Toh kaun sa bike low maintenance aur comfort hai platina 110 aur honda cd110 mein
@biketechnicaldanveer Жыл бұрын
Platina 110 jyada comfortable hai
@AhmadKhan-t1g9q2 ай бұрын
Bhai ye aapka mitar kitne kaa aur Bosch me model kya hai bata do bhai@@biketechnicaldanveer
@biketechnicaldanveer2 ай бұрын
@AhmadKhan-t1g9q Bajaj authorised service centre me hi milega bahar market me nahi hai
@AhmadKhan-t1g9q2 ай бұрын
Bhai kitne kaa milega lagbagh price batadijiye
@makshadmakshadali10494 ай бұрын
Distributor ke alava market ke mechanic file dal sakte hain kya Bajaj mein
@biketechnicaldanveer4 ай бұрын
Nahi
@zalalhussain45054 ай бұрын
Bhai apka pas jo bosch ka OBD hai woh kitna me liya hai aur kaha se plzz batayen
@biketechnicaldanveer4 ай бұрын
Bajaj authorised service centre hai apna esliye Bajaj se hi mila hai
@kapildev-jp8ep4 ай бұрын
New ecu dal kar bhi dekha tab par wahi problem aa raha hi check light problem
@biketechnicaldanveer4 ай бұрын
Sensor ko check krlo thik ho jayegi
@siddiqueshaikh51697 ай бұрын
Bhai location kider ka hai
@biketechnicaldanveer7 ай бұрын
Gurgaon
@bkakash3173 Жыл бұрын
Honda cd110 aur platina 110 drum mai kaun sa value for money hoga
@biketechnicaldanveer Жыл бұрын
Dono ke brake shoe to same hai jyada fark nahi milega value for money
@gullyboy29483 ай бұрын
Ye problem meri bike dhone ke bad aa jata hai
@AhmadKhan-t1g9q2 ай бұрын
Gumma maar do 😢
@sandeepgautam-yo3tk7 ай бұрын
Bhai naya ecu lagane ke baad hexe file to dalne nahi hai
@biketechnicaldanveer7 ай бұрын
125 cc se kam jo bhi bike hai uska new ECU lagate hai jab chassis number daalna hota hai Hex file update nahi karte hai thik hai,125 cc se upar wali bike ko Hex file update karna padega thik hai,
@sandeepgautam-yo3tk7 ай бұрын
Thanks Bhai
@siddiqueshaikh51697 ай бұрын
Same problem aari hai bhai mere bike ko
@sahilhussain7754 Жыл бұрын
150 के अंदर जो तेल के नेता के पास में टेंपरेचर सेंसर जो लगा रखा है वह कितनी प्राइस है
@AnujKumar-dr8wi2 ай бұрын
Bhai pulsar 125 bs6 2020model me problem hai ki vo jb thandi bike ko start krte hai to bahut time baad start hoti hai check engine light bhi nhi aati hai aur xhalte chalte light aa jati hai jisse engine bnd pdne lgta hai aur fir light chli jati hai fie sahi chalti hai grm hone ke baad jyada problem nhi krti kya problem ho sakti hai average ke liye machenic ne air screw chhed diya tha
@subirmishra55328 ай бұрын
Bs6 sabse kharab kabhi success nahi hoga mai v leke roo raha hoo
@biketechnicaldanveer8 ай бұрын
Bike kharab nahi hai mechanic badiya hona chahiye
@subirmishra55328 ай бұрын
Woh toh tik baat hai but faltu ka sensor laga ke customer ka prb aur bada Diya hai.check on light sabse bada prb hai bs6 mai
@biketechnicaldanveer8 ай бұрын
@subirmishra5532 check engine light ( mil light ) jab on hota hai koi bhi sensor kaam nahi kar raha ho, toh code scanner tool se check karwalo ki konsa sensor code aa raha hai fir us sensor ko check krlo thik ho jayegi
@rakesh-t-y Жыл бұрын
Kaha se hai bhai
@ranjeetkumarkumar14197 ай бұрын
Sar ji Pulsar 125 mein check light nahin jal rahi hai gadi Spark nahin kar rahi