Qashim bhai mere paas bs4 Splendor plus h mujhe uska piston change krna h. Kon sa piston dalu cd100 wala ya koe or
@buddy2.0creation598 күн бұрын
Qasim bhai agr honda shine me copy carboratter lagye to chlega kya
@subham_bikers_garage8 күн бұрын
Shine 125cc hai to slow jet ka hole chota hoga.achiver ka slow jet ka hole bada hoga .
@MATHSBYRBYADAV8 күн бұрын
Sir Bajaj discover me , Bajaj pultina ka carborater set ho jayega Yadi ho jayega to kya mileg par prabhav padega
@Moosamusics8362 күн бұрын
Bhai meri bike hf deluxe bike hai or vo morning me bahut. Start problem karti ha 5.6 baar carburettor saaf karva liya lekin staring problem thik nhi hui sardiyo or garmiyo me bagut dikat karti hai 😢😢😢😮 reply dena ji 😢😢😢
@lcrom9 күн бұрын
Kasim bhai mere pass hero Hand cd 100ss bike hi o bike me chok laga ke thoda dur tak chlaya to Badami mising nahin karti agar chauk nahin lagaya to missing Karti hai slow mein jaisa ki petrol khatm ho ya vaisa 20 30 40 ki speed Tak missing karta hai maine carborator bhi naya dal Diya hai Fir bhi problem solve nahin hua kya Karen Jara bataiye
@rajkeshwarkumarmadheshiya2579 күн бұрын
Hindi me likh kar problem batlao kya likho ho
@KamalOraon-kd1vt9 күн бұрын
classic ki average set kaise karte hain bhaiya
@sunitdas46049 күн бұрын
Petrol on off karke milage kaise calculate kare...Honda CB shine 125 cc BSIII
@shaikhkausen24648 күн бұрын
Mera bhi yahi model he ,off cock me 1 km chalta he ,ecuret
@KISHANTALPADA999 күн бұрын
Bhai mere paas CD Deluxe. 2008 model he iski average kese set kare
@pradippatil58329 күн бұрын
Hello sir passion xpro bike ka timing chain or timing chain kit change karne ka Kitana labour charges lagenge??
@ranajitbera59538 күн бұрын
Passion pro ka scrub kitna ghumaye
@ranajitbera59538 күн бұрын
Passion pro Air scrub kitna ghumne ke bad millage 60 mile
@Balrajbalrajsingh-j7d9 күн бұрын
Ye engin design honda ka hai jo honda shine me ata hai jo copy kar liya 😂😂 hero ne
@electricalprojects23979 күн бұрын
Hero k khud k banaye engine saare fail hai... Jese solender 110, passion pro, honda engine aaj bhi vahi use kar rahi h... Extream 160 me aaj bhi
@Balrajbalrajsingh-j7d9 күн бұрын
@@electricalprojects2397 bro jo splender me 100 cc ka engin hai wo v honda ka design hai kyunki mere pass thialand ke Chanel hai jis par honda ke alag alag engin ate hai, jaise ki , honda shine 125 , 150 250 , 450 cc tak ka jo honda shine me engin hai uska piston built se bada hota hai 450 cc me,fir ata hai honda cg 125 ,150, 250 ,300 , honda wave me engin hai vo india me super splendor ka jo engin hai vo bhi jpan ne design kia hai thialand video me india ki sare engin mil jayege good technology ke sath hero bakvas
@kuldeeprajput14379 күн бұрын
Petrol ti band hone par kitna kilometre chalna chahiye
@dipmajhi54319 күн бұрын
👍👍
@kuldeepkumargupta91437 күн бұрын
मेरे पास 2012 Hero Honda CD Deluxe है। जब से मैंने फुल इंजन करवाया है तब से माइलेज नही दे रही। 42 का माइलेज है। कार्बुरेटर चेंज करवाया, प्लग चेंज करवाया, ट्यूनिंग करवायी लेकिन माइलेज नही बढ़ रहा। माइलेज बढ़ाने का कोई तरीका हो तो बताइये। क्या दिक्कत हो सकती है। मैं 80-90 पर चलाता रहा हूँ हमेशा। पहले इस स्पीड पर 52-55 का माइलेज देती थी, लेकिन अब 42 ही दे रही।