Qalandar; Ka Raaz By Allama Iqbal | Explanation By Advocate Muhammad Zuhaib

  Рет қаралды 40,480

Fikar E Iqbal

Fikar E Iqbal

Күн бұрын

Assalam-o-Alaikum; mere aziz dosto es video mein aap ko Qalandar Ka Raaz bataya gaya hai ke Qalandar kis ko kehte hain aur koi bhi aik aam insan Qalandar
kaise ban sakta hai koi bhi insan acha ya bura maa ke pait se paida nahi hota koi bhi shakhs Qalandar ban sakta hai lakin Qalandar banne ke liye phir utni ibadat
bhi karni chahiye to mere aziz dosto es video mein aap ko Qalandar Ka Raaz bataya gaya hai aur qalandar kaise bana jata hai to dekhiye es video mein.
More information vist for
/ fikar_iqbal
/ advocate-zuhaib-hafeez...
plus.google.co...
Qalandar Ka Raaz
Qalandar ke bare mein Allama iqbal kehte hain, Na takhto taj mein hai na lashkaro sepah mein hai jo bat mard e Qalandar ki bar gah mein hai jo chez dili sakon
dili itmanan dili tasali ruh ka sakon jo Qalandar ki bar gah se hota hai wo dunyavi badshahat se nahi hota. Qalandar ki talim kiya hai Qalandar ki talim ishq-o-
Muhabbat hai. Ishq-o-muhabbat ka taluk kis chez se hai. ishq-o-muhabbat ka taluk Noor se hai Noor kon sa wo noor jo aap ke dil mein ekatha ho jaye us noor se
hi insan ko ishq-o-muhabbat ki talim hasil hoti hai ab qalb mein noor kaise paida ho qalb mein noor kitna ata hai ke qalb ke zarye khon mein shamil ho jata hai
khon se nasoon mein hadiyon mein pora jism noor -ul-Allah noor kar deta hai jaise nabi e pak sallallahu alaihi wasallam ka jism mubarak sarapa noor tha itna noor
tha ke aap ka saya mubarak bhi na tha bara mashor waqiya hai bu ali qalandar ka jaise qalandar ki bat ho rahi hai to qalandar ke wale se bat karte hain bu ali
qalandar ki mochein boht bari thein hont chup jate thay un mochon ki waja se kuch ulma ne kaha ke apni mochein katwain ke ye shariyat mein jaiz nahi to bu ali
qalandar ne kaha ke meri mochein khud kat lo ke ye muj se nahi kat sakti. to alim ne aik bache ko bheja ke moch kato to jab bache ne aa ke moch kati to bacha
mar gaya sab hairan ke ye aik makroh chez hai es ke katne se bacha kaise mar sakta hai. phir dosre bache ko bheja ke jao chahe mar jao lakin ye dosri moch bhi
kato jab bu ali qalandar ki dosri moch kati gai to wo bacha bhi mar gaya sab hairan aur pareshan bu ali qalandar ne aik rasa manwaya apni pasliyon ke gird bandha
aur kaha ke kuch log rase ko aik taraf se khanchein aur kuch log dosri taraf se khanchein aur meri pasliyan tor dein jab rase ko khancha gaya to bu ali qalandar ki
pasliyon se rasa bahir nikal aya hadiyan na totein balke hadiyan bhi bilkul lateef ho chuki thein noor ho chuki thein to bu ali qalandar ne kaha ke dekho mere jism
bhi sarapa noor ho chuka hai to humare murshid e pak farmate hain fakhar hota hai Allah ko jab jism sarapa noor hota hai qalandar ke jism mein qalb se jo noor
ki farawani hoti hai wo nas nas mein chali jati hai hatake hadiyon tak bhi chali jati hai hadiyan bhi noor ui Allah noor ho jati hain ab ye noor banane ka tarika
kaisa hai aur kis tarah ka hai yee noor banane ka tarika aap ko kaise sekhaya jaye es ki thori details bata dete hain ap ke dil mein 1.5 volt crant hai ye science
kehti hai ab jis tarhan makhan hai makhan kaise paida hota hai dodh mein jab ragra diya jata hai to us ragre ki waja se makhan paida hota hai pani thehra hai pani
hai jab pani ke upar pani dala jata hai to us ke natije mein bejli banti hai esi tarhan bilkul esi tarhan dil ki dharkan hai dil ki dharkan mein 1.5 volt crant hai agar
es 1.5 volt crant ke sath agar Allah Allah ki takrar ki jaye to es ke natije mein bhi noor paida hota hai 99 dar jab hum pathar ki tasbi ke sath 99 bar tik tik ke sath
Allah Allah ki takrar karte hain to noor ki aik jingari paida hota hai wo bhi bahir jati hai rizq mein chali jati hai ya bimari mein shira ho jati hai lakin dil mein nahi
jati lakin dil ki dharkan mein jo 1.5 volt crant hai es ke sath agar takrar ki jaye Allah hu Allah hu Allah hu to es ka sath jo noor paida hota hai wo bahir nahi rehta
balke dil ke andar hi ikatha ho jata hai us noor se insan ko hedayat hona shoro ho jati hai wohi noor qalb ke zarye se khon mein shamil ho jata hai khon mein 10
kharab cell hain D.N.A test hota hai aik cell ka hota hai aik cell mein insan ki pori descriptoin hai ke insan ki hadiyon kaise hai dant kaise hai shakal kaisi hai aur
khuda ki qudrat dekhian ke 10 kharab cell hain apas mein gonj uthte hain Allah hu Allah hu Allah hu qalb ne zikar kiya us se noor paida howa wo dil katha ho gaya
khon mein jab ye zikar shamil howa 10 kharab cell pukar uthe Allah hu Allah hu Allah hu 72 hazar masaam hain masamoon se bhi awaz ana shoro ho gai Allah hu
Allah hu Allah hu ye awazein jab apas mein takrain to aur noor paida howa pore jism mein Allah ka noor paida howa pora jism bhi noor-ul-Allah noor ho gaya to es
tarha josm bhi sarapa noor ho jata hai ye qalandar ki talim hoti hai.

Пікірлер
Asrar E Khudi - Mysterious self - By Allama Iqbal
20:49
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 24 М.
Auliya Allah Ki 3 Iqsam | Salik | Majzoob | Qalandar | Hindi Urdu
8:34
Tasawwuf E Sufia
Рет қаралды 263 М.
БОЙКАЛАР| bayGUYS | 27 шығарылым
28:49
bayGUYS
Рет қаралды 1,1 МЛН
Allah Ka Zikr With Tarika Mehfil E Kujai Sharif Imdad E Ghous E Azam
20:09
Huzoor Ghaus-e-Azam aur Faiz e Qadri
14:57
Advocate Muhammad Bin Mohsin Mohsini
Рет қаралды 2,8 М.
Karamat | Ghous Qutub Abdal kon? Molana Ishaq RA
13:49
Just Islam ( Maulana Ishaq RA Brother Kashif Ali )
Рет қаралды 55 М.
Zikr Allah Se Jinnat Aur Shaitan Bhag Jate Hain!!!
16:37
Fikar E Iqbal
Рет қаралды 20 М.