Shalini,tumhara bahut bahut dhanyawad aapne Anil vats ji sir ko bulaya,oer vats ji ko koti koti dhanyawad jinhone itna bara gayan diya vo bhee piter paksh main jiski bahut hee avashayata thee agli pidhi ke liye batana samjhana apke dawara bataya gayan hamare liye bahut aasaan ho gaya hai.Vats sir apko prabu hamesha sehatmand rakhe. Thank you sir,
@divyanshachauhan20233 ай бұрын
प्रष्न पूछने वाली बहन को भी बहुत बहुत धन्यवाद आभार 🙏🙏🌹🚩👌👌👌😀
@MamtaSharma-dc2bv3 ай бұрын
Bahut uttam podcast
@vijaydhingra81352 ай бұрын
Saral upay bataye, pitr shanti ki assan kriya batane par ,Sanatan Dharam youngsters ko sahi marg darshan samjhane ke liye aap dono ko bahut bahut badhayee👍🙏
@vvaghani31372 ай бұрын
गुरुजी अदभुत पॉडकास्ट बनाया.. अदभुत जानकारी सरल रितमे बताई
@NitinKumar-jw1cq3 ай бұрын
Great conversation 🙏🙏🙏🙏🙏🚩🚩
@shaileshdixitshaileshdixit58263 ай бұрын
Wah bahut sundar 😊
@hemanegi99133 ай бұрын
बहुत बहुत धन्यवाद आपका शालिनी जी ने बहुत ही तार्किक तरीके से प्रश्न किए लाजवाब काबिले-तारीफ ❤ धन्यवाद जय सनातन धर्म की
@susheelabhasin94932 ай бұрын
बहुत अच्छे से समझाया पंडित जी आपने
@nitabenvkhotari18193 ай бұрын
आपके संवाद आज पहली बार सुनाहे आजकेसमयमैं ये बातेबहुतजरूरीहै, बहुत बहुत। आभार
@gharondahomes3 ай бұрын
अनिल गुरुजी बहुत ही बेहतरीन तरीके से समझते हैं साइंटिफिक तरीके से बहुत-बहुत धन्यवाद जी आपका और शालिनी जी आपका भी बहुत-बहुत धन्यवाद जो आपने इस विषय पर प्रोग्राम किया ॐ पितृ देवता नमः 🙏🏻🌹
@Xyzo883 ай бұрын
बहुत अच्छी वीडियो थी नई जानकारी मिली बहुत बहुत धन्यवाद
@sharmadeepak98322 ай бұрын
आप जैसी खुबसूरती बाते सब को सुनना चाहिए बहुत बढ़िया जानकारी मिला आपको नमन है आप को बारम्बार नमस्कार है 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@vijaypushkarna69353 ай бұрын
Shalini beta, apne bahut accha kam kia jo apne ese sawal nikaal ker puche jinka utter hame kabhi bhee nahi mil sakta thaa. Vats ji ne bahut hee bara gyan oer jaankari di jo hame nahi thee .Beta bahut bahut dhnyawad .Jeeti raho beta.
@shreya85693 ай бұрын
Bahut knowledgeable podcast..
