हरे कृष्णा प्रभुजी 🙏🙏🙏🙏 दंडवत प्रणाम। बहुत बहुत सुंदर कथा। मैने आज तक ऐसी रौचक और सुंदर राम कथा नही सुनी। सभी भक्त इसे अवश्य सुने। एक एक शब्द महत्वपूर्ण है। ज्ञान से भरपूर कथा है यह। श्री प्रशांत मुकुंद प्रभुजी को कोटि कोटि प्रणाम एवम बहुत बहुत साधुवाद जो हम जैसे बद्ध जीवो के उद्धार के लिए इतना प्रयास और परिश्रम कर रहे है। प्रभुजी की जय हो। जैसी श्रील प्रभुपाद की। सभी भक्तो की जय हो। 🙏🙏🙏🙏 हरे कृष्णा
@sachinmaan Жыл бұрын
Hare krishna prabhuji ❤❤❤❤❤anand aa gaya bahut sundar katha
@sanjaydhadwal1 Жыл бұрын
Hare Krishna Prabhu Ji. Anant Koti Dandwat Pranaam !!!
@shashimetrey1427 Жыл бұрын
Hare Krishna prabhuji bahut sunder katha
@namratadain Жыл бұрын
Hare Krishna prabhuji panchang pranam sach main jab bhi katha sunate hai tab sirph aisa lagata hai ki bas ram katha sunate hi rahe
@NaveenHemant Жыл бұрын
हरे कृष्णा 🙏❤️🙏
@priyankabhalla1974 Жыл бұрын
Hare Krishna Prabhuji pranam...Anand aa gaya Prabhuji aapki katha sun kar. Specially liked what should mother teach there daughters...they are precious thats why their safety needs to be taken care of, not because they are weak. Beti 10 ladkon ke barabar hai. Sita... jeev atma hai Ram ji ....Bhagwan hain Shiv dhanush... ahankar hai Ram ji tabhi prapt honge jab Dhanush roopi ahankar tootega What an interpretation prabhuji.
@radhakrishnadsii4016 Жыл бұрын
Hare Krishna
@namratadain Жыл бұрын
Hare Krishna prabhuji panchang pranam sach hai ramayan maine bhi lock down main 2 bar ramayan dekhi par phir bhi aisw lagata hain katha sune aur padhe dekhe ram katha kitani baar bhi sune man nahin bharata
@sachinmaan Жыл бұрын
Hare krishna ❤❤❤❤ prabhuji bahut he sundar katha ....aaj pehli baar authentic ramayana apke mookh se suni ......bahut si nayi nayi information mili....
@archanasrivastava1121 Жыл бұрын
Hare krishna hare ram 🙏🙏
@pritypareek4105 Жыл бұрын
बहुत सुंदर कथा आपकी कथाओं के सुन ने के बाद हर फेस्टिवल का आनंदी कुछ और होता है।
@Ankita-HareKrishna Жыл бұрын
Hare Krishna🙏 Prabhuji
@chetaniyasevakdas3537 Жыл бұрын
l
@venuvan Жыл бұрын
Bahut sunder Sri Ram kathavachan aapke Srimukh se. Pl continue the series. Grateful.👏👏👏 Shyam Sunder Sharma
@shobhagupta958 Жыл бұрын
Pranam prabhuji🙏 till now it is a new learning to know sbout Vishvamitr ji. He being son of King Gadi and how he became a Raj rishi, is very interesting prabhuji. Your elaborate katha makes it simple for us to understand the facts.
@kanchanbholla1645 Жыл бұрын
हरे कृष्ण प्रभु जी प्रणाम 🙏 राम कथा जितनी सुनी जाए उतनी कम है।राम जी की कथा सुनकर ही हम राम को अपने जीवन में ला सकते हैं क्योंकि जिनके जीवन में राम है।उनके जीवन में परेशानियां आ सकती हैं परंतु शोक नहीं आ सकता।
@rahul.chopra Жыл бұрын
Very Special Ram Katha❤ Big Thank You Prabhu Ji For Providing Authentic Scripture In So Simply Style ... Hare Krishna🙏
@sheelajain9663 Жыл бұрын
😊
@sachinmaan Жыл бұрын
Hare krishna ❤❤❤❤ prabhuji 🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹dandavat pranam bahut he sundar katha ....aaj pehli baar authentic ramayana apke mookh se suni ......bahut si nayi nayi information mili.... bachpan se jo स्कूल mein padha jo tv mein dekha ussi ko ramayana samjhte the......thank you so much prabhuji 🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹❤❤❤anand aa gaya prabhuji ..... First and second part mein dono mein itna naya naya seekha......ab soch rhaa hoon jaldi se 3rd part aaye us mein kya seekhne ko milega ....kya naya milega....... thankyou prabhuji apne 20 saal mein jo gyan एकत्रित kiya hai wo aap hum sabko de rahe hai.......agar hum soche ki hum padh lenge books le kar or sab aa jayega.....bahut bahut mushkil hai ho he nahi payega ....... isliye apki katha sunna bahut bahut jarori hai....🌹🌹🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@RajatSharma0412 Жыл бұрын
राम चरित्र जितना सुनो उतना आनंद आता है। विस्तृत कथा देने के लिए धन्यवाद ताकि हर कोई आसानी से समझ सके।🙏🏻
@vinipowerbi Жыл бұрын
12:43 vishwamitra
@vinipowerbi Жыл бұрын
