Mam clr dry krne k lie hairdryer ka use krskte h ,&uske bad ironing kr k embellishments krni h
@Ethnicstitchingvibes2 ай бұрын
G Color dry karne ke liye aap hair dryer ka use kar sakti hain but aapko iron karne ke liye 24 hrs ka wait karna hi hoga .. 24 hrs baad back side iron karke phir aap embellishement kar sakti hain 🌼❤💫....
@__mahnoor__84273 ай бұрын
Very informative video but apko yh b btana chahiye tha k kn s brands k fabric clrs best hn
@Ethnicstitchingvibes3 ай бұрын
Based on my experience so far, Fevicryl colors are the best, and they offer both types of colors-fabric colors and acrylic colors. 🌼❤.
@mahenoormahenoor14314 ай бұрын
Kya acrylic colour use ho sakta hai
@Ethnicstitchingvibes4 ай бұрын
Yes .. I also used acrylic colours .
@kaursardarni3283 ай бұрын
Sis jb paint krte hai hum to vo hard ho jata hai vo kio hota hai fabric vha se hard ho jata hai
@Ethnicstitchingvibes3 ай бұрын
Synthetic fabric par acrylic colors achche se use na kiya jaye to hard ho jate hain isliye aap fabric paint use karen . Extra Softness ke liye binder add karen 😊❤🌼
@kaursardarni3282 ай бұрын
@@Ethnicstitchingvibes ok g
@moklesasultana34504 ай бұрын
Flower ke side pe jo embellishments use kiya hain uska nam kiya hain
@Ethnicstitchingvibes4 ай бұрын
I think you're talking about flowers outline ... Wo nakshi hai .. achche se samjhne ke liye aap ye video dekh sakti hain 👉kzbin.info/www/bejne/iXrPc4Sahaufpqs
@habibahasan78284 ай бұрын
Duppata ka color kya h??
@Ethnicstitchingvibes4 ай бұрын
Beige shade 💫
@habibahasan78284 ай бұрын
@@Ethnicstitchingvibes MATLAB Kindly explain
@Ethnicstitchingvibes4 ай бұрын
Skin color keh sakte hain 🧡
@humairafarhat85963 ай бұрын
Mam maine fabric ke sath medium bhi use kiya tha pr wash karne par colour nikal raha hai😢
@Ethnicstitchingvibes3 ай бұрын
Iron kiya tha ??
@humairafarhat85963 ай бұрын
@@Ethnicstitchingvibes thank you❤
@Ethnicstitchingvibes3 ай бұрын
Dear ! Painting ke 24 hrs baad back side se iron karna hota hai .. isse paints ki staying power badhti hai ... 💫🧡🌼
@SamzK-xi7ps4 ай бұрын
Mene jitni videos delhi hn usmn sb kehte hn k organza pr silk paint use krno chahye ap kia kehti hn
@Ethnicstitchingvibes4 ай бұрын
I don't think so . In my opinion organza par Fabric paints bhi use kiye jaa sakte hain without any problem! As I already told in this video 🧡
@SamzK-xi7ps4 ай бұрын
@@Ethnicstitchingvibes g bht log fabric paint use krte hn. But koi kehta h k dhulne k bad painting crack ho jati h
@Ethnicstitchingvibes4 ай бұрын
Nahi hoti hai because fabric paint ki consistency soft hoti hai... in fact inme water add karke use kiya ja sakta hai...
@SamzK-xi7ps4 ай бұрын
Thanks
@habibahasan78284 ай бұрын
API please apnay dupattay Ka color batayen Jis par paint or designing ki h please