@mamtadhingra21213 ай бұрын
आप दोनों को बहुत बहुत शुक्रिया ऐसी अद्भुत और ज्ञानवर्धक जानकारी प्राप्त हुई । भगवान आप को खुश रखे
@divyanshachauhan20233 ай бұрын
वाह वाह वाह अति सुन्दर अति सुन्दर अति सुन्दर पंडित जी आपका बहुत बहुत धन्यवाद आभार 🙏🪔मैं ये विडियो बहुत से उन नास्तिकों को भेजने वाली हूं जो ना तो देवों को और ना पित्रों को मानते हैं 🙏🌹🚩👌👌कृष्णा चौहान ❤
@BhupendraSingh-vt5zo3 ай бұрын
Bht sunder ❤
@kratipancholi53082 ай бұрын
वाह 🙏
@PoonamBhardwaj-q3g3 ай бұрын
Thanks bhut sunder ghayan Diya aapne🌺💐💐💐💐💐💐💐💐💐
@supriyamohapatra33562 ай бұрын
Thank u Guruji and thanks skt
@MithleshKumar-xw3to3 ай бұрын
कलयुग में सबसे सरल उपाय है अपने समस्त पूर्वजों और पितरों को शांति प्रदान करने का गीत का सातवां अध्याय प्रतिदिन अपने पूर्वजों के निमित्त करें और फिर देखिए 1 साल करके देखिए और अभी तक की जिंदगी में जो हुआ है वह साल और यह 1 साल जिसमें अपने गीता का सातवां अध्याय 1 साल लगातार किया हो अंतर देखिए आपको स्वयं समझ में आ जाएगा कहीं भी भड़काने की जरूरत नहीं है
@harshisharma69853 ай бұрын
Aapane yah adhyay padha hai ek sal Tak kya Geeta ka satavan adhyay 1 sal Tak rojana padhna hai ya pitrapaksh Tak padhna hai yah adhyay bahut achcha hai
@vvaghani31372 ай бұрын
आप के पास समय हो तो रोज पढ़ो,ज्यादा समय न हो तो 7वा अध्याय का 1 पाना पढ़िए..अध्याय पूरा होने के बाद फिर से 7वा अध्याय शरु करो..रोज न पढ़ सको तो कार्तिक ,चैत्र ,और भदरवा में पढ़ो..लेकिन जब पढ़ो,जब तक पढ़ो तब एक दिया या एक अगरबती जलता रहना चाहिए..ये साक्षी है... 🌹🙏
@harshisharma69852 ай бұрын
@@vvaghani3137 ji dhanyvad bahut bahut shukriya
@WATERPOWER-p1t2 ай бұрын
@@vvaghani3137kitna detail mein bataya.. thanks for concern ❤
@bhagwanrathi9202 ай бұрын
Jabardast gyaan vardhak podcast dimang ki nase khul gae Please esi type k or bhi podcast deve
@ushagupta28603 ай бұрын
Radhe Radhe guru ji
@indusingh19673 ай бұрын
बहुत अच्छी जानकारी दी है
@Kesarbahadurrawal2 ай бұрын
जये हो गुरु जी
@mamtakumari.252093 ай бұрын
बेग्राउंड मयूजिक ज्यादा कर रखा है पंडित की आवाज टिक सप्त सुनाई नही दे रही है बात चीत में बेगराउंड मयूजिक की क्या जरूरत
@taruntraveller16332 ай бұрын
Back ground music toh hai hi ni.
@satishgoel57133 ай бұрын
गजब गजब वाह क्या बात है . प्रणाम जी
@pushparani85622 ай бұрын
Parnam guru ji ❤
@gauravshah99243 ай бұрын
Khub khub Dhanyawad Shaliniji ❤ Thank you Guruji❤
@MaYanKKuMaR-vw1op3 ай бұрын
बहुत सुंदर तरीके से सबका दिमाग dhakkan खोल दिए जय श्री राम जय माँ गायत्री
@rajnisharmatiwari39542 ай бұрын
Best and so helpful video! Thank you so much for such an amazing and informative video 🙏.
@surbhitomar89072 ай бұрын
Very nice
@shashirandhawa43633 ай бұрын
Very nice guidence thanku guru ji❤
@indumourya49583 ай бұрын
Bahut badhiya nice 👍
@ShivaniMahadeva13023 ай бұрын
Wow ❤ an amazing podcast
@geetagupta21253 ай бұрын
Samjhane ka tarika bahut sunder hai
@neelamshera50152 ай бұрын
गुरू जी कोटि कोटि प्रणाम 👏थैंक्यू दीदी शुभकामनाएँ 🍱🤲
@preetasharma69863 ай бұрын
Bahut hi sunder vyakhya Aabhar
@sunitajain95563 ай бұрын
Pandit narmrdeswar shatri ji ko bhi bulaye plz bahut ache gyani jyotish he vo
@neerajkhurana85383 ай бұрын
Yes bahut ache gyani hai woh
@Mayadevi-f6p3 ай бұрын
Radhe Krish na. Pranam guru Ji kit an I gyan vali batt batt aye ho
@MeenakshiAgarwal-u5h3 ай бұрын
Jai gurudev 👏👏
@anushkasejwal24133 ай бұрын
Wao sab kuch asani se samajh aa gya thankyou so much sir itna aasani se samjhane ke liye ❤.
