Sir हमारे नॉर्थ बिहार में पासपोर्ट verification के लिए पुलिस को आने के वजह उल्टा थाना बुलाया जाता है और ऊपर से घुस भी लिया जाता मुमांगा...👏👏👏
@onlyhelp86767 күн бұрын
Bilkul Correct kaha aap ne
@gbgb86743 күн бұрын
Maharashtra me bhi aisa hi hota hai
@AzharuddinShaikh-b2t8 күн бұрын
Police verification mein har police wala Paisa leta hai
@naushadahmed93374 күн бұрын
100% sahi hai
@shadmasiddiqui49217 күн бұрын
Sabhi police wale paise mangte h 100 💯 right h
@abdulmannankhan19428 күн бұрын
आज के दौर में बिना रिश्वत दिए कोई पासपोर्ट क्या कोई भी सरकारी विभागों में काम नहीं होता हैं। इन अपराधी नेताओं का पासपोर्ट या गन लाइसेंस कैसे बनता हैं। 😂
@SuhailKhan-kd7wf8 күн бұрын
2000+ fees hai police ki
@gbgb86743 күн бұрын
Mai to 700 dekar banaya hu..jabke mere upar koi case bhi nahi hai
@anilsaras28797 күн бұрын
घर नहीं आते श्रीमान थाने बुलाते हैं ताकि माल मिले
@gbgb86743 күн бұрын
Agar police wala ghar aayega to uski fees double hogi😊😊
@PERSANOLACCOUNT7 күн бұрын
Jab bhi police verification hota hai rishwat sab police wale maangte hain. Nahi to aap ko sataya jata hai yeh document Kam hai etc etc.
@mohdnavi48547 күн бұрын
Har Police Wala aise hi karta hai
@mdazhar24047 күн бұрын
Passport verification k liye har police wala 1000 fix h dum hai sarkar m to roko
@gbgb86743 күн бұрын
Mai 700 me karwaya tha
@imranansari62726 күн бұрын
Ek police wala ghar aata hai aur paise lekar slip dekar kehta hai k kal police station aao Dusre din police station mein phir paise lete hain 😂😂😂😂
@gbgb86743 күн бұрын
Ghar nahi aata police wala
@mkh99548 күн бұрын
bilkul sahi Faisal h court ka.... police ki negative report ki wajah se aaj tak mera passport nahi ban paya h...
@gbgb86743 күн бұрын
Paise nahi diya hoga bhai
@Salamyatri6 күн бұрын
Hamare Yaha 2000 Police walo Ka Fix Rate Hai. Passport ki Fees 1500 Rupee Hai kitna Amazing Desh Hai Hamara 😂
@kaleemahmad27977 күн бұрын
Har thaney ka fix hai
@mukeshmenaria59837 күн бұрын
Har police vala pesa leta he. And mere se 2000 hajar manga mene nahi diya to bola dekhta hu tera kese aata he. Uska Naam RAM DAYAL tha. Mere ko 3 mahine tak dodaya jaipur. Jabki mere par 40 saal me police station passport ke liye hi deka. 2 baar inquiry karvai and fir passport aaya to bhi 500, 500 two time le liye
@safazarts69197 күн бұрын
100% paise lete hai
@SantoshMishra-lf2dq7 күн бұрын
Very good🎉
@SABBU1212 күн бұрын
यूपी में चरित्र प्रमाण पत्र और पासपोर्ट वेरीफिकेशन बिना पैसे लिए पुलिस कभी नहीं करती
@muzaffaransari2638 күн бұрын
Police paise leta hai yeh Baat sahi hai
@faizanhaider85488 күн бұрын
Ye rule All over India ek hi hai......
@ShaneHindNtwork2 күн бұрын
आज ही मेने अपने थाने मे 1500 रुपे दिये हैं बिला वजा जब के हामारे खानदान का भी नाम नहीं हे
@shanshaikh6655 күн бұрын
Paisa dena hi padta hai police bulati hai thane me, waha jane par seedha sawal paisa laye ho itni feess hai har thane me alag alag feess hota hai yahi sach hai
@dr.sklenka6 күн бұрын
Bilkul police wale mangte hain
@premkumar14758 күн бұрын
Jo jaroori hai wo batao....Agar chota mota case ho to passport ban payega ki nahi....
@gbgb86743 күн бұрын
Paisa phek tamasha dekh
@Jamalaadil6 күн бұрын
Realty of our police station ghuskhoor. Over all system crupt ho chuka hai khaskr Bihar me.
@Mohammad-t3c7k5 күн бұрын
पैसा लेना पुलिस अपना अधिकार समझती है
@humanity1887 күн бұрын
Criminals ko to sabse pahle desh ke bahar jane ke liye passport issue kar dena chahiya 😂
@RizoanR7 күн бұрын
Sabhi police station Mai denaparta hai
@onlyhelp86767 күн бұрын
Aap ke news ke jarya mai kahta hoo new passport ho yeah renu ho ps department ko back side se 2k tak dena partya hai... this year my mother ka 70 years + hai jinka ps ko back side se 1k dena para hai mera too churya yeah apna India hai 1000 government worker me 999 chore ....
@SkyNet_computer7 күн бұрын
Passport department khud corrupted hai, chota police case hone per police wale passport nhi banne dete, per passport department ke ander bada coruption hai 30000-50000 main passport pass ker dete hai
@shahharisshah1375 күн бұрын
Sir High Court judgement ki order????
