UG+PG+B.ED+CTET/STET+BPSC+Supertet ke baad Teacher banana easy hai compare to PG+ Net+Jrf ke baad Assistant Professor banana aur saath hi saath PG+Net+Jrf ke baad Assistant Professor ke liye Vacancies bhi bahut he Kam he aata hai aur Assistant Professor banana complicated compare to Upper Primary School(Classes-6th to 8th), Secondary School(Classes-9th to10th), and Senior Secondary School (Classes-11th to 12th).
@aishakhatoon-ot6liАй бұрын
Is true
@Knock6662 күн бұрын
Pura history he likh deya😮
@Khushboo12-u5g2 ай бұрын
Thank u so much sir mera saara doubt clear ho gya aap itna achhe se bihari language me samjha dye🙏🙏
@ZeeshanAshraf-te5dv2 ай бұрын
Sir video dekh kar sari baat samajh Gaye
@sandhyachauhan60092 ай бұрын
Faltu k log hote h jise Information p nhi kapre pr Dhyaan Hota h😂😂😂😂😂
@Chandapatel272 ай бұрын
ap tisart m v cute lgte h bhai plz don't care who say what
@RAHULKUMAR-jr3vsАй бұрын
Bahut achha se aap samjha diye bhaiya
@AbhinavKumar-c1iАй бұрын
Nice information sir ji 🎉
@ManishaYadav-h4t2 ай бұрын
Sir aap bahut acha se samjhate hai 😊😊
@rmotivation25702 ай бұрын
Informative video.... thanks sir 👍🥰
@maulanashakirrazanooribaya9181Ай бұрын
Bht achha samjhaye hain sir
@amaritakumari99212 ай бұрын
Etna sanskar karna padega esse achcha UPSC kyu n kar lu nikle ya nahi jajbat jarur sikha dega😂😂😂
@ShahRose-cc3xk17 күн бұрын
Thnx sr
@2.ogaming664Ай бұрын
Ham 12th commerce se kiye hai or12th me economics extra subject liye huye hai to kya ham 9th , 10th ke liye eligible hoge kya ? b. b.ead karne ke baad ?
@kumarikaushki-40singh842 ай бұрын
Sir ispe ek video banaiye B.ed ke admission ke bare me
@raushanissalini252428 күн бұрын
Net ka exam me long question rahta hai ya objective rahta hai please reply
@ayushishivani77042 ай бұрын
Sir me bed me admission li ish year me regular me or me ma distance se ish year karungi to kya me eligible hongi ??
@rajkumari93542 ай бұрын
Sir ,AI ka teachers pe bhi frk padega kya
@riyathefeelingsworld7536Ай бұрын
B.E.D ke liye bihar me kon kon hi achchi college hai? Iske liye v kuchh btaiye jaha kam charges me achhe college se B.E.D kr sake.
@dksindhi1422Ай бұрын
Mera psychology se BA hai B Ed me kaun sa subject chune
@pavankumaryadav43302 ай бұрын
Sir migration fee kya hota hai hamare college me nhi liya geya hai
@KCV53332 ай бұрын
B Ed vale ko pepar 1and pepar 2 dono pass karna hoga ki sirph pepar 2 please reply me
@RambharosRaj2 ай бұрын
Best ❤❤
@itz-nusrat-mir22 күн бұрын
Nursing krne k bad pg kr skty h kya nursing line me pg kaam aayga
@theconceptclassesforallboards2 ай бұрын
Manuu se pg karna kaisa rahega sir??
@Nikhilkumar-bv8nc2 ай бұрын
Please ek video banaiye B.ED special centralized counselling me form fill up ke upar kaise fill up kare please please please brother please please please please please please please
@KunalSingh-v7l2 ай бұрын
Ek video daled pr bhi...❤
@EditCreation2.02 ай бұрын
Thanks you Sir 🎉
@shakuntladevi5682 ай бұрын
Sir bank ke bare me bhi kuch batiye
@MdSultan-e3c5xАй бұрын
Good morning sir
@RajanKumar-vi3ph2 ай бұрын
Sir PG Aur BED dono ek sath nhi kar sakte hai kya
@chandnikhatoon98322 ай бұрын
Net jrf par video bna dijiye
@NishaKumariyadav2052 ай бұрын
P. G ka form kab aayega bihar university me Or honours paper hindi h history se p. G. Kr skte h
@ChandaKumari-vt4td2 ай бұрын
New graduation ke upar ak video bnayiye sir please
@StudentsMedia2 ай бұрын
Bht video bana chuke hai
@RakeshKumar-uf5do17 күн бұрын
Professor ka spelling wrong hai
@ranjankumar4235820 күн бұрын
Sir kya 2027 me 2year vala B.ed hoga ?.......
@kumarikaushki-40singh842 ай бұрын
Sir mera list me name aaya tha lekin admission dur hone ke karn admission nahi huaa Hamlogo ko b ed me admission kaise hoga
@sukoon-bookАй бұрын
Up se b.ed kr rhe hai koi dikkat v hoga
@AnishKumar_t2 ай бұрын
Sir hum bsc 3 year me h kya 2025 ke may taak complete ho jayega Mera graduation hum b.ed ka exam de sakte h ki nahi please bata dijiye
@nehaazmi2682 ай бұрын
Sir political science honours 21 se 24 session ke student h to kya b. Ed kr sakte h or kya is subject se job ka chance hai
@AmjadAli-cu8lw2 ай бұрын
Mera graduation is saal fainal huwa hai mera 12 th me urdu tha aur graduation me gs hindi tha to mai ctet peper 2 ka exam de sakti hu please reply dijiye ga
@Garbage-h2mАй бұрын
Ha de Sakti ho
@SitareKhan-mw2zt2 ай бұрын
Es saal mera b.ed me admission nahi ho paya to kyaa mai pg kar sakti hun or uske baad 1 saal ka b.ed kar sakti hun ek saal ka b.ed jo aane wala hai us me koi dikat to nahi hoga teacher banne me
@arshad78742 ай бұрын
1 year b.ed valid hoga,probably.