@archanakanungo37603 ай бұрын
Beautifully explained sir
@vishambharrajawat97823 ай бұрын
जय श्री सीताराम 🌺💐🌿
@madhusharma75313 ай бұрын
Aur agar beta sasural mein hi rehta hai hamare paas nahi aata hai ek hi beta h hum himachali hain aur bahu chennai ki h woh na khud aati h na usse aane deti h hum kya karen guru ji
@manjubahukhandi76033 ай бұрын
Great information through amazing podcast ..👌👌Thanks for this 👍👏🏻
@vandanabhanot45093 ай бұрын
👍 Great respected pt ji🙏🙏
@Lakshitgoswami2 ай бұрын
👌👌🙏🙏🙏
@dharmendramishra27733 ай бұрын
Nice Podcast
@ramsingh-hl5mi3 ай бұрын
Pranam guruji aap bahut acche tarike se samjhate Hain
@jyotykumars3 ай бұрын
बहुत अच्छा l
@sharmacbi2 ай бұрын
Radheyy Radheyy Apki Saral within k kayal hai asi
@NarayanNarayan-c1c3 ай бұрын
Thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you thank you 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@sushilamore43453 ай бұрын
Guru ji ke charanon mein koti koti Naman Guruji Jo baat aapane kaha ki brahmanon ko khilate hain lekin garibon ko bant dete the lekin Aaj pata chala ki nahin Brahman ko hi bhojan dena hai aapko bahut bahut dhanyvad kitni acchi hai Sahi jankari Dena ke liye aapko bahut bahut bahut bahut bahut dhanyvad aapke charno mein koti koti Naman aapane itni acchi jankari Di Jo Aaj Tak nahin Mili aapki bahut pahle pravachan aaya karti thi vah ham dekhte the lekin aajkal nahin aate😮 aap ke pravachan TV per chalti hongi lekin mujhe jankari nahin hai ki kis channel per chalte Hain
@somanathpradhan62662 ай бұрын
ज्योतिषजी काफी senior हो गए, इनका voice काफी low, कुछ समझ नहीं आया, आप तो speaker volume बढ़ा सकते थे ना, अगले बार ये minus point को ध्यान रखना, नहीं तो luke नहीं करेंगे
@devendersinghrawat30373 ай бұрын
Bohot Bohot dhanyavad is podcast k liye
@meenakshirastogi97413 ай бұрын
V . Nice taught
@duttadutta33023 ай бұрын
রাম রাম ❤❤🙏🙏🙏
@sunitarawat44793 ай бұрын
Insightful
@PunyadaDangre2 ай бұрын
South direction ki aur photo ka face kaage rakhe ya south direction ki wall par photo lagaye
@dollyparashar68233 ай бұрын
Parnam guru ji
@jayantidash33933 ай бұрын
Thank you guruji for the valuable information
@gharkirasoibymeena8383 ай бұрын
Very nice .
@anupriyadeshmukh42973 ай бұрын
Jay Gurudev jay sanatan,ise kahte hai gyan
@rekhaverma67743 ай бұрын
Aj ka apka video or acharyaji ki batane ke tarky smaj aya hi or aj ki yova ki liy bhi jroui bty boli gi thanks
@rajeevkaushik24893 ай бұрын
Beautiful
@meenakshinaithani35333 ай бұрын
Very informative Podcast 👌👌👍
@SumanDevi-s4b2y3 ай бұрын
Is liye bujurgo ki bat ko manna chahiye or aap k jysa pundit ji mil jaye to 3 lok tk sb Shi ho jayega aap ko Koti Koti prnam ❤🙏🙏🙏🙏🙏
@harshisharma69853 ай бұрын
Jay Mata Di har har Mahadev jabardast podcast tha sare sawalon ke jawab mil Gaye dhanyvad❤❤❤
@SaritaJat-eu7xk3 ай бұрын
इतनी खुपसूरती से समझना बहुत बहुत धन्यवाद गुरु जी
@sushmaaaart2 ай бұрын
Thanks for
@pssharma22382 ай бұрын
Radhe Radhe🙏🏻🙏🏻bahut sundar bahut achha explanation dia hai Pandit Ji Maharaj ne 🙏🏻 Ek aur prashn tha aaj kal Pandit ji mana kar dete hain khane kae liye, aise mein kya karna chahiye
@gauravshah99243 ай бұрын
Adbhut Podcast❤
