He is one of my favorite poets, I love his nazm 'Tum nahi aaye the jab'
@sayyedalizaminjafri84255 жыл бұрын
My also love from balrampur
@ravindersinghbhangu87534 жыл бұрын
Wah ! Hey grandson of Jafri Sahib, Could you please whatsapp me on my number 9592638846 ?
@pankajrawat16856 жыл бұрын
बहुत ही उम्दा नज़्म है वाह वाह जाफरी साहब।
@sayeedmohammad83984 жыл бұрын
Bahut khoob.. Outstanding poet.
@fahad567 жыл бұрын
what a great language , what are the wonderful people those Urdu speakers.
@insaan26953 жыл бұрын
Kya baat hai. Love from India
@BestCollectionOffical5 жыл бұрын
he was great no words for Ali Sardar Jafri
@kumarjeetu8553 жыл бұрын
Great sir
@ashokkaul47407 жыл бұрын
Nice poems, yarning for peace and life and coexistence.
@dr.anwarmohammadkhan30784 жыл бұрын
This is s real poetry !
@masoodjafri11697 жыл бұрын
sardar jafri was a great poet of this century masood jafri
@AjeetSingh-uj4tk7 жыл бұрын
Masood Jafri I agree!!
@zeyaabbas29566 жыл бұрын
Bht khuub mashaallah 💝👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
@sanaullahsadiqtaimi42088 жыл бұрын
really beautiful poem
@iqbaljafri50710 ай бұрын
He is my grandfather
@AhmadJunaidAli8 жыл бұрын
wah, bohat khoob
@jitendrasinghcharan52756 жыл бұрын
Humne Urdu ko firko se Aazad rkha aur uss ko wahabi talibaniyat se nhi joda, humne urdu ko hmesha sufi peer fakiri aur molla masti se hi babshta rkha... sawal ye nhi he ki national language he ki nhi blki asal sawal to ye he ki 1947 ke baad hindustan me jaha urdu ko aik khula Aasman mila jis ne tarreki-pasand tehriko ko ek nayi Aabo-hawa ek nayi roshan-khyali bakhsi vahi pakistan me molvi abdul haq jaisi adabi sakhsiyto se lekr molana madudi jaisi mazhabi hastiyo tak ne Urdu ko sirf Arabi ki nokrani bna kr mazhabi dastarbandi tak hi uss ki heishiyat ko mehdud kr diya... pakistan me jaha jamin aur gaav aur mohhlo ki juban to hamesha punjabi, sindhi, balochi, pashto hi rhi vaha urdu ko jabardasti thopne ka natiza ye hua ki urdu ki classical composition ko punjabi ke sath mix kr ke uss ki Ruh ko hi lahu-luhan kiya gya... hume naaz he Aligarh muslim university, Jamia millia islamia, central university of urdu etc etc idaaro pr jis ka mukabala pakistan to kya puri dunya me urdu ki talim se juda koi mulk nhi kr skta he... urdu humare gaav humare khait humare gali mohhlo ki juban he, ye humare khuun me he, humari dil ki dhadkan me he, humari dadi nani ke Afsano me he, humare ruthne aur manane me he... kisi juban ko sirf kaumi juban ka tamga dekr hi uss ko waqar nhi bakhsa jata he, uss ko apni tehzeeb aur apne Ruh me jagah de kr hi jinda rkha jata he Aayindo naslo ki khatir... SALAM... NAMASTE...
@pratikmitra26087 күн бұрын
❤❤❤
@dawoodk1036 жыл бұрын
Subhan Allah.
@aajtakkishayari99013 жыл бұрын
Superb
@shahrunmalik53383 жыл бұрын
ٹوٹا ہوا ستارہ Poem ki video dal do
@ahmedabbas76164 жыл бұрын
Masa Allah
@2sridhark9 жыл бұрын
What is the matter? Please complete Ali Jafri's Ghazal's. This is not the full post.
@shahzaibafshani3 жыл бұрын
Kash ads pe bhi comment ka option hota 🤬
@Aja.272 жыл бұрын
8:17
@shahabuddinnizamishahabudd98247 жыл бұрын
Shahabuddin naat.
@AhmedAli-tp5xf7 жыл бұрын
Zainab Urdu hy ya Punjabi Soochta hoonynbhi tumbji Only
@AhmedAli-tp5xf7 жыл бұрын
Ameen
@ahmedabbas76164 жыл бұрын
Wrigh
@fahad567 жыл бұрын
unfortunately pakistani not respect Urdu speakers.
@jupiterpower12367 жыл бұрын
Fahad Amir tamian pata hona chayay urdu pakistan ki qoomi zaban hy. Pakistan k ameer tabqa urdu speaking hy. Pakistan ki berocracy main sb se zaida urdu speaking hi hain. Pakistan k miltry main bary bary edron k head urdu speaking hi hain.