Thanks dr aap ne mere dar ko kam kar diya Hame bhi problem ho gya but dr ne keval medicine diya hai Ab mujhe achhe docter ke pass jana hai 15 days baad
@samthought167 Жыл бұрын
Ab kaise ho aap aapka p.lem thik ho gaya lungs mn Pani wala
@talibpasha9108 Жыл бұрын
Bhai mere Bhai ke bhi fefdo me Pani bhar Gaya hai to docter ne tv ki davai karne bola hai to thik hai na
@devbhumihimachal15939 ай бұрын
Bro ab kaisa hai @@talibpasha9108
@hiteshdhawan12 жыл бұрын
I have this. Got to know today after sonography. Waiting for X-ray reports. Fingers crossed 🤞🏻
@kiran11more2 жыл бұрын
Where u treated this?
@pardeepgill22546 ай бұрын
From where we get treatment
@mahaparaahmed3 жыл бұрын
Thank you mam for explaining so well.
@smartcomputertips9 ай бұрын
Hello mam mere 2 ri bar pacemaker hua he mam mujhe abhi fluor effusion ho gaya he treatment chala raha he lekin mam meri sas ful rahi he dr.ne mujhe laxix ka dose shuru kia he mam kya kare tapping mere liye best rahega ya nahi. Mera hart efficiency 30 to 35 he please gude me
@smartcomputertips9 ай бұрын
Please mam reply please 🙏
@1mgofficial9 ай бұрын
Hi, aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir bit.ly/3PpmQi9_econsult
@baburaoshivangekar53073 жыл бұрын
Good information ,Thank you very much Madam.
@parineetajain71162 жыл бұрын
Pani nikalne k bad hame kya precaution Lena padte h
@veenachawla23713 жыл бұрын
Thanku doctor 🙏for explaining the symptoms of this lungs related disease..
@meenajadhav51112 жыл бұрын
Yaa mujhe 😊 bhi aisa hii problem tha … Clear ho raha hai but mujhe birth se heart defect hai aur pulmonary hyponymy meraillag chal raha
@rakeshchandra66282 жыл бұрын
Can water be frozen? If yes, then ,can it be cured.? Please reply.
@bhupendaryadav6162 Жыл бұрын
Fefdo me Pani bharna kidney Mein infection Ke Karan bhi ho sakta hai kya
@Zackkuuu2 жыл бұрын
Maine meri sister ka ilaaj karaya hu 3 saal continues . 1) Dawai and reports hamesha time par . 2) khane peene mai accha dekhbhaal . 3) dubara bimari palat k nahi aayi Aaj 6 saal hogaye hai . 4) Elaj hua hai BMC hospital government mai Malwani Malad West mai. 5) private mai Bohot Paisa barbad hua but thik meri behen BMC Government hospital se hui. 6) iska ilaaj doctor bht acche se karte hai bheed bhi nahi rehti hai sab friendly doctor hai.
@Monukumar-iu1mm2 жыл бұрын
Ye hospital kaha pr h
@Zackkuuu2 жыл бұрын
@@Monukumar-iu1mm this is not hospital it's a clinic and lungs specialist mere bhai ka lungs bhi sahi hogaya Ghar baithe ilaaj hua
@Zackkuuu2 жыл бұрын
@@Monukumar-iu1mm Malad West Mumbai Lubna doctor lungs specialist
@Zackkuuu2 жыл бұрын
@@Monukumar-iu1mm Malad aana rahega to help kardunga mai aapki sirf 10 rupees ka form nikal lo aur ilaaj muft
@Zackkuuu2 жыл бұрын
@@Monukumar-iu1mm Mumbai mai hai malad
@aamnamansoori547010 ай бұрын
Mam mere bhi launges me pani bhar gaya tha jo mainer sa cut laga ke tube nikala gaya tha. 2019 m 5 liter se jada Pani tha ... Mam mera wait badh hi ni Raha hai only 48 kg. Hai pahle 55 kg.tha meri High 5 fit 5 inch hai
@deepakverma148015 күн бұрын
Sir Apko y problem dubara to Nahi aai ap ne panic key tasting karwai the
@rashmiavnisingh76132 жыл бұрын
Thanku mam ye good information dene k liye
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hey Rashmi, thanks for taking out your valuable time to leave such a lovely comment on our video. Your appreciation fuels us to make more such videos. If you do not have the Tata 1mg App in your phone, please download it now to stay updated on the health and wellness content. ^Faizan bit.ly/3RJdpf3_appdownload
@Azad_pathak11 күн бұрын
