instagram.com/streetfoodzaika?igshid=1103uly3t4le4 👆 Instagram pe follow karo Dosto ❤️
@noshinairfani69743 жыл бұрын
Congratulations 800k ❤️ Mashaallah Allah will bless u with lots of success and healthy life
@shahedaparween98813 жыл бұрын
P
@cookwithaasipreet36283 жыл бұрын
Hii friends covind me Papa ki job chali gyi ar mummy bimar rahti hai jiske karn mujhe desre ki kitchen me cooking krti hui ar study bhi krti hui youtube pe new startup h plzz help kijiye..🙏😔..
@sangeetahire8033 жыл бұрын
Ham use krte hai amma Evrest masala aur bhoot jyada testi bna hai ye dish thx amma
@dkhan83952 жыл бұрын
Looks very tasty
@armaansayyed80013 жыл бұрын
App ke har ek video bhot ache hote hai anti Recepi bina deke like kar dete hai..... Fir Recepi dekte.... I loved u r Recepi thank u very much u sharing u r Recepi.....
@syedaambreenali58363 жыл бұрын
Asalamun Alaikum Aunty or Riaz bhai pehle tu ap dono ko buhat buhat Mubarak ho umrah per jane ke liye ALLAH KAREEM ap ki hr mushkil ko asaan kare Ameen or main Pakistan se hoon butt ki masale dar or salan wali recipe channal per dal dijye main kb se wait kr rahi hoon
@StreetFoodZaika3 жыл бұрын
walaikum assalam
@naz-072 жыл бұрын
Masha Allah🤲🤲Allah apko lambi umar de ..ap kitne acche recipe share krte ho khala 👌🏼👌🏼👌🏼🥰
@IrfanKhan-cy2ty3 жыл бұрын
Waleykum was salam wa rahemtullahi wa barkatuhu antey mashaallah yameee dish
😍😍😋Ma sha Allah dish Ma sha Allah vlogs Ma shaa Allah family 😍😍lysm 😘😘 😋hamko bhi vajri ki recipe chiye.👍
@mairawaqas60982 жыл бұрын
Mujy to bohat asan laga ma asani sa bana lo ge ab phali dafa banany lagi hu aj thank u mam allaha ap ko bohat kamyab kary ameen
@shaikh56523 жыл бұрын
Assalamualaikum Nice recipe 😋😋😋. Aap ke haath me jaadu hai Mumtaz aapa. Allah aap sab ko aise hi khush rakhe ameen 🤲🤲❤️. Aap (gobhi ka paratha) ki recipe daliye please. Love from Aurangabad 😊
@shashiuppoor79803 жыл бұрын
Bahut badiya recipe thi mouth watering. Aisa laga abhi chapati ke sath kha lo. 👍
@niveditaseebaluck75403 жыл бұрын
Thank you mama for your recipe .it seems very delicious .God bless you n your son .
@DEEPAKSINGH-002 жыл бұрын
Bnane me alas ata hai....apki video dekh ke so jata hu😊
@rashibupadhyay31253 жыл бұрын
So sweet mother and son 😍
@chandbanosheikh92983 жыл бұрын
Assalam walikum, Masha Allah bhut achachi recipe. 👌👌👌
@StreetFoodZaika3 жыл бұрын
Walaikum assalam
@violetjohnson48872 жыл бұрын
Looks very very tasty. I always follow your recieps.
