Didi app sach me bhut bistar me smjha deti tqq diii 👍🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
बहुत बहुत धन्यवाद
@manjusahu65522 жыл бұрын
Aapne achche se bataya hai
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Thank you
@shilpisharma78922 жыл бұрын
Shree shivay namastubhyam👏👏 Thanq di apne video bna k acche se btaya
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Welcome
@aartikumari21192 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg Diii Ager kishi din Monday ko hi girls problem ho gai to kya kre is pr ek video bana digiye n Us din kya karenge puja kr skte h yaa nhi. Us din ko counting karungi yaa nahi
@manishavaishnav4202 жыл бұрын
@@aartikumari2119 pooja nhi krte but, vrat rkhte h . mujhe y janna h ki us vrat ko un 5 vrat m count krte h ya nhi
@aartikumari21192 жыл бұрын
@@manishavaishnav420 nhi sister is vart ko count nhi krenge mai kishi se puchhi thi wahi bataye h
@manishavaishnav4202 жыл бұрын
@@aartikumari2119 thanks sister
@umasharma63752 жыл бұрын
Mere pas to jo hota hai mai dil se cdahti hu di mere pas Desi gaae ka dude nahi tha to mene nahi chadaya par bholenath bhut bhole hai kuch bhi ho pr dil se Chado mere bhi sun li baba ne
@anu.musically Жыл бұрын
Baba bhole bhi h or bhot ache bhi hai Jo bhi chadhao sb sweekar kar lete hai ❤
@poonam8318 Жыл бұрын
Kitne din me wish Puri huii apki
@Swadhya10 ай бұрын
Apne puja ka time morning or evening me 5 vrat me same rakha tha kya pls rply
@रामलालजीधनगर-छ4ठ2 жыл бұрын
Tq didi ye sab jankari dene ke लिए
@rashmiupadhyay74642 жыл бұрын
Har har mahadev didi aapne bahut achhe se pooja ki hai
@permanentpassengers2 жыл бұрын
Didi hamne nhi Kiya kabhi to first timers kar sakte hai ?
@BhaktiAashirwad1M Жыл бұрын
Kya subh pooja se pehle chai pi sakte hai..ya khali pet mandir jaye bataie pls ????
@ankitasinghshortvideoes2 жыл бұрын
Kya mandir me do log ek sath baithkar Pooja kar sakte hai ya nhi
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
कर सकते है
@ankitasinghshortvideoes2 жыл бұрын
Ek or jo subah me jal or pushp le jate hai usme se bhi thoda jal v Pushp sham ke liye vapas lana chahiye kya ki sham ko or dushra le lena Chahiye Ye vrat pahli bar kar rahi hu esliye confuse hu please comment reply
@ankitasinghshortvideoes2 жыл бұрын
Sham ko deepak or prasad hi alag se rakhna chahiye bs or sb morning ka hi rahana chahiye
@ankitasinghshortvideoes2 жыл бұрын
Please reply 🙏🙏
@kiranpawar23132 жыл бұрын
di mai aap ke sare video dhakti hu......aur muze bhaut pasand aate haii aapke blog........aur sham ki pooja ka video jarur dekhana chahungi
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Ok thank u n sham ka bhi vlog jrur share krungi
@jitendrapatil53252 жыл бұрын
Sham ki pooja ki thali kese banate ho
@shivamchannel44632 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg Kyu Didi 5 Monday vrat karne se farak kab dikhne lagta hai plzz reply me 🙏
@monikaranjan11555 ай бұрын
Mam sami patra yani sani dev ki jisme Puja krte h
@mishtisinghote54932 жыл бұрын
DI MUJHE EK BAAT BTA DO PLEASE 🥺🙏 KI VRT MEIN SANKALP KAISE LETE HAI, OR BEL PATRA SHIV JI KE SAMPURAN PRIVAR PAR ARPIT KARNE CHHHAIYE? OR PANCHAMRIT SE SABKO SANAAN KRWANA HAI YA SIRF SHIVLING PAR 🙏 PLEASE DI MUJHE VRT START KRNE HAI ISS MAHINE SE HI PLEASE 🙏 REPLY JARURA DENA🙏
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
हाथ में जल अक्षत और फूल लेकर रख का संकल्प लिया जाता है। और बेलपत्र पूरे शिव परिवार पर आप चढ़ा सकते हो। और पंचामृत से यदि आप चाहे आपके पास समय है तो पूरे परिवार को स्नान कराया जा सकता है।
@mishtisinghote54932 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg thank you mam🙏or fr uske bad akshat or phool ka kya karna hai please ye last answer kr dijiye 🙏
@arunasrivastava72852 жыл бұрын
@@mishtisinghote5493 Apki wish puri hui
@khushbukhushbu12306 ай бұрын
Didi, aapse ak margdarshan cahiye., please btaye Ki jab Ak ptivrta Nari Shiv poja krti h tb piche se aakr Ak Anya purush bhi poja krne lge sath hi me to kya Nari Ki poja khndit ho jayegi, Mandir me purush ko MNA bhi nhi kr skte Ki tum jao , Kya Hai sahi margdarshan please btaye didi
@shivanigaur3017 Жыл бұрын
Pasupati nath vrat ki puja me jo b hme shivji ko chadhana h vo pure shiv parivar ko chadhana h ya sirf shivling pe?