Thank you ma'am....mere wife ka aj hi report liya yahi same issue ayaa hai
@1mgofficial11 күн бұрын
Hi Azad, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja bit.ly/3PpmQi9_econsult
@jadhosingh26932 жыл бұрын
Ma'am mere daada ji ke lungs mein pani bhar gya hai aur saath mein oxygen level bhi kam hai abhi ICU mein hain, kya ye jyada serious condition hai? Platlets bhi kam hain 🙏🙏🙏 Plz reply 🙏🙏🙏
@1mgofficial2 жыл бұрын
Aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Madhav bit.ly/3PpmQi9_econsult
@kallolinivora8764Ай бұрын
Very well explain ! Thxs. For useful information 🙏👌
@1mgofficialАй бұрын
Hi, we’re glad you like the content on our channel. Your appreciation and love drive us to make more such content. ^Pooja
@maheshsushilasharma96863 жыл бұрын
Very Good advice for this type cases
@maheshsushilasharma96863 жыл бұрын
Thanks
@mrromiyovijapur21342 жыл бұрын
Pani suk ne ki dava batao pls
@GeetaDevdasan-im4ow2 ай бұрын
Ma'am kuch log ghar mein pets palte hai aur jab ho pets ghar mein potty karte hai aur ghar mein badbu fail jaati hai aur jo log usse saaf safai karte hai toh kya inn logon ka lungs affect ho sakta hai kya ? Please reply.
@ManishKumar-om9zx3 жыл бұрын
मेम , क्या यूरिन के द्वारा भी पानी निकल सकता है???
@rajKumar-rp6ss3 жыл бұрын
अगर पानी हे और Dr tb की दवा चला रहे हे तो क्या पानी खत्म हो सकत हे
@GeetaDevdasan-im4ow2 ай бұрын
Ma'am ghar mein ventilation ka problem hone se jab dal ya sabzi ko tadka lagane ke baad dhua ladies inhale karti hai toh kya isse lungs kharab ho sakte hai? Please reply.
@Arunshinde082 жыл бұрын
Ya.. My mom is in goa GMC hospital.. She suffering from liver failure... Now water storing in lungs.. Doctors removed from 1ltr more back (lungs)... And from stomach removed soo many liter... Easy to remove water... In liver failure want remove water every 10days otherwise water store in lungs 😌.. Now doctor want to remove water from tube from lungs.. Hope it's successful 😌🙏.. Pray for my mom...
@lekhkavi2 жыл бұрын
Get well soon mother ❤️
@Arunshinde082 жыл бұрын
@@lekhkavi monday expired 😌😌.. My mother expired😌... She suffering from many years.. Now from one month she admitted in hospital... Doctors tried more but she suffered more pain 😌.. 2/5/2021 morning my mother expired... Liver problem is too dangerous... Everyone take care from it🙏😌
@tarunkashyap1725 Жыл бұрын
@@Arunshinde08 bro sorry for this , lakin kya aap bata sakte ho apki mother ki death ka main cause kya tha , liver failure ya lungs me water
@sd7625 Жыл бұрын
god bless for ur mother
@chahulmurtadak41002 жыл бұрын
Mam apne really good information de di thank u so much mam but muze ek question hai ...Mam lungs me pani he to iss bimari me jada bethna chahiye ki nhi.....kyoki muze study ke liye jada time bethna pdta hai to koi problem he ki nhi
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hi Chahul, hume apki pareshani ke bare mae janke dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani bit.ly/3PpmQi9_econsult
@jadhav1082 жыл бұрын
How much time required to clean Lungs Fluid and back lungs in normal condition
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hey, thanks! We appreciate your sincere support of our videos. Stay tuned to our channel to get more such updates on health & wellness-related content. ^Madhav bit.ly/3RJdpf3_appdownload
@ashachaliya8191 Жыл бұрын
Ap explain bohot ache se krte ho
@1mgofficial Жыл бұрын
Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. bit.ly/3PpmQi9_econsult ^Pooja
@dharmendraraval81983 жыл бұрын
Informative video 🙏🙏
@visnhurana70273 жыл бұрын
Very nice maim..... Thanks for thé explaning....
