Bhai aise hi topic wise puzzle approaches ki video banaye please
@Sudershan-qi8iu14 күн бұрын
Great 👍
@harshitarathore20314 күн бұрын
Nice..... 😊
@HIMANSHU_96114 күн бұрын
MAINS LEVEL APPROACH WALI VIDEO DALO BHAIYYAJI❤❤❤❤
@manmeetsingh53514 күн бұрын
Bhai english ke liye bhi bta do kuch ki aapne kaise prepare kiya and apka English me kaise background tha ki pahle marks kaise aate the and ab improvement kaise hui like.
@shiwamSingh77514 күн бұрын
Bhai aise hi video late rho
@DeepakKumar-tu9gh14 күн бұрын
Nice bro Keep consistent Reasoning ka topic wise conceptual video lao❤
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
Sure 😊
@DeepakKumar-tu9gh14 күн бұрын
@@GeetamRajputBANK I wish you U will a great teacher
@susmitanama743714 күн бұрын
Bhaiya apki video ki aur apki approach ko bohott miss karte hai...abhi bhi agar basic ki revise karni hoti hai toh hum apki video se hi karte hai...bhaiya week me 2 video please dal diya karo...isse hume bohottt help hota hai... please please please 😊❤❤
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
Hm bhen abhi thoda regular hone ka try krunga
@susmitanama743714 күн бұрын
Thank you bhaiya
@p.roshanzameerroshan943014 күн бұрын
Bro make vedio on mains level puzzles, my reasoning speed improved lot because of your approach, pls make mains related puzzles and reasoning sectional mocks
@GeetamRajputBANK13 күн бұрын
Sure I will
@kirandeepkaur-k---k14 күн бұрын
bhai vocab english kha se krte ho aur kya apne arithmetic k notes bnaye the???
@SoumyaGhosh1114 күн бұрын
Geetam Bhaiya...maine apse bohot achhe se Quants solve karna sikha hain❤. Please sirf ye bata dijiye ki aap kaunse Quant teacher ko follow karte hain on a regular basis.🙏🏻
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
Teacher toh koi nhi lekin question ke liye harshal sir ki video pause and solve
@thebankerharshil14 күн бұрын
Hii bhai ap to selection leke sidha vidio banana hi band kar diya bhai apne hame bhul gaye kya ki apne welcome kit bhi nai dikhai salary slip bhi nai dikhai branch ka chota sa vidio bhi nai dikhaya apka joining letter bhi nai dikhaya khud ap kese ho vo hi nai dikhya to buai ham kya kare apko to ham jamte tak bhi nai kahi aap milo to ham kese oehchane ki aap geetam bhai ho so please uske upar vidio lao bhaiya please 😢😮😮😮😮😢😢😢😢😢😢😢😮😮😢😢😮😢😢😮😮😮😮😮😢😢😢😮😮😮😮
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
@@thebankerharshil bhai job bekar hai ya sayd meri branch maza nhi aa rha 🥲
@thebankerharshil14 күн бұрын
@GeetamRajputBANK bhai sbi clerk ki job apko bekar lag ri he ???????? Ye kesi bat Hui are log 7 -8 sal se mehnat karke job hasil karte he sirf achhi job k liye jese sbi clerk ibps clerk our aap aesa bol rahe he demotivate kar rahe he bhai aesa kyo ??????
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
@@thebankerharshil bhai mere liye toh bekar hi hai....sayd kisi aur ke liye ho acchi
@Natureism4514 күн бұрын
Bhai bank job bahar se bohot accha hai 😂😂 lekin andar aake alag he lagta hai 🤣🤣.@@GeetamRajputBANK
@aryan-pr9bl14 күн бұрын
@@thebankerharshilbrother isliye bekar bol rahe h bcz he deserves sbi po jo ladka almost mock me top 10 me ho vo clerk bane ye to kisi ko acha nhi lagega 😂 demotivate hone ki baat to ye h sabke liye
@VijaySriPrasadrao4 күн бұрын
Please provide pdf
@KumariPriya-f3o14 күн бұрын
Arithmetic ke liye video bnaye bhaiya
@krishnakanan-w4w14 күн бұрын
Bro could you please upload video explaining how to approach Mains-level blood relation puzzles, direction sense problems, and machine input-output next?
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
Will try
@amyshiva412314 күн бұрын
Baiya aap practice kis source se karte ho ye puzzles and di bata sakte hai
@paripari802514 күн бұрын
English approach bataeye plzz cloze test and pj k liye
@rajbalagodara12314 күн бұрын
Bhaiya please koi na koi vedio daily upload karte rahiye aap k vedio mer liye to bhot jyada helpful hota h ...... please koi stategy vedio bhi upload kr dijiye ab to aap ka final selection ho gya h
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
@@rajbalagodara123 haan bhai daalunga jldi 🥰
@sanketbhatia20211 күн бұрын
Sir bas itna guidance dedo thoda confusion h abhi exams m jyada time nai h Or apko bhi pata h pre ki mocks ka level sabh companies n badha dia h toh abhi previous year paper and memory based mock real exam level deni chaie ya hard wali jisme 60 marks m 90%+ ate h please reply for sbi clerk
@gupta__ankit12 күн бұрын
Hello geetam bhai guidly sbi po mains pdf bundle for quant k sath kuch or material practice Krna hoga like classes....exam level+1 prep k liye...?
