डॉ साहब आपके द्वारा समय समय पर दी गयी जानकारी से हम सभी स्वास्थ्य लाभ लेते रहे है इस कड़ी में स्वास्थ्य परिक्षण का लाभ भी हमने लिया है आपका और शासन का बहुत आभार
@DRNISHANTKAUSHIK24 күн бұрын
धन्यवाद
@aparnamishra5869Ай бұрын
बहुत सुंदर सटीक और लाभदायक जानकारी है, लोगो के लिए बेहद महत्वपूर्ण जानकारी है ये.. 🙏
@ravikhamat1433 күн бұрын
Thanks
@vijaybajpai6377Ай бұрын
Aapki jankari hmesha useful hoti hai dr sab,,, thanks a lot
@rasmijitpure9911Ай бұрын
बहुत ही महत्वपूर्ण जानकारी आपने दी
@kishalaysahu232Ай бұрын
Bahut badhiya Dr. Sahab ...😊
@Granny_seriesАй бұрын
Very informative
@kishalaysahu232Ай бұрын
Shandaar🎉
@drmanjushreedey6748Ай бұрын
Nice information
@manojverma5210Ай бұрын
बहुत ही सुन्दर
@Granny_seriesАй бұрын
Very nice conc💐💐isely presentation
@DRNISHANTKAUSHIK25 күн бұрын
Thank you so much
@kishalaysahu232Ай бұрын
Jindabaad🎉
@jivaramchaudhary506422 күн бұрын
Good
@DRNISHANTKAUSHIK22 күн бұрын
Thanks
@kishalaysahu232Ай бұрын
Sankalp hai swasthya ka adhar hai aayurved ka...🎉
@rakeshkapoor807428 күн бұрын
Informative
@DRNISHANTKAUSHIK27 күн бұрын
Thanks
@mayaaswal9912Ай бұрын
Thank u so Mach sar mere pass bhi ayurvedic college ke student aaye the lekin main use samajh nahin Saki aur mana kar diya tha kyunki aajkal aajkal Kai prakar ke abhiyan chalte rahte hain jismein niji jankari lekar fraud karte Hain main bhi jarur ise kar aaungi
@sholendrapal1976Ай бұрын
शानदार ❤️🙏🙏👍
@Enthusiast5639 күн бұрын
Sir ye pariksha kahan hota hai. Yahan pe kahin nahin hota. Main odisha se hoon
@DRNISHANTKAUSHIK8 күн бұрын
Odissa ke kisi bhi ayurvedic dispensary , government ayurvedic hospital ya fir kisi bhi ayurvedic practitioner ke paas aap jaaiye , waha par prakruti parikshan ho jayega
@kishalaysahu232Ай бұрын
Jabardast😊
@pavanikaushik917Ай бұрын
Nice explains
@DRNISHANTKAUSHIK27 күн бұрын
Keep watching
@shadabsiddiqui9597Ай бұрын
Very good dr
@DRNISHANTKAUSHIKАй бұрын
Thank you so much
@ajaykumarmanhar8876Ай бұрын
Naman
@anupamavadaga9106Ай бұрын
🙏
@SavitaYadavSaviАй бұрын
Nice 👍👍👍 line
@DRNISHANTKAUSHIKАй бұрын
Thanks 🤗
@ramkailashsingh983926 күн бұрын
Will the personal details of a person be safe?
@DRNISHANTKAUSHIK26 күн бұрын
Yes as per government policy it's safe
@Shehnaj2727 күн бұрын
sry sir bt yehi sach hai ki hamara clg ab bas qr code mei focus kar raha taki target pura ho. .ham apne teacher ke samne he logo se qr code le rahe aur teacher ko dal rahe bina koi question puche.... Ab bas qr code liya ja raha ..ek bhi genuine parikshan nahi ho raha ... And iske liye government khud responsible hai... govt ko eisa karna tha kuch like corona vaccine certificate ki jiske pas prakruti parikshan certificate nahi hoga koi bhi treatment nahi milega kisi bhi doctor ke pas matlv except emergency case obviously...ya fir kuch to hona tha taki public Khud hamare pas aye parikshan karwane and 90 percentage public app download qr code OTP dena scam samjhte... galtise qr code diye to bhi question ke answer Dene ka time nahi rehta.... Ham students thak gaye logo ko samjhate samjhate... normal log to chod he dijiye sir police station mei police khud app ka details padhke bhi qr diye bina chale gaye ... Ham students apna padhai chodke eise ysv kar rahe log co operate he nahi kar rahe . Kuch hamara photo khichna chahte scammers bolke... kuch log bolte appron pehen ke koi bhi aayega to ye wo. Koi bolta dimag kharab mat karo jao yahase . What is this... ham bht jyada frustrated ho chuke hai ... Thats why ab ham.. teacher sabhi bas target fill mei focus kar rahe clg ke bhalai ke liye thats it ...ek he number se do do bar kar rahe fake wala .. this is the harsh truth.period.
