Panchamrit subah wala hi bachakr Lana hai ya shaam ko dusra bna kr abhishek kre plzz suggest me
@sankaryadav9055 Жыл бұрын
श्री शिवाय नमस्तुभ्यम
@manugoswami1919 Жыл бұрын
Thanku so much mam....
@vijayagurumaa2 жыл бұрын
ओम नमः ओम नमः शिवाय
@RekhaSharma-cp6qf2 жыл бұрын
Bhut badiya.. Ashok sundri vrat pujan kse kre
@Omdiy20122 жыл бұрын
छान माहिती दिलीत आणि व्यवस्थित पण🙏🏿🙏🏿🙏🏿🙏🏿
@KeshuSharma-jk5ch Жыл бұрын
Aapse request h es vart ki puja kese krte h uski video bhi bnayi taki hame bhi pta chal jaye ki konsi chij pahle kam aati h or konsi bad me 🙏🙏🙏
@madhurijambhorkar17 Жыл бұрын
Om namah shivay shri shivay Namastyubhyam 🙏🌹🌺
@makwanajalpa64366 ай бұрын
har har mahadev🙏agar hmse pahle somvar ke din koi chizlena bhl jaye to agle somvar wo le ja sakte he? or sham ki puja ke bad thali ko dhona he?
@aasthaanmolshrivastava89462 жыл бұрын
Thanks for video🙏🙏🙏🙏
@SaritaChhipe374 ай бұрын
Shree shiway namahstubham
@ChhatrapatiGupta-on4jf Жыл бұрын
Om namah Shivay❤❤
@Shiv_Bhakti_Marg Жыл бұрын
हर हर महादेव
@ramdulariagrawal24412 жыл бұрын
8 Har Har Mahadev Har Har Mahadev Jay Pashupatinath
@sarswatikaiwartya63682 жыл бұрын
Dhaniya wada didi shree shjvaye namstubhiyam jai maha kal
@Krishna-i7i7j Жыл бұрын
Subh ko jo pushp or belpatra rkhte h sham ko bhi vhi chadhane h n?? Lkin sham tk vo sukh jate h kya kre?? Jldi btaiye plz mujhe aj hi vrat krna h
@RenuSharma-we9cb7 ай бұрын
Om namah shivay ,😊
@SapnaDubey-y7oАй бұрын
Plz plz reply di pradeep misra ji btye the ek video me ki agr koi mnnat aa gya apka aur ap vrat ka sankalp le le rice aur safed phul se pashupati vrat ka aur pashupati vrat krne se phle hi mnokamna pura ho jyega uske bd pashupati vrat kr le but yhi confused hu ki jis mndir me sankalp li hu usi me karu pashupati vrat reply plz ku ki pregnant hu bhut weakness rehta to soch rahi hu delivery ke bd sasural wale mndir me kr lungi plz plz plz reply di😢😢kuki avi tabiyat nhi theek rehta plz
@akankshasingh18482 жыл бұрын
ma'am belpatra dono time chadani hai or kitne kitne...mere pas dhtura ek hi hai kal hi mera first fast hai kya kru sham ko bhi dhatura chadana jaruri h kya....
@DivyaSharma-zc8ch2 жыл бұрын
Nice 👌mahadev🙏🙏
@dighghhu1732 Жыл бұрын
Diii...panchamrit saam k liye dubara tyar krna h ...ya phir subh ki pooja k bd usi m se mndir se bapis bca laye ....? Pls btaiye
@Monicasharma32012 жыл бұрын
shree shivaya namastubhayam .. 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@bhawanitagore8162 жыл бұрын
Maam ghr pe shivling or ashoksundhari bani hui h mandir bna hua he to kya hum ghar pe. Hi kr skte he kya pasupatinath ji ka vrat
@manojsahu49882 жыл бұрын
Shree shiway namastubhyam🙏🙏
@sapnaingle52672 жыл бұрын
Agar belnpatra nahi mila to moong chadha sakte kya
@Soulfulkeys02 жыл бұрын
दीदी🙏 अगर थाली अगले सोमवार को change कर सकते हैं पहले छोटी लग रही थी सामान रखने के लिए please बताये
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
जी हा
@Soulfulkeys02 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg tnx di 🤗
@Soulfulkeys02 жыл бұрын
Didi🙏☺️ mujhe ye bataiye aarti or bhog kahan rkhte hain krke shivling ke samne se ya side me 🙏 or prasad shivling pe rakhe ya neeche kuchh bartan to hota nhi hai mandir me
@kiranjindal39592 жыл бұрын
हर हर महादेव दीदी जी दीदी जी कृपया यह बताएं कि अगर चार पशुपति नाथ व्रत करने के बाद पांचवें सोमवार को एकादशी का व्रत आ जाए तो कैसै करना चाहिए
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
एकादशी और सोमवार का व्रत एक साथ रख सकते हैं पूजन अलग-अलग करिएगा
@dskshows28922 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg di kya hum yeh pooja ghar pe kar sakte h
@Brajrajvrindavan4 ай бұрын
Nahi
@Brajrajvrindavan4 ай бұрын
Agr aap ko koi brat sombar ko pad raha hai to pashupat vrat ko agle sombar ko kar lo
@hemaverma88262 жыл бұрын
क्याघर me rakhe shivling pe pashupati vrat ki pooja ki जसक्ति hai...