@AliDhole-d2r Жыл бұрын
Mashallah dish recipe ham bhi wapas aate Hain Everest masala 😊
@roxieis20243 жыл бұрын
Congratulations on your 800K subscribers..MashaAllah
@tariqtaj56232 жыл бұрын
بہت مزے کی بنی ہے بہنا
@mohinialbert53873 жыл бұрын
Very good recipe. Your happiness and love brings a lot of taste. Thanks
@ayeshasayyed95822 жыл бұрын
Assalam u alaikum mai use karti hn mujhe bht hi acha lagta hai Ap ke sare khane Mai bht hi interest se dekhti hoon aur pakati bhi hun vaise Alhamdulillah meri ammi bahut achcha khana banate the ab vah is duniya mein nahin hai Lekin Maine Jo kuchh bhi sikha hai unse sikha hai aap meri ammi ke liye dua kijiega shukriya
@jeetm71022 жыл бұрын
My mouth is watering, I love kaleji and pota. They taste good. Thx for sharing Ji 🙏💕
@sumentariq74732 жыл бұрын
Asslam o alaikum Masha Allah g Ap k Tamam khany Bohat Achy huty Hain Allah pak Ap ko Sehat or tandrusti wali zindgi dy ameen khush rhy
@nirmalaadhikari48392 жыл бұрын
Excellent 👌 Thanks 😊 Love from France 🇫🇷
@shaheenbano69412 жыл бұрын
Mene apki kaleji ki recipe try kri husband ko bhut pasand ayi kh rhe t ki khala ki recipe hai n 😊😊
@sairamotiwala46203 жыл бұрын
Assalamwalekum Riyaz n Mumtaz 🥰 👏👏👏👏👏superb you are excellent 👌🏼 The recipe of liver n gizzard too good Mumtaz I love your cooking style it's all done with patients you cook with perfection it's not just add spices n recipe done you do it so well step by step tk time for cooking all the masalas well really I appreciate every part of the recipe and overall mouth watering dish 💯👏👏👏👏I would love to hv it with just plane 🍚 rice and dal 🍛 yummy 😃😃
@farhanaferoz73252 жыл бұрын
1st Time aap ka program dekha bohat Acha laga, recipe zabrdust thi. Susral m pahli bar potay ka saln banana tha (hamary mekay m nahi banta) tu aap ki recipe dekh kr banaya bohat Acha bna. Thanks
@kaneezbegum11973 жыл бұрын
Riyaz Bhai stop teasing kaleja/khalejee 😅😂😂😂 Lots of duas my dear friends, Looks yummy 😋 stay safe and well 🥰🥰🥰🇬🇧
@mangalapundir44602 жыл бұрын
Han wajdi ki recipe bhi Daley jaldi 😋😋
@amritakaurchilotre55083 жыл бұрын
CONGRATULATIONS! Mumtazji and Riyaz for 800 subscribers. 1M. Very soon.
@shahbazakhtar83283 жыл бұрын
Apki kamyabi ka Riaz hi apki or riaz ki khati meethi batyn hy
@Nsrecipe3 жыл бұрын
👍👍👍👍 I love your recipes
@amolmonu8624 Жыл бұрын
Nice
@naseemriyaz12452 жыл бұрын
Wah super bot yum I, I'm aliya rani multan pakistan sa ap ka salam ka andaz both super h I like it
@shagavigeorge10753 жыл бұрын
Hi pheta kaleji Bahot Badia Banaayaa aapne itna achha Banaa hai ise test karneki zarurat Bass khate jao thanx Recipe Requests: Vajdi ka Recipe juld Dale thanx Ones again
@StreetFoodZaika3 жыл бұрын
ok 👍
@rukhsarkiduniya27612 жыл бұрын
Assalamualaikum.. Mujhe kuch bhi nahi ata tha par ap ka video dekh dekh ke banati hu simple or tasty banta h Thank U ❤️
@munazzaperveen14893 жыл бұрын
Masha Allah looking so tasty 😋🥰❤️
@nanukabaawarchikhana89243 жыл бұрын
Assalamualaikum very good recipes aap ki recipe bahut acchi hoti hai
@natasha16693 жыл бұрын
Pls app vajdi aur ojdi ki receipe dikhaye app ki receipe bohot acche lagti hai Thanks
@tahasinabanu41332 жыл бұрын
Nice receipt Maa beta arase baitke maze se khare... Humna b diyo g aunty...💕
@shabanashaikh89073 жыл бұрын
Mai toh aajhi banaungi 😋
@mehzabeenhashmi2133 жыл бұрын
Aap khana bhut nice tareke se banate ho ojri banane ka trika bhi btaye
@saniyashaikh43683 жыл бұрын
I don't like chicken liver but the way u cooked, I loved it 💕even my mom make like this..
@derbywilliams56953 жыл бұрын
Delicious 👌Winter Recipe👍
@shamimsawani91362 жыл бұрын
Amazing it’s a new way I love it.
@shivshankar79453 жыл бұрын
मुँह में पानी आ गया। वाह क्या रेसिपी है। माँ बेटे का बेहतरीन प्रदर्शन है। ऐसे ही बढिया बढिया रेसिपी भेजते रहो।
@zeenathtabbassumshaik48133 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty aap bhttt sweet ho aap ki cooking fabulous mashallah Allah ap ko sahet de ameen from hyderabad...
@saminasiddiqui34323 жыл бұрын
assalamualaikum ammi jaan Allah aap ka umrah qabool kare aur aap ka umrah ache se ho aur aap waha jana to mere bete aur shohar k liye plz khas dua karna Allah aap ko kamiyab kare aameen summa aameen 🙂👌👍
Assalamualaikum Bahan .Bahan mai Delhi se hu. Mai Aapki har video dekhti hu aur bahut kuch sikhti hu.Aapka shukriya .
