Apke video dekhkar Maja a geya or bohot Kuch sikhnevi mila
@sheeshamwalekabootar40215 жыл бұрын
thank you sirji aap hi ustad ho aur yeh hakeekat hai old is gold love from India
@lokendramaheshwari55172 жыл бұрын
बहुत अच्छा विश्लेषण किया
@syedahmed-ff7og5 жыл бұрын
Assalamaaikum. Super vdo and best search knowledge . Ap nay again ek achi knowledge provide ki kabutar k baray main . Allah blessing u always.
@mohammadfaizan33563 жыл бұрын
Very nice video
@skylaborbit5633 Жыл бұрын
You are a amazing guy , keep up the educational work all the best
@yousafshafqat36145 жыл бұрын
Asalam-ou-alaikum.. Bro bundle of thnx.... Itna sub khuch batany ka.... ALLAH PAK apki lambi umer karay ameen Aaap...reaally nice person hain.....aap na bht achi achi batay batai jo koi or ksi ko ni batata.... Again bundle of thnx...
@zubairrazzaq47515 жыл бұрын
Super big brother keep it up 😘😘😘👍👍👍👍
@miltonkhan56433 жыл бұрын
Nice
@aqadirali50505 жыл бұрын
اسلام علیکم معیز بھاٸ زبردست بات کی جناب آپ نے پرواز نسل سے ہوتی ہے رنگ یا خوبصورتی سے نہی
@Aakall.ke.mooz.64 жыл бұрын
Beautiful video thanks bro
@rajamajid40795 жыл бұрын
MASHA ALLAH nice information bhai keep it up 👍👍👍
@muhammadbadarmunir16734 жыл бұрын
Manimal universe aap nay sahi kaha jo bhi breed rok ker ziada odaan kerti hay wo dum kay ziada per rakhti hay ... per wo baat jo may ker raha ho keh kuch breeds jo rok ker nahi odti on may pata dum hona aek quality bird ki nishaani hoti hay
@manimalsworld4 жыл бұрын
nhi janab aesa hargiz nhi hei. Mei aik video share krrha hu apni jis mei Turkish Takla k bare mei details batai hein. Ap inka flying pattern or inki dum dekhlen. phr apko clear hojayega k aik patta dum kisi breed ki achai ya burai nhi hei
@muhammadbadarmunir16734 жыл бұрын
Manimal universe بھائ ہر استاد یا ہر اس انسان کا تجربہ بتاتا ہے کہ ایک پتہ دم کچھ اچھی نسلوں کے اچھے کوالٹی برڈز کی نشانی ہوتی ہے اور میرے پاس فلائیر بھی ہیں ٹمبلر بھی ہیں اور میرا تجربہ بھی بتاتا ہے کہ یہ بات سچ ہے اور جن لوگوں نے یہ بات بتائ ان نے یہ خوبی یہ نشانی ان برڈز میں بتائ جو یہاں کی بریڈز کے ہیں ان نے کبھی ٹرکش ٹکلا نہیں رکھے اب ٹکلا بریڈ میں یہ بات شامل نہیں تو آپ ہر نسل کو ٹکلا سے نسبت مت دو بھائ ہر نسل میں اچھے برڈز کی الگ الگ نشانیاں ہوتی ہیں۔۔
@Yusufzaipathanpigeons5 жыл бұрын
Mashallah 💯 ,maza aa Gaya Bhaijan
@sakibchaudhari20873 жыл бұрын
bhut mashallah bhai
@raeesmasihsupervediokareem8755 жыл бұрын
zaberdast
@azeemrustam11224 жыл бұрын
i will agree for your reserch
@gohelsonu7965 жыл бұрын
Hello Bhai Wo black vala per he us ke price Kya haa
@shivaamulay62705 жыл бұрын
Very nice information
@Gagandeepsingh-yx4kv5 жыл бұрын
A different information very nice bro
@kashmirpigeonmanimal28724 жыл бұрын
Bhai,jo marai pas hai 90 k angle p Nani udta, vo slow udta hai, Mai chata hu kya Mai skycutter jasi udnay vali nasal aUS nar sai bana sakhta hu plz aap batayea Aur Bhai skycutter hum kasai bana sakhtai hai, yeha skycutter nahi hotai Kashmir Mai plz aap batayea K skycutter Kasai banayea arigin sai, ya phir koi aur nasal batayea jo skycutter kee trah udty Ho Kasay banani hai yea b batayea plzz
Hi veere very nice information but are peoples not think about it they just see colours now maybe they understand after see this video any way you take care xx..Anterjit singh from UK
@chodritanveer76544 жыл бұрын