@tanujasagar57983 ай бұрын
Kia sbhi vrat m same parshad bnana hota h ya change krke bhi bna sakte h
@gitanjalidewangan95982 жыл бұрын
Bhais ka ghee use kr sakte h kya puja m
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Ha
@gitanjalidewangan95982 жыл бұрын
OK thankyou
@shivanibedi31692 жыл бұрын
Mem haluaa kiss cheej ka le jate h mandir
@monikaranjan11555 ай бұрын
Sudha ka packet dudh chada skte
@prernakalra35832 жыл бұрын
Di ye ashtgandh abhir or gulal na mile to haldi kumkum or chandan se bhi Puja kar sakte hai plz reply kare
@NehaSharma-sd4bj2 жыл бұрын
Abir जरूरी hota hai di shivji ko
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
यदि आपके पास है तो अर्पित कर दीजिए नहीं तो कोई बात नहीं।
@jyotijoshi5634 Жыл бұрын
Aapki beti bahot cute hai 🍭
@Shiv_Bhakti_Marg Жыл бұрын
Thank you
@omprakeshsahu8616 Жыл бұрын
20 शिवलिंग से जलाधारी का गठबंधन करना होता है क्या मावली धागा से प्लीज रिप्लाई
@vandana61592 жыл бұрын
Shree shivay namastubhyam 🙏🏻 Didi belpatra or flower shyam ke liye b morning me hi rakhna hota h thali me, ya shyam ko hi rakh sakte h
@punammishra3646 Жыл бұрын
Mem bhasam ki link send kijiyega
@muralidharpatil10192 жыл бұрын
Didi subhah or sham ko kitne baje mandir me jate hai....plz batana ....or Bel Patra kab chadhate hai....subhe ya sham ko plz....
@tusharpatil54112 жыл бұрын
Subhe kitne baje puja karte hai plz. Didi.....batana ....or bel patra kab chadhate hai.... morning me ya evining mai....plz answer di🙏
@jaspreetkaur-bp4vi2 жыл бұрын
Om nmo shivay didi kya pasupati bhagwan k varth mai jaldahri shivling ki puja krni hai kyuki hmare khar k pass wale mandir mai jaladhari shivling nhi hai...to kya kre plz didi jldi reply kre kyuki mene kl sai vart suru krne hai...🙏🙏🙏
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
आपके घर के पास में जो भी शिव लेंगे आप उस पर पुजन कर सकते हो
@jaspreetkaur-bp4vi2 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg thankuu
@NikitaaTanti2 жыл бұрын
Hello di thanku so much ..... Di mujhe aap ye btaiye plzzzz ki jo sham ko ek dipak menget pe lgana hai to wo get se nikalte wqt right side ya get se bhitar aane ke wqt right side pe lgana hai .... Di plzzzz btaiye
@NikitaaTanti2 жыл бұрын
Qki ek or video me dusre side me dikhaye isliye thoda confused ho gai di
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
घर में प्रवेश करने से पहले राइट साइड।
@vimalghanges68642 жыл бұрын
Sham ko mithe m ghr s he bnana h ya bhr s b mithai la skte h jse besn k ladduu please rply kl vrt krna h muje
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
मीठा को घर से बनाकर लेकर जाना है।
@vimalghanges68642 жыл бұрын
Ok
@vimalghanges68642 жыл бұрын
Or mandir ek time ja skte h sham ko he
@vimalghanges68642 жыл бұрын
Subh ki puja ghr p krle
@rajnirajput363 Жыл бұрын
Maam phool r bel patra bhi dono time k le lakar jana h morning m hi...