@mubarakshaikh78613 жыл бұрын
Wow super😋😋😋😋😋
@hajrabano8402 Жыл бұрын
وجڑی صاف کرنے کا طریقہ اور ٹسٹی ٹسٹی وجڑی بنانے کا طریقہ
@salmabegum15343 жыл бұрын
Bakra ki ojri ki recipe dalo
@englorott53333 жыл бұрын
Walayekum Assalaam Hmaaree ye b favourite ..😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
@arfi845 ай бұрын
Ojri nhi khana chahiye Islam mein is ko haram kha hai plzzz hadis dekhe
@tehzibshaikh32002 жыл бұрын
Ap ki dish dekh ke bnati hun bohut acha bnta hai thnku
@farheenshaikh36783 жыл бұрын
Assalam walekum Ammi ❤🥺 aap bohot bohot bohot accha or tasty khana banate ho mene aap ki recipes dekh kar banati hu☺☺☺ or bohot tasty 😋 banta hai aapki wajh se me apne hone wale sasural me sabko kush kiya hai khana banake... or unko sabse acchi aapki double leyar ki dum biryani acchi lagi ❤❤❤❤❤
@StreetFoodZaika3 жыл бұрын
walaikum assalam 👍
@devilsgod44453 жыл бұрын
@@StreetFoodZaika aap daal baati banao na ammi Jaan plz 🙏 plz ek baar daal bati banao plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
@abbasmalik92972 жыл бұрын
سلام عليكم Bohat acha thanks from saudia Arabia
@bernadetkullu18003 жыл бұрын
Wah mom n son lovely combination love to watch your video... nice recipe l never knew definitely going to try out ❤️❤️❤️
@bhavanibhavani4092 жыл бұрын
Super
@TheDragoon482 жыл бұрын
Nice yummy. Wazidi recipe please. Thanks for your recipes.🙏 god bless you all.
@shaistashaikh36073 жыл бұрын
I dont like non veg 😣😣...but I love your cooking style 🥰🥰
@azadazad66112 жыл бұрын
Non veg bhi khaya karo
@makhan45343 жыл бұрын
Zabardast . Masha Allah .aunty kaleji seekh recipe share kijye
@FoodFamilyRecipes3 жыл бұрын
یا اللّه ہماری سپورٹ کرنے والوں کو تو ہمیشہ اپنی رحمت کے سائے میں رکھنا اور انکے والدین کو لمبی عمر عطا فرمائے آمین ثم آمین آمین ..
@lovetocraft74402 жыл бұрын
Sach me bohot intezar tha is recipe ka shukriya ammi
@weilakwei91283 жыл бұрын
Thank you for sharing this yummy recipe. Take care and stay healthy. Your laughter is the best medicine. God bless you all.❤👍
@MariaFernandes-wt2iw2 жыл бұрын
Please vajdi recepie bhejo
@zeenatshaikh87383 жыл бұрын
Masha Allah nice recipe...meri mother in law meat masala use karte hai...non veg dish banate waqt...
@si-hl4do2 жыл бұрын
Mouth watering recipe 😋
@Shafiqkhan-rp1xy3 жыл бұрын
Aap ne Jo racipe banaya kaleji oor kota mast banaye meri ammi banayenge tanks recipe ❤❤
@rashida27843 жыл бұрын
Mujhe chahiye wajdi ki recipe
@sharonjames20012 жыл бұрын
Ye kya hota hai
@zuhairakhan2053 Жыл бұрын
Wajdi kya hoti h
@manav_1122 жыл бұрын
Mam main aapki sari video dekhta hun mujhe aapki video bahut pasand hai
@malapawar35613 жыл бұрын
पोटाकलेजी बहुत अच्छी बनाई मा, अब वजडी की रेसिपीज बताओ
@sabataskeen10683 жыл бұрын
Assalaum alikum anty aap k jo hasne ka andaaz hai super aap ki har ek recipe super 👌👌👌🤗🤗🤗🤗
@dnyaneshheble39383 жыл бұрын
Yummy 😋
@KGFMALIK-f4z3 жыл бұрын
Mashallah bohut hi zaberdest my sweetie antey apko bohut time s dekhti hun recipe super delicious 😋🤤
@smitawadekar81883 жыл бұрын
Delicious n yummy 👌👌👌
@pramodwaghmare36903 жыл бұрын
Very very nice your recipe allha bless you
@shirinapatel493 жыл бұрын
Your is so nice and tasty and please post the wajdi recipe
@sheelasantiago66312 жыл бұрын
बहुत शानदार बना है।मैं बिल्कुल आपके जैसा बनाती हु।औऱ एवरेस्ट मीट मसाला ही डालती हु।
@mubassirmullamubassir87923 жыл бұрын
So cute ❤
@DilliKivloggerBahu3 жыл бұрын
Bht hi achhi recipe h m bhi thi evrest mutton masala orange clr ka hi pkt leti hu iska test wakey bht achha h by the way am your new subscriber 😘😘 god bless you ameen
@abduljawidabduljawid20842 жыл бұрын
Assalamualliakum a recipe bahut achi hai
@ashokawari30302 жыл бұрын
1 st time Maine apki recipe dekhi hai, bahot accha banaya apne .I like it.