@imagination_world1219 ай бұрын
Tqq so much mam for incresing knowing ability
@1mgofficial9 ай бұрын
Hi, we’re glad you like the content on our channel. Your appreciation and love drive us to make more such content. If you haven’t already downloaded the Tata 1mg App, please download it for more informative health and wellness content. ^Aatir bit.ly/3RJdpf3_appdownload
@AshokKumar-uf6sc2 жыл бұрын
डॉ मैडम जी मेरे बैठे को tb हैँ जिस कारण उसके फेफड़ों मै पानी भर गया था जो पस बन गई थी अभी मैंने ट्यूब डलवा कर पानी निकल वा दिया था पर 1 वीक के बाद ही एक्सरा करवा के देखा तो डॉ दुबारा ट्यूब डालने के लिए बोल रहे हैँ वो 6 मंथ से डॉट्स के दवाई भी ले रहा हैँ
@gauravnishad10332 жыл бұрын
Maje bhi TB ki wojah se Ye diikat aaya tha...maine govt hospital shyama prasad mukharjee chest hospital patpadgang delhi treatment krwa rha hu..6 month ho gya bilkul aaram hai...aap wha dikha skte hai 9am -12pm tak doctor hote hai
@No-bv9bl2 жыл бұрын
भाई वही tb से संक्रमन हुवा क्या ? घर मे किसी को , मुझे भी वही तुम्हारे जैसे tb है ,
@Arjuna457 Жыл бұрын
Uttar Pradesh k Azamgarh me Sadar Hospital me TB k doctor bahut axhe h, last stage ka hoga tb bhi treat kr denge
@akshayahire9041 Жыл бұрын
Same problem with my mom 45 days se TB medicine le rahi hai phir BHI thik nhi hua 4 time fluid nikala lungs se ..Dr NE test kiye PET scan ,ca-125 bole cancer hai .but oncologist ne reports Dekh k Kaha no cancer ..pigtail catheter Kiya hai Bs biopsy Hona Baki hai .
@Mho5332 Жыл бұрын
@@gauravnishad1033 bro apni insta I'd ya fb I'd do please
@rkumar17872 жыл бұрын
Mam mujhe second time pani ho gaya aur x-ray me dikha raha hai iska treatment ho skta hai na mam Please reply mam
@1mgofficial2 жыл бұрын
Aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Madhav bit.ly/3PpmQi9_econsult
@PvrCreation-47243 жыл бұрын
Mam mere husband k lungs me panic bhar gya h ,Sabhi test how gye h, but kuch pta nhi chal rha h ,unko khasi but aati h ,sans fulti h..kuxh suggest kijiye
@deepakkeskar38832 жыл бұрын
lungs ka एक्सरा करवाओ पता चल जायेगा
@jayanegi49582 жыл бұрын
App rml hospital lai jayo pls
@rahulbatham2 жыл бұрын
@@jayanegi4958 kahan par h ye
@himalayvaswani39132 жыл бұрын
Spiromatry or T.M.T test karwaaya kaa aapne
@devendrakumar-xk2wr2 жыл бұрын
X-ray karvana h
@omkarravi966711 ай бұрын
wht tests should be done initially for knowing the cause of fluid formation...plz suggest
@1mgofficial11 ай бұрын
Hi Omkar, your well-being is a priority for us. We have a wide panel of expert doctors you can consult for all your health problems by clicking on the link below. bit.ly/3PpmQi9_econsult ^Pooja
@Zackkuuu2 жыл бұрын
Zyada ghabrane wali baat nahi hai dosto khane peene par dhyan dena bas mere ghar mai bhi hua hai aaj sab thik hai mashallah se .