@-poojaverma_____301910 ай бұрын
5 ve vart me Jo 108 chije le jayi jati hu wo subh hi thali me rkhni h ya sham ko hi rkhni h plzz btayiye🙏🙏🙏🙏
@rashmisahu1476 Жыл бұрын
Dipak purane dho kar use kar sakte ya new vale hona
@soniyasain3166 Жыл бұрын
Shree shivayenamstumbhe🙏🙏
@swetarana48852 жыл бұрын
Abhishek monrin our evening 2टाइम krna h ky mam
@vinitasen8212 Жыл бұрын
First din sham ki jo prashad banate h vahi 5 vart me banani h ya 5 din alag lag prashad bi bana sakte h
@mayankshrivastava40762 жыл бұрын
Didi jaal bhi subha ka hi sham ko le jana hai ya alag se
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
जल आप शाम के समय अलग से रख सकते हो।
@lovelysharma2100 Жыл бұрын
Mam Deepak or sham dono time le jana hai?
@maniashamishra7521 Жыл бұрын
Mam mai aspke videos bar bar dekti hu taki mai bhi ye vart kar saku aur mujhe ye puchna tha ki mai aur meri friend sath me ye vart kar sakte h kya,kyuki mandir me jb pashupatipuja ek ne kar li to dusra naye sire se shiv pind ki puja kar sakta h kya jaise fir se unhe acche se nahlana fir sringar karna,to kya ye uchit h plz mam reply de mai confuse hu.
@singharchanasantoshkahanid4801 Жыл бұрын
Hi mam hum kya dusre Somwar ko ham nai thali ka use kar sakte hain ya humne pahle Somwar ko jo thali use ki thi usi thali se hamen 5 somvar ka vrat karna hai
@nidhirajput43702 жыл бұрын
Pashupti vrat m kali til aur kali mirch chada sakte h shivling p
@subashyadav28652 жыл бұрын
Didi Aarti Shiv ji krenge
@rekhramsahu3482 жыл бұрын
चंदन कुमकुम शिवलिंग पर किस जगह लगाना है जल्दी बताओ
@archanamalhan45852 жыл бұрын
Har har har mahadev🙏🏻🙏🏻💐
@Ushacookingchefs8 ай бұрын
Jai pashupati nath ki
@pushpalandge85352 жыл бұрын
Thanks mam
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Most welcome 😊
@nishamahawar3178 Жыл бұрын
Hm ji jarur btaye ki konsi chiz kha lagani h plss rply krna
@PRIYANKAKUMARI-sm8zq2 жыл бұрын
Mam, kuch bnana jaruri hai kya... Agar possible nhi hua toh market se sweet kharid skte kya
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
प्रसाद घर से ही लेकर जाना है
@PRIYANKAKUMARI-sm8zq2 жыл бұрын
OK... But mere roommates ghar me nonveg khate hai.. Isliye Mein soch rhi thi
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
@@PRIYANKAKUMARI-sm8zq देखिए जो व्यक्ति कुछ भी ऐसा कर रहा है तो आप उसकी चिंता ना करें। आप केवल सच्ची श्रद्धा भाव से एक साफ बर्तन में जिसमें नॉनवेज नहीं बनता है उसमें भगवान का प्रसाद बनाएं और लेकर जाय
@ravidahiya41312 жыл бұрын
Nameskar ji subhe ke time ate ka hi diya jaruri h kya
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
Nahi
@ravitasingh33112 жыл бұрын
दीदी जी सादर प्रणाम
@satandersingh1646 Жыл бұрын
Aapane Jo 6 Diva bataya vah ham ushe maingate per nahin Laga sakte. Ham usko kaha per lagaen. Aur jo Mandir mein Diya lagan hai vah kis tarah se lagaen line se lagane hai ya fir kaise.