Tussi great o
@agrfun43714 жыл бұрын
Ek patta dum banane ke liye vajah hai kabutar ki udaan ko tez karna kyunki khuli dum ke kabutar slow udte hain aur baaz ya bairi ka shikar bade araam se ho jate hain isliye unme mix karke unko ek patta dum banaya gaya jis se unki udaan tez ho sake lekin iske effect unki udaan par bhi pada hai ab vo pure highflyer na hokar tipplers ban gaye hain jo kuchh tym band hote hain fir niche aate hain aur fir se band ho jate hain aise unki udaan ki timing bhi badh gayi hai aur baaz se bachne ki ability bhi badh gayi hai isiliye ye mix ustado ne kiye the lekin is vajah ko samjhaya nahi ustado ne jo ki badi galti hai. Aaj aapko India aur Pak me jydatar kabutar isi mix ke milenge jo bazi me udte hain.Aage aane wale kabutarbaz inhi ko highflyers samajhte lekin aapki vdo ko dekh kar unhe saaf fark pata chal.jayega ki ye pure Highflyer nahi hai balki pure Highflyer vo hai jo aap vdo me dikha rahe hain. Keep it bro these vdos will be milestones in kabutarbazi.Thanx
@manimalsworld4 жыл бұрын
Appreciate your understanding
@sachinsalve83323 жыл бұрын
Kya baat he sir
@naqqashh15 жыл бұрын
Kamran Abbas, Monthly High Flying Pigeon Magazine Al-Maroof, Uraan Hay Pehchaan or Happy Sunday walay ko ap nay bohat tough time dey dia Moiz Bhai. Us ki dukaan band ho jaye ge ap kay is video kay baad.
@purepigeonbreedsclubkaboot69205 жыл бұрын
Naqqash Uddin bhai Kamran Sab ko uran hai pehchan ka slogan bhi humnay diya magar unhon nay kabhi awam ko flying Style kay Breed wise faraq ko kabhi explain nahi kiya balkay doosray paid magazines ki tarha Ustadon ki marketing main involve rahay. Agar har koi Rozi Roti ko bahana bana kay Jhoot ki Marketing karay ga to Sochiay usnay khail ki kya khidmat ki aur awam ko kya sikhaya ? 🤔 Moiz bhai ki achi Bat ye hai kay inhon nay humaray platform say jo bhi seekha wo awam say share kartay rehtay hain ! 😊👍🏻
@tohidshaikh10594 жыл бұрын
Sir you are right blood line pehchan karo
@rinengrineng90165 жыл бұрын
Bai j India me mil skte hai
@hammadshaikh17615 жыл бұрын
Salam bhai me hammad hyderabad se Masha Allah ap bht achi information share krta ho
@mohammadfaizan33563 жыл бұрын
Pliesh veido
@fahadshahid77475 жыл бұрын
Bhai am frm India yea breed kse Bani gi.... Plzzz bta yea jaaruu vali
@drsnc95685 жыл бұрын
Great video.. Can we give almond 36 hours before flying .as my pigeons only eat in the evening.. So when they come home after flight i feed them almond in the evening then next day i give them proper rest and feed them only mix feed ib the evening and next morning i release them for flying. Please guide
@manimalsworld5 жыл бұрын
It is better to feed them almonds in the morning of rest day and keep them in loft where they can rest in sunlight for 3 to 4 hours. Than let them drink water and feed them only millet in the evening no need of mix feed. Further it is advisable to only feed them almonds when they start decreasing there normal flying duration and start dropping cream color of dropping while landing at home after flying
@drsnc95685 жыл бұрын
@@manimalsworld Thank you dear. Big big thanks
@farooqahmedkhan50644 жыл бұрын
Har alaqy or mulk k liye zarori ha k wo apny temprature, air speed or dosry awamil ko zehn main rukh kar breeding kary
@syd30303 жыл бұрын
Right sir!