@yogeshrathod81122 жыл бұрын
Hi bro
@Zackkuuu2 жыл бұрын
@@yogeshrathod8112 hii bro
@Benzorio_FF2 жыл бұрын
Han bhai
@rksharma50732 жыл бұрын
Hii bro
@rksharma50732 жыл бұрын
Kese thik hua bhai
@AvinashKumar-ns5lx5 күн бұрын
mem mere chote bhai ko fefde me pani aa gaya hai koi jyada dikkat to nahi hoti hai
@angrychorne29382 жыл бұрын
Thank you so much doctor
@jitendrakumarmuduli70302 жыл бұрын
My son suffered pneumonia and pleural effusion, he has undergone vats procedure. How long will it take for recovery and prevent in future
@1mgofficial2 жыл бұрын
Your well-being is a priority for us, and we are delighted to hear that you find the information on our platform useful. You can now consult our expert panel of doctors by clicking on the link below. ^Madhav bit.ly/3PpmQi9_econsult
@deepadash63633 жыл бұрын
Grand Father's Heart Thik ho raha hai
@laxmiorse8909 Жыл бұрын
Thanks ma'am, nice information 😊
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi Laxmi, thanks! We appreciate your sincere support of our videos. Stay tuned to our channel to get more such updates on health & wellness-related content. bit.ly/3RJdpf3_appdownload ^Pooja
@koushal.3613 жыл бұрын
Mam I I’m pharmacist in army posted in Sikkim,where cold and rain 🌧 is dominant and I got LT sided pleural effusion in 2020 I completed ATT for 9 months but whenever I feel pain in ribs तो क्या effusion बार बार भी हो सकता है क्या मुझे इसका हमेशा डर ही लगा रहता है
@karmveersingh26012 жыл бұрын
Bro muje bhi same problem h and i am also in army
@mohinipal50732 жыл бұрын
Mujhe bhi hai bhai batana
@karmveersingh26012 жыл бұрын
Kya problem hota h aapko
@mohinipal50732 жыл бұрын
@@karmveersingh2601 bhai mera ilaj chal rha but dr mujhe tb ki tab de rahe hai 6 month ho gaye hai both side fluide tha bo ultrasound main to ab nii dikha rahe but dar hai dobara na ho meri shadi bhi nii hui hai bahut tenstion ho rahi hai
@karmveersingh26012 жыл бұрын
@@mohinipal5073 abb to koi problem nhi hogi na
@GeetaDevdasan-im4ow2 ай бұрын
Kuch log aata chaki mein kaam karte hai ya thele wale jo wada ya pakoda banate hai ya Chinese stalls par kaam karte hai aur wahan par ventilation ka problem hota hai toh kya aise logon ko lungs mein problem ho sakti hai kya? Please reply.
@1mgofficial2 ай бұрын
HI Geeta, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja bit.ly/3PpmQi9_econsult
@IrfanAnsari-wc9jf6 ай бұрын
Thanks you madam g very deeply knowledge about plural infusion God bless you madam g
@1mgofficial6 ай бұрын
Hi irfan, thanks! We appreciate your sincere support of our videos. Stay tuned to our channel to get more such updates on health & wellness-related content.^Pooja bit.ly/3RJdpf3_appdownload
@dreamzunlimited72252 жыл бұрын
Mere medical mai 2 baar se left cp minimal blunket aaraha report mai.. mai isai kaise thik karu
@harirahi2617Ай бұрын
Thanks doctor aapne awareness ka video dala
@1mgofficialАй бұрын
Hi Hari, hume khushi hai ki aapko hamare channel ka content pasand aaya. Aapki tareefon aur pyar se hi hume aise content banane ka housla milta hai. ^Ekta
@virendarsingh38062 жыл бұрын
क्या उनका एडमिशन aims hospital में हो सकता हैं।
@RiteshKumar-ge9ui2 жыл бұрын
Iski wajah se agar congestive cardiac failure report mai a raha hai to iska kya matlab hai or iske sahi hone ke kitne chances hai
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hi Ritesh, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir M bit.ly/3PpmQi9_econsult
@amanmasoom29422 жыл бұрын
Hello Dr. Ky tb ka pani lungs Mein medicine se sukh jata h agar nahi nikala jaye toh.
