Is clip k bad b agar koi confusion ho...to ap bhaiyo behno se request h k befkr hokr apne sawaal comment m kriye.... Qaza e umri ka topic fully clear krna meri zimmedari h .... Ap sabka bhai A.M.Qasmi.....
@hafsaanjum26575 жыл бұрын
As salaam u alai kum salaam wa rahmathullahi wa barakatahu bhai jaan kya qaza namaaz baith kar padsakti hai
@erfatali3525 жыл бұрын
Gud
@haniyakhan83185 жыл бұрын
@@amirHUSSAINchowdhury kiya churaya tumhara deobndi ne Allah ka khof kro kuch bhi bol dete ho hamare muslman bhai log ko
@amirHUSSAINchowdhury5 жыл бұрын
@@haniyakhan8318 inka to kam hi hain logo ka iman churana jaise ki ap ka v isne churalia😅
@haniyakhan83185 жыл бұрын
@@amirHUSSAINchowdhury ye tumhari soch hai deen ki bate churayi nhi jati blki felayi jati hai Mohbbate bato Nafrate to pehle hi bat chuki hai
@tahrunnisha88582 жыл бұрын
मुफ्ती साहब आपके समझाने का तरीका बहुत ही आसान है हम कजा उमरी नमाज शुरू कर दिए हैईनशा अललाह जब तक जिन्दगी है कोई नमाज नहीं छुटेगी अललाह आपको सलामत रखे
@mdafrozafroz22692 жыл бұрын
Allah aapko shradhan Mustakim se chalne ki Taufik Ada farmae
@mdajmal59612 жыл бұрын
Mashaallah
@zoyabano26312 жыл бұрын
Kaise niyat ki hume bhi bataiye bahen hum paresan h ki niyat kaise kare 7 saal ki kaza namaz ki kaise Aada kare kya Mufti sahab jo bataye hi niyat ka tarika wahi pure kaza me padha jayega pura kaza namaz me wahi niyat jo sab se phele chuti h yahi sab me bolna h
@aasif_wri8sx2 жыл бұрын
Ye hadish se sabit nahi h
@shifakhan2520 Жыл бұрын
mashaallah😍
@taufiqusmani68062 жыл бұрын
My favorite Islamic masail adviser mufti a m qasmi sahab
@imranimran45292 жыл бұрын
Aapko call Kari thi aapane phone nahin uthaya Ham yah kah Rahe Hain ki kaza sab ek sath padh sakte hain कैसे-कैसे padhani hai paanchon waqt ki ek waqt mein padh sakte hain ya nahin yah कौन-कौन se bhakt Hain Jo ki jismein Ham cousin awaaz nahin padh sakte humne aapko phone kara aapane phone nahin
@mohammadshahid3913 Жыл бұрын
@@imranimran4529Har namaz ke baad ke baad us waqt ki qaza namaz padh sakti hai 1.Aur Suraj ke tulu hone se pahle pahle 2.aur Suraj se doobne se pahle 3. Ek dopahar me
@nagmakhan....36322 жыл бұрын
Allah ham sab ko sunne se ziyada amal karne ki tofiq de aamen summa aameen
@raviyakhatun20662 жыл бұрын
Aamin
@mrzilani-wq8qs Жыл бұрын
Ammin
@zameer.sheikh998710 ай бұрын
Ameen summa aameen ❤❤😊😊
@MoinKhan-ni6ve11 ай бұрын
Kon 25/02/24 me dekh rha he
@nuriansari435411 ай бұрын
Me dekh rahi hu
@ansarigulfisha830111 ай бұрын
Mai bhi
@ZaidKhan-xv8bs11 ай бұрын
Mai bhi
@salehasiddiqui141711 ай бұрын
Me alhamdulillah ❤❤
@Allhobbies93411 ай бұрын
Same
@shahrukhshaikh35795 жыл бұрын
Allah paak humse sabko puri umer bhar namaj padhne ke taufeek Ata farma
@ArifKhan-fe4sl4 жыл бұрын
Aameen
@secondlife66254 жыл бұрын
Ameen
@ARMANALI-qi4iv4 жыл бұрын
Aameen
@afiyasayyed98994 жыл бұрын
Ameen
@MdSahil-zy4vk3 жыл бұрын
Aameen
@akg41333 жыл бұрын
Allah apko sehat de ap bohot sari madad kar rahe hai hum gunah garo ki😭😭😭😭
@ZeenatParween-z4k10 ай бұрын
