बहुत ही बढ़िया बहुत ही शानदार बायो एग्जाम तो बहुत ही अच्छाहोता है
@Manjugardening12 күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹
@pratibhabagiya96112 күн бұрын
Best use of waste material pots 🎉 usefull video 🎉
@neerajdubey9299Күн бұрын
Wow ma'am great.... ma'am next year se mai bhi vegetable gardening shuru karungi... please aap hume guide kariyega....jaise flowering gardening k liye ab tak reply karte aaye ho aap.... thank you so much ma'am ❤❤❤❤....jai shree Krishna 🙏 ma'am
@Manjugardening1Күн бұрын
Thanks dear thanks for visit next year Kyun abhi ISI winter season se winter ki sabjiyan gro karo sabse achcha hai abhi gardning ki shuruaat karne ka season sabjiyan wali bahut sari sabjiyan Hai winter ki sabhi abhi aap Laga sakte ho
@neerajdubey929914 сағат бұрын
@Manjugardening1 Jai shree Krishna 🙏 ma'am...haan but mere ko broccoli 🥦, capsicum tomato 🍅,ye sab lagana tha but abhi beej bhi taiyar nahi jar skte....idhar rajsthan mein baarish bhi ho rahi hai thodi bahut..upar se mitti khaad ye sub bhi ready nahi hai...ab tak keval flower he grow kara hai....abhi aap itne achche se batate hai upar se bahut support karte hai aap reply bhi karte hai.... isliye thoda confidence aa raha hai ki hum bhi kar skte hai.... kyunki ma'am batane k liye aap ho.... thank 🙏 you ma'am...aap mere har question ka answer karte hai ....luv 💞😘 u ma'am....aap aise he gardening karte rahe aur healthy rahe humesha.... aastha dwivedi from Rajasthan bhiwadi se....
@rameshjoshi9155Күн бұрын
Nice informative vlog 🎉
@NazifaBegum-nl9mr2 күн бұрын
Very nice garden Apki ❤❤❤
@Manjugardening12 күн бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@kalajoshi17982 күн бұрын
Very nice information
@Manjugardening1Күн бұрын
🙏 thanks
@organicgardenbysunita88405 сағат бұрын
Good
@Manjugardening13 сағат бұрын
🙏 thanks
@champalohani8105Күн бұрын
बहुत बढ़िया भाभी
@Manjugardening1Күн бұрын
Dil Se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐🌹💐💐🌹🌹💐
@srsheoran31032 күн бұрын
Very nice sharing Didi 🙏🙏
@Manjugardening12 күн бұрын
Thanks a lot
@animatedstories5077Күн бұрын
Nice sharing and nice fertilizer 🎉🎉🎉🎉🎉
@Manjugardening1Күн бұрын
Thanks for visiting
@MyVlog4ALL2 күн бұрын
75 लायक के साथ बहुत सुंदर 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@Manjugardening12 күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹🌹💐
@KiranVerma-cu3ei2 күн бұрын
Nice work ❤
@Manjugardening12 күн бұрын
Thank you so much 😀
@anitapandey1132 күн бұрын
Nice video🎉🎉
@Manjugardening12 күн бұрын
Thanks 🤗
@_gardening_shorts2 күн бұрын
Nice
@gardeningwithneeru49182 күн бұрын
Very nice sharing friend 😊❤❤❤❤
@Manjugardening12 күн бұрын
Thanks for visiting 🙏💐💐💐💐💐
@snehaphadte8438Күн бұрын
बहोत अच्छी जानकारी दि आपने❤thank you ए फलटीलायजर ऑनलाईन मीलेगेकया?बताइए प्लीज 🙏
@Manjugardening1Күн бұрын
Han
@kpurva5672 күн бұрын
Good night 😊😊😊
@Manjugardening12 күн бұрын
Good night 🌉
@VijayKumari-x6d2 күн бұрын
Nice sharing 👍👍
@Manjugardening12 күн бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐
@fouziafarazana51152 күн бұрын
Manju ji app serf aak tharaha ke fertilizer bathayee.jo app bar bar khatha hai ke ghar main banaya huya khad he esthmal kegeya per ab kay huya jo bhahar ka fartilizers batharahe hai.
@Manjugardening1Күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji aap na Lena chahe to mat le bahar se , jo liquid gharelu mein banati hun unhin ko dalo unme sare micronutrients mil jaate hain lekin bahut sare log comment karte hain na ki vah nahin banate Kisi k pas time nahin hota Kisi Ko badbu lagti Hai gharelu chijon se to Jo Le sakta hai yah organic biozyme khareed sakta hai
@sarojanaduddela10102 күн бұрын
👌👌👌👌👍🌹
@Manjugardening12 күн бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐
@azraanzar81902 күн бұрын
Apne jo piche oil k container me plant lagaye h uske baare me baraye plz… k kaise banaya or kya kya lga skte h issme
@Manjugardening1Күн бұрын
Video jald share karungi
@sakinalehri93552 күн бұрын
Wowww terrace gardening... 🎉 Bioenzymes powder aur ghar pe jo bioenzymes liquid banate hai uska same result milta hai ?