@yasirlatif39325 жыл бұрын
MashAllah nice
@omarsharif47745 жыл бұрын
thank you sir for share true information.
@pigeonsloversameersam55705 жыл бұрын
Bilkul Sahi janab .mere pass ak kalsira kabutar h wo Bina Kisi nuskhe Bina Kisi medicine ke subah 7am se 3pm tak uda tha 44 digree tapmaan me aur wo bhi khuli dum Ka kabutar h .
@JawedKhan-xo6lz3 жыл бұрын
Mujhe apse ye pata karna Hai mere kabutaro ke bachi rukte Nahi pata Nahi kaha gir jate Hai me kia esa karon
@manimalsworld3 жыл бұрын
Is k peechey bohat sey reason hosktey hein. Major reason fazool ki cross breeding hei
@hiflykobotor47485 жыл бұрын
Nice video sir ji
@meaaqib15 жыл бұрын
Very valid information. Color is not a breed. Single width tail is a myth and just business for people.
@omarsharif47745 жыл бұрын
yes
@purepigeonbreedsclubkaboot69205 жыл бұрын
meaaqib1 Single Leaf Tail/Aik Pata Dum South Indian Lowflyer Tumblers, Racing Homers, Indian Madrasi Lowflyers, Indian Saharanpuri, Hungarian Budapest Tipplers, English Tipplers, Polish Srebrniak, Netherlands Lowflyer Tumblers aur buhat si different breeds main buhat zyada aati hain ! Jinmain say zyada tar Fancy aur lowflyer breeds hain. Jabkay Iraqi Tipplers ki halki Quality main bhi kuch Birds aik Pata Dum kay atay hain laikin zyada tar Iraqi Tipplers ka Stock qadray chori aur 2 pata dum tak atay hain. So Single Leaf tail is not a special trait for any particular breed. 😊
Janab ak request h ki aap ak video aisi banaye jisme kabutar ke pure Saal ke feedup ke bare me baat ho.yaani garmiyo me kya Dana de.saridiyo me kya Dana de aur barshat me kya de ki kabutar tandrust rahe
@yousafjamalkhan83092 жыл бұрын
👍
@rinengrineng90165 жыл бұрын
Batana jaroor bai
@muhammadbadarmunir16734 жыл бұрын
جو بہت بڑے سائز کے کبوتر ہیں وہ ایک پتہ دم نہیں رکھتے وہ نسلیں
@zainulabedin54135 жыл бұрын
Sir aap ki sari videos yeh show Karti hain ki brresaghir mein kabooter Irani or Iraqi se aye but is any solid information behind it?or Iraqi and Irani pigeons ke jaise pigeons yahan hona hi iska suboot hai.
@manimalsworld5 жыл бұрын
2 reasons hei aik to ye k Indian trades or Dosra un Muslims badshahon ki histories jo k India aye or sath kabooter laye wo zyada tar Iran, Iraq or turkey sey taluq rkhtey thy. Or aik baat or ye k hm sb jantey hei k hmari tamam history Mei ye wazey h k Pakistan me log pigeons idia sey laye. Or 3sra Bara saboot ye k waha aj bhi Inki pure breeds mojood hein. Lekin in tamam argument ka hargiz ye maqsad nhi k log ye smjhny k wo achey or hamarey burey. Msla sirf ye h k duniya Mei standards follow hoty hei j.mb k yaha aesa kuch nahi. Jesa k ap is video me aik breed dekh sktey hein
@zainulabedin54135 жыл бұрын
@@manimalsworld Sir this is true ki traders or emperors ke through barresagheer se Purana rabta raha hai.but Kiya Kisi kitab mein aisa mention hai? High flying pigeon region mein Saharanpur se Allahabad tak ke purane ustad hazrat mein yeh bat raiz hai ki yeh kabooter yaheen ke hai(as I am from India near Rampur).Iske alawa yahan structure ki bhe variety hai. 10se 16 Inch tak ke alag alag posture ke . Is it possible ki traders apne saath yahan se kabooter le gaye hon?as here are more suitable conditions to develop species publicly as well as naturally. thanks.