@twostrokworld36212 жыл бұрын
Yes bro, injaction and madicine se khukh jata h but depend karta hai h ki paani kitna h
@Mamtanil2109 Жыл бұрын
Mam plz answer dijiye ager pipe darker pani nikalte hai aur lagata dus दिनों se pani nilkal hi raha ho to kya kare app plz bataiye
@tushc8608 Жыл бұрын
Medicine available hai kya ma'am
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi, Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. bit.ly/3PpmQi9_econsult ^Pooja
@anayatlaskar82012 жыл бұрын
Mam mere father cigarate pite hai bohot jayada, fafde ki problem agaya hai. 80% damage hai, tik kaise kare.thank u.
@gauravnishad10332 жыл бұрын
Muje ye dikkat hua tha...maine Shyama prasad mukharjee chest hospital patpadgang delhi dikhya tha...6 month ka medicine chal chuka hai ab mai bilkul thik hu....
@renuchaturvedi53822 жыл бұрын
Aapko tb bhi thi kya
@ashwanipassi9279 Жыл бұрын
Mam mujhe minimum pleural effusion hai altra saund mai aaya xsre blood test balgam test mai kuch nahi aaya chandigarh PGI doctor ne koi dawai nahi di lekin mujhe letne mai sans lene mai halki dikatat hai please reply
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan bit.ly/3PpmQi9_econsult
@virendarsingh38062 жыл бұрын
Good after noon mem. डाक्टर सहाब मेरे एक रिलेटिव को फेफड़े में पानी और इनफैकशन व बुलबुले बता रहे हैं, क्या इसका इलाज आप्रेशन हैं और खर्च कितना आयेगा। कृपया बताओ। और आप्रेशन भी जल्द ही कराना हैं। 🙏🙏
@shibukantiroy88276 ай бұрын
Madam, Job ke liye Gamca medical kiya sab fit hay, Sirf repeat chest xray diya.... Bohot request karne ke bad medical centre se bola CHEST me LEFT PHURAL THICKENING problem..... Medical centre se dawa nahi diya.... May bahar 3 doctor ko dikhaya & 4 x-ray kiya sab report full clear....& no abnormality show mention kiya....... 3 Doctor bola lungs full ok..... 20.06.24 me repeat x-ray ke liye jana hay avi kya process follow karu........... Please suggest me
@1mgofficial6 ай бұрын
Hi shibu, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir bit.ly/3PpmQi9_econsult
@bhupendaryadav6162 Жыл бұрын
Hallo mam kya dono langs me pani ho to kya dono ka ek sath pani nikala ja skta h ya alg alg day
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi Bhupendar, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi bit.ly/3PpmQi9_econsult
@renufandian3746 Жыл бұрын
Agar pleural Tuberculosis ke baad pleural thickening ho jaye to kya iska treatment ha ,please reply
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi, humare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan bit.ly/3PpmQi9_econsult
@SanjayKumar-ej8ze9 күн бұрын
Mam 5 saal ka bacha hai faifara may pani huwa tha doctor nay nikal diya nichay pani sukh gaya hai madam iskay baad kiya process hai mam
@1mgofficial9 күн бұрын
Hi Sanjay, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta bit.ly/3PpmQi9_econsult
@simratkaur25322 жыл бұрын
Rajender singh village behrampur mere feeding me pani bhr Gaya doctor ne btaya he
@busilove-3 жыл бұрын
Plural effusion to ठीक ho gya hai लेकिन halka patch reh gya hai, yoga pranayam se ye khatm ho jayga na?
@ashubarthwaltargetukpsc61413 жыл бұрын
Yes obviously
@Aneeshvora3 жыл бұрын
Yes absolutely
@tarunkashyap1725 Жыл бұрын
Kaise thik hui tumhari ye problem , kya tum bata sakte ho
@mughalmughal71082 жыл бұрын
Doctor sahiba jee Meri mama ko lungs main Pani daignos huwa he or wo hospital Jane se bohat darti hain kia un ka ilaj kes mumkin ho ga
@SUMITKUMARDEY-i2b Жыл бұрын
Mam mere papa k bypass surgery hua hai us k bad 2bar Pani jama hua tha 1st time right side next time left side.....Pani k colour red type k tha but use test nahi kiya giya tha....
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi, humare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan bit.ly/3PpmQi9_econsult
@abhishekyati2442 жыл бұрын
Good advice mem🙏🙏
@CookwithJatin Жыл бұрын
Thank you for your valuable information ma'am
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi Jatin, we’re glad you like the content on our channel. Your appreciation and love drive us to make more such content. ^Urvashi
@CookwithJatin Жыл бұрын
@@1mgofficial definitely, in recent my 1.5 years old niece had this problem and now she is okay with the help of well-known pediatrician in our region.