@jyotipandey59262 жыл бұрын
Di ye bataiye ki subah ka jal vala Lota dokar sahm ko jal ke jaye ki usi tarah plz bataiye 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
जी हां उसी लौटे को धोकर आप शाम को दोबारा भर लीजिए।
@jyotipandey59262 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg thanks di but pani se dho lenge use diterzent se nhi n dhona h
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
@@jyotipandey5926 Pani se do lijiyega
@jyotipandey59262 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg di isliye bar bar puchh rahi hu maaf kariyega lekin janti h mai subah vale jal ke lote me bhagwan ka nahlya pani layi thi aur usi apne sir pe lagayi thi to kya vahi Lota dho kar use karungi koi bat to nhi 🙏🏻
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
@@jyotipandey5926 जी नहीं उसमें कुछ भी गलत बात नहीं है केवल पानी से धोकर आप उस लौटे को दोबारा भर सकते हो क्योंकि इसमें भगवान का ही जल था
@Sona222242 жыл бұрын
Mam ganga jal bhi dal skte hai na punchamrit mein to 6 chije ho jayengi
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Dal सकते हैं
@KajolVighne-ne2gf Жыл бұрын
Packet ka dudh chadhaya to kuch problem honga kya didi?
@angelchandnani9093 Жыл бұрын
Hi main paspati vart Star kiya tha January mei 1st fast kakha tha mujhe kuch health issues hu tha toh mein fast nahi kare pe thi abhi start Kiya hai vo 2nd Monday se count karu yah 1st ke us count nahi karu confused hai ke vo wala fast kandt hu hai please reply
@angelchandnani90938 ай бұрын
Hi aap se pucha tha ek baar mei ek wish he bolna hote hai please reply
Mam kya lahsan pyaj isme ni khate pure vrat complete hone tk
@Monika-j9h Жыл бұрын
Hmare yha dopahar me hi shivling ka sringar ho jata h or gate ke andar nhi Jane Diya jata... To aise me hm sham ki Puja kese kre....plz reply
@soumyyaupadhyay11642 жыл бұрын
Shri shivay namastubhayam didi aj mera phla vrat h didi PlZ btaiye k kya Pooja k phle pani k saath ek dawa kha skti hu joki Khali pet khani hoti hai?
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Ha
@rolimalik87102 жыл бұрын
Didi kl somvati amaswaya mein vrat shuru krskte hai kya
@angelchandnani90932 жыл бұрын
Hi paspati vart shiv maha pura mei konsa adya mei bataya gaya hai please batao please mujhe shiv maha Puran dekha hai par mujhe janan hai konsa adya mei bataya hai
@3626SingАй бұрын
Didi subah jaaye to jal log dhaar denge to Pashupati ke vrat mein kaise Bhagwan Shankar Ji ko singar Kare dusra Koi jaldhar dega to fir kaise Kya Karen aap bataiye
@3626SingАй бұрын
Hello didi subah jaaye to bahut ladiss rahegi to Bhagwan Shankar Ji ko singar kaise karen dusra Koi jal Dal De to singar to bigad jayegi aap bataiye comment mein kya hoga
@kemitanag69842 жыл бұрын
Har har mahadev
@viralyoutubereels96242 жыл бұрын
Pani pi sakte hai mam isme
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Ha
@viralyoutubereels96242 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg thnku so much mam
@JyotiGupta-e9p8 ай бұрын
दीदी अगर सुबह को चावल नहीं लेकर जा पाए पशुपति जी के व्रत में तो शाम को लेकर जा सकते हैं
@kirti66412 жыл бұрын
Didi Sham ko vrat apne ghr k Khane se hi Kholna h kya.... Hme Aaj Shadi m Jana h to KYa m Ja skti hu... Plz reply didi 🙏🙏
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
व्रत हमेशा खुद के घर में ही खोला जाता है।
@kirti66412 жыл бұрын
Vrat Khol Kr Shadi m Ja skte h
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
@@kirti6641 हा
@kirti66412 жыл бұрын
Shadi ka Khana kha skte h?
