*Aap Agar Ghalib Se Milte To Unse Kya Puchhte? comment karein!*
@mdaadilnawaz31343 жыл бұрын
K ghalib kha magloob ho jatein h ...?
@mdaadilnawaz31343 жыл бұрын
Kiske dr pe....
@synapsexcracked5013 жыл бұрын
AAP KHATE KYA HAI 😂💛
@shashankrai56493 жыл бұрын
brand ka name?
@synapsexcracked5013 жыл бұрын
@@shashankrai5649 😂😂😂😂😂😂
@RohitSharma-uf3hs2 жыл бұрын
Main aapke jazbe ki taariif kart hun dost... par ghaalib saahab itne ghamzada kabhi na the jaisa aapne dikhaaya.. hazaar gham dekhe honge unhone... par phir bhi wo behad khushdil khushmijaaz shakhsiyat the... jo ki aapki koshish mein katayi nahi ubhra... mohabbat
Apka Meer Taqi Meer wala episode behad lajawab tha!! Actors were also great and justified their work of act.
@synapsexcracked5013 жыл бұрын
jb ap rekhta ne aisi hi video MIR USTAAD ki bnai thi tb m soch rha tha ki kaash aise GHALIB ki bnaate or aaj apne bna d REKHTA thnkew guyz 💛💛💛💛
@mohdaadil71563 жыл бұрын
hai kahāñ tamannā kā dūsrā qadam yā rab ham ne dasht-e-imkāñ ko ek naqsh-e-pā paayā I would surely have asked Mirza Ghalib for the meaning of this deepest shair of his.
@pros76653 жыл бұрын
کیا لوگ ہیں کہ دل کی گرہ کھولتے نہی آنکھوں سے دیکھتے ہیں مگر بولتے نہی
@mahnoor87363 жыл бұрын
ملیے غالب سے حیدرآباد میں موجود ساتھی شاعروں کے ہمراہ کیسے اپنی سالگرہ منا رہے ہیں⬇️ kzbin.info/www/bejne/jnLTnq2Mp9Z3eas
@synapsexcracked5013 жыл бұрын
Mere khuda-e-sukhan MIRZA NOSHA 💛💛💛
@sanatanitom67583 жыл бұрын
Lekin Meer Taqi Meer khuda - e - sukhan hain 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
@avadhiboyvlog79983 жыл бұрын
मेरी जान , ख़ुदा ए सुखन मीर साहब को कहते थे
@synapsexcracked5013 жыл бұрын
Ji m jaanta hun khuda-e-sukhan ustaad meer ko khte hai isliye mene uper Mere likha or dusra ye ki ustaad meer ko bhi shuruwat m to kisi ik insaan se kaha hoga phir vo naam chla aya , or aisa to nhi h na ki khuda-e-sukhan sirf ik hi ho skta hai 🙂💛
@sanatanitom67583 жыл бұрын
@@synapsexcracked501 nahi unhe shayri ka shauk nahi tha balki wo jab apne pagalpan se thik hue apne mehboob se bichhadne ke bad to wo apni bate is tarah kehne lage unka kisi se muqabla nahi ho sakta kyoki wo alag tarah ki juban me likha karte the agar unhe khud bada Shayar Banna hota to wo easy labjon me likhte unhone khud kaha hai Farsi ya arbi ko samjha ka sakta hai kyoki uske liye kitabe hai lekin meri juban samajhne ki koyi kitab maujud nahi hai inse pehle 1260 ke karib Ameer khusro pehle Shayar the aur jab 1723 me Meer Taqi Meer aaye to in 450 salon me shayri ghutno ke bal thi to koyi doosra khuda e Sukhan ho hi nahi sakta 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
@synapsexcracked5013 жыл бұрын