@ragnikumari14972 ай бұрын
To aap up sa b.ed kr lijiye sis.kaku new rules ka saath bhut kuch change ho jayega
@sarfrazn4 күн бұрын
Bsc.agriculture + B.ed teacher bansakte hai kya
@noorshaba562 ай бұрын
Bank po ke liy kon sa course best hoga is par bhi ek video bnaiyna sir
@StudentsMedia2 ай бұрын
Graduation ke baad Bank PO ka exam de sakte hai
@preciousstone39952 ай бұрын
I am late today because of slow net
@upscmotivationvideonk77812 ай бұрын
Bhaiya 21-24 session ka result apdete kuchh bhi aaya ki nahi
@Khoobsurat8112 ай бұрын
12 October ko ayega
@shabanakhatoon44112 ай бұрын
Dono nahi karna chahiye but malum nahi tha itna to pahle hi karne ke liye lag gayen hua hai kya karen
@arshad78742 ай бұрын
Teacher ke liye 4 years b.ed hi best hai?
@sonusinghaniya21592 ай бұрын
Sir pg ke bad bed kitna sal ke hoga
@aishakhatoon-ot6liАй бұрын
2025 se shyed 1 year ka hoga start
@GudduKumar-dq7ikАй бұрын
2 years bro
@sonusinghaniya2159Ай бұрын
@@aishakhatoon-ot6li you are right
@nasimalhtar183511 күн бұрын
sir ek saath b ed or pg kr sakte hai kya
@MdSaif-ge5bh2 ай бұрын
Sir PG me honours paper change kar sakte hai
@sonusinghaniya21592 ай бұрын
Pg krme me kitna kharcha lgta hai paisa
@salonikumari19292 ай бұрын
Sir kya 2026-28 me b.ed kar sakta hai q ki 2030 ke baad ye course invalid ho jayega
@tahreenkhan22 ай бұрын
Ha kr skti h because mai bhi krungi valid rhega agar aap B.ED kr legi to❤
@roshusingh12342 ай бұрын
Sir B.ed khtm hone Vala h ky kb tk ht jyega sir or ky 22-25 session vala lr skte h
@EditCreation2.02 ай бұрын
Sir B.Ed में कैसे छट जाते ये भी बता दीजिए sir
@sudhapyasa80842 ай бұрын
Thank you sir
@NamrataPathak-b2c2 ай бұрын
Sir jo b.ed 2030 se pahle kr raha h kya 2030 ke baad invalid ho jayega????
@official.neha842 ай бұрын
Sir m.a Education se krne ke baad direct up pgt ke liye apply kr skte h ya nhi plz sir bta dijiye
@StudentsMedia2 ай бұрын
Nahi...b.ed bhi chahiye
@rasmikumari32272 ай бұрын
Llb ke bare me bhi kuchh bataeye n
@vishalkumar49347 күн бұрын
Lib me kya janogo batao
@nk.nandani76922 ай бұрын
Sir pg me department me admission hua tha mai exam nhi di to fir se form bhra skta h
@DivyaKumari-f2tАй бұрын
Agar Mann lijiye hum bed k baad Med krte hai sath me net de kr phir PhD karte hai toh kya uske baad hum kisi v college ke professor banne yogya honge ya phir sirf bed r med colleges me hi professor banne yogya honge .....main pg nhi kiya hai .....toh mujhe samjh nhi aa ra hai ki ki me sirf ug plus Bed plus Med kar k pgt teacher ban sakungi ya nhi .....??
@StudentsMediaАй бұрын
BEd+MEd pr only Teacher Training College ke hi professor banenge....baki me nahi
@Chandankumar-db1og2 ай бұрын
Yes sir🎉🎉
@AbhinavKumar-c1iАй бұрын
Sir ek or bat hum b.ed karke 1-5 tak teacher banana chahta hu kya mai nhi ban sakta hu
@StudentsMediaАй бұрын
B.ed Wale 1 to 5 ke teacher nahi bn skte hai
@AbhinavKumar-c1iАй бұрын
@@StudentsMedia thank you
@PalakkumariPathak-p9q2 ай бұрын
Bhaiya kya D El Ed ab nhi hoga 25 se
@AMRENDRAPAL-Ай бұрын
10 लाख नहीं 1 लाख हुआ 10 लाख में एक और 0 रहेगा 😅 4:35
@ar_creation_786kАй бұрын
Pura focus h bro 😅
@munnakumar123kumar82 ай бұрын
Bed ya med distance se hota hai is pe ek video banaiye
@StudentsMedia2 ай бұрын
Bed hota hai...
@amaritakumari99212 ай бұрын
Complain karne wale se mera ye shikayat hai sir ka video dekhte hai aap log ya sir ko dekhte 😂😂tishirt me achche nahi lagte hai 😅😂😂