@Mhadev_28052 жыл бұрын
Didi pasupati vert somastmi ki puja k sath kr skte h kya plzzz rly aap rly kr di plzzz 🙏
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
यदि आप व्रत करते हो तो फिर पशुपति व्रत नहीं किया जाएगा।
@Mhadev_28052 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg thnku di..apki beti bhut cute h .🤗
@sidsid61602 жыл бұрын
Morning pujan ka bad pani pi sakta hai please batae ga didi
@purushottamkumar97662 жыл бұрын
दी कार्तिक मास कृष्ण पक्ष से आरंभ कर सकते है..==pashupati vart plz reply me
@starseed21032 жыл бұрын
Di kya kuwari ladkiya bhi same thali rakhe?
@preetikanaujiya19212 жыл бұрын
Etr ki shishi ak din me ak puri use krni h sham time bi le jana h
@angelchandnani9093 Жыл бұрын
Hi iam your subscriber mein aapka video dekha paspati vary Star kiya hai mujhe aapse kuch pucha hai mein aapni vart Star kiya tha January mei ek fast kiya tha phir meri tabiyat thik nahi thi or mera daughter ke exam tha abhi mein fast start kiya hai mujhe pucha tha ke vo vart ke gana hai ke nahi aaj 4th vi vart count karna hai ke nahi ke next Monday udaya ka hai ke usko count nahi karu vo vart kandit ho gaye hai
@mamtasinha31812 жыл бұрын
Mam agar ek bhi BEL Patra or Sami Patra na ho to Kya kre please reply
@angelchandnani9093 Жыл бұрын
Fast mei sugarcane juice pe sakte hai kya
@karanrajputdollar2 жыл бұрын
Shaam ki diya joh ghar par jalaana hai uska right kaunsa hai ghar seh nikalte samay vaala ya andar aate samay vaala agar ghar seh nikal teh samay vaale right mein deepak jala diya prabhu maafi denaa please reply
@SuhasiniMundele11 ай бұрын
Didi aapne puja karte samay nhi bataye na please video
@jyotipandey59262 жыл бұрын
Shree shivay namastubhayam 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@madhuverma56072 жыл бұрын
Mam Sam ko kitna bje mandir Jana hai
@kamalchohan72892 жыл бұрын
Har har Mahadev 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@medicalshernee21692 жыл бұрын
Didi solaha somwar vrat ka vedio banaw please🙏🙏🙏🙏🙏
@nandamarjive61002 жыл бұрын
Subah shyam ki puja vidhi btaiye plz
@shikucreation2611 ай бұрын
Pls tell first vrat m manokamna bolni subah karni ya sham m
@Shiv_Bhakti_Marg11 ай бұрын
Sham ko जब आप पहला दीपक लगाओगे
@shikucreation2611 ай бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg morning m nhi karni kya
@manisharao88652 жыл бұрын
Agr samiptr nahi mele to chal skta hhhe e ky
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Ha
@artirahangdale75022 жыл бұрын
Pashupatinath vrat me kya kya samagri rakhe
@simapathak6208 Жыл бұрын
दिदी बताईए की हमकी सोमी अमावस्या का पूजाकरना है उसी दिन पशु पति व्रत रखना है तो मै दोनो पूजा केसे करूगी प्लीज दिदी बताए ना
@khushboovarshney84402 жыл бұрын
Bhasam kaise bnate h
@aartigoud63882 жыл бұрын
Mem janeu subh or sham dono time pooja thali me chahiye hogi kya..
@soumyyaupadhyay11642 жыл бұрын
Shri shivay namastubhayam didi PlZ btaiye k falahar bs ek baar Krna h ya din me do baar kr skte h?