@@sanatanitom6758 jiii bht shandar information d apne shukriya ❤️ Pr jo mene Mirza nosha ko khuda-e-sukhan sukhan kaha uska ik ye maani h ki phla mirza k koi ustaad nhi the or mirza nosha bht zyda versatile shayr the jese mir or baaki shayr kisi ik topic pr apni zindgi guzar dete h ( zydatar mehboob ) pr ghalib k yha apko hr rang milta hai or dusra shyr sirf usko nhi khte jo accha khta ho balki accha likhne tareeka bhi ana chahiye jo mirza k paas alg hi level ka tha , or Mirza nosha mir se compare nhi ho skte q ki mirza urdu k shayr the hi nhi , vo Farsi k shyr the unka ik dost tha jise farsi nhi aati thi to mirza unke liye urdu m sher likhte the , ghalib ne kaha bhi h agr Ghalib ko pdhna h to Farzi m pdho mere urdu m likhe asaro ko m shayri hi nhi maanta Or unke mehes thode se likhe urdu k shero se hi vo Ustaado k ustaad ho gye to sochiye unka Farzi m kese haath hoga 🙂💛
@masoodurrehman70153 жыл бұрын
خدا استاد محترم کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے آمین
@SandeepYadav-gk1zi3 жыл бұрын
Such a great tribute to the such a great poet "The Legend Mirza Ghalib Sahab" ❤️🔥👏🏻👏🏻
@amasu473 жыл бұрын
Lashaori taur p Intezaar tha 💕 is episode ka
@Chashme__baddoorr3 жыл бұрын
कितना ख़ूबसूरत था बस इन्हें बैठ के सुनना ❤️✨
@tribalfoodofindia53123 жыл бұрын
Yaar ye itna emotional h me pura nhi dekh paya ek baar me❤️
@amiryaseen33383 жыл бұрын
Mir taqi mir was a master piece.
@ART-fk4dd2 жыл бұрын
Little funny 😂but meaningful 👌👍
@PreetiYadav-kd5dq3 жыл бұрын
बहुत बेहतरीन..👌👌👌
@d.s.3093 жыл бұрын
You are the heart and soul of lajwaab thoughts and feelings and emotions and concepts and humour put together in the most beautiful poetry. Unmatched. Respect and love for you unmatched too
@Aanchal.3 жыл бұрын
Aankhon se jaadu bikherta yeh kamaal kalakaar!🤍🕊
@ramshafatima71783 жыл бұрын
Liked just for the great concept
@shayanhassan69133 жыл бұрын
puchta ki ghalib .. "Zindagi me Dard hai ki .. Dard me zindagi..
@abdulmoeez133 жыл бұрын
Please iss series ko continue rakhen ❤️😍
@faroughalisagar37773 жыл бұрын
Ghalib is one of the best poet of all centuries, is because he is alive in our hearts 💕
@siasai283 жыл бұрын
Khoobsurat❤
@KuldeepSingh-nm1mc3 жыл бұрын
Ok
@uddeshyasingh41383 жыл бұрын
Lovely concept & this what art meant. Thanks whole @REKHTA team for doing this 💯❣💕❤
@warriormadnan64653 жыл бұрын
मरते हैं आरज़ू में मरने की मौत आती है पर नहीं आती
@faqakash3 жыл бұрын
Ghalib ko ghamon ne chata zaroor hai magar khatam nahi kar paye kabhi, ghalib dukhi zaroor ho sakta hai ghalib ro nahi'n sakta, ye shayad rekhta ki pahli video hai jo mujhhe pasand nahi ayi.
@mahnoor87363 жыл бұрын
ملیے غالب سے حیدرآباد میں موجود ساتھی شاعروں کے ہمراہ کیسے اپنی سالگرہ منا رہے ہیں⬇️ kzbin.info/www/bejne/jnLTnq2Mp9Z3eas
@IshanWayne2 жыл бұрын
हाये दिल्ली... हाये दिल्ली, ******* में जाए दिल्ली This cracked me.