Mein ittni khus hoon ...yeh video deakh kar..meri bht din ki namaz chhuti hui hai . .aur aaj uska tarika mujhe pata chal gaya ... shukriya mufti saheb❤
@Nanhe-hu4oe8 ай бұрын
Mashallah sab ko namaj padhne ki tofik ata farmaye ameen ❤❤❤❤❤❤
@faiqakhan79364 жыл бұрын
Hmne bhot sari namaz aap se sikhi mashAllah
@rehmatkhan62612 жыл бұрын
Mufti sahb umri kjae nmaj johr padna he to kya hr rkat me kja ki niyt hogi kya ya fir phli rkat me hi kja bolna he
@roshanishaikh9747 Жыл бұрын
Mufti Sahab my convert hu namaz miss hui hy kaise niyt kru
@sokinansari121911 ай бұрын
Dekhiye sunnat or nafil ki qaza nahi hoti aapko sirf har namaz ke farz padhne h or uski niyat aise karni hai ke me apni jo sabse pehli fazar Ho ya zohar ho ya asar ho uski niyat aapko aise karni hai ke me apni jo sabse pehli fazar ki namaz qaza huyi hai vo ada karti hu ya karta hu muh mera kaabe sharif ki taraf Allah hu Akbar ek baat or isha me aapko qaza namaz ke vitar bhi padhne hai
@mohdsarfaraz50365 жыл бұрын
Bahut acchi tarhan aapne samjhaya aap ko Allah pak salamat rakkhe
@kalimullh82834 жыл бұрын
Ameen
@aijazahmad46344 жыл бұрын
Ameen
@rihankassar42934 жыл бұрын
3waqt kon kon se h jime kza namaz nahi padh sakte
@aslamalam37834 жыл бұрын
Aamin
@mdafzalali66002 жыл бұрын
Ameen
@MikoKids_Tv10 ай бұрын
Kon kon Ramadan 2024 me dkh rha h 🎉❤❤
@MiththuSana Жыл бұрын
Mufti sahab sayad khuda ne aapko hum jaise gunahgaro k ley hi bheja h allah aapko sehat de
@khaleelahmad56494 жыл бұрын
Masha Allah aap kitna achchhe samjhaya ya allaha aapko taleem dene ko tofiq ata farmay ameen
@afiyasayyed98994 жыл бұрын
Ameen summa ameen
@mdwahidkhan57925 жыл бұрын
Masah Allah Bahot accha Allah aap ko salamat rahe acchi taleem ke liye. ❤️❤️❤️❤️❤️
@Onepicmillionwords4 жыл бұрын
Aameen
@ShahinaCreations5 жыл бұрын
Sukriya mufti Sahab.. Kaji umri ke hawale se Jo confusion thi Aaj door ho gyi Allah ..hame kaja umri padne ki tofiq aata farmay 🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲
@muhib92465 жыл бұрын
Shahina Creations please please please picture hate o
@muddaserahamd92465 жыл бұрын
Shahina ji parda to kro aap
@shareyaralam98875 жыл бұрын
Hii
@shareyaralam98875 жыл бұрын
Hello
@muddaserahamd92465 жыл бұрын
@@shareyaralam9887 hello
@AliStar-h5bАй бұрын
Hamari 2saal kaja namaze pori hu gai hai please aap sab dua kijiye. Ga ke me aapni kaza namaze pori hu Jaya
@molanatariqjameelofficialbayan5 жыл бұрын
*Sab Ko Meri taraf say EID Mubarak* ❤
@heenafrhan16875 жыл бұрын
Molana Tariq Jameel Official hume molana tariq jameel sahab ka contect no chayye
@moeen82835 жыл бұрын
Kya ye sach me official channel hi
@AbdulRaheem-fi5xu5 жыл бұрын
Assalamu walekum
@mohammedrashad85185 жыл бұрын
Assalamu Alikum hamare liye duwa kijiye please
@afsanajahan1725 жыл бұрын
I want to contact with you. Humble request hai plz contact me. 9034559493
@sabir15164 жыл бұрын
Sahi Tarika batane ke liye Shukriya bhai .. Allah aapko Nek Amal karne ki Taufeeq Ata Farma..🤲😊
@sktvindia90184 жыл бұрын
Bahut bahut shukriya Mufti Sahab. Aapne meri bahut badi pareshani hal kar di. Allah aapko duniya wa aakhirat donon jaghon pe kaamyaab kare.
