрын
Diksha Chugh krishna ko sjane k kam hmare mann ki khushi k hai vo to shshwat sunder hai
@diksharadhikachugh82968 жыл бұрын
ji shi khrhe ho aap...😄wo to sundarta ki bhi sundarta hai..sb sundarta ko lajane wale 😊☺aur hmari khushi to unki khusi se hi hai na😊
@riyanshigupta64317 жыл бұрын
radhe radhe ji di agr 2no. kanha ji ki dress bnani ho to pattern yhi rhega
@krishnakumarrathi40787 жыл бұрын
didi kay moti ki dress eak suise banasakate hai kay ? yadi ha to kaise banay ?
@ShyamDiwani6507 жыл бұрын
hare krishna..radhey radhey.. ji banane ka trika same hoga.. ek sui ya 2 sui se kaam karna apne upper hota hai easy karne ke liye.. ek sui se poshak bhi jaldi batungi..thanks radhey radhey