Sir Arvind sir aur aapke lectures 99% same hain 1% ka difference hai wo aapke words ko copy nii kar sakte reply me sir please
@yrsvlogs25345 жыл бұрын
Sir torcelli's law and vrnturomete Venturi-meter ke lectures ni hai help me sir urgent hai reply humble request
@aliarbazasdi22125 жыл бұрын
Great sir!!!!
@adarshupadhyay21855 жыл бұрын
Sir mai class 12th me hu aur maine aapki proving apne half yearly paper me kiya hai mere school ke teacher ne pura kat diya bole mere method se karo ab bataiye sir ye sahi hai. PLEASE REPLY
@adarshupadhyay21855 жыл бұрын
Aur ye bol rahe hain ki ye board me accept nahi hoga kyoki agar unko jo marking scheme milegi board me agar waise method se proving nahi hai to pura kat jaiga aur bol rahe hain ki wo khud kate bhi hain, sir ap bhi board ki copy check karte honge ab aap bataiye kya aisa hota hai
@adarshupadhyay21855 жыл бұрын
@@PradeepKshetrapal sir physics is all about new things agar koi new theory aur derivation lekar aate ho to use saaf galat nahi bataya ja sakta use pahle sunna chahiye aur kisi ne use galat bata diya to iska matlab ye nahi ki hame physics nahi aati because you are my teacher not my school teacher TRULY SPEAKING INDIA KA SCHOOL SYSTEM VENTILATOR PE HAI because students are moving towards online study no one is interested in school , I hope you understand
@adarshupadhyay21855 жыл бұрын
@@PradeepKshetrapal aur sir sabse important bat ek ladke ne HC verma ki proving ki thi usko pura kat diye