Zindagi pe Likh chuke hai falsafe Itni din lagi ki Khudko hi na pardh saake Beqadar tu darbadar Yun bekhabar hi chal pardhe Yaadein kheechti hai Aage hi na bardh saake Saadhgi ban chuki hai aajzi, muntazar Kharday usi mukaam pe Hum aaj bhi, aaj phir tu aayi nahi Aaj phir tu shayari Aaj phir tu ek gumaan Yaad teri khaye ghi Oh thi meri razaa Ab duaa ban gayi Ae mere khuda kiya Saaza bard gayi Main jaagun saari raat Woh subhah ban gayi Garaj ke baraastay Ab yeh baadal nahi Tu mere har dard ki davah Main dhoop mein kharda Mehsoos kar zara Mausam badaltay ve dekhain hain logoun ke badaltay roup ki tarah Shamil hain ab teri dewaron mein Milain gai Khwabon mein rehtey Khayalon mein uljhe Sawalon mein Kya tum pehchano gay Ya phir mehmanoun se kaisey bharosha Karain ab insanoun pe? Tuhi khwaab, tuhi meri khwaish Tuhi ehsaas Main bayabaan tu baarish Milenge phir kabhi Umeed bhi tu aas bhi Khuli kitaab kartay Zakhmohn ki numawish
@RESPECT-iy1jh2 жыл бұрын
vip bro agay barao gay inshallha amen
@furqanshariff Жыл бұрын
🔥
@daringdesign65162 жыл бұрын
💥
@zaeem7892 жыл бұрын
♥️♥️♥️
@koushikghosh77782 жыл бұрын
Bhai english me chaiyetha lyrics ,cant understand urdu🙇