Assalamu alaikum aunty. Bada hi lajawab kaleji aur potha ka salana banaye hain aap. Munh mein paani aagaya. Recipie k liye shukriya. Everest masala mai use karthi hoon.. Aunty allahabad aapko sehath aur aafiyath dey. Aur aapki pyari si hansi yunhi barqaraar rahe. Ameen ya rabbul aalameen.
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
Walaikum assalam ...ameen ❣️
@babakhan63482 жыл бұрын
Potha kaleji bana ya hun Aap ki recipe wonderful hai Thanks
@ansarikaif21002 жыл бұрын
Assalamualaikum Meri toh khud ki chiken shop hain main apne ghar main apne haath se banata hoon inshallah main aapke style main bana k dekhunga kaisa test ata hai. Aur main evrest ka har kisim ka masala use karta hoon mere ko khana pakne ka bahoot shooq hain Waise bahoot mast videos banate hoo aur aunty bhi mashallah ache se batate hain ache se samjhate hain ek dum easily samjh Mai. Ata hain 😊😊😊
@linoosheikh Жыл бұрын
Mashallah both mazy ki bni mena tyri ki thi ghr walo ko both pasnd ai jazakallah AP ki recipe both achi ha ❤
@aaslamsaslamaaslamsaslam84183 жыл бұрын
masha allah aapi ojhdi ki resipi btaden
@AyeshaKhan-uy2io2 жыл бұрын
MashaAllah zaburdust...love from Pakistan...Baqra eid pur yahan 95%gharon mein qurbaani kay forun baad mutton kaleji pakti hai...aap ki iss recipe say mutton kaleji bun sukti hai???
@asifshaikh86593 жыл бұрын
Mashaallah nice recipe anty aap ne banaaye
@sayyadabegum46443 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty meri ammi apki or apki family ki bht badi fan ho gyi h recently ek video dekha apki tbse meri ammi poora din apki video dekhti h... Bhut happy hoti h or khti h aap sbki video me apnapan lgta h☺️☺️☺️☺️
@harjinderbadyal60162 жыл бұрын
Veri good madam g bhut hi acchi respi a khane main
@lubnakhan3440 Жыл бұрын
یہ ریسیپی بہت زبردست بنی ہے اور اوجھڑی کی ریسیپی بھی پلیز بنا دیجیۓ ۔ شکریہ 😍😊😀🌹🌹
@nesteralexander97203 жыл бұрын
Mumtazji, aap ka Pota kaleji recipe bahot actually lagga, mein try Kurungi. Mein Australia mein hoon.
@StreetFoodZaika3 жыл бұрын
😊❤️👍
@usankarchandu2 жыл бұрын
आप ने जो भी बनाना बताया है हर एक डिश बहुत लजीजी बनती है आप मेरी छोटी बहन जैसी है। भांजे और आपकी हस्ते हसाते जो भी बनाते है उसमें बहुत स्वाद आता है ईश्वर आप को स्वस्थ और प्रसन्न रखें 👍👍👍
Vah mummy ji pota kaleji ki recipe bahut achcha bathaye ho main jarur try karungi please ojadi ki bhi recipe jarur bataiyega,,🙏🙏🙏
@binadam23122 жыл бұрын
Ap ka salam mashallah
@mehwishahmed9334 Жыл бұрын
Zabardast recepie mainap ki reciepies follow krti hun boht achi banti hain JAZAKALLAH khair
@سومیفاطمہ2 жыл бұрын
It's 1:25 aur yh vdo achanak youtube m agya. Aur mujhe ab bhuk lgrhi hai 😑🙃 kal hi banaungi Mai 🤤
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
😅
@tabbysk20893 жыл бұрын
As Salamo Alaikum, pls Bakre ki wajdi ki recipes jald se jald upload karo🙏
@StreetFoodZaika3 жыл бұрын
Walaikum assalam
@shahwazalam29393 жыл бұрын
Ojhari ka recipe jarur banaye
@saimashaikh1213 жыл бұрын
Aunty mai wajdi nhi khati pr aap wajdi ki recipe zaroor dalna aur yeh potha kaleji aap ne jaisi bataye waise zaroor try krungi inshallha
@tabassumshaikh91203 жыл бұрын
Bahot Acha banai aunty Mai bhi Everest ke masale use karti hu
@wahidakasu786...3 жыл бұрын
Lajawab kaleji potha 😋my bi banatihu bhen ....aur ha my use kartihu everest k masaly jaisy k shahi biryani tikhalal turmeric powder wagaira sab lati dmart sy bahot acchy hotyhai masaly q k my everest company my kam kartithi pahly paking kartithi fir suparwaisar thi