2:11:36 Janak maharaj ka naam shiradhwaj
@vinipowerbi Жыл бұрын
1:24:11 sidhdhashram bali maharaj Vaman dev
@vinipowerbi Жыл бұрын
1:47:50 dhanush ka itihas
@raghavgoel3926 Жыл бұрын
Hare Krishna prabhuji, wonderful Rama katha. Some points are: 1) Srimad Bhagavatam mei Yuddhishthir Vidur ji se kehte hai ki aapko tirthon mei jaane ki kya zaroot hai, jiske paas Bhagavatam ka real gyan hai ve chalta firta tirth hai isliye aap jaha jaha gaye vo jagah tirth ban gyi. Aisa hee Dashrath Maharaj Vishwamitra muni se kehte hai ki aapke padharne se mera ghar tirth ban gaya. 2) Rishi Vishwamitra pehle Raja the, fir Vashishtha Muni se vivaad ke baad unhone tapasya kari aur 1000 saal baad Brahmaji ne kaha ki tum Rajrishi ho gaye ho, par unhe Brahma Rishi banna tha. Fir Trishanku wali ghatna ke baad unhone vaapas tapasya kari, uske baad Pariksha ke liye Indra ne Menka ko bheja, usse kaam mohit hokar rishi ne 10 varsh nikal diye fir agle 1000 saal tapasya karne ke baad rambha aayi jinko krodh mei shraap de diya ki 10,000 saal tak paththar ban ja. Fir aage unhone aur tapasya kari aur ant mei jab aisa tapa kar liya jisme shwaans bhi nahi lete the fir apna vrat kholne baithe tab Brahmaji ne Pariksha ke liye 1-1 karke 5 devtaon ko Bhikshuk ke roop mei bheja aur aise karke jo bhi bhojan tha vo Vishwamitra ji ne poora unko de diya, isse Brahma ji prasann hue aur unhone unko Brahmarishi ki updhi dedi, par Vishwamitra ne kaha ki ye upadhi mai aapse nahi apitu Vashishtha Rishi se loonga kyuki unke karan hee mujhme yeh utsah aaya. 3) Uttar kaand mei Valmiki ji Kakbhushandi ki katha batate hai ki Bhushandi naam ke rishi ne 50,000 saal tapasya kari, aur apni ichha se unhone kauaa banna sweekar kara jisme ve baar baar Rama ke darshan karte hai. Bhagwan Rama ki baal lila mei 1 baar Bhagwan Kaikeyi ke kaksh mei the aur Bhushandi ji aaye aur unki roti ka tukda unke hath se chhenkar le gaye aur peeche peeche teeno lok mei ghoomte rahe, fir ant mei Bhagwan ne Kakbhushandi ko Kaikeyi ke kaksha mei apna Chaturbhuj roop mei Darshan karwaya aur unko Vardaan mei apni nirantar aisi Bhakti pradan kari jo kaal kram mei kabhi nasht na ho. 4) Jab Indra ne Vritrasur ko maara tha tab usse Brahma-hatya ka paap laga isliye uska Gangajal dwara Abhishek kiya gaya aur uss jal ko jaha bahaya gaya vo area ekdum kharab ho gaya aur waha Tataka rehne lagi. Suketu namak Sadhu ki putri thi Tataka aur uska vivah hua Raja Jambh ke putra Sund ke sath hua. Ek baar inhone Agastya muni ke prati apradh kar diya to shrap mila ki Sund mar jaaye aur Tataka Nar-bhakshi ho jaaye. Issi Tataka ke putra hai Subahu aur Marich. Pehle Bhagwan ne Tataka ka maara fir Subahu ka aur baad mei Marich ka vadh kiya 5) Janakpuri mei jo Shiv Chaap tha uski katha kuch iss prakar hai, jab Daksha Yajna mei Sati Mata ne apna shareer ka tyag kar diya aur Shivji ke ek Gana Virabhadra ne Daksh ki Gardan kaat di thi, tab Shivji Sati mata ke Shav ko hath mei lekar ghum rahe the aur apne krodh se apne Shiv Chaap prakat kar diya aur usse vaar karne hee wale the ki tab Bhagwan Vishnu ne apne Chakra se mata Sati ke shareer ke 51 tukde kar diye jinko 51 Shaktipeeth bhi kehte hai. Fir Shivji ka gussa shant hua par unhone socha ki ye Dhanush agar Prithvi par rakh diya to vinash ho jaayega isliye unhone ye Dhanush Maharaj Nimi ke vanshaj Maharaj Devraat ko diya aur unhike Vansh mei Mata Sita ke pita aaye Maharaj Janak jinka naam hai Kshiradhwaj.
@vinipowerbi Жыл бұрын
4:10 birth of RAM Rashi kundali 11 th day namkaran 7:09
@vinipowerbi Жыл бұрын
1:29:17 marich
@_vaishalirajput_ Жыл бұрын
कथा तो कथा लेकिन सबसे ज़्यादा मज़ा तब आता है। जब आप अपने शास्त्रीक उदाहरण से समाज के झूठेपन को उखाड़कर सत्य की चपेड़ उनको मारते है।😅 अहा...... कथा वाचक हो तो ऐसा जो बेबाक होकर बिना किसी डर के बोले.... नहीं तो मार्किट में सो- कोलॅड दोगले कथा वाचकों की लंबी कतार है। क्योंकि कठोर सत्य बोलने की उनकी हिम्मत नहीं । जो यह गुण विद्या आप में देखने को मिलती है। ऐसे कथा वाचक को मेरा शत शत नमन🙏❤️