@hamidali-ue8if5 күн бұрын
SAB police wale Aisa karte h
@faizanhaider85488 күн бұрын
Baghair Paisa liye police report forward hi nahi karti hai
@zuberahmad24996 күн бұрын
Police bina paise ke kuch nahi karti
@mdmd.akbar.shaikh99478 күн бұрын
Gaon mein to verification ke naam per 2500000 liye jaate Hain
@AryanRajput-w6b7 күн бұрын
Police paisa kete hai
@hrlearner3517 күн бұрын
Police verification should be done by passport office itself without the involvement of the concerned person.
@firozansari56847 күн бұрын
polic waele adhekari lete hi SI jeyada
@DdmmAmdfg8 күн бұрын
Zaroori nahe har police Wala khata hai rishwat nokri is wakah say kartay hai police ki
@iselfsabir8 күн бұрын
first time nhi diya phir nhi huaa second time mene diya ... mere pass 1500 liya 😢😢
@ROYAL-GROUP30017 күн бұрын
Police ki kamayi ka source hai
@MdSalman-mc3nc7 күн бұрын
Har police wala aaysa krta sab Paisa mangta hai.
@AhmadullahSheikh-x1p7 күн бұрын
Sab police wale paisa lete hai .
@futuretime58098 күн бұрын
Sb lete h sir ,hmse bhi liya gya tha, aur ye sabko pta h, likin koyi gov bhi sb janti h aur kuch nhi krati gov
@Jaycontitutionlln-uh4pi7 күн бұрын
Mere se khud police n manga tha up mei
@gulamrasool10166 күн бұрын
1500 se 1000 bhi or jiski pahuch hoti hain thana me 500 me bhi kaam ho jata hai main kudh 1500 sau Rupaye diya tha paspot bnwana asan nahi or usse jada dikkat bahar jane me hai
@gbgb86743 күн бұрын
Mai 700 dekar banaya tha
@shabbirkhan49607 күн бұрын
Koi bhi polis ko paese diye bagir pasport nahi lesakta
@mdazhar24047 күн бұрын
Koun faltu admi ki panal m bolyae hai agar koi nagrik nh hai hai to wo apply kaise kare ga
@AbdulKhanAbdulKhan-vt9nx6 күн бұрын
2000 rupay fees lete Hai
@MohammedAli-wh5xi8 күн бұрын
Buht bade case me ho tab Police kare mamuli case ho osme police ka arnga.
@DdmmAmdfg8 күн бұрын
Passport ki kyun baat kar rahay ho koi bhi government kaam karo beger rishwat diye birth certificate say lekar death certificate tak rishwat chaiya
@AhmadullahSheikh-x1p7 күн бұрын
Police ka passport ka fess 2000 leta hi hai
@azizulhasan-ei3bw7 күн бұрын
sabhi police wala lete hai sir koe nhi paisa
@azizulhasan-ei3bw7 күн бұрын
sabhi lete hai
@TheScholor7 күн бұрын
Police Bina pese liye file clear hi nahi karegi kam se kam 1000/ pasport
@sirajkkk42807 күн бұрын
Main bhi passport Dene Wale Ko 500 diya tha
@tailor3135 күн бұрын
Police 99% riswat leti hai 1500 2000 leti h
@gbgb86743 күн бұрын
Maine police wale ko 700 me nipta diya
@Allinone-mw8ut6 күн бұрын
सर हमारे यहां 1000 रुपए लेते हैं
@royalrizwi194 күн бұрын
Agr aadhar card me (DOB) Galat hai to passport ban sakta hai ?
@gbgb86743 күн бұрын
Nahi
@royalrizwi193 күн бұрын
@gbgb8674 aapko kaise pata nahi ban sakta??
@gbgb8674Күн бұрын
@@royalrizwi19 adhar card me jo DOB hai wahi pan card aur bank passbook me bhi hona chahiye..tab ban sakta hai
@RajeshSerbia7 күн бұрын
2000+ paisa leta hai
@ShortcinemaHub7 күн бұрын
99.99% police wale aise hi krte hai haram lga hua h unke muh ko..
@ImranKhan-gn7qr7 күн бұрын
5000 hazar rupe lete hai
@mdabdulbahab4297 күн бұрын
99 % police paisa lata h.jh
@MdShahidAphjal8 күн бұрын
Mera ghar bihar me hai mere yaha 2500 leta tab kam karta hai
@Rani-n3z1r8 күн бұрын
Police ka fiss 1500 he
@Mumbai-vy7hk7 күн бұрын
100 sob police Bala Pasha late hai
@lifeisdivine15848 күн бұрын
2014 KE BAAD HI KAFI NOKLI PASSPORT WAN RAHE HAI puda desh may
@jai_hindbharat77476 күн бұрын
Politics me gundde chalte to
@ZeenathKauser8 күн бұрын
🧕🏻🤔👍🇮🇳 ❤👍
@MohdShadab-nh4xr7 күн бұрын
Up me to passport ke liye police bahut zyada hi khoon piti hai
@saleemalisallu24146 күн бұрын
Sahab har police bala ye hi karta hai jiske paas bhi verification jata hai police ke paas
@VIPKhatri8 күн бұрын
Sab police wala paisa leker report okay kerta hai.