@manimalsworld5 жыл бұрын
@@zainulabedin5413 saharunpuri is one of the region jaha aik different breed wajood me I jissey saharunpuri kaha Jata h. Or phr unko further mix Kiya gya jo k iraqi ya Iranian pigeons thy. Jin Mei sey malwai or bohat si different qualities mojood thi. History me kuch cheezen milti hei or kuch nai. Lekin question sirf ye h k baaki jgha standards hei even India me bhi but Pakistan me aesa kuch nazar nhi ata
@zainulabedin54135 жыл бұрын
@@manimalsworld Thanks a lot. Pakistan main Rampuri,Sambhali, Saharanpuri and Banarsi pigeons ke different cross zyadater dikhayi dete hai.nice information.thanks once more.
@purepigeonbreedsclubkaboot69205 жыл бұрын
Zainul Abedin bhai Mughal history ki book Ain E Akbari main Ishaqbazi kay nam say pehlay chapter pay clearly Likha hai kay Iran aur Turan say Pigeon traders kay qafilay Mughal Badshah kay darbar pay pigeons lanay lagay ! Aur Moiz bhai nay jaisay explain kiya kay Ye standard breeds native countries main complete diversity kay sath available hain matlab in naslon ki iraq iran Main wo variety bhi dekhnay ko milti hai jo indo pak main available nahi ! So indian aur Pakistani ustadon ka ye claim kay zyada tar subcontinent ki naslain hain unrealistic hai ! Kyunkay inki majority colors ko breeds mashoor karti hai jabkay breeds ki pehchan colors say nahi hoti !
@farooqahmedkhan50644 жыл бұрын
Hamary xhild hood main asay kabotar thy jo kanty kush, nosahry thy lakn inki dun inhin parvaz main behtr control ni dati thi
@manimalsworld4 жыл бұрын
wo ye kabootar nhi hogey. Q k nasawra ya kanta kas sirf Iraqi highflying tumbler nhi hota us k elawa bhi bohat breeds hei
@kashmirpigeonmanimal28724 жыл бұрын
Asalamualikum, Bhai Mai Kashmir sai hu aur Mai chata hu aik nasal banavou jo 90angl pai udai, mtlb aik jaga udnay valy nasal, Meray pas aik zag nar hai, jo sham tak udan deta hai, usie say Mai nasal banana chata hu jo skycutter ke trah uday, plzz aap mere help kro, aur apna what's app no. Mail kro plzz
@manimalsworld4 жыл бұрын
majid bhai ager to wo kabootar khud 90 k angle pey urta hei tb to ussey kuch bnney ki umeed hei wrna nhi, chahey wo sham tk urney ki salahiyat rkhta ho
@Dr.shahidanwar5 жыл бұрын
Bhai same ayse hi kabootar India me ab bhi maujud hai Jo aap ne start me bataye mere pas abhi to nahi par main ne pahle ye kabutar uda choka hu bad me ye nasal mere pas se khatam hogayi is hi nasal ka cross aaj bhi maujud hai Jo kabootar me re dp par hai ye is ka hi cross hai jis Ki dum aur par aaj bhi ayse hi hai Aur 10 ghante ye kabootar main uda choka hu same aysi hi dum k sath
@muhammadhassan74755 жыл бұрын
moiz bhai apka number ha mery pass subha ya kal sham ma apko 1 apna pegion dekhlonga...bas uski gardan asi ni ha baki dittoo asa breeder ha mery pass 💖💖
@karnatakatumblerpigeonssad37994 жыл бұрын
Assalamualaikum , Good video bhai I perfectly agree on ur words and even in our state famous for tumblers i want to tell u the difference which is made from Iraqi tumblers to our indian state karnataka tumblers , the difference is in Iraqi tumblers there are open tail and has more than 14 wings in tail and they fly more staying at one tip which u said there maximum timings is around 8hrs , In our Karnataka tumblers the difference is the tail of the bird is not perfectly closed tail(ek patta) or not perfectly open