@shahistabegum21372 жыл бұрын
Assalamu Alaikum Jo Insan sugar ka marij hai vah Kis Tarah Se Roja Ada Karen aap thoda sa khulasa dijiye
@mahjabeenhashni68122 жыл бұрын
Allah hamsab ko puri umar namaz padhne ki taufik ata farmaye aap ka bahot bahot sukriya aap ki vajah se hamari paresani dur hogaye hai hame samajh me aagya hai allah aap ko sehat de aap ki puri faimli ko har parisani se dur rakhe alla hafiz
@mannankhan23534 жыл бұрын
Itna ahem msla bataya aur log dislike krty h😠😠😠
@Mohd.Shameem-hs2iy10 ай бұрын
Bhai gussa mtt kro 😢
@aelikhan95674 жыл бұрын
Waalaikumasslam bhaijan bht bht shukriya mere pyare bhai itne acche s kaza namaz k bare m explain karne j liye😘😘😘
@bushranaushad7893 жыл бұрын
Assalamualaikum bhai kyaa har namaz mai pehle kaza padhenge phr roz ka padhenge aisa karna thkk h
@pavendewan68084 жыл бұрын
Mashallah bhai jaan aap kitne acche tarike a se Namaz ke bare mein samjhe Tay Hain ham Log acche tarike se a samajh Jaate Hain aur Allah Ke Fazal Karam se Jarur Koshish Karenge Inshallah Allah Hafiz
@kohinoorislam-ty2fu10 ай бұрын
Makha Allah ap bahot behetarin andaj se bayan karte hai allah hame dini masleko apse malumat karne ki taofiq atta farmaye aur apko hamesha har muskil se dur rakhkhe AMIN
@MaasfaKashifkamal Жыл бұрын
Mashallah.....ap k video se bht achi knowledge mile mujhe. ...... allhumdullilah.......
@farheensiddiqui4679 Жыл бұрын
Bhut ache se samjhaya apne ...in shaa allah aaj se hi shuru krungi namaz allah apko hmesha salamat rakhe...