@DRNISHANTKAUSHIK26 күн бұрын
यह आयुष विभाग और हम सभी के लिए एक स्वर्णिम अवसर है समाज में अपनी उपयोगिता स्थापित करने के लिए । कुछ परेशानी होती है पर आप सभी छात्रों को इससे बहुत कुछ सीखने को मिलेगा । कोई क्या कर रहा है यह देखने की बजाये आप अपना कार्य बेहतर ढंग से करने का प्रयास करें । अगर आयुर्वेद चिकित्सक छात्र जीवन में ही सही तरह से प्रकृति निर्धारण करना सीख गए तो यह भी हमारे लिए बहुत अच्छा होगा ।अपना कार्य जिम्मेदारी पूर्वक और सकारात्मक सोच के साथ करिए आप को ख़ुद बहुत लाभ होगा जहाँ तक आम जनों की बात है तो उन्हें समझने में थोड़ा समय लगेगा और हो सकता है की उनका व्यवहार सही ना हो पर अगर हम अपनी बात सही तरह से रख सकें तो शायद ये दिक्कत भी कम हो जाये
@THEEND-n27 күн бұрын
Sir kuch student aaye the unhone sirf mobile number or OTP maga or kha ase hi sarkar kuch chaate rahati h kuch bataya nhi na pucha 😢
@DRNISHANTKAUSHIK27 күн бұрын
Aapko OTP aise hee kisi ko share nahi karna chahiye tha
@THEEND-n26 күн бұрын
@DRNISHANTKAUSHIK sabi dosto ne kha or unhone bi de dya bina kuch puche
@krishnadubey14628 күн бұрын
Maine apna QR diya hai par abhi tak certificate nhi mila aur koi question bhi nhi puche gye
@DRNISHANTKAUSHIK27 күн бұрын
QR code doctor ya fir volunteer ko apne samne dena hai jiske baad wo kuch sawaal puchenge uske baad jab questioner pura hoga fir certificate aayega. Aapne jise qr code diya hai us se sampark karen
@govindchoudhari876426 күн бұрын
Sir Mere Ek Friend Ye App Download Karke Login Karke QR Code Maga Hai Toh De Du Kya Ye App Sef To Hai Na
@DRNISHANTKAUSHIK26 күн бұрын
Aapko khud apne friend ke samne jaakar parikshan karana chahiye
@AbdulSlaveofAllah26 күн бұрын
Dob ka kuch issue hoga kya
@DRNISHANTKAUSHIK25 күн бұрын
Sirf age bhi daal sakte hai
@HeightofNature17926Ай бұрын
सर कई लोग अपना मोबाइल देने से मना कर देते हैं और बोलते है कि क्यू आर कोड से कहीं मेरा पैसा तो नहीं निकाल लेगे
@DRNISHANTKAUSHIKАй бұрын
अच्छे से समझाने पर लोग समझ जाते है
@khushithakur5085Ай бұрын
Ye kaise pata chal chalega ki Jo log aaye hai wo authentic hai unki pehchan kaise kare kyuki frauds bahut hote hai aajkal.
@DRNISHANTKAUSHIKАй бұрын
Aapko prakruti parikshan app download karna hai apne mobile me aur usi app se doctor ya student jo aayenge apne mobile se operate kar sakte hai Koi aur apne mobile pe us app ko use nahi kar paayenge Sirf registered practioner jee us app ko operate kar sakte hai
@khushithakur5085Ай бұрын
@@DRNISHANTKAUSHIK ok thank you
@Rizwan.khan04Ай бұрын
Thanku sir🙏
@praveengurjar2117Ай бұрын
Ye card kya kaam aata h
@DRNISHANTKAUSHIKАй бұрын
Digital certificate govt dwara diya jaata hai aur aap jab bhi kisi chikitsak ke paas jaate hai to unhe apni prakriti ke baare me bata sakte hai Iske alaawa aapne is abhiyaan me bhaag liya iska bhi yeh pramaan hai
@Sangita123Ай бұрын
Female ki jgh male ho Gaya Correction kaise kare
@DRNISHANTKAUSHIK27 күн бұрын
Account delete karke fir se parikshan karwaiye
@doraemon63727 күн бұрын
@@DRNISHANTKAUSHIKsir account delete hi nhi ho rha
@harishchandravidhayarthi25 күн бұрын
Ye fraud h kya?
@ShubhangiIngle-r8q25 күн бұрын
Nhi
@ShubhangiIngle-r8q25 күн бұрын
Prakriti parikshan is government started program
@DRNISHANTKAUSHIK25 күн бұрын
Ye ekdam genuine hai ayush ministry india government ka karyakrama hai
@gurprrt2 күн бұрын
Nhi
@gurprrt2 күн бұрын
Physical fitness rhny ka trika ptatay hai ..doctor