Aise hi Fodcast aur kariye jaldi jaldi inme maza aata hai
@ExplorerVidhu9 ай бұрын
Ji jarur
@devrajdevar6619 ай бұрын
Jai shree Ram ma'am & sir 🙏🙏🙏
@ExplorerVidhu9 ай бұрын
Jai shree Ram
@devrajdevar6619 ай бұрын
@@ExplorerVidhu 🙏🙏
@devrajdevar6619 ай бұрын
Sir ma'am maine suna hai Swami Vivekananda ne bhi nilawanti granth padi thi.
@ExplorerVidhu9 ай бұрын
Devraj ji Aisa Mana gaya hai ki Swami Vivekanand ji Jo the, kisi bhi kitab ko Apne sir se lagakar usko atmasaat kar lete the, Bina use kholkar pade. lekin yah ek Myth hai isase jyada kuchh nahi. yah baat sach hai ki Swami Vivekanand ji ki jo memory thi, vah photo memory thi. vah kisi bhi chij Ko ek bar dekhne ke sath hi yad karke rakh sakte the. lekin Bina kisi kitab ko khol kar padhe, use atmasaat karna sambhav nahin hai. aur agar unhone vah kitab padhi Hoti to unki death usi time Ho jaati. kyunki use kitab ke upar yah shrap hai... to mere according to mujhe nahin lagta ki unhone vah kitab padhi thi...
@devrajdevar6619 ай бұрын
@@ExplorerVidhu interesting 🧐🤔
@Sanju777899 ай бұрын
Next Fodcast Diwali k baad hoga??
@ExplorerVidhu9 ай бұрын
Kal aa raha
@devrajdevar6619 ай бұрын
Ye chupacabra me logo kya itna intrest hai 😂😂😂😂
@ExplorerVidhu9 ай бұрын
Ye to aapko logo se he puchna padega.😊
@devrajdevar6619 ай бұрын
@@ExplorerVidhu 😂😂😂
@Sanju777899 ай бұрын
Nilavanti ka husband pishach tha ...aur jab usne chhal karke nilavanti se wo book leli tab jate jate nilavanti ne uss book ko curse Kiya tha..Aisa mujhe pata hai
@ExplorerVidhu9 ай бұрын
Nilamvanti ke liye Kai sari myths hai... Famous to wo hai jo aap bol rahe hai... Kuch logo ka manna ye bhi hai ki ye hazaro saalo purana granth hai... Per reallity ye hai ki nilamvanti jab apni tantra sadhna kar rahi thi tab us ke pati ke dawab me aa kar us ne unhe apne granth ke bare me bataya... Us ke pati ko wo granth chahiye tha isliye us ne gaon walo ke saath mil ke ye shadhyantra Racha... Gaon walo ne nilamvanti ko us bargad ke ped ke niche gher liya tab nilamvanti us granth ko shrap de ke nadi me kud gai... Us ke pati ne wo granth pada or wo pagal ho ke mar gaya... Uska pati shaitan nahi tha us ki paraviti shaitani thi... Kehte hai Maharashtra ke janglo me Aaj bhi ek Sanyasi hai jinki ummar sikdo saal hai unke paas ye granth Aaj bhi maujood hai per unko dhoondhna namumkin hai... Unhe waha bazind kehte hai...