@RehanaKhan-i6k11 ай бұрын
Assalamualaikum mufti sahab mujhe yaad nahi ki meri kitni namazen chooti hai maine bahut gour kiya hai fir bhi kuch samagh nahi aata yahan tak ki meri paidaish bhi mujhe nahi yaad hai andaza lagakar 2004 se jodi hun to agar 12 sal me balig huyi to mai isi mahine se namaz shuru ki hun or ab nahi chodna chahti or kazaye umri bhi ada karna chahti hun is hisab se mera 10 11 sal ho gaya mujhe koi aasan tareeka btayen jis se meri qaza namaz jaldi ada ho jaye plz mai bahut pareshan hun mere is sawal par ek clip or bnayen or mere sawalon ka jawab den plz
@alishanshaikh5076 Жыл бұрын
अंसलाम वालयकुम वरहेमतुंलहा व बरकातू हापीसहाब आपका समझाने का तरी का बहोत सही है
@mdirshadraza50994 жыл бұрын
سبحان اللہ بہت خوب جناب
@n.schannel6846 Жыл бұрын
अस्सलामु अलेकूमं रहमतुल्लाहि बरकातुहु।आपके बयानं से अल्लाह ताला ने हमारि आंखें खोलंदिया।शुकुर अल्लाह।मेरिट जिनदगि में छूटि हुईं नमाज़ को जिते दिनों में आपकि दुआ से कजा करदूंगा। अल्लाह मालिक
@WaseemAlam-m8h6 ай бұрын
Are you Nepali
@norinkhan3405 Жыл бұрын
JazakALLAH khair for sharing this important information 🤲🏻📿✨
@ghulfshakhan564915 күн бұрын
Mujhe aap ka tarika accha laga namaaz batane ka 😊😊😊😊😊😊😊😊😊
@RehanKhan-yt3qg4 жыл бұрын
Bhot ache se smkhaya apne bhai Allah apko khus rkhe 😊😊😊😊😊❤❤❤❤❤❤👌👌👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍
@shabinaperween24872 жыл бұрын
Mashallah subhanallh bahut acche se samjh aya Allah aapko hamesha salamat rakhna ammen 🤲
@sm-qu1og4 жыл бұрын
bahut bahut shukriya. inshaallah Mia apni kaza ko puri karne ki koshish jarur karungi.. miane apne pair ke dard ke wajha se namaz ko chor diya tha. Allah pak hame maf kare ameen apka bahut bahut shukriya....
@rubinaakhtar481511 ай бұрын
Hafiz sahab apka bahot bahot shukriya apki wajah se hm sbki bahot badi mushkil aasan ho gai Allah paq apko hmesha khush rakkhe ❤❤❤
@yasminss62414 жыл бұрын
Assalam o alaikum,aap ne bahut clear se method bataye hain,mager aap ne 3 waqt me namaz nahi parhna kahe,bt o 3 waqt konse uss ka zikr nahi kiye,ager aap o jald bataden to aap ki bari mehrbani hogi,n bht bht shukriya,..
@mdtanveer93114 жыл бұрын
Aap jald btaiye 3waqt ko kon sha jab kaza namaj nhi hoti
@kaynaatkannu92004 жыл бұрын
1 waqt Aftab ka mtlab jbb fazir ke Baad aleaan hota h 20min tkk koi namaz na pade uss me nhi pdni 2 waqt jawal kaa jbb 12 bjj rhe ho 3 gurubb ka jbb asar or magrib ke beech ka waqt ho Suraj dhaal reha ho
@kaynaatkannu92004 жыл бұрын
Inn 3 way namaz nhi pdni cahiye
@rubeenabeg85524 жыл бұрын
@@kaynaatkannu9200 kya ham ek hi time pai jaise fazar mai 5 waqt ki kaze umri namaz padh sakte hai?? jaise fazar ke waqt johar ki kaza asar ki kaza aise hi pure 5 waqt ki namz fazr ke waqt hi padh sakte hai?
@goodentertainmentchannel61814 жыл бұрын
@@rubeenabeg8552 ye hi mera bhi sawal h
@saidullahansari7803 жыл бұрын
Subhan Allah subhan Allah bht hi asan,tarike se apne samjhya, alhamdulillah
Mufti sahab assalamalaikum wa rahmatullahi wa barkatehu..
@khairoonunissa12863 жыл бұрын
Bohat bohat Sukriya mufti sahab Alhamdulillah.
