Bhai yaha market me A1 grafe export quality ka anar bhi 300 rupees max me ja raha, thoda chize dhang se bataya kro, Mera khud ka 7500 plants anar residue free UK market har sal bhejata hu aur average size 450 grams se 700 grams farmers ko chuna mat lagao utpantang bate sunkar, unko Dena hai to achhi knowledge do taki kisan tarakki kre .. useless information
@mohitrathod494Ай бұрын
Anar m kitne time baad production chalu hota h our kitna profit hota our ye m.p ho skta h?
@abhimagАй бұрын
Ha MP ho sakta hai 18 months bad aap harvesting krenge to bahot achha hai aur shuru se chemical free jao. On average 12-15 lacs per harvest milega plant age ke hisab se.
@mohitrathod494Ай бұрын
@@abhimag dhanywaad bhai
@abhimagАй бұрын
@@mohitrathod494 Mp me kaha se ho aap? Aap us youtube channel par Jake waha se office number lekar call kriye aapko Puri jankari milegi , ha aur dhyan rakhna, sct vedic ek full proof technology hai so pura study krke pahle experience krke fir aage badhana, best luck 🤞. Mitti bachao kheti bachao aur health sudharo abhiyan me judo. Sath me apni tarakki bhi kro