@alkaprajapati3823 Жыл бұрын
Agr thali steel ki ho or use vrt ke bad ghar me kam me leskte he kya vrt ke din ke bad
@twinklekanojiya42282 жыл бұрын
Aaj ki pasupati vart sham ki Pooja ka Kya time baaatiye
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
6.15 से 7.45
@twinklekanojiya42282 жыл бұрын
Thanks you so much 🙏🙏🙏🙏🙏
@AnAn-rw1nb2 жыл бұрын
Mam kya sham ki puja ke liye shubh hi belpatra rkh lene hi..aur dhatura ka bhi btaeye
@sonamsharma80292 жыл бұрын
Didi Hume varat me sham ko roti and sabji se varat khol sakte h ya segade ke aate se bana bhojan karna h plz rep
@Monicasharma32012 жыл бұрын
mam plz mera ek prashan h ..... hamare ghar se mandir thoda door h to Activa se hi ja sakte h to plz aap batayenge ki waps aate hue thali me saaman k saath thali ki ghar kaise laaye......Activa pr possible nhi h or m mandir jaati bhi akele hi hu...plz ma'am rply jaooor kajiyega...🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
आप ऑटो करके जा सकते हो। Bcz एक्टिवा pe return mai problem hogi
@Monicasharma32012 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg thanks for ur reply..🙏🏻🙏🏻
@kuldeepompathak10312 жыл бұрын
Har har mahadev
@kiranpal79392 жыл бұрын
Har har Mahadev.❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@pujagupta76002 жыл бұрын
plz reply. Fool aur Bel pata morning wala hi rahega ya evening m fresh lejana ho g????
@pujagupta76002 жыл бұрын
Plz batye
@pujagupta76002 жыл бұрын
Plz
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
शाम को फ्रेश लेकर जाइएगा
@pujagupta76002 жыл бұрын
Thankyou
@rajanpathak98732 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg mam yha fool ka bahut dikat h agar subh wala hi fool chada skte h
@Mhadev_28052 жыл бұрын
Di..bilptr or phool sham ki aarti m nye rkh skte h kya...subha k to murjha jyenge grmi m
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
जी हा
@Mhadev_28052 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg di aaj pooja m sham ko mera dhyan nhi rha or mne 6 Deepak jla diye..jlate hi dhyan aaya to mne wo jli hui bti mandir k Deepak m rkh di..or ek bti m hanumaan ji k liye leke gyi extra ase hi bina Deepak k to wo mne us 6 we Deepak m rkh di...shi kiya ya glti ho gyi..fr use ghr aake jlya.🥴
@veenasolanki73922 жыл бұрын
Mam har bar mitti ke naye diye le jane he ya aate ka chalega
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
आटा या मिट्टी कोई भी दीपक ले सकते हैं
@veenasolanki73922 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg mitti ke diye vaha 6od kar aana he
@kartiksoni292 жыл бұрын
ओम नमः शिवाय🙏
@simadebnath63142 жыл бұрын
Di puja ke bat puja ki thali beg mein raksak ti ho kiya kew ki mondir buhot dor hai chaikel me jana hoga please di reply 🙏🙏
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
बैग में सामान रख सकते हैं परंतु थाली मंदिर के बाहर ही सजा लीजिएगा मंदिर में अंदर जाने के बाद नहीं।
@simadebnath63142 жыл бұрын
@@Shiv_Bhakti_Marg thank you dii🙏🙏
@pandeyabhishek93882 жыл бұрын
maine mannat kiya tha ki isi monday se pashuatinath ji aapka vrat shuru karungi but monday ko ashtami ka bhi vrat h to kya apni mannat ke anusaar mai dono vrat kr lu
@cutesenu7 ай бұрын
Sirf itne hi jal ka prayog kar sakte h kya ?? Ghar se or jal nhi le ja sakte kisi chij me please bataiye kyuki snan karane , Abhishek karne or jaldhari ke liye itna sufficient hoga kya ??