@KayumShaikh-uh9jx Жыл бұрын
Ya Allah mufti sahab ko hayat aur tndrusti atta farma
@MdSufiyanQureshi-ch7vx9 ай бұрын
Kon 21\4\24 me dekh rahe hai...attendance
@iammusu12348 ай бұрын
✋🏻
@monaseem75178 ай бұрын
Yes
@jaidbhai28 ай бұрын
Tum 👍
@Zishanz986 ай бұрын
Mai
@rizwanahmad33665 ай бұрын
😊
@officialnahid152 жыл бұрын
Shukriya bhaijan apne bohat achhi hidayat di hai apko Allah khush rakhe hmesha... Jazakallah ❤️❤️
@heenaaarifrangrej92912 жыл бұрын
Hazrat mein fajar ki gaja namaz padh rahi hun usmein kitni Surat padu
@निलोफरअंसारी5 жыл бұрын
Sukriya bhut bhut aapka. Allah Hume vqt pr nmaz pdhne ki tofic ata frmae
@h.a.rarsid4092 жыл бұрын
Assalamu alaikum wa rahmatullahi barakatuh 🥀 Hme jannat ki rasta dikhane ke liye lakh lakh sukriya apka 🥀
@futureiitian80552 жыл бұрын
Walikumasslam warahmatuullahi wabarakatuhu
@aliarman20982 жыл бұрын
Masha Allah apne bahut Acha samjhaya.....
@saniyakhatoon1068 Жыл бұрын
सलाम वालेकुम मुफ्ती साहब बहुत अच्छा तरीका से समझाएं हैं समझ में आ गया है
@yunuskhan15892 жыл бұрын
ماشا اللہ بہت اچھا سمجھایا اللہ آپ کو جزاء خیر دے
@skrajuudinahammadahammad8773 Жыл бұрын
Assalam walekum Mai Khatun bol rahi hoon Mai pahle Namaz Nahin padati thi abhi padhna Shuru Kiya Hai Tu Meri Ek Chhoti bacchi hai Jo Mein Waqt par Namaz Ada hi nahin kar paati To Kya Gunah hai Jo Namaz Chhod Jaati Hai use padhne ki koshish Karti hun par Mein Jab Namaz padhne ke liye badhti Hui to meri bacchi bahut Roti hai Mai apni bacchi ko Sula kar padhne Aati Hun To Do Char rakat padora Karte padhati Hun To Karo Ne Lagti Hai To Kya Gunah hai Mere Ghar per Koi Nahin rahata Mere Pati kaam par Chale Jaate Hain To shaam ko 10 baje Ghar Aati Hai
@abdulfajal85473 ай бұрын
Masallah
@afiyasayyed98994 жыл бұрын
Allah aapki sehat or Umar me Barkat ata farma ameen summa ameen
@raniparween28033 жыл бұрын
Kaun se 3 waqt ki baat kar rahe ke usme qaza nahi padh sakte please someone explain me
@SKGAMERYT072 жыл бұрын
@@raniparween2803 suraj nikalne ke waqt dubte waqt aur zuwal ke wagt
@Nanhe-hu4oe8 ай бұрын
Subhanallah Alhamdulillah ❤❤❤❤❤❤❤
@indiama44785 жыл бұрын
Subhanallah jazakallah khair Allah apko sehat ata kare bht time se iske liye pareshan thi aaj sahi tariqa pata chal gaya bht bht shukriya
@lifecoachfarhansaifi93504 жыл бұрын
same phr se wahi niyat krni h
@Animal_Janwar4 жыл бұрын
Wow ma sha allah bahot asaan tarike se bahot asaan tarika bata diya .allah apko jannaul firdos me jagah ata farmayega in sha allah
@zabinsultanasyed42184 жыл бұрын
Aameen
@akramali50334 жыл бұрын
Plz Islam capital Allah A bada likho
@simrankhan8545 Жыл бұрын
Mashallah apka samjhane ka tarika bhut accha hai Allah apko hamesha khus rakhe ameen 🤲
@shaheala8190 Жыл бұрын
Sukriya hafiz ji ... aj se Mai bhi kajaye namaj pdti hun
@rezinaahmed84214 жыл бұрын
Yaah allah meri dua qabool karo ameen
@fuadmalik10483 жыл бұрын
Vo teen waqt kon se h bhai.....kya ap batayenge
@AmanKhan-uo5lk3 жыл бұрын
ठयख
@danishahmad68435 жыл бұрын
bahot hum is cij ke liye paresan the aap ka bahot bahot sukriya
@shanakhan77533 жыл бұрын
Aslam wallekum o rahmtullahi o barkathu... shukhriya...🤲🤲
@tanzeel.....14483 жыл бұрын
waleikumasalam wa rehmatullahi wa barakatuh!