@shariquesiddique3623 Жыл бұрын
Please make this type of more videos
@faizasiddiqui47513 жыл бұрын
Waah khuub 👌
@NSiddiqui7863 жыл бұрын
Koi sher sunayen Siddiqui saheba
@sanatanitom67583 жыл бұрын
@@NSiddiqui786 main suna deta hoon Fir jigar khodne laga nakhoon ||| Aamad - e - fasl - e - lalakari hai |||||| 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
@asifjamal29313 жыл бұрын
King Khan Mirza Asad ullah Khan Ghalib The Baap of All poets💥💥
@musicaddict84463 жыл бұрын
To admire someone or something I got some words like - mein tujhe ganna chahatan hun galib ki ghazal ki tarahan
@darshsamant14523 жыл бұрын
Wow... Just amazing ❤️❤️❤️❤️
@technicalzone56445 ай бұрын
Nayyar -o- mir -o- shefta sab hi humen pasand hain Ghalib e khasta ke begair Kaun se kaam band hain
@naimuddinsalmani6063 жыл бұрын
Apke sawal se hi mera gehra rishta hai Mera hamesha yeh khwab raha hai ki mere jeete jee science itni develope ho jaye ki main maazi men jakar Ghalib sahab se mil sakun. Ameen
@ajayberry11733 жыл бұрын
अच्छा प्रयास अंकित ।
@hirdeshkumar76443 жыл бұрын
Good work...loved it 👌
@MOHAMMEDRAQIB353 жыл бұрын
...bhad mein Jaye ..ka kuch Urdu wakiya hota to subhanallah
@AamirkhanYt3 жыл бұрын
Love from Pak...
@dhaneshkothari2 жыл бұрын
Please provide captions in hindi & urdu to follow the shers better.
@yusufusmani63383 жыл бұрын
Outstanding
@MalikSahab-hi9tx3 жыл бұрын
वो आए घर में हमारे ख़ुदा की क़ुदरत है कभी हम उन को कभी अपने घर को देखते हैं
@khaalisshayaripoetry3 жыл бұрын
Nice 👍🙂
@pushpitkamboj97073 жыл бұрын
Do same witj jaun elia❤❤❤
@uddeshyasingh41383 жыл бұрын
Ritesh bhai fired💗❤💘
@sadiyaseher34333 жыл бұрын
عمدہ
@muneernaqvi82783 жыл бұрын
Wah 😭❤️❤️
@usmanafzal80053 жыл бұрын
Thank goodness Ghalib is not here for real. If he was, he could have killed you for wrong pronouncation of words and poetry. Secondly, worse acting. He was and is the peak of poetry. Don't make fun of Mirza Ghalib.
@yashkundu21703 жыл бұрын
sahi kha bhai. no one can match Ghalib chacha. jisne unko padha hai vohi jante hain ki shayari me unka maqaam kya tha. Greatest of all time
@mahnoor87363 жыл бұрын
ملیے غالب سے حیدرآباد میں موجود ساتھی شاعروں کے ہمراہ کیسے اپنی سالگرہ منا رہے ہیں⬇️ kzbin.info/www/bejne/jnLTnq2Mp9Z3eas
@brajgopal53703 жыл бұрын
❤️❤️❤️❤️
@DeccanPS3 жыл бұрын
Nice
@UjjwalKumar_2343 жыл бұрын
Sadly it is caricatarish. I suggest ppl to try "Tera Bayan Ghalib" by Gulzar and Jagjit ji. Also Ghalib ke Khutoot by Zia Moiuddin is superb.
@Spiritualpoet.3 жыл бұрын
Bhut khub
@sumitgatkari51792 жыл бұрын
♥️♥️😭♥️♥️✨😘
@mohammadhussain23372 жыл бұрын
On arriving your studio Ghalib Would have changed "Rekhta" to "ریختہ" first .
@rahmattanha3 жыл бұрын
Lajawab
@martobam1678 Жыл бұрын
Ghalib was a liberal person.he would have welcome the modern Delhi. He would have been excited and curious in today's delhi.also having some 🍷 in some pub
@MalikSahab-hi9tx3 жыл бұрын
❤️❤️
@99abdulbasit3 жыл бұрын
After Watching Naseer ud din Shah you cannot be satisfied with such below average acting skills ...
@abhishektailor52593 жыл бұрын
............................... Koi batlaye ki hm h kya...... True galib lovers can complete this 💖💖💖😅
@sanatanitom67583 жыл бұрын
Wo puchhte hain humse ki ghalib kaun hai 👍👍👍👍👍👍👍👍😊😊😊😊😊😊😊
@99abdulbasit3 жыл бұрын
Virat kohli is playing Ghalib's role ....😀....
@VeerSinghveersinghthetiger3 жыл бұрын
I am big big big fan of Rekhta. I appreciate their initiatives shayari collection. Previously uploaded video on Meer Taki Meer, Ahmed Faraz, Jaun Elia was absolutely fine. But this video doesn't match their class and very poor acting. This could be better.