tail , it's tail is in medium style which is a big change and also they have 12 wings in tail maximum it increase to 13 wings in tail which is rare here , and they fly not staying much on one tip but take rounds of the area and sometime goes little long distance and when they coming back they stay atleast 10 to 15mins at point and moves slow wings which shows the breed mix , and there maximum timings in these days in tournaments are around 14hrs which is a good results and a best improve tumblers breeds made in india and even u agree bhai , then after knowing thes info we can say tht we have not done any bad thing in doing mix but after this we have improved the tumbler breeds and there capacity and strength ...😍👍 If u want I can send a video of our tumblers tail pattern and eye close ups facebook.com/mohammedibrahimd.a Text me in messenger Bhai mujhe ye jaanna hai ki aaqir mix kis kabutar ke saath kiya hoga jo ye master breed banaygai , kuch aap aur jante ho to batao bhai , Mujhe in ko dekhkar toh lagta hai ki malwai kabutar ya Rampuri kabutar ko shayad mix kiya ho ki jisse kabutar ke dum ka pattern aur parwazi change hoi , is me aapki kya raai ..
@manimalsworld4 жыл бұрын
Ibrahim bhai thanks for your msg. The breed you referred here. we know it by the name of South Indian Low flying Tumblers. They originated from different type of tumblers. definitely, Iraqi tumblers have nothing to do with that. However, it is purely made in India and south Indian community developed its standards very nicely. Why we categorize them as low flyers because they fly in broad radius. do not fly in strict round circles. They tumbler while landing or taking off. Which is very close to the tumbling of Turkish Takla Pigeons. Thanks for Your comment. Please join our FB group called MU pigeons Club. We would appreciate if we can get data directly from you
@farooqahmedkhan50644 жыл бұрын
Bat sahi ha, lakn high flying main asi parvaz ko barri, shaheen asani sa pakar sakty hn
@manimalsworld4 жыл бұрын
ager aesa hei to low flyers ko rkhe. Highflyers ki khusysiyat ko kharab na kre..
@60s__cricket5 жыл бұрын
Good work Am indian
@raviverma20145 жыл бұрын
Ali nqvi thanks
@meaaqib15 жыл бұрын
I am waiting to see flying pattern of you pigeon that you had shown earlier.
@Kolkata_Pigeon_and_Bird_Lover5 жыл бұрын
This vedio is very nice and very informative. Keep it up. Do you know how many fathers they generally contains in their tail? Thanks in advance.
@manimalsworld5 жыл бұрын
14 to 16
@zaheerbaig33615 жыл бұрын
Zaheer Bai g
@shivalikhanshivalikhan96745 жыл бұрын
Right
@user-bc8yp2tu2z5 жыл бұрын
Araki 2 nasl hy aek blak eyes hy or caler pakistani kabooter ka jasa hy bas tora fark hy sar fantel kabooter ka jasa pecha hy or bal necha hy _or dosra lot ya jalabi bolta hy black caler hy ya doom1-2 bal safed hota hy
@mehmudansari2483 Жыл бұрын
Bahot udte hai bhai mere pas hai ham nesawre kahte hai
@harischeeta5925 жыл бұрын
Mere bhai Allah apko khosh rakhe apjo batain bataraheho wo koi nahe batata or itna kisi ko pata bhi nahe ha log bas ajeeb bt karty ha bohot saro ki batin sonkar ajeeblagta ha k ye logo ko banarahe ha tumhari bt se me bohot sehmat ho jo rai tumhari ha wohi meri bhi ha
@manimalsworld5 жыл бұрын
Thanks bro
@umarulmuhthad57472 жыл бұрын
Sky cutter pigeons how much? Any contacts number?