@naziyakhan3978 ай бұрын
Mashallah mai bhi bahut pareshan thi thankyou Hazrat mere samajh me aagaya❤ inshallah mai aaj se padungi kaja mere liye dua karna meri himmat na toote
@ZoyaKhan-td1yj Жыл бұрын
Allah ji ham sabko puri jindagi namaz padhne ki tofeeq ata farmaye ameen summa ameen mere malik ham sabko tera khof ho jaye hame tujhse esi mohabbat farma
@shoaibakhtarsiddiqui2818 Жыл бұрын
Ameen
@shaziyaansari7223 Жыл бұрын
Allah ham sab ko namaz padhne ki taufeeq de ameen
@drshahidanjum82492 жыл бұрын
Assalamu Alaikum wa Rahmatullahe wa Barakatuhu . Aap ne Namaz Qaza e Umri ko ADA karne ki Behtareen Sharayi Information dee hai ,, JazakAllah . Mera sawal >> kya aaj ki Namaze Fajr aur Aser ko Waqt per ada karne ke Turant baad bhi Qaza e Umri Namaz padh sakte hain ?
@gyasuddinm64688 ай бұрын
Kya esha ki namaz ki qazai umri esha ki namaz witr ke baad ada kar sakte hain
@pavendewan68084 жыл бұрын
Bhai jaan Ham apke Har clip dekhte hain aur acche tarike se a samajh Jaate Hain Mashallah Allah aapko Salamat Rakhe aur aap ham log sab ke liye Ye Dua kariye Allah Hafiz
@zishansheikh40665 жыл бұрын
Allah apko salamt khus rakhe amin
@abbasgazi45764 жыл бұрын
Teen waqt ese kon se h jisme hm kaza e umri namaz nhi pd sakte
@Quran.recite.together7864 жыл бұрын
Thank you so much sir for giving your review about qaza namaz 😃😃😃😃😃
@danishkhan8301 Жыл бұрын
3 want Kon sa hi would jab ham namaj nahi prr sakty
@zeeshanahmadhyt Жыл бұрын
@@danishkhan8301 tulua zawal ghuroob ke waqt namaz padhna mana hai
@aarifaquraishi1344 Жыл бұрын
@@danishkhan8301( 1)Suraj nikalte wakt(2) jawal ke wakt yani Suraj bilkul bich me ho khade honge to apna chhav najar ni aayegaa(3)Suraj dubte wakt namaz nahi padhna chahiye
@sarojbabbar6859 Жыл бұрын
Assalamu alaikum ji,maine suna hai ki asar aur magrib k bitch me koi kaza nmaz nhi padh sakte. To asar ki kaza e umari kab padhen plz btaiye.jazak Allah wa khairul.