@krunalchauhan96063 жыл бұрын
❤️😊🙏🏻
@Charlie-hs1xr3 жыл бұрын
Niklna khuld se aadam ka sunte aayein hai Bade BeAabru hoke tere kuche se hum nikle
@FaisalsPoetryOfficial2 жыл бұрын
I dont think the actor did the justice to the character. After watching Naseer ud din's Ghalib movie, no one impresses you in Ghalib's attire.
@miqbal77073 жыл бұрын
یہ حضرت غالب کو کس جوکر کے حوالے کر دیا بھیا ؟
@hittuvora3 жыл бұрын
❣️🕊️
@waseemgoodlife32343 жыл бұрын
Janab nayi dilli raas aa Rahi h ? Haaye dill , Wo aaye dilli Bhaad me jaye dilli Hahahaha 🤣
@kasifiqbal46803 жыл бұрын
Khat likhenge garche matlab kch na ho Hum to Aashiq he tumhare naam ke
@rudrapratapsingh97163 жыл бұрын
😊
@dalitnahipehlehinduhu656910 ай бұрын
we need 2.0
@autorickshaw46592 жыл бұрын
Mirza Ghalib ki Haveli: kzbin.info/www/bejne/bV6nnqODpadmpc0
@mdaadilnawaz31343 жыл бұрын
Koi mjhe btlaye k btaun kya?
@inamkhan98092 жыл бұрын
❤️🇵🇰
@mayankmanwansh55523 жыл бұрын
Background music sounds like kung fu panda music.
@skchawlawalkingatheist31892 жыл бұрын
Concept is good but the person played Mirza Ghalib role is not appropriate & suit his role.
@Ssyednadeemi Жыл бұрын
Ka ba Kis moun sai Jao Gai GHALIB Sharm Tum ko magar nhi aati
@rakeshrey.rakeshrey3 жыл бұрын
शराब का रंग फ़ीका है।
@mohammedyasir5023 жыл бұрын
Ye meer taqi meer k liye to theek hai. Ghalib jaisi rangeen shakhsiyat ka aks nhi nazar araha hai
@umairahmed27313 жыл бұрын
ghalib fzool h meer awla h
@mirzarakjamali3 жыл бұрын
@@umairahmed2731 ghalib fazool ya mir awla nahi urdi shayrii mein har shayur aur sher ki alug lazut hai baqi original commentor ka mein maqsud samujh raha hun aur un say agree bhi krta hun.
@mahnoor87363 жыл бұрын
ملیے غالب سے حیدرآباد میں موجود ساتھی شاعروں کے ہمراہ کیسے اپنی سالگرہ منا رہے ہیں⬇️ kzbin.info/www/bejne/jnLTnq2Mp9Z3eas
@shabbirhasan68212 жыл бұрын
Chacha ghalib apni qabr mein karwatein le rahe honge aise content ko dekh kar... hayee tauba hayee tauba...
@divyaprakashshukla56903 жыл бұрын
Could make it better.. Not up-to the standard of mirza nausa..just think once.. Y r talking to legend. This is not a way to present him.
@paramjitsingh9558 Жыл бұрын
No match to Naseer-ud-din Shah
@nitinbansal6813 жыл бұрын
Yar ye kya bana diya 😭
@sachingull3 жыл бұрын
यह कौन-से दिहाड़ी ग़ालिब लाए हो.. खता माफ हो,..
@mujtabathebo43142 жыл бұрын
Pathatic acting the character of Ghalib do not suits on him
@tanveerrazasayyed35292 жыл бұрын
Mir was good but not ghalib ,
@mirzarakjamali3 жыл бұрын
Great concept but not a very good execution
@vizikachoudhary79373 жыл бұрын
😂😂😂
@manjeetmehra96993 жыл бұрын
Bad representation
@nadeemraj0786 Жыл бұрын
Ye kya bakwas banaya hai
@SequFilms3 жыл бұрын
Kisi kaam ki acting ni h
@mahi_rao3 жыл бұрын
Nice
@mohammadhussain23372 жыл бұрын
On arriving your studio Ghalib Would have changed "Rekhta" to "ریختہ" first .