@keshavmerijaan40392 жыл бұрын
Sis agr ek ghar se do person fast rkhe jese ek mai or ek meri sass to diya 6 ki jgh 12 lekr jaye ya 6 he chl jayega ye or Prasad alg alg bnana h ya nahi
@manojrajwanshi9332 Жыл бұрын
Kya sham ko subha k jal k or panchamrit k lote ko saaf karke bharna h sham k jal abhishak k liye..plz ans me urgently
@archanagupta10242 жыл бұрын
Gud
@renusharma7018 Жыл бұрын
Bhari hui chandan ki dibbi jo hum roj istemal karte hai kya hum us dibbi ki chandan pasupatinath vart me istemal kar sakte hai kya plz bataiye
@radhashekhawat18942 жыл бұрын
Har har mahadev ji🥀🌿🌎✨📿❣️🔱❤️😘🙏🙌👐😍🌏🤗
@sumanmamgai6748 Жыл бұрын
Om Namah Shivaya
@shivrajyadav90802 жыл бұрын
Har Har Mahadev
@akanshaJadhav-ys2nt2 жыл бұрын
Husband wife sath me kr rhe ho vart, to fir thali ek hi chalegi kya..?? Ya 2 alag alag thali le... Plzzz answer me..
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
आपको अलग-अलग थाली बनानी पड़ेगी पूजा की पति पत्नी अगर पूजा करने जा रहे हैं तो वह एक दूसरे की थाली में से कोई भी पूजन सामग्री नहीं ले सकते
@divyakiaastha46352 жыл бұрын
Yes alag alag thali chahiye gi
@priyanshudanceall53392 жыл бұрын
Bhay aap bde hi lakkhi ho
@Rahulroy-uw4gy2 жыл бұрын
Thali alag alag ready karna chaiye.
@purnimasharmajaiho2405 Жыл бұрын
Shiri shivai namastubhayam
@arpitsrivastava5569 Жыл бұрын
M pehle se sombar ka vrit. karti hu to kya m sombar ke vrit ka udhayapan kru , fir m pashupatinath ke vrit shuru kru , kya m mujhe aisa karna padega , ya kuch sombar skip karke pashupati nath ke vrit kar sakti hu,aap. batae m kya kru
@shubhrasingh91072 жыл бұрын
Didi namaste ... Didi 1- 5vrat lgatar krna h ya period aane pe chodna h 2- Didi agar pachve vrat me period aa jaye to kaise kre kyoni pachve me udhyapan krna hota h Please reply
@rashimishra17212 жыл бұрын
Di ankde ki mala pehna sakte hai
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
जी हा
@sapnachoubey-hj4nj Жыл бұрын
Didi mujhe apse puchna he ki mene aj se pasupati brat suru kiya he par mujhse galti ho gyi mujhe dhayan nahi tha or mene tali dhone ko rakh di par dhul nahi pai par usme bartanon ka pani dal gya par mene use utha kar turat ponch liya didi ab mera brat pura nahi hoga
@Shiv_Bhakti_Marg Жыл бұрын
अगर थाली में सामग्री ठीक है तो आप शाम को पूजा kr सकते हो कोई दिक्कत नहीं है
@ladlibhjanmandli71011 ай бұрын
Mam ek baat btae please apne bola pani apne ghar se lena hai to mere ghar pr hi mandir hai wo humara hi mandir hai to pujari ji hai jo puja krte hai or balti bhar k pani rkhte hai wo puja krne k liye to me usme se le skti hu wo to Humara hi pani mana jaega jo unhone humare summer sevil se bhra hai
@kavitamaan19252 жыл бұрын
Thank you mam mere ko to bahut tension ho rahi thi Mujhe to bahut tension thi thank u Mam Thank u
@JyotiSharma-sm7nx2 жыл бұрын
अविवाहित लड़की भी कर सकते हैं क्या
@ritikaverma87432 жыл бұрын
@@JyotiSharma-sm7nx yes
@ranudiwan9385 Жыл бұрын
Plz.. koi btyega meko Shyam Ki Puja ke bad thali Ko kya Karen a Prasad kab khayen Mandir se aane ke bad turant Prasad khana hai yah bad mein bhi kha sakte hain koi please bataen mujhe bhi
@artisahu16012 жыл бұрын
Didi dakshina kya dono time dena hota hai subah sham ko
@Shiv_Bhakti_Marg2 жыл бұрын
यह आपके ऊपर है आप यदि दोनों टाइम दक्षिणा अर्पित करना चाहते हैं तो कर सकते नहीं तो एक समय भी कर सकते हैं
@artisahu16012 жыл бұрын
Dhanyvad di ,🙏🤗
@anayatuteja10712 жыл бұрын
Very good video 🙏🙏
@simple_lifestyle16 Жыл бұрын
Mam....jab hm 5diyo ko asn dete h to kya jo 6th no ka Diya h use v asn Dena h ya sedha jameen pe rakhna h or kya Prasad ke done ko v asn Dena h ya sedha jameen pe rakhna h.. please reply mam