Bhai sach bata raha hoon, itne aasan se concept ko koi bhi Hindi language mein bilkul sahi tarike se samjha nahi paate, lekin aapne wakihi mein bilkul sahi aur saadharan bhasha mein samjhaya hai! You got a new subscriber!
@Creatively2 жыл бұрын
Mein khush hn ako video pasand ae. Thanks for subscribing.
@hamidtalib21176 жыл бұрын
waqee kamal hi yaar
@Creatively6 жыл бұрын
Shukria.
@bharatvaghela27865 жыл бұрын
Printer ki quality kis me mesured hoti h? Printer ki speed kisme measure hoti h?
@Creatively5 жыл бұрын
Quality = DPI (Dot per inch) Speed = PPM (Page per minute)
@devilking59075 жыл бұрын
well done brother
@parrynom5 жыл бұрын
WAQEE HAIDER BHAI AS SALAMU ALAI KUM BHAI 3DS MAX SOFTEARE ME KUC IMAGES NAHI LE RAHA OBJECTS PAR APPLY KARNE PAR KIYA KARU IMAGE i/O ERROR (MEMORY ERROR) DE RAHA HAI...??? PLZ KUCH BATAIN BHAI... YASIR IM NOT USING PRINTER ONLY IMAGE OBJECT PAR APPLY KARNA HAI TOPICK NAHI KAR RAHA DPI IMAGE HAI... HIGH RESOLUTION IMAGES HAIN....???
@Creatively5 жыл бұрын
Natural Brother, Memory error kisi b software main RAM (Random Access Memory) Ki kami ki wajha say ata hai. Ap ram ko upgrade krain. Apka problem solve hojaega.