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi Jatin, your love and support encourage us to bring more and more of such health content on our channel. Keep supporting us by watching our channel. ^Ekta
@theneed1995 Жыл бұрын
Dr Madam, Extremely informative & well coutioned narration. Madam, one of our Social worker who is 52 yrs old had afe pcs of SAMOSA in Bihar location and thenafter a day or so, she developed chest pain, back shoulder pain & as a result, she is fecing breathing problems. She consulted local physician and he said that due to acute cough her lung is with water... Madam, respectfully request you to pl guide us first as what tests she should immediately go and is it a very serious diseases...kindly Madam Bless this lady and us👏👏👏
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi, thanks! We appreciate your sincere support of our videos. Stay tuned to our channel to get more such updates on health & wellness-related content. bit.ly/3RJdpf3_appdownload ^Pooja
@vishalparad72988 ай бұрын
Mam mere fepde mai se pani nikala tha TB tha lekin wo nikalne baad Plural thinking x-ray mai bata rahe hai toh kuch problem hai kya
@1mgofficial8 ай бұрын
Hi, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan bit.ly/3PpmQi9_econsult
@pinkykumari-ns3sl2 жыл бұрын
Mam konsa hospital best h es treatment ke liye or en patients ko treatment ke duran pani nhi pilate kya
@pinkykumari-ns3sl2 жыл бұрын
Plzzz help me
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hi Pinky, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan bit.ly/3PpmQi9_econsult
@PraveenRaj-cd9vq8 ай бұрын
Kaise treatment hoga aur ye sahi ho jayega ki nahi mam ji pls suggest me 🙏
@1mgofficial8 ай бұрын
Hi Praveen, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^POoja bit.ly/3PpmQi9_econsult
@birendramandal33192 жыл бұрын
Thank you mem so ecilent measge. 🙏🙏🙏
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hey Birendra, thanks! We appreciate your sincere support of our videos. Stay tuned to our channel to get more such updates on health & wellness-related content. ^Faizan bit.ly/3RJdpf3_appdownload
@horrorstory19502 жыл бұрын
Dr. Madam Water nikalne ke after times Bhi Kassie ho raha hai kon se medicine lagega
@divakarrao87257 ай бұрын
Good informative thanks
@1mgofficial7 ай бұрын
Hi Divakar, we’re glad you like the content on our channel. Your appreciation and love drive us to make more such content. ^Ekta
@Sangeetakumari-gf4ey2 жыл бұрын
Mam lungs ke pani ko kis process se bhar kiya jata h please bataye
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hi Sangeeta, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir M bit.ly/3PpmQi9_econsult
@tnsirmaths2 жыл бұрын
Apka clinic kaha Pe hai
@keshabgiri48303 ай бұрын
Lung me rod dalke pani nikala thaa 6 month tak dard ho raahaahe qiu?pls bataiyagaa.
@1mgofficial3 ай бұрын
Hi Kesha, hamari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Agr aapko iske judi koi bhi jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta bit.ly/3PpmQi9_econsult
@bahraichupfunnyentertainme77412 жыл бұрын
Mam cp angle blunt hota kya hai hame Pta nahi hai mai videsh kaam karne ke liye Medikal karaya tha to wo bataaye ki apka Medikal unfit hai apko right side chest me Cp angle blunt hai
@janvirajani9566 Жыл бұрын
Is it risky? And ye necessary h ki fluid h toh tuberculosis hoga hi ya kuch aur?
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi Janvi, Hi Janvi!! Thankyou for watching the video and asking your question. Yes, fefdo mei pani bharjana ek bht risky condition hai. Ye Tuberculosis k bigadne ka ek symptom hai but zaruri nahi hai ki fefdo mei pani bhara hai to TB hi hogi. Fefdo mei paani aur bhi bht si critical condition k karan bhar sakta hai. ^Pooja
@vidyarani6027 Жыл бұрын
Mere husband k lungs m paani test k liye bheja gaya hai jankari liya thanks mam
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi Vidya, hume khushi hai ki aapko hamare channel ka content pasand aaya. Aapki tareefon aur pyar se hi hume aise content banane ka housla milta hai. Agar aapne abhi tak Tata 1mg app download nahi kiya hai to health aur wellness se judi har tarah ki jankari ke liye abhi download karen. bit.ly/3RJdpf3_appdownload ^Pooja
@ramparkashkhara78754 ай бұрын
Dr. Sahiba many many thanks.
