Muhammad shaikh#the quran men#sarvent of allah#truthful explain#al quran reading al hadees event#ahsan and lohwal
@kareemmagsi71572 жыл бұрын
جزاک اللّٰه
@kareemmagsi71572 жыл бұрын
ماشاءاللّٰه
@shahabuddin16413 жыл бұрын
کتاب اللہ کی تفصیل قرآن مجید۔
@kareemmagsi71572 жыл бұрын
إنشاءاللّٰه
@MamoonHameedKhan3 жыл бұрын
The revelation of lord of the worlds is saying of the messenger.
@falaknazim37543 жыл бұрын
Hadees ka munqeer hu kya? Jawaab dai
@masroorahmed28713 жыл бұрын
نہایت وضاحت سے بیان کر دیا ، اگر کوئی سمجھے
@shoebshaikh78603 жыл бұрын
Lucture se book of allah me hidayat #hu dallin nash ummul qura me hidayat#
@pervaizkhan5243 жыл бұрын
Bhai Sb, Quran bhi tu Nabi se oswaqt kay logoon tek pohncha aor un logoon se aagay kay logoon tek aalahazelqiyaas. Isi terh Hazoor kay fael, qole, uthna, bethna, guftgo, jeng, amen, mamlaat, triqa e abadaat, mayedaat, Safer, hazer, roza, hej, zikaat aor be -shemaar events kay halaat o waqiyaat hadith k zariye hi tu teselsel o tawater k saath report hovey haen. Agar in reports ka denial kr diya jaye tu taarikhi teselsel ko kesay bridge krain gay. Lehaza sahib koe eqali o mentaqi guftgo krain sirf serf o nehve aor vested interpretation se taarikhi teselsel ko denay naheen kia ja skta.
@anwaarhussain96737 жыл бұрын
Bhai meray ye Rasool ka qoul jibrail ki taraf ishara hai. Aap zara ghour karo. Aap sahi iterprete nahi kartay. Rasool ka lafaz farishta jibrail k liye b use huwa hai. Ye Allah ka kalam hai phir Nabi ki taraf Jibril ke zariya naazil kya gia to unhon ne apni zuban se parh kar paish kiya iss liye Jibrail ki taraf ishara hai. Issu ye hai k tumm ne hadees ka inkar karna hai. Oss k liye chahay aap ko Quran ko ghalat tashrih he kion na karni paray wo karo ge. Ye mind sett hai aap jaisay logon ka....
@falaknazim37543 жыл бұрын
Tum koon hu
@anwaarhussain96737 жыл бұрын
Ooh Hadees ke munkar. Quran mein Rasool Allah ka Uswa Hassnah bilkul hai. Iss ko har muslim maanta hai. Laikin oss ki detail k namaz kaisay parhni hai aur iss tarah ki buhat si baatain hain. Hajj kiss tarah adaa karna hai etc etc. Wo detail hamain ahadees se pata chalti hain. Itni simple baat ko samajhnay k liye itni soch bachar kion hai. Ye dosra topic hai k oss mein buhat c hadees zaeef hain ya jhooti hain. Unn k baaray mein Aima ne buhat ziyada kaam kiya hai.