Mene bhi nds kiya sirf hadiyo kaa dhacha hi bachaa tha pr rog saare bhag gaye ab me fhir fit ho gayaa thanks to couhaan sir❤❤
@rameshwarprasadgurjar23787 ай бұрын
Ye meri bhi problem thi sir thank you very much
@NSJoshi7Ай бұрын
Bahot important vidio dhanyvad sir
@parmartina98134 ай бұрын
Thank you Thank you god.
@rameshwarprasadgurjar23787 ай бұрын
Very useful knowlwde sir
@Leavesmandharwadkarnataka5 ай бұрын
Por Bandare Jignesh sir, the work you are doing is very good, the work you are doing is very good, the service you are doing is excellent, thank you to all the patients.
@rameshwarprasadgurjar23787 ай бұрын
आपने बहुत अच्छा बताया ,धन्यवाद
@mahkvanavishnu33167 ай бұрын
Nic
@kamalashah2327 ай бұрын
I am also jain from solapur.
@pritamkumarnagdev462 ай бұрын
🙏🌹🙏
@upmaverma395529 күн бұрын
Sir, mai anima weekly leti hoo. Totally vegan, totally raw food per hoon. Mera vajan bahut kam hai,45kg aur height 155cm hai12 khajoor, 10badam, 4kaju aur 3banana ki smoothy night main lete hain. Morrning 7-8ghante ki fasting k baad 12 baje tak different fruits lete hain, aur lunch main chana, moong, soyabeen, moongfali, palak, tamatar, dhaniyapatti, sendha namak k sath sprouts lete hain. Weight badhane k liye kya karoon. Isi diet k sath bataiye. 🙏🏻🙏🏻
@babulalsony98007 ай бұрын
💐💐💐💐💐🙏🙏🙏🙏🙏
@rupinderpalsingh8207 ай бұрын
Thanks anima tu 3 months h lena hai raw salads 🥗 sy gas problem ho gate hai
@lsrinivasan45567 ай бұрын
Yah bat jo aap bata rahe ho vajan badhane liye yah baton se main vanchit tha 2020 me jab main ne NDS kiya tha. Main bahut dubla patla aur kamjor ho gaya tha jis karan main bhimar pad gaya aur NDS chorna pada. Jis kisi ke advice se kar raha main unka nam nahi lena chahta vahan se mujhe NDS ke andhar jana sikha diya par bhimari theek hone ke bad jo vishay aap bata rahe ho mujhe bataya nahi. Yahi bola gaya enema bhi chalu rakhna hai fasting bhi chalu rakhna hai green juice bhi chalu rakhna hai
@rameshwarprasadgurjar23787 ай бұрын
Sir,mai aapse porbandar or kis place pe milna chahta
@divinelifestylends46197 ай бұрын
Porbandar Chhaya Chowki Road, n/r Reliance Smart Bajar, new diet system
@HealthWealthEntertainment7 ай бұрын
Agar B12,Vit D, himoglbin kam ho jaata he to pahle apne doctor ki salah jarur le. Bad me bhi aap NDS kar sakte he.
@Jayeshgurjar-v4tАй бұрын
Bhai dr pass kabhi nahi jana chihe Me 27 years se dr ke pass kabhi nahi gaya
@shivanshsingh72167 ай бұрын
Bimari nahi gayi hai tab bhi ye kare
@saritad40137 ай бұрын
Uric acid bada he to पालक se jada bad jayega kya ? palak ke badle me kya lena hoga ,
@divinelifestylends46197 ай бұрын
Ji nahi palak le sakte hai... Natural chij koi nuksan nhi kar sakti ...
@sohanlalbhati68535 ай бұрын
Hip joint problem h tho kya kre aur slip disc problem hai
@CHETNAPATEL-v3j7 ай бұрын
🙏🪷🍊🥭👌👌😁
@VaibhavBhingare-pe6iy7 ай бұрын
Sir plz reply me kaccha khane ke baad gas kyu banti rehti hai
@divinelifestylends46197 ай бұрын
Body me toxic hone ki vajah se...3 month 100% nds follow kare... NDS ke 3 piller enima, upvas, green juice par focus kare