Poultry business per Adhikari bhi aur company ke company apne liye fayda hi jaati hai kisanon ke liye fayda kam hota hai
@jayprakashpatil13093 күн бұрын
पौल्ट्री फार्मिंग के लिए सरकार ने एक नीति बनाना चाहिए ताकि छोटा farmer, बड़ी कंपनियों के साथ मार्केट मे बने रह सके।
@sbfarms7Күн бұрын
Sunne me aur bolne me achha lagta hai .. Chhote kisab barbad ho rahe hai .. Bade bade sapno ke chakkar me .. Isi liye jab bhi is kaam me utare soch samajh kar sikh kar start kare
@rashidmohammad85803 күн бұрын
Pure bharat me Aaj poultry sirf 4 company ke hatho me hai.chhota farmers khatam ho chuka hai.ab farmers gulam hai. 10 saal me Chhota farmer 10% bhi nahi bache hai.sarkar sirf 4 company ko malamal kar rahi hai.
@dranjukapredeshpande33132 күн бұрын
This is not true . Farmers can not take up fluctuations in price and cannot sustain the losses so they are attached to buy back companies . These companies are the market shock breakers they get profit in once in a couple of years. Farmers are getting assured income by this.
@jayprakashpatil13093 күн бұрын
बड़ी कंपनियों ने ओपन छोटे farmers को END कर दिया। जिससे हजारो लोगो को रोजगार मिलता था ओ आज चंद लोगो के हाथ चला गया।
@chitranjansingh22422 күн бұрын
Excellent presentation
@subhashchandjaiswal72572 күн бұрын
Why it is called poultry industry why not poultry farming.Karnataka high court in it's order declare it as farming.Atricle 48 of constitution also classify it with agriculture. It is matter of concern that poultry farmers are not getting facilities of industry nor benefits of being agri activity.
@AmitSah-m6j2 күн бұрын
Farming me dalal bhut hai , feed cost bhut hai , bacha ret high krne k liy mandi ret badha dyte hai or chuja market me aa jate hai to mandi ret kat jata hai, dana wal profit checks bechne wala profit or katr wala v profit to kisan apna kidne bech k farming kre farmar k liy koi nhi sochta hai
@aadivasidildar32892 күн бұрын
Muje bhi chalu kar ne ka he plootri kese kare
@pigeonstalk0073 күн бұрын
Poultry farming mai chote kisan ko sirf ghata hi ghata hai..bari company ka feed khud ka medicine khud ka 🐥 khud ka ...to moj sirf company ki kisan to doob Raha or sarkaar so rahi
@harbansbhangoo3 күн бұрын
ਫੀਡ ਮਹਿੰਗੀ
@harbansbhangoo3 күн бұрын
ਹਮ ਚਲਾ ਰਹੇ ਹਾਂ ਘਾਟਾ ਪਿਆ 😅
@harbansbhangoo3 күн бұрын
ਏਕ ਰੇਟ ਫਿਕਸ ਕਰ ਦੇਣਾ
@KarshnapalJaat2 күн бұрын
मुझे करनी है पोल्ट्री फार्म पर शुरुवात कैसे करे ,मार्गदर्शन करे कृपया
@sachinyaduvanshi601339 минут бұрын
Jaat Ram kar te liye par Bhai mere kisi company ke sat na kariye or feed banana ata ho to thik hai na to problem hi problem hai baki Teri Marzi
@yogendrasahu10323 күн бұрын
Poultry loan kaise milta h
@pramodchaudhary2083 күн бұрын
झंडू बाम वाला बिजनेस है
@VISHNUDEVSINGHTOMAR-ts6qp9 сағат бұрын
Ghate ka soda
@momasroorkhan18612 күн бұрын
Koi bhi yuva broiler farming mai nahi ayye barbad ho jayonge fassi ya ausaid hi karoge