Best Tabla ever played by my spiritual teacher Ustad Tari Khan sahib.... So heavenly and mellow voice of Ustad Pervez Mehdi Khan Sahib... thanks for crystal clear and Stereo Ghazal... That time will never come again...
@sumansaurav71 Жыл бұрын
Thanks for feedback
@sureshsareen13912 жыл бұрын
Kya alfaz the, kya andaz e bayan tha. Jannat naseebo ho. Taqyamat tak zindagi raho. Na koi aisa hua air na dooja yoga.
@vichitram70373 жыл бұрын
Sachh kahen, hum itna kho gaye thae iss ghazal mein, ki comments likhna hi bhool gaye, kitna lutf aa raha tha sunkar. Bahut hi khoobsurat ghazal, jisei itne piyaare andaaz se gaaya Parvez Mehdi sahab ne, ki dil ko chuu liya, unki ruhani awaaz mein gaayi ye aalishaan ghazal ne...Kya laajavaab shaayari likhi hai, Ahmad Nadeem Qasmi sahaab ne...Andaaz hu-ba-huu terii awaaz-e-paa ka thaa, Dekha nikal ke ghar se to Jhonka hawa ka thaa ...Sabhii ash'aar, jigar mein utarne waale hain...Iss husn-e-ittifaaq pe Lut kar bhi Shaad huun, Teri razaa jo thi vo Taqaaza vafa ka thaa...Aur isii sher ko, Parvez Mehdi ji ne, aakhir mein kuchh iss tarah kaha...Iss husn e ittifaaq pe luT kar bhii shaad huuN, Tuu saamne tha aur Tasavuur khuda ka thaa...Wah wahi hi kar sakte hain iss be intaha khubsurat ghazal aur gayiki ki, saath mein Tari Khan sahab ke table ki, kamaal ka bajaya, mann prasann ho gaya sunkar. ...Shukriya, aapka, Suman ji, ek aur naayaab ghazal sunvaane ke liye.! Shubh kaamnayen.!
@devdharmi62453 жыл бұрын
बहुत ख़ूब ! यह ग़ज़ल मैं पिछले 20 वर्षों से सुन रहा हूं। धन्यवाद। Can anybody upload Parvez's gazal - Jab bhi milta hai nya lgta hai tu Islie sbse juda lgta hai
@ASHOK-bp7mi Жыл бұрын
बहुत सुन्दर गजल पुरानी यादें ताजा कर दी बहुत खूब 👍
@quadri5863 жыл бұрын
Waah waah waah jitni tareef ho utni kam hai allah inhe jannat mei aala muqaam ataah karein kya andaaz or sur ka lagaav suBhan ALLAH
@ayubshahid72353 жыл бұрын
Beautiful and lovely voice & tblah waha Kya kahnay zbardast
@aslamshakir97672 жыл бұрын
Explaining an event in heart touching way
@keshuodedara69743 жыл бұрын
In audience Ahmed Faraz and kuwar Mahendra Singh bedi Sahar two legend of Gazal
@sandeepjindal703 жыл бұрын
Keshu bhai where's ahmed faraaz... Bedi sahab to chalo saamne hi dikh rahey hain.
@SHUBHAMSINGH-ui4rj3 жыл бұрын
Ahaa! I am speechless. No words. Kitni taskeen bhari ghazal hai. Thank you Suman Ji❤️
@sureshsareen13912 жыл бұрын
Subhan allah.
@muhammadhaq72603 жыл бұрын
Great upload Sourav Suman Gi, very crisp audio quality.
@daljithanssinger3 жыл бұрын
Plz upload .. full mehfil recording ...
@vivekrathaur78633 жыл бұрын
Very nice collection ,great going
@GhazalswithFaizal3 жыл бұрын
what a collection..salutes you Saab ....
@safdarsana9797 Жыл бұрын
Kon sa raag ha reply soon
@PremkeeDivani Жыл бұрын
❤❤❤
@apurvavasavada3833 жыл бұрын
Are those two Rajendra Kumar and Manoj Kumar in the audience... or look alikes?