@RanjeetKumar-kr3oi3 ай бұрын
⭐⭐⭐⭐⭐
@Ritusharma-vd7hm3 ай бұрын
🙏🙏
@shwetasoni7593 ай бұрын
❤👌👍🙏🙏🙏
@geetagupta21253 ай бұрын
True
@arnimamittal78133 ай бұрын
Guruji Amritandmayee Amma is doing massive Hawans to clean the atmosphere
@preetithakur5883 ай бұрын
आपके सुझाव और सलाह बहुत ही महत्वपूर्ण है आप सभी को कोटि कोटि नमन, प्रणाम
@harshisharma69853 ай бұрын
Mere khyal mein is per ek movie banni chahie jo ki Yuva pidhi ko jagruk kar sake ek ful movie banni chahie aur cinema Jagat mein Aaj Tak koi aisi movie nahin bani hai yah banni bahut jaruri hai jisse kisi yogya pandit aur hamare pujya ne pandit Jawaharlal ke podcast mein dikha rahe ho unse aur aur bhi jyotish hai jo sabse poochh kar ek story likhi jaaye aur use per ek movie banai jaaye isase bahut jagrukta hogi hamare purvajon ke prati aur hamare Jo Jinda man baap hai unke prati bhi log jimmedaar banenge aisi ek pahal honi chahie kyunki log bag movie dekh kar jyada sikhate Hain Qureshi movie ek nahin gai banni chahie acche kalakaron ke Sahyog se aur main daave se kah sakti Hun ki yah film hit jayegi❤❤❤🙏🏻🙏🏻🙏🏻🔱🔱🔱🕉️🕉️🕉️🕉️
@neerajkhurana85383 ай бұрын
bachon ko bhi sab samajh aayega Pooja ki value
@harshisharma69853 ай бұрын
@@neerajkhurana8538 ji bilkul
@MamtaSharma-dc2bv3 ай бұрын
Sach much .....theek bola aap ny
@kanchanbatra76003 ай бұрын
Gya ji me pind daan ke baad shrad krna chahiy
@gourav7383 ай бұрын
Guruji aapko Pranam Guruji aapki Jaisi jankariyan Aaj Tak Nahin Mili is Jankari ko Pakar Dil bahut khush ho gaya Aapka Channel kaun sa hai usko Ham subscribe karna chahte hain dhanyvad Guruji
@hare_krishna493 ай бұрын
Hamare ghar m ek gamle m pipal ka ped apne aap ug aya ....hmne use Pani Dena shuru kr diya..kareeb 2fut ka hone pr use mandir jakar pandit ji se lagwa diyA. Abhi kaafi bda ho gya h....ashubh nhi.... thakur ji ki kripa h pipal.. Hare Krishna 🙏🚩
@premsingh-sg4qg3 ай бұрын
Demag ke Shari Naseh khol de Guru jee ke gyan se🎉🎉
@BhanuTewari-t4d3 ай бұрын
❤❤❤
@radhasrivastava54483 ай бұрын
Shalini ji next podcast main acharya ji s y question pochyega ab pandit ji pitra paksh Mai khana nhi khana chahte hain koi kehta hai ki apne ghar ki behen ,beti ko bulakar khana khila do to pitra khush ho jayga tb aisi estithi main kya kiya jay samjh nhi aata kyonki jb tk pandit ji Ghar aakar khana na khaye to Pooja adhuri se lagti hai aap es samsya ka samadhan jarur pochiyega
@ramankantgarg19703 ай бұрын
Pitro ke shradr pitro ke bhog Our pitr pujan bhi preat pujan hi kehlata he 🌹Gita me Bhagwan Shri Krishna 🌹pitr Our preat ko ek hi ketegiri me Rakhkar Sambodhit karke samjha rahe he 🌹 ki he Arjun Jo inme Shrda Rakhta he uski shrda bhi inhi me sthapit ho Jati he 🌹 Our wo marke inhi ko prapt hota he 🥀🌷🌷
@manisha22203 ай бұрын
Aapki soch galat hai fir se pdhiye Gyan aaega
@ramankantgarg19703 ай бұрын