@SKGAMERYT072 жыл бұрын
MashaAllah bahot accha explain kiya
@nigarsultana15193 жыл бұрын
Assalamualaikum mere liye mere ammi papa behan bhai aur mere sohar k liye dua kre molana sahab hm log bht pareshan h
@mdarshad21763 жыл бұрын
Hii
@tahsinseikh26414 жыл бұрын
तीन वक्त ऐसे कोंन से है जिसमें हम उम्री कजा नमाज नहीं पढ़ सकते है ???? Plss answer me
@sameerkhankhan66774 жыл бұрын
Hazrat muje bi jaanna hai btaa diji e
@adifaaman23814 жыл бұрын
Mujhe v janni h wo teen waqt kon kon se h
@mohseenshaikh76134 жыл бұрын
Ajki date me sunrise tym 6:5 am ka h To ap fazr k akhiri 20 min or bad k b 20min total 40min me koi qaza e umri namaz na padhe Agr ap kisi vajah aj ki fazr ki namaz na pad pay to sirf ye namaz ap fazr ki akhri 20 me pad skte h baki qaza e umri namaz na pade...thik asr ka b aisa hi h Ajki date me asr last tym 7:5 kuch h...to ap qaza e umri namaz 6:45 tk pad skte h uske bad na pade agr ajki asr namaz na pade ho to wo akhri 20min me pad skte h....3rd zawal ka waqt hota h us waqt b namaz na pade...wo ap apne calandr me dekh le uska kya period tym h...jazak Allah
@mohseenshaikh76134 жыл бұрын
@@adifaaman2381 Rply kiya hu dekhle Har namaz k bad kam se ek qaza e umri namaz padho..jaise fazr k waqt fazr ki qaza namaz b padha kro...lekln fazr or asr k namaz padte waqt qaza e umri namaz k liye ek bat ka dhyan rakhe wo akhri 20 min nhi hona chaiye...ajki date me fazr ka last tym 6:5 h to ap 5:45 tk qaza e umri namaz pad skte h agr ap namaz k liye late ho gyi jaise ap fazr k liye 5:45 ko khade aise me ap ajki fazr ki namaz Ada kre qaza e umri na ada wo fir bad me sunrise k 20min bad pade..ok
@adifaaman23814 жыл бұрын
@@mohseenshaikh7613 bahot bahot shukirya
@RukaiyaKhatun-z7w2 ай бұрын
Masallah app Bahot acche se samjhate hain ❤q
@Shahnawaz-ti5wc4 жыл бұрын
Mashaallah bahut acchi jan kari di ap ne
@naaz3193 жыл бұрын
Assalamu alaikum...agar hum qaza e umri padhna shuru kare...toh kya hum nawafil namaz jaise k tahajjud, ishraq, chast aur awabeen bhi padh skte hai ya pehle jo hamare zimme Qaza namaze hai bus wahi ada kii jaye...kya humey nawafil ka sawab nahi milega agar hamare zimme bhot saalo ki Qaza namaz baki h...pls rply
@sanamansoori74472 жыл бұрын
mujhe b yeh janna hai ?? ✋
@anishbahansari95962 жыл бұрын
Anida Afreen kaise qazae umri namaz pdh ne h
@saimamanzoor63594 жыл бұрын
Beautiful ❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@bushraashraf724911 ай бұрын
Assalam alaikum ap bahut achcha samjhate h
@naushadshaikh15753 жыл бұрын
بہت سہل طریقے سے سمجھائے ، جزاک اللہ خیر
@Sameer-ci7hc4 жыл бұрын
Masaallah Hazrat Apne to meri fikar ko asan kardiya Allah apki Umar me tarqqi ata kre
@kallukallu43754 жыл бұрын
Thnku so much ye to clear hua inshaallah hm apni qaza namaze ada kreng bt pls ye btaiye Kon se teen wqt me ni pdhni hai namaz
@babulal-it6ly11 ай бұрын
Jajakallah mufti sahab apka tarika bhot achha tha samzane ka
@nagmakhan42695 жыл бұрын
First comment and like😳😳
@shakilkhan2374 жыл бұрын
Kon se tin taim hai ji Mai namaz nahi pad sakte plz bataye
@umairkhan_official4 жыл бұрын
Jazak'Allah 😊❤
@mdmsgamer86915 жыл бұрын
Subhanallah. Nice video
@NafeeshAbbasi-pe1lm8 ай бұрын
Asslamualekum Mufti sahab kya ham farz namaz ki kaza johar me ni pad. Sakte or johar ki kaza asr me
@muskanparveen89435 жыл бұрын
Assalamu alaylum. Aapne kaha k 3 time me nahi padh sakte Kaja namaz to wo konse 3 time he please clear kijiyega. Thank you and God bless you.
@nisarani64585 жыл бұрын
wakt.e.tallo. zawal ka wkt. wkt e gharoob .
