Railway Control Room Prayagraj NCR #railway |#indianrailways |
Пікірлер: 40
@vishalshrivastava66854 ай бұрын
RRB prayagraj mai ❤ NCR NR hai NR mai kaha posting hogi ALP valo ko
@vishalshrivastava66854 ай бұрын
My home NER RRB Alp ki vecancy bhut kam hai
@vishalshrivastava66854 ай бұрын
One video ❤
@singersankalpdixit83264 ай бұрын
Pranam 🙏 sir congratulations sir you are the part of Indian railways family main prayagraj daraganj se hun aap se mulakat kab hogi
@dyadavvlog13414 ай бұрын
RRB allahabad NCR ke PRYJ ,JHS,AGC and NR ke Lucknow division ki vacancy ko bharti hai
@vishalshrivastava66854 ай бұрын
@@dyadavvlog1341 thanks sir 🙏
@anuragrai81323 ай бұрын
Bhai log ap hi SM ko batate ho kon train loop par dalna hai kon Jane Dena hai ?
@dyadavvlog13413 ай бұрын
Han puri planning hum hi log karte hai or sm ko btate hain section controller apne section ke 20 se 25 station me chal rahi train ki controlling karta hai Koi abnormality sm agar report karta hai to action lena sambandhit departmental ke control ko suchit karna section controller hi karta hai section me ko Traffic block power block ka permission bhi apne chief se planning bana ka allow krta hai
@anuragrai81323 ай бұрын
@@dyadavvlog1341 श्री मान एक सेक्शन में अधिकतम कितनी ट्रेने चल सकती है ?
@dyadavvlog13413 ай бұрын
automatic block section me generaly jitna bada section hota hai utni tain ja sakti do station ke bich jitna auto signal hote hai kam se kam utni tain us section me ja sakti hai hamare yahan BEP- MJA auto station ke bich 5 train tak chali jati hai jaise jaise section clear hote jata train aage jati rahti hai
@anuragrai81323 ай бұрын
@@dyadavvlog1341 Bina Katni section Automatic hai kya ???
@anuragrai81323 ай бұрын
@@dyadavvlog1341 sir Automatic section me kitne kitne dure par signal hote hai ya fir Normal section ke jitne hi hote hai ??
@anuragrai81323 ай бұрын
Nice 👍
@JEET_KEE_JEED_KARO2 ай бұрын
Sir controler me Colour se related koi work hota hai kya. Colour vision jisko hai o ye kar sakta hai ya dikkat hoti hai
@dyadavvlog13412 ай бұрын
Nahin colour se related koi vishesh work nahin hota hai lekin agar section controller me posting hoti hai to aapko control chart se hi train ki planning karni hogi jisme graph me alag alag train ke liye alag colour code hota hai mail exp ke liye Red-rajdhani ,satabdi ,duranto;garib rath ke liye Pink ,goods tarin ke liye green passengers train ke liye blue etc
@dyadavvlog13412 ай бұрын
section controller ka medical standard C1 hota hai
@JEET_KEE_JEED_KARO2 ай бұрын
@@dyadavvlog1341 sir controler kitne parkar ke hote hai
@JEET_KEE_JEED_KARO2 ай бұрын
Sir section controler agar koi colour vision wala hai to usko koi working me problem hoga kya
@dyadavvlog13412 ай бұрын
@@JEET_KEE_JEED_KARO Traffic me control me pahli posting section controller me hoti hai jo board per duty karte hain uske bad chief controller me promotional hota hai lekin yahan Traffic me bahut sare work hote hain jiske liye alag alag Seat hota hai jaise Dy punctuality ,Dy operation goods ,Dy punctuality detention (mail exp),Dy 10 Hrs crew gd ka path lagana ,Caution control ,Etc bahut sare work hote hain
@vkbind-tv1ir2 ай бұрын
Sir namste yaha par hamare Bhai ji bhi rahte hai kya. Dharmendra Kumar ji
@dyadavvlog13412 ай бұрын
Han
@rameshkumar-hm4ep4 ай бұрын
Ye kon se exam se gaye
@dyadavvlog13414 ай бұрын
RRB NTPC graduate Level 2012 pahle Traffic Apprentice post Post aati thi Ab ye post 2015 Ke bad band ho gayi ab section controller ki bharti departmental exam hoti hai jisme station master ,trains clerk ,Train manager se liya jata hai
@vickyviratofficial75703 ай бұрын
Section controller ka Exam h sir Bhusawal me 24 ko Mera bhi h taiyari ke liye kuchh bata dijiye
@abhirajtiwari71844 ай бұрын
SIR, I WORK AS TNC PUNCTUALITY AND GOODS TNC IN NED DIV / SCR , GREAT INFORMATION BY YOU SIR,
@railvolg123 ай бұрын
Ram Ram sir ji me ncr prayagraj division me pro office me contract basis per vedio aur photograpy karta hu basically we are from railway media sir aap se yek request h me aap se milna chahta hu aur yek baar prayagraj control ki puri working देखना चाहता हूं ❤
@nitishkumar-cq7nr3 ай бұрын
Kb aana h
@RANDHIRKUMAR-yp4ej4 ай бұрын
Bahut jyada gari hai section me
@dyadavvlog13414 ай бұрын
Bahut hi busy route hai DFCC chalu hone se ab goods train GZB bound ki jyada tar DFCC se hi jati hai