Hello app golu devta k jab Chandigarh se gye the plz bta skte chd se train ka timing or vanha pe kanha jana pehla poora route bta skte ho ??
@caursimran50137 ай бұрын
Vanha stay k liye sara bta skte ho🙏🏻 or kitna time lgta hai ane jane mein train ka timing or tickets online ya vanhi pr ja k hojati hai online kitne din pehle krvni pdti hai
@mastjodivlogs7 ай бұрын
Namaskaar, Chitai Golu Mandir Distt. Almora mein hai. Unfortunately koi direct train nhi hai and jo hai bhi unki timing set nhi baithti. mein bahut try kiya hai. jab hum gye the to hum Rudrapur tk apne relatives ke pass raat ko ruke the and then Rudrapur se Haldwani morning mein gye or phir Haldwani se Apne Gaon Dwarahat gye the... Wapsi mein hum Chitai Golu Mandir Gaye the Tuesday ko pvt taxi karke Jo hume Dwarahat se Almora Chaitai Golu Mandir Le karkar gye or phir Almora se Kathgodam. Kathgodam Haldwani ke saath hi hai jo ki Last Railway station hai Pahad ke liye... Phir Every Tuesday Kathgodam se Train chalti hai around 6:15PM pe Ambala ke liye jo early morning 1:30/2:00 PM pe Ambala pahuchati hai and then Ambala se Chandigarh Bus mein... Jab Hum Gaye the to chandigarh se delhi morning mein jan shatabdi se 7:50 AM - 12:15PM at New Delhi. phir Old Delhi railway station aana pda metro se. and phir 4PM Old Delhi se daily ek train jati hai - kathgodam tk jo raat ko 10:50 ke lagbhag pahunchati hai)... NOTE: Jab bhi Pahad Jana ho to always try to reach at day light.. Raat mein bahut asuvidha ho sakti hai... Best way to reach is Bus Chandigarh se Evening mein chalti hai 4/5/6/8PM and 10/11 hrs mein early morning mein Haldwani Pahucha deti hai. phir Haldwani se Pvt taxi or bus whatever you like Almora. Bahut Hotels hai. But Aaj Kal Bahut Rush mil sakta hai kyoki jyadatar Pahadi is time gaon jate he... so mentally prepare rehna - Best of Luck