@SameerKhan-lk7jv5 жыл бұрын
G shi puche hain
@shah7135 жыл бұрын
Fazar ki namaz ki farz namaz k baad, asar ki farz k baad aur tisra pata nhi.
@irfankhan-kf2vh4 жыл бұрын
wo Kon se 3 waqt hai jab nahi padh sakte plz clear kijiye....?
@BhagwaTrapAwarenessUZMA4 жыл бұрын
@@irfankhan-kf2vh jawal ka waqt, maghrib namaz se 3-4 minute pehle, fajr k baad
@xgaming44854 жыл бұрын
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh wo kaun se teen waqt hai jismein Umar e kza Nahin padh Sakte Aur shabe Raat ke din magrif ke baad isha se pahle kya padhe
@sgareefkhan54685 жыл бұрын
Subhan Allah good informeshion
@yasminshaikh4369Ай бұрын
MashaAllah Bhai apne acche se samjhayi😊😊
@hindicartoonstory54845 жыл бұрын
Assalamo aikum mughko napaki wale din ki namaz-e-kaza q nhi padh sakte iske bare me janna h
@sajidtamboli19703 жыл бұрын
Mashallah Subhanallah
@iqbalahmed9415 жыл бұрын
Mufti sahab what is difference between sadqa,fitra,zakat and how much to be given. Q2)How do I know whether i am on right path?
@pinkvink43434 жыл бұрын
Hum apni jan bachane k liye jese bimar ho tab hum jo paise dete hai use SADKA kehte hai
@pinkvink43434 жыл бұрын
Khuda ne hume jitni dolat propaty ya sona chandi jo bhi diya ho us ka 40ma hissa kisi ko dete hai to use JAKAT KEHTE HAI
@pinkvink43434 жыл бұрын
Or jo hum hibadat karte hai roja namaj quran ki tilavat karte hai us k hissa k jo paisa dete hai use fitra kehte hai
@nawajishalam32602 ай бұрын
Masha allah bahut hi achha jankari diya hai aapne allah aapko salamat rakhe aamin
@MOINKHAN-ir5qg5 жыл бұрын
Assalamualaikum Masha Allah, aap bahot achha kaam karrahe Hain , Shortest tarika kaza namaz padne ka bhi Bata dijiye Jazak Allah khair
@deeniislamic95745 жыл бұрын
33 33 martaba subhanallah alhamdulilah Allah hu akhbar hr namaz k bd prhte h atalkursi bhi prhte h farz namaz k bd prhte h imam sahab namaz k foran bd dua krte h pehle imam sahab k sath dua kre ya pehle hm ye sb prhe ya ye sb sunatto k bd prhe pls btaye m confuse hu mjhe ye sb to pta h ki ye prhna chaiye but farz namaz k bd prhu ya puri namaz s farig hone k bd prhu imam k sath dua kru ya bd m
@raisahmed89684 жыл бұрын
As slamo alykom
@raisahmed89684 жыл бұрын
Bhaijan aap muje btay ke muje hr wkt dar kyu lgta h
@saddamsek6654 Жыл бұрын
तीन वक्त वह कौन सी है जो नमाज नहीं पड़ेंगे
@Hidayahpath566 ай бұрын
Zawal Jab Suraj nikalne wala ho jb yani Fajr khatam hone ke 20 min baad Asar ka waqt khatam hone wala ho aur maghrib lagne walii ho yani sunset ke tume
@Ariz-f3m Жыл бұрын
MASA ALLAH aap ke vajah se mera qaja pura karungi INSHALLAH Sukriya aap ka
@saleenab78184 жыл бұрын
Muje Yeh Janna ke sabbe baraat ke raat me Ager namaaz kaza ho to nafil pad sakte hain ya nhi
@mahifatima25975 жыл бұрын
MashaAllah... Qadr 😛
@princejasimbaloch5 жыл бұрын
hy
@tughmakhanam7204 жыл бұрын
Asallam walikum Qazaie umari namaz kis sahabi ne padhi hai? baraye meharbaani hadish ki refrence bataye