Bhai sbi cashback credit card se Amazon gift card buy kar ne pe 5% cashback mil ga?
@parandalive4918 Жыл бұрын
Bhai kya sirf 2000 se upar ke amaunt par charge lagega ya puri amaunt par ?
@gyandrops Жыл бұрын
Gift Card par nahi milega
@jagdishbhojwani3890 Жыл бұрын
@@gyandrops bhai agar Amazon se gift card buy kar tab ?
@gyandrops Жыл бұрын
Full Amount par lagega
@kokborokhinditechentertainment Жыл бұрын
Mera axis bank Indian oil rupay credit card 💳 hain isne koyi bhi scanner pe nahi hota? Please solution batao sir
@parandalive4918 Жыл бұрын
Bhai kya sirf 2000 se upar ke amaunt par charge lagega ya puri amaunt par ?
@PriyabrataBaital10 ай бұрын
Rupay cc option Mera pahla show hota tha, lekin abhi nahi show ho raha hai...kya kiya jaye.😢
@parmanandpatidar8941 Жыл бұрын
total 2000 ya 2000 per transaction se jyada pe charge lagega ?
@anztechnology Жыл бұрын
"Your paymemt declined due to security reason" Ye error aarha. Rupay wale dono option enable hai phir bhi Aisa kyu ho rha??
@Sandeepsoure9 ай бұрын
Same
@nitinengineer5 ай бұрын
Unable to accept Payment vai Rupay CC option Not Available
@rajansharma71582 ай бұрын
Same problem
@TheArtsOfKnowledge5 ай бұрын
2000 ke ek bar hai ki har mahine mein
@dwivedianupam2461 Жыл бұрын
bhai mere mai 2000 tk ka active hai but fir bhi accept nhi kr rha hai credit card se 2000 ke upar ka show nhi kr rha hai
@s.suhela5704 Жыл бұрын
Keep it up 💪💪
@ajaykumar783010 ай бұрын
Mera 2000 above transaction krne bola ja rha h..km pe nhi ho rha h
@jkworld2.03 ай бұрын
Credit card se Paytm business par upi se payment kaise kare
@Tradingkt11 ай бұрын
Bhai same problem in phone pe hai please ek video beno phone pe business
@delhiamritsarkatraexpressw5316 Жыл бұрын
Bai me apni payment card apne khate me transfer nai kar paa rea q card not working
@asifvideos516 Жыл бұрын
Mera khud nahi ho raha hai payment paytm par 2000 se jada nahi ho raha hai
@delhiamritsarkatraexpressw5316 Жыл бұрын
Bai mera business card payment accept nai kar res
@sumitkumargupta7257 Жыл бұрын
Ye 2000 ki limit ek din ke liye hai ya ek month ke liye
@gyandrops Жыл бұрын
2000 per transaction....no daily limit or monthly limit...kabhi kabhi 3 transaction ho jaate hain...kabhi 4 aut kabhi kabhi to 9 se 15 transaction bhi ho jaate hain
@rupakshichauhan996311 ай бұрын
To iss par koi charge nhi lagta h ?? Agar ek sath 2000 se jayada ki transaction h to charge lagega Please give details
@nilayrachchh33719 ай бұрын
@@rupakshichauhan9963try kiya bro? Kitna kar sakte he free me daily isme?
@touqueer_ashraf6 ай бұрын
1 Baar bs payment huaa uske Baad nahi ho rha hai
@narendradandekar908311 ай бұрын
Mere Paytm business Mai show nahi ho raha
@kalimchoudhary1085 Жыл бұрын
Bhai kya rupaye credit card se 10000 payment ek sath kar sakte hain
@gyandrops Жыл бұрын
Yes..kar sakte hain...But charge lagega....
@Sandeepsoure9 ай бұрын
@@gyandrops bhai kuch merchant k pas 2000 k upper v free h
@sktech810 Жыл бұрын
Paytm business account me mujhe rupay credit card ka option nahi mila hai sar to mujhe kese milega please help
@shashanksinghraghav4419 Жыл бұрын
Mujhe bhi nh milra yr
@MayurRatadiya-id7kc Жыл бұрын
1900 ke 5 bari dal de to charg lagega kiya
@AnilSingh-qr8dl Жыл бұрын
1900 ka baar baar Kroge to nhi lagega but agar ek bar mein 2000 se jyada kar doge to charge lag jaayega
@nilayrachchh33719 ай бұрын
Bro working he and daily 1900 ka kitna max kar skate he free me?
@deepankersingh3701 Жыл бұрын
2000 bhi ni ja rhe h kya kru ?
@rameshbhardwaj370511 ай бұрын
Same here mere bhi
@sksaddamhossain7950Ай бұрын
Chhapri yutuber, koi knowledge khud ki nahi aur hum logo ko wrong information de raha hai
@raja686chaudhary Жыл бұрын
Mera to nahi hua hai abhi tak
@gyandrops Жыл бұрын
Kya nahi hua?
@asifvideos516 Жыл бұрын
Rupey card me bhaut problem hai koi faida nahi hai aage aur problem hone wala hai
@rameshbhardwaj370511 ай бұрын
Ye sahi kaha bhai. Mere bhi bahut problem horahi hai payment nahi horahi hai , limit cross pata nahi kya kya bata raha hai yar.. koi kam ka nahi rupay credit card. Baki normal credit card sahi hai
@shashanksinghraghav4419 Жыл бұрын
Account me CREDIT CARD ka Option Nahi Aa Raha Hai Kya Kare Solution Bataiye
@gyandrops Жыл бұрын
Business account par hi ayega....agar business account par bhi nahi aa raha ha...to care par call karke complaint kar do...
@vinaysuhag3112 Жыл бұрын
Bhai sub krke dekha fir bi fail hota h
@lenchoarmyАй бұрын
Only 10.2k subscriber band karo apna youtube chapri..