Manisha Ji... 🌷 Shradr ke.. bar bar mavas pujan... Bar bar tareh tareh ke bhog dene se pitr ka moh.. 🌷 isi bhog ke Akarsan me Atak jata he our wo isi Bandhan me pad jate he 🥀 unki mukti nahi hoti balki wo isi Dharti pe Bhatakte rehte he... Our jab koi inhi ko pujne wale... inhi ke ghar ka koi marta he 🌹 tab inhi putro ka Jamghat lag jata he... Agar koi bhagwan ka bhakt bhi he tab bhagwan ke duto ko bhi nahi Ane dete 🌷Our marne wale prani ko Apne hi sath mila lete he... isi tarah pidhi dar pidhi... Jo bhi marta he pitro ko prapt hota rehta he 🌹isi liye gita me shri krishna bhi mare huwe murde... Pitr our preato ko ek hi ketegiri me Rakhkar bata rahe he Jo inme Shrda Rakhta he 🌷🌹wo bhi marke inhi ko prapt hota he... isi tareh pitrdosh pidhi dar pidhi badhta cala jata he... 🌷🌷is desh ke pande pujariyo ki mati mari gai he... Bhagwan ki vani pe dhiyan na dekar mare huwe murdo ke bhog lagwa rahe he 🌹🌹
@ramankantgarg19703 ай бұрын
Puratan kal ke Raja maharajao ne... Dharmacaryo ke sath milkar... Wakt our halat ke hisab se kai bar purano me milavat ki he... 🌷🌷 Rishi muniyo ki vani ko kai purano me badla gaya he... Lekin Bhagwan ki vani ko badalne ka Sahas koi nahi kar paya 🌷🌷 isi liye purano me bhi... Rishi muniyo ki vani kuch our bolti he our bhagwan ki vani unse Alag bolti he 🥀 Gita bhi Bhagwan ke mukh se nikli hui Vani he Jo param satye he...
@ramankantgarg19703 ай бұрын
Sirf our sirf Bhagwan ko bhog deep dhoop jala ke pujna cahiye 🌹 our prarthna karni chahiye ki he bhagwan mere ghar ke sabhi pitro ko Sabhi Bandhano se mukt karke 🌷 unko Apne shri Carno me sthan dekar unko santi prdhan karo 🌹 unko uttam Gati prdan karo... Sirf our sirf Bhagwan ko pujna cahiye...
@manisha22203 ай бұрын
@@ramankantgarg1970 Gita ke kon se adhyay me likha hai
@anandbhai2842 ай бұрын
Back ground music band kro yrr
@sushilamore43453 ай бұрын
Guruji Guru ji ke charanon mein koti koti Naman Guruji shraddh mein Pandit ko kya bhojan karana chahie dusri baat 25 varsh ho gaye hain patidev ko swargvasi hue unke liye kya karna chahie Gaya jivan 7:53 kar chuke hain ,bacche Nasik per kar chuke hain
@meenakshirastogi97413 ай бұрын
Background music sai disturbed ho raha h Pls. .check it Thanks
@vandanasinghal31223 ай бұрын
Hello
@geetadave57943 ай бұрын
पूनरती जनम....पूनरती मरणम
@Shiva-b7o3 ай бұрын
16:34 isliye tarpan kiya jata hai... shraad me tb tk khilate h brahman ko jb tk tarpan nhi krte uske bad in unhe is dham se mukt kr dete h
@bhagwanrathi9202 ай бұрын
Ajmer dargah nahi he vo shiv mandir he Please ye sachhai bhi bataeye taki hindu ko ye yaad rahe
@tanujasinha6813 ай бұрын
Bahut sundar podcast hai hamare ghar ke diwar se lag ke ek pipal ka ped nikala hai uska kya kare
@igRyZER3 ай бұрын
usko nikal kr achhi khuli jagah pr lgana chahiye😊
@Gagan_kumar2223 ай бұрын
youtube.com/@amangagan-z8r?si=ods3fBw9tBxsPF2P
@geetabalse1963 ай бұрын
Background music is so annoying. Why to add background music
@saranjitkaur69303 ай бұрын
Jo log mokash ko prapt kar lete he wo bhagwan me sma chuke he to jo unhke liye kiya wo Bhagwan ko prapat hua to bhavwan akpko uska fal dege
@RakeshGupta-ez9gj3 ай бұрын
Maharaj ji Aap Jo logic de rahe hain pitaron ke sandrbh mein vah kya aapka khud ka Anubhav hai ya Kahin Kitab se liya gaya hai aur Jahan Tak Aaj Ke Daman Ki Baat Karte Hain Unka To man Vachan Karm teenon hi Shastra samvat Nahin Hai to kya agar koi Shudra yah vaise Jinke man Vachan Karm Pavitra Ho unke dwara ham Udhar Nahin ho sakte hain