@ahmnaa15 жыл бұрын
Bhai Humare Han Kante kash pigeons Hai Wo same to same Iss trah Hai ..
@muhammadbadarmunir16734 жыл бұрын
بھائ ہر استاد یا ہر اس انسان کا تجربہ بتاتا ہے کہ ایک پتہ دم کچھ اچھی نسلوں کے اچھے کوالٹی برڈز کی نشانی ہوتی ہے اور میرے پاس فلائیر بھی ہیں ٹمبلر بھی ہیں اور میرا تجربہ بھی بتاتا ہے کہ یہ بات سچ ہے اور جن لوگوں نے یہ بات بتائ ان نے یہ خوبی یہ نشانی ان برڈز میں بتائ جو یہاں کی بریڈز کے ہیں ان نے کبھی ٹرکش ٹکلا نہیں رکھے اب ٹکلا بریڈ میں یہ بات شامل نہیں تو آپ ہر نسل کو ٹکلا سے نسبت مت دو بھائ ہر نسل میں اچھے برڈز کی الگ الگ نشانیاں ہوتی ہیں۔۔
@manimalsworld4 жыл бұрын
janab jo kabootar yaha mojood hei or aik patta dum nhi rkhtey phr bhi sham tk parwaz derhey hein? to unko acha count nhi krengy aap???
@muhammadbadarmunir16734 жыл бұрын
Manimal universe لیکن اسی نسل میں دیکھ لینا جو یہان ہیں ان میں جو ایک پتہ دم رکھے گا وہ باڑی سٹرکچر اور اڑان میں دوسرے سے زایدہ اچھا ہو گا وہ اس شام والے سے دس منٹ زیادہ ہی اڑے گا
@muhammadbadarmunir16734 жыл бұрын
جو بہت بڑے سائز کے کبوتر ہیں وہ ایک پتہ دم نہیں رکھتے
@shaikhabdulrazzak2975 Жыл бұрын
Asalam walekum bhai ye kabutar ek jagha pe rahe kar udhne wale hai shayad hamare indian ustaado ne in me mix is liye kiya ho ta k ye baaz Or bhi shikaar karne wale parindon se bach sakhe Or mere khayal se Aasmaan ek jagah pr rahe kar udhne wale kabutaron ka zayada shikaar hota hai is liye indian ustaado ne in me mix kiya ta k udhne k saath saath bach bhi sake Or gool round maar kar udh sake...
@manimalsworld Жыл бұрын
Nhi ye aik galat concept hei... Itney baaz yaha nhi jitney russian region mei hoty hein... Or waha skycuttera naami highflyers hei jo sadiyo sey aik hi trha urtey hein or unka shikar gol chakro walo sey zyada mushkil hota hei... Please check more details about this
@tanveerakhtar81175 жыл бұрын
god messege
@amiralizaidi5 жыл бұрын
younger brother . lahorion nain slective breeding ker ke auran wale kabooter banae hain aksaer chaimpion ke dumain ache nain hotein mager . mager champion kabooter ko crose ker ke mazeed acha kia jata he. naraz mat hua karain
@manimalsworld5 жыл бұрын
Agree with you but yaha problem ye hei k kabooter ka aik standard hota he. Yaha low flyer high flyer or tipplers ki tameez k bger breed Kiya gya. Jis me sey jo Bana uska koi pattern nahi beshk urney ka time ber gya ho. Uran k hawaley sbsey zyada Karachi me patti waley ur rhey hei lekin wo bhi sb mixed pattern hein
@syedpigeongreece3 жыл бұрын
Hi my new friend nice video l love my channel friend like you🤗🤝🤗
@haroonkhan-zo9os2 жыл бұрын
Hello
@pigeonfair90475 жыл бұрын
Sir I also have this breed
@anassaifi95413 жыл бұрын
Are bhaaii ur concept is not clear Bhai el patta dum isliye rakhte he kyu ki ek patta din k kabooter jyada furtila hota he or vo aasman me janvar se easily bach jada he or Kahi lamba nikal jaye to ghr vapsi bhi krta he Or agr inko 1 km door bhi chod aaoge na ye vaps ni aane vale or bhai ye kabooter janwar k hath jaldi aaynge Isliye ustad log 1 patta dum mangte he Samjhe bhai But nice video And i am from india
@manimalsworld3 жыл бұрын
Sir these all are myths
@gurnamsingh72715 жыл бұрын
bus bro dum jassi bhi ho dum ma qualitity honi chahea
@tahirhussain51155 жыл бұрын
Kabootar ki dum jesi bhi ho..usme blood acha hona chahie.