@shyamdiwaniriti1982 жыл бұрын
Haa kar sakte ho ap raat ko aur subah meetha
@prernachandrakar87452 жыл бұрын
Di mana pahla Monday ko ata ka diya lagya tha to baki ka ar 4moday bhi ata ka lagna h ya miti ka diya lagna ho g
@punita68222 жыл бұрын
फूल शाम की पूजा में नए लेकर जा सकते है या फिर जो सुबह लेकर गए थे उसी से पूजा करनी है शाम को भी
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
शाम को ताजे फूल रख सकते हो।
@punita68222 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg सब बोलते है कि सुबह जो लेकर गए सामग्री उसी से करनी है अलग से नही रख सकते कुछ मेने मेरे 3 व्रत में शाम को अलग से फूल बिल्वपत्र ओर दूर्वा रखी थी और पंचामृत भी शाम को बनाया था अलग से मेरी पूजा मानी जायेगी या अधूरी रहेगी
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
@@punita6822 देखिए पूजन सामग्री दोबारा नहीं रखी जाती परंतु बेलपत्र फूल और पंचामृत आप रख सकते हो क्योंकि वह सुबह के रखे हुए शाम तक खराब हो जाएंगे।
@punita68222 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg चोखट में प्रवेश करते ही दिया बुझ जाए तो क्या करे
@rupendraburade82382 жыл бұрын
Ghar ke pas vale Hanuman Mandir me Shivling pe puja kar sakate kya plz reply
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Ji ha
@rupendraburade82382 жыл бұрын
Lekin waha nagdevta nahi hai sirf Shivji ki pind aur Nandi maharaj hai
@jyotipandey59262 жыл бұрын
Di yah bataiye ki jis somvar ko period aa jaye Pashupatinath vrat me to vo somvar bs vrat rahna h aur ye somavar count nhi hoga n plz batiye
@jyotipandey59262 жыл бұрын
Di plz es question ka reply kariye🙏🏻
@ritikvishwakarma99062 жыл бұрын
@@jyotipandey5926 aapko vrt rakhna hai pr ye vrt count nahi hoga
@SeeemaKumari-x8u10 ай бұрын
Mene 2023 me pasupati owrt Kiya h or usi bich m anty ka baby hua hai Puja ni krne the mujhe but 2024 me kr sakti hu kya do owrt bacha hua hmm 😢😢 koi glti ho gyi hai kya meri mankamna bhi Puri ni huyi hai but me phir se krungi pasupati owrt likin do owrt bacha hua hmm o ktm krne pe
@ManojKumar-om4fs2 жыл бұрын
Subah ka prasad kab khana h plz ek video banaiye
@thatunknowngirlkd33822 жыл бұрын
Thankyou di
@YemlataBisen11 ай бұрын
Shyam Ki Puja Kabhi bataiyega
@nilugabhale4692 Жыл бұрын
Hii mam kya ek hi vakt kar sakte hai kya pooja,
@angelchandnani90932 жыл бұрын
Complete ho gaye toh phir se kabhi rakha sakte hai gape karna hote hai please reply
@mahendrapatel4622 жыл бұрын
Didi mere pass kuch nii h is time me nayi jgh abhi sift hue hu to me vart kr skti hu
@neetiadhana24742 жыл бұрын
Sam ki pooja or btao dii
@Khandu-qt1lz Жыл бұрын
दीदी साडी कोणसी कलर की पेहणे प्लीज बताऐ
@riyasaxena42762 жыл бұрын
Mem mujhe ye jaanna h yha pr dhatura nhi milta h mujhe shiv pr chadane ka ..toh kya me jo shivling pr dhatura chada hua h usko uthake laakr dusre din hum shivilg pr chada skte h kya plz mem mujhe btao ..kyuki me lekr aagyi hu .ab mujhe ye lg rha h ki kuch galt toh nhi kiya meine ..plz give me answer
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
देखिए मैंने हमेशा आपको बताया जो चीज आपको नहीं मिलती है ना उसके लिए मन में विचार ना करें और सिर्फ बेलपत्र ही धोकर चढ़ाया जाता है धतूरा नहीं।
@Sanvi_official_432 жыл бұрын
Hello di mere 5vrat ho gye h kl 6thva vrat h udyapan kaise kare please di btaiye mujhe kuki mujhe pahle nhi pta tha ki udyapan 5ve vrat ko krna h please di btaiye ki kl ki pooja aur udyapan kaise kare
Kl 6thva vrat h udyapan kaise kare btaiye di please
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
पशुपति व्रत सम्पूर्ण जानकारी: kzbin.info/aero/PLhnbG83nRDIHFi3ireyt0_ujPD2ag7iiq
@priyankadewangan25182 жыл бұрын
Apne jo diye bnaye hai wo kiska bnaye ho
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
आटे से
@archanamalhan45852 жыл бұрын
Maa’m me pashupati ji ka vart start kiya he monday purmasi bhe he koun sa vart rakhu and purnima ka vart maine khoole rakhe he please reply pz jai mahadev ji
@raveenarajput50842 жыл бұрын
Purnima vrat sunday ko hoga ....