@1mgofficial4 ай бұрын
Hey Ram, thanks! We appreciate your sincere support of our videos. Stay tuned to our channel to get more such updates on health & wellness-related content. ^Aatir bit.ly/3RJdpf3_appdownload
@ranikumari3582 Жыл бұрын
Mam meri bhi ko ye hai but mujhe ye pani ki limit kay 1 letre ya isse jada bhi ho sakta hai
@1mgofficial Жыл бұрын
HI Rani, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta bit.ly/3PpmQi9_econsult
@danishzain26233 жыл бұрын
Mam mere Papa heart patient hain, pichle kuch Dino se unhe khasi Ho rahi hair aur paniwala bulgum aa Raha hai aur saans lene me v problem ho raha hai....
@jeebankumarrana2008 Жыл бұрын
Hello Maam... 2017 mein mere lungs mein paani jam Gaya tha...needle se paani nikala gaya.... doctor TB ke medicines diye...6 months pura complete kiya woh medicines... Lekin abhi v mere chest mein thoda thoda pain rehta hain....lambi saans leta hun toh pain feel hota hain....khas karke subah ke time bahot jyada dard feel hota hai... iska reason kya ho sakta hain maam....and iska ilaj kya hai. ???? Please reply me 🙏
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi Jeeban, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi bit.ly/3PpmQi9_econsult
@SurbhanYadav-jz1hy3 ай бұрын
Mere sath bhi hota hai yaar
@pradeepchakarey093 ай бұрын
Pani nikal gya kya bhai pura
@anjurajak92552 жыл бұрын
Mam mere ma ke report me suspicious for maliganancy aya hay chest me pani jam gya hay kya krna chahiye avi .plzzzzzz plz reply
@Tanuja-op3ph Жыл бұрын
Mam kitno dino ke andar hamein Pani nikalwa Lena chahiye..pls reply
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi Tanuja, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani bit.ly/3PpmQi9_econsult
@Dileep670 Жыл бұрын
Didi mere father ko plural effussion TB ho gya h abhi Goverment se ilaz chal r h 6 month ka corus hai kya ye 6 month mr pura thik ho jyga. Pls reply.
@1mgofficial Жыл бұрын
HI Dileep, Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. bit.ly/3PpmQi9_econsult ^Pooja
@akashchauhan75212 жыл бұрын
Mam maine pani niklwane k baad uska test krwaya tha. To docter ne bola ki TB ka pani h. Uske baad Maine malgum ka test kraya to usme TB negative aaya h. Ab meri smjh m nhi aa rha h m kya kru. Plz suggest mam i am suffered from this problem since last two months.
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hi Akash, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi bit.ly/3PpmQi9_econsult
@debonapin3 жыл бұрын
Hi. Doctor. My 16yrs daughter gone through this effusion in Rt cavity. Doc removed approx 30ml. ANA neg. Fluid colour was light yellow. After all digon we started AKT TAB. With predni. Said it is no maligned. How to know after 6month it is completely ok?