@Ravisingh__66614 күн бұрын
Hlo geetam bhai mai abhi thora sa beginner hu but smartkeeda k mocks par abhi discount hai to mujhe buy kar leni chaiye kya? Aap kya suggest kroge usme full mocks speed drill sectional mocks , topic test aur ca mock drill pro lena hai kaisa rhega ye ?
@jaspritkaur774614 күн бұрын
Aritmatic mein mujhe problm hoti h toh apki videos dkh kr kha se practice krni chahiye ya sidha mock mre mains mein v nhi ban pate h ques
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
Practice jyada kro topic ki......mocks practice ke liye nhi hote
@jaspritkaur774614 күн бұрын
@GeetamRajputBANK mtlb agr mein abhi sbi clerk po ko target krri hu toh mujhe arithmetic apke channel se krungi sth sth harshal sir ki mains ki class krungi toh thik h ya ni?
@summysn562013 күн бұрын
english me jada asan hota hai yaa hindi me puzzle karna ? Aapka experience kya bolta hai
@GeetamRajputBANK13 күн бұрын
Jaise aapko accha lage vaise
@theoptimisticgirl1014 күн бұрын
Hello bhai..... Agar aap CGL k liye prepare kroge to plss share krna..... Thoda sa... Mtlb mocks vagera....Jyada nhi bs thoda bhot bta dena ... It is a humble request...😊
@GeetamRajputBANK13 күн бұрын
Okk jbh krunga toh..
@theoptimisticgirl1010 күн бұрын
Thank you......
@Abhisin55514 күн бұрын
Raat ke 12 bje beginners ki yaad kyun aayi
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
2 din ki chutti hai isliye 🥲
@kisansoni810414 күн бұрын
Ab dr.gitam khud bank se 6-7 bje aate h to wo bi to insan hi h ..
@Nobita-ov4xy12 күн бұрын
Ek baar apna video banane ka set up v dikha do geetam bhai❤❤
@BillionaireMotivations14 күн бұрын
Vai ek sbi clerk ke liye strategy bana do❤
@Arpit-Tiwariii14 күн бұрын
Bhai kya adda ka level 2 tk sufficient h practice k liye arithmetic ka
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
Haan bhai starting se end kr poora krlo 2 3 baar
@Arpit-Tiwariii14 күн бұрын
@GeetamRajputBANK thik h bhai tmhare concept videos or Adda ka book....ab yhi chalega...kal se
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
@@Arpit-Tiwariiigood luck 🤞🏻❤
@vishalpandey391612 күн бұрын
Book se practice kre ki mock se
@NKChessTelugu14 күн бұрын
Bhai clerk ka job kaisa hai kya graduates ko acha lagta hai ya nhi aur salary ki baath? Thoda bathao (sorry for thoda thoda hindi)😢
@mohanisinghrajput494414 күн бұрын
Aaka selection kaun se bank mein hua please reply
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
@@mohanisinghrajput4944 sbi
@Rohan-ye4wo12 күн бұрын
Bhai maths me 35/35 questions karne me kitna time lg jayega, av mere 18/35 aa the h.... Mujhe pta h ki ye topic thoda subjective h but fir v bhai jbab de do kitne dino me kr skte h ..... Ya ye btao ki kitne questions practice karne pe 35 k around aane lagenge mock me
@Dreamsbi114 күн бұрын
Chaar possibility banaege to exam shuru hote hi khatam ho jayega bhai😂
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
Mera toh nhi hua ek bhi
@faker957213 күн бұрын
Bhaiya aapki salary kitni hai plz answer
@GeetamRajputBANK13 күн бұрын
40
@faker957213 күн бұрын
@GeetamRajputBANK thnk u bhaiya
@ThakurBoyy14 күн бұрын
Kis state me hai apki job?
@GeetamRajputBANK13 күн бұрын
UP
@ThakurBoyy13 күн бұрын
@GeetamRajputBANK up me kaha ?
@amarambika816614 күн бұрын
Sir app se bat ho skata hee plzzzzzz , me odisha se huu app se ek bar bat hos kata hee
@GeetamRajputBANK13 күн бұрын
Mail
@amarambika816613 күн бұрын
@GeetamRajputBANK plzz send mail id sir
@amarambika81666 күн бұрын
@GeetamRajputBANK sir app bachpan se hi padhai me ache hee ?
@NishantKumar-yk6yz14 күн бұрын
100 200 membership fees le lo bhai or KZbin pe hi Quant ki chapterwise detailed video bna do nayi latest question ke saath..
@GeetamRajputBANK14 күн бұрын
Aaise hi bana dunga bhai bs thoda sayd lge weekend pe hi ho paayega
@NishantKumar-yk6yz14 күн бұрын
@GeetamRajputBANK ok bhai thankyou bss request hai pehle jaisi chotte chotte videos mt bnana Full video bnana jaise teacher ke course hote hai Hafte me agr 1 chapter bhi complete hua to April may tk airthmetic khtm ho jaayega Thankyou 🙏