@jayantikumari72312 жыл бұрын
Di sunday ko to pyaz lashun kaha sktyy h ya nhi
@newMEvlogs2 жыл бұрын
Radhe Radhe mungfali bhi to Ann Hoti hai bahan
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
मूंगफली फलाहार में आती है
@moniikesary40872 жыл бұрын
Didi shaam ke liye jal aur panchamrit alag se lena h ya subah wale se bacha kr lana h
@swatidarbi52902 жыл бұрын
Same question..
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
शाम को आप चाहे तो पंचामृत लेकर जाएं नहीं तो जल ले जा सकते हैं और शाम को वापस से पंचामृत बनाना होता है सुबह वाला नहीं चढ़ाया जाता।
@poonamdevi10818 ай бұрын
Hello didi didi Mera ek sawal hai kyunki main 24 ghante ki duty Karti hun didi to main dusre ghar mein rahti Hun to mujhe bhi Pashupati vrat karne ka man hai didi to kya main vahan se kar sakti hun didi please bataiyega didi please please
@yogeshtyagi34502 жыл бұрын
Didi aapne shyam ko thali ki video nhi dali??
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
पशुपति व्रत सम्पूर्ण जानकारी: kzbin.info/aero/PLhnbG83nRDIHFi3ireyt0_ujPD2ag7iiq Plz chq playlist
@akashsahu22812 жыл бұрын
Purush vi kar sakte Hai kia mam
@rohitsitole45052 жыл бұрын
Dii pashupati nath vrat dubara se kb start karna chahiye
@voiceofkp_21772 жыл бұрын
Mam mne apne vrat ki phli puja shivling me Nhi ki Shiv ki murti pe ki h to pls btaye ki murti pr krskte h ya ni
@PrityKumari-vl9vr2 жыл бұрын
Mere ghar se mandir thoda dur hai, to kis tarah se ghar se jal lekar jaya jaye.? Plz reply🙏
@minakshiharne65272 жыл бұрын
Same problem
@PrityKumari-vl9vr2 жыл бұрын
@@minakshiharne6527 maine pashupati vart shuru kar diya hai. Main ek steel k cane k andar pani ka kalash dalkar le jati hu. Isse jal cane k andar hi rehta hai. Aap v try kr sakti hain
@angelchandnani9093 Жыл бұрын
Or aapni ek video dekha tha jise mei aapni bola ke pandit ji na aapko bataya hai nam lena hai jotra vo video ke link share karo please
@ritudodwani45702 жыл бұрын
Di mandir me puja karne ki video share kro plz
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
पशुपति व्रत सम्पूर्ण जानकारी: kzbin.info/aero/PLhnbG83nRDIHFi3ireyt0_ujPD2ag7iiq
@ketikagharendra23582 жыл бұрын
Bel patta vrat ke din tod liye the nahi mil rahi tha to kuch nhi hoga na didi🙏
@CloseX692 жыл бұрын
Om namah sivahy 🙏 didi agar hum morning ki puja kar lety hai syam ko perid sey ho jaty hai to kya kary wo vrat pooja nai mana jay ga please batiy
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
जी हा nhi mani jaygi पशुपति व्रत सम्पूर्ण जानकारी: kzbin.info/aero/PLhnbG83nRDIHFi3ireyt0_ujPD2ag7iiq
@manishavaishnav4202 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg didi y bhi btao ki pashupati vrat krte time Monday ko period aa jata h to us vrat ko bhi 5 vrat m count Kiya jata h ya nhi please tell me
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
@@manishavaishnav420 पीरियड वाला व्रत नहीं गिना जाता व्रत आपको रखना होता है परंतु इसे काउंट नहीं करेंगे