@abhayyadav-hf9jq2 ай бұрын
Hello sir mere ek frnd ko same problem h kya aap bta skte h kis hospital mai jana sahi hoga
@muskanbangia66527 ай бұрын
Maam mere brother ke left lung m paani bhr gya tha jisse unki tapping hui and TB detect hua hai but paani jyada tha to 2 baar tapping hui hai and after that ab unki TB ki medicines chlri hai, 22 may ko discharge hua tha unka and aj 1june ko unko thoda breathing issue aaya h please btaiye koi darne ki baat to nahi h na
@1mgofficial7 ай бұрын
Hi Muskan, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta bit.ly/3PpmQi9_econsult
@dreamboy3856 Жыл бұрын
Mam mujhe to chhati me drd ni hota h pr x ray karane pr doctor👨⚕ bole ki lungs me pani h left side 😢😢😢 To ye thk hoga n
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi, neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir bit.ly/3PpmQi9_econsult
@rudrakshsadhav4108 Жыл бұрын
Mam meri mummy ko bhi ho gya hai pehle bar 1780ml tha fir dr. Ne use tapping se nikal diya mgar 5 din me hi fir se 1350ml ban gya hai TB ka test bhi karwa liya hai tb nhi hai or pani me koi infaction bhi nhi hai
@praveengupta85215 ай бұрын
Dr mere beekeeping fepdo me Pani he Jo today pni niklwaya he ab use Kahne me kya De sakti he
@1mgofficial5 ай бұрын
Hi Praveen, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir bit.ly/3PpmQi9_econsult
@Ashu-r2h8 ай бұрын
Maam mujy 2saal pehele huwa ta 6 month tv ka daba v liya or thik hui kya fir ho sakta hai ki nhi
@1mgofficial8 ай бұрын
Hi, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja bit.ly/3PpmQi9_econsult
@sonukrverma16922 жыл бұрын
Thanks mam. Bahut achhi jankari
@kapoormandloi12503 жыл бұрын
Mam what should I do now for remaining flud..?
@SUMITKUMARDEY-i2b Жыл бұрын
Mam hame bahut chinta he is bad ko le kar k ye bar bar Pani kiu Jam Raha he.......plz give me ansr.....
@kamalSingh-d3s8k2 ай бұрын
Mam muje plural effusion problem hai iske ilaj me kitna kharcha hoga
@1mgofficial2 ай бұрын
H Kamal, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja bit.ly/3PpmQi9_econsult
@artisharma91322 жыл бұрын
Kya ye infection dusre ko hosktahe
@shivanshgoswamidance7952 жыл бұрын
Mam muje tb btyie h mere lungs m bhe pani bhar gya tha woh nikle diya h but m thk tue ho jaugi na ye problem bar bar tue ni hogi na
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hi Pooja, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi bit.ly/3PpmQi9_econsult
@pardeepdahiya43682 жыл бұрын
Mam mujhe typhiod hua h or breathing me bhi problem ho rhi h Kan me se bhi Kuch aawaj aati h plz mam btaiye kuch
@maksudalam57352 жыл бұрын
Right side pleural efusion hai but tb ka dose chal raha but pani ghatta nahi hai kiya karna hoga bataye
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hi Maksud ,hume apki pareshani ke bare mae janke dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani bit.ly/3PpmQi9_econsult
@vikupanwar81 Жыл бұрын
prnam Dr. 5-6 year pehle mere lungs me pani bhar jane se mujhe kafi dikat ho gai thi, इलाज bhi 15-20 din ka chala tha theek bhi ho gya tha, lekin kuch time bad ek side thoda sa dard abhi bhee hota hai jab gehri sans leta hu, or iske chalte thakan bhi bahut lag jati hai, Dr, kya app mujhe kuch guide line kar sakte hai plz
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi panwar, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir bit.ly/3PpmQi9_econsult
@azazpathanvlogs47328 ай бұрын
Someone fighting to onco there is the chances pleural effusion ??
@1mgofficial8 ай бұрын
Sorry we didn't fully get your question, can you please ask in detail. ^Faizan
@PradeepKashyap-t4c Жыл бұрын
Madam Mera gamka medical me peyural infusion chest aata hai pan mene sonography Kara to nahi usme normal aata hai to me kya karu
@1mgofficial Жыл бұрын
Hi Pradeep, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. bit.ly/3PpmQi9_econsult ^Pooja
@murariupanshutiwari57742 жыл бұрын
ma'am kya kewal medicine se is problems ko thik kiya ja sakta h
@1mgofficial2 жыл бұрын
Hi Murari, Aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja bit.ly/3PpmQi9_econsult
@murariupanshutiwari57742 жыл бұрын
thanks for reply ma'am.. ma'am mai 34 years lady hu. recently mujhe pta chala iske bare me.kya Allahabad me iske liye koi dr. aap suggest kr degi
@simran7512 жыл бұрын
Hlo ma'am kya aap lungs ki dctr hai agar hai to kya hum aapse mil saktey hai 🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