@Manjugardening12 күн бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐
@ranjanamalhotra90192 күн бұрын
Maam aap bio jiyam ka link bhej dijiye हमे delhi Mai nahi mil raha na he amzone per hai please send the link
@Manjugardening1Күн бұрын
Ji Maine local se Liya Hai nursery se, aap bhi dekhen Apne yahan seat se wali shop mein dekhen ya nursery mein dekhen organic byzyme karke online bhi dekhen
@azraanzar81902 күн бұрын
Zyada tamatar kaise ke skte h ek plant se … ye b bataye
@Manjugardening1Күн бұрын
Tamatar jyada lene ke liye video call a rahi hai
@khanmblc2 күн бұрын
Yeh kaunsi fertilize hai aur kahan milegi bataiye
@Manjugardening12 күн бұрын
Ji video mein detail se bataya hai
@kpurva5672 күн бұрын
Aunty iska alternate kya hai
@Manjugardening1Күн бұрын
Dear a micro nutrients hai iska alternate vahi hai jo gharelu sari chijon ka Ham liquid fertilizer ya compost Banakar dalte Hain,
@kpurva567Күн бұрын
@Manjugardening1 matlab banana peel, onion aur other different chije.
@kpurva567Күн бұрын
@Manjugardening1 aunty apke etna nahi lekin adhhe tarike se jitna ho pata he utna gharelu fertilizer use karti hu mast results AA rahe hai
@Sunitakitchenterracegarden9012Күн бұрын
दीदी मंजू तो मेरी बहन का नाम है
@Manjugardening1Күн бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@geetasood91492 күн бұрын
Mam how u have made this stand
@Manjugardening12 күн бұрын
Ji ye simple iron pipe hai aur is per Maine oilcan zip tape Se bandh rakhe hain
@geetasood91492 күн бұрын
Mam what's the size of tomato n mirchi pot
@Manjugardening12 күн бұрын
Ji yah Maine kabad ke 10 inch ke thaili ya 12 inch ke pot mein Hi lagaye Hain
@sumansood68192 күн бұрын
Gobhi ,brokli kese ugaen
@Manjugardening12 күн бұрын
Ine sabhi sabjiyon ko aap inke seeds khareed ke nursery taiyar karke Laga sakte hain abhi bhi Laga sakte hain December manth mein
@manjuingale74052 күн бұрын
ये कहा मिलेगा ओर कितने का है
@Manjugardening12 күн бұрын
Ji Maine video mein detail se bataye hai na yah five kg ka hai 250 ka hai, kam bhi milta hoga shop mein aap pata Karen
@shehnazakhter71482 күн бұрын
Sister ye kia he , men Pakistan se hun, or ye Kahan mile ga
@Manjugardening12 күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji yah biozyme hai, yeh aapko seeds wali shop mein ya FIR nursery mein mil jaega
@premas85782 күн бұрын
Konsa khad hai
@Manjugardening12 күн бұрын
Ji video mein sari chijen to detail se batai Hain yah organic biozyme hai
@mousumigoswami41532 күн бұрын
এই সার কোথায় পাব
@Manjugardening1Күн бұрын
Nursery mein ya seeds wali shop mein,
@WorkHardvp2 күн бұрын
Iska nam kya hai
@Manjugardening12 күн бұрын
Yah biozyme hai, aapke yahan seeds wali shop mein mil jaega ya nursery mein milega ya FIR aap online bhi le sakte hain
@geetamukherjee57232 күн бұрын
Link share kare please
@Manjugardening12 күн бұрын
Ji yah organic biozyme hai aapko yah seeds wali shop mein ya nursery mein mil jaega
@geetasood91492 күн бұрын
Mam I m from bazpur n big fan of urs.can u pls share the link or m.no.so that I can also buy.thks for sharing good things n pls revert.
@Manjugardening12 күн бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad Ji Main isko nursery se lekar I hun aur aap nursery se ya seeds wali Shop se khareed sakte hain
@ShivamplaysbgКүн бұрын
101℅ kaam nhi kiya😅 Majak tha
@Manjugardening1Күн бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐
@neeruwadhwa51392 күн бұрын
Nam to bta de
@Manjugardening12 күн бұрын
Naam bataya to Hai video mein yah organic biozyme hai, aapke yahan nazdiki bij wali shop mein mil jaega ya nursery mein mil jaega
@manjuingale74052 күн бұрын
ये 250 का है 1किलो नही मिलता
@Manjugardening12 күн бұрын
Ji mujhe to 5 kg ka hi Mila aap dekh lijiye agar kahin Mil jata Hai to mujhe itna chahie tha
@savitajadhav20102 күн бұрын
Kam bolo imp bolo
@Manjugardening12 күн бұрын
Aapko garden ka result dikhaya hai kya acchi chij dekhna achcha nahin lag raha itni sabjiyan dikhai Hain hai na ek motivation milega aur aap hi nahin ho mere channel dekhne wali bahut sare dost Hain aapko nahin dekhna hai ab mat dekhiae,
@savitajadhav20102 күн бұрын
Kam bolo
@Manjugardening12 күн бұрын
Aapko Mera garden dekhkar jalsi ho rahi hai kya
@ushabokade32322 күн бұрын
Nam to bata o didi
@Manjugardening12 күн бұрын
Organic biozyme hai, seeds wali shop mein mil jaega ya FIR nursery mein