@sreejeshachi31665 жыл бұрын
indiaaaaa me kuch bhi ho saktaaa he.....
@shanoshan78085 жыл бұрын
kabhi uray tu hay ni
@shanoshan78085 жыл бұрын
high flyer sirf 3 min hi urtay han
@abdulwaheedkhan8242 Жыл бұрын
Kisse nay saheeh kaha hay jub tak dunya main baywaqoof maujood hongay aap logoon ki dukan chalti rahay ge, ummed hay samajh agae ho ge or bura naheen laga hoga
@manimalsworld Жыл бұрын
Nhi sir jin logo mei aqal ki kami hoti hei unko mei bohat sari duayen daita hu or unki baat ko bacho ki baat smjh kr ignore krdaita hu... I hope apko bura nhi lga hoga...
@amiralizaidi5 жыл бұрын
khuda ke bande ye fency hain high fly nain hain. allah ap ko akal de
@manimalsworld5 жыл бұрын
Hahaha. Puri video nhi dekhi apny??
@muhammadbadarmunir16734 жыл бұрын
کچھ نسلوں میں ایک پتہ دم ہونا اس کی خوبی اور اصل اور زیادہ اچھا ہونے کا نشان ہوتی ہے اس نسل میں یہ بات شامل نہیں اب ہر نسل کو اس سے کیوں نسبت دے رہے ہو
@manimalsworld4 жыл бұрын
Badar bhai is video ka maqsad ye hei k dum ka zyada urna ya km urney sey koi taluq nhi. Hr breed k blood Mei hota hei k usny kaha urna hei or ALLAH ney usi hisab sey uski body ko setup Kiya hei. Ye Kabootar bnd ho kr 90 k angle pey lambi parwaz krty hein. Jb k hamarey yaha aesi dum k Kabootar ko faulted kaha Jata hei. Issey sabit hota hei k is baat sey iska koi taluq nhi k dum kesi hei sirf ye zruri hei k breed kya hei
@muhammadbadarmunir16734 жыл бұрын
Manimal universe aap nay sahi kaha jo bhi breed rok ker ziada odaan kerti hay wo dum kay ziada per rakhti hay ... per wo baat jo may ker raha ho keh kuch breeds jo rok ker nahi odti on may pata dum hona aek quality bird ki nishaani hoti hay
@kulvindersinghvirk7521 Жыл бұрын
Bro , could you please make an video about Serbian Highflier , its very popular breed in in Serbia all over Europe , in pakiatan and india no one have these breed , its only pure breed still exist , Beacuse indian and Pakistani peoples dosn't know about these breed , i have some flying hd vedio and HD phots if you need ! Cheers
@manimalsworld Жыл бұрын
Sir i would appreciate if you can share with me videos on WhatsApp 03323249366
@kulvindersinghvirk7521 Жыл бұрын
@@manimalsworld thanks bro , i will sent request on watsaap !
@kulvindersinghvirk7521 Жыл бұрын
Its doesn't